Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Ghazal Section

View Poll Results: Which one is best according to you?
panchhi tujhe ye ashyaanaa puraanaa laage 2 20.00%
Vo door ek apna bhi pyara sa jahan hoga , 2 20.00%
Soch meri iss soch mein hae, 4 40.00%
puch lu unchi awaj se haisiyat nhi ab 0 0%
Kaash tumne ek baar mud ke dekha hota 4 40.00%
Multiple Choice Poll. Voters: 10. You may not vote on this poll

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Tasweer pe tahreer 19/3/14
Old
  (#1)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
Tasweer pe tahreer 19/3/14 - 3rd April 2014, 07:50 PM

panchhi tujhe ye ashyaanaa puraanaa laage
samjhaye phir bhee tu nayaa ashyaanaa maange

lalsa jagee hai man men tujhe naye gaam kee
ummeed kar lee tune door kisee dham kee
bin dekhee nagri kee tujhe lagan jo laage
samjhaye phir bhee tu nayaa ashyaanaa maange

tinka tinka jod ke humne banaayaa ye ghonsla
aasha men teree ab ye tut gayaa hai haunsla
rangaayee men dujon kee tu kyun itnaa bhaage
samjhaye phir bhee tu nayaa ashyaanaa maange

sona hai chandi bhee hai sab tere paas hai
tumse judaa hone ka bas gham mere paas hai
milne kee tumse phir se aashaa jo man men jaage
samjhaye phir bhee tu nayaa ashyaanaa maange

unchee udaane bhar lee tune ab bahot re
niche hamein bhee dekh tu apnee nazar se
ye zindagee bhee ab to meraa tan jo tyaage
samjhaye phir bhee tu nayaa ashyaanaa maange

------------------------------------------------------------------------

Vo door ek apna bhi pyara sa jahan hoga ,
Basi hogi jisme apni rooh ek adad makaan hoga.

Kyon tham gaye ho, thora aur tau chalo abhi,
Ek din mil kar choona humein aasmaan hoga.

Vo jo dikhta nahi abtak aur hai ankh se ojhal ,
Vahan chipa apne kadmon ka koyee nishaan hoga.

Kafi kat gaya safar bacha hai thora aur fansala,
Dekh lena ek din khatam apna ye imtehaan hoga.

Yun hi saath chalte kat jayegi tamaam Zindagi ,
Manzil milegi zaroor agar dil mein gumaan ho

Agar tum yun hi saath rahe mere hamnawa ,
Ek chota sa pyara sa apna bhi Gulistaan hoga.

---------------------------------------------------------------------------------

Soch meri iss soch mein hae,
Ki tujhe aaj bulaoun ya na
Meri khushian jo ab neend mein hain,
Main unko aaj jagaoun ya na

Tu jaa raha hae jiss rastay
Uss rastay ko aag lagaoun ya na,
Mera kal juda hae tere sath
Iss kal ko aaj bhulaoun ya na,

Hath pakad main ro loon tera
Aaisi chahat chupaoun ya na,
Jo dil ki maang hae seenay lagon
Aisi maang thukraoun ya na,

Tera sayya khada hae sath mere
Isay pyar ka geet sunaoun ya na,
Tere kadmo mein hae jahan mere
Iss jahan se picha chudaoun ya na,

Tujhe roknay ko jee chahta hae
Iss jee ko main samjhaoun ya na,
Mujhe khud se zada hae chahat teri
Yeh bhi tujhe bataoun ya na,

---------------------------------------------------------------------]

puch lu unchi awaj se haisiyat nhi ab utni samne uske ki wo ja rha hai..
mere hanth se hanth judaye rakhta tha jo, aj hanth chhudaye ja rha hai..

mudata nhi wo saks ek bar akhiri ki dekh lu mai use, ki wo ja rha hai..
ashiqi thi ab tak uski mai, abhi apne pairo tale mera dil raunde ja rha hai..

tukra ke mujhe sang meri muhabbat ko wo dur badi dur ja rha hai..
piche mudta nhi palat ke meri tarf wo jo wo ja rha hai..

apni to ek bhaddi si yaad magr meri to kismat hi jalaye ja rha hai..
malum bhi nhi pad rha wo saks muskuraye ya roye ja rha hai..

jami se uth ke aakas ko chhune wo siddiya chade ja rha hai..
salike se salika sikh, khubsurat salike se mujhse dur ja rha hai..

tukra ke mujhe sang meri muhabbat ko wo dur badi dur ja rha hai..
piche mudta nhi palat ke meri tarf wo jo wo ja rha hai..

ek khwab dikhi thi mujhe biti kal ki rat wo darawna pal sach hue ja rha hai..
ha..! sachmuch wo mujhe chhod, wo ja rha hai, wo ja rha hai..

jate hue dikh rha mujhe, ye meri nigahe dekh rhi ki wo ja rha hai..
isara kar rhi meri hantho ki ungliya ki whi..! ha wo ja rha hai..

puch lu unchi awaj se haisiyat nhi ab utni samne uske ki wo ja rha hai..
mere hanth se hanth judaye rakhta tha jo, aj hanth chhudaye ja rha hai..

ab to dur bhi nikal gya wo jo mujhse dur ja rha hai..
ankho mai bhari anshwo maine se dhundhla dikh rha ha..! wo ja rha hai..

-----------------------------------------------------------------------

Kaash tumne ek baar mud ke dekha hota
Un aansuon ko jo gir ke bhi toote nahin,
Un othon ko jo sile the apni hee zubaan se,
Un lafzon ko jo bolne se pehle dafan ho gaye,
Un aankhon ko jo palkein nahin jhapkaati
Aur us dil ko jo dhadkana bhool gaya ho......
Kaash tumne ek baar mud ke dekha hota,
Aansuon se jami barf mein dafan zinda laash ko,
Saanson kee garmi se jhulsi aahon ko,
Patthar hui aankhon se behte hue khoon ko
Patte ke samaan kaanpte jism ko,
Aur Bina khoon bahe katte hue angon ko,
kaash tumne ek baar mud ke dekha hota....
Aawaaz ne nahin meri saanson ne tumhe pukara tha,
Aankhon ne nahin meri ruh ne tumhe nihara tha,
Haathon ne nahin mere royein royein ne tumhe chuaa tha,
Hontho ko daanton ne nahin daanton ko hotho ne kata tha,
Aur dil ko dhadkano ne nahin aasuon ne samjhaya tha.*
kaash tumne ek baar mud ke dekha hota...

Shaad...

Last edited by sameer'shaad'; 5th May 2014 at 07:23 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
4th April 2014, 10:47 AM

sabhee tehreer bahot hi Khoob hai... best of luck doston

aapka

~Dhaval

*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,795
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
5th April 2014, 11:34 AM

dear valuable sdc members,
Aap sabhi se meri request hai kee...apne apne vote jald se jald submit karein...............
Thanx.

एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
Old
  (#4)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,795
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
7th April 2014, 11:07 AM

time dheere dheere aage bad raha hai....................aur aap sab se request hai kee jaldi se voting karein..

एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
Old
  (#5)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
7th April 2014, 09:55 PM

Pyaare doston... bahot khushi hui aap sab ka hauslaa aur interest dekh kar....
har member ne ek se ek badhiyaa peshkash dii hai... main sabko bahot si shubhkaamnaaen detaa hoon... aage bhi unhi saath dete rahiyegaa...

baaki sabhi members se guzaarish karungaa ke wo apnaa keemti vote apni pasandeeda kavitaa ko deN...shukriyaa

Shaad...

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
8th April 2014, 10:32 AM

sabhi ne bahut khoob likha hai, hamne VOTE kar diya hai

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#7)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
10th April 2014, 08:16 AM

1.Panchi tujhe vo ashiyan purana lage ..
Is mein beloved apneV lover se keh rahi hai ki tum naye ashiyan ke
liye puran ashiyan chor ke ja rahe ho ..per vo use rok nahi rahi sirf
samjha rahi hai ...Sacrifice in love

2. Vo door ek apna bhi pyara jahan hoga ...yahan khch aisa mehsoos ho
raha hai ki musafir chalte 2thak gaya hai aur dejected hai . Per uski
beloved usko mitivate kar rahi manzil tak pahunchne ko .
Indeed An Inspirational love with positive vibes.

3. Soch meri Is soch mein ...mein beloved apne lover ko rokna tau chahti hai
per selfish nahi hai .True love depicted here but confused as to
interrupt the person or not.....Sweet and Caring love.

4.Puch loon uchi awaz se ....Very beautiful ehsaas of a helpless beloved
who is narrating her helplessness and pain on realising ki uska lover usko
chor ke jaa raha hai ....Indeed a helpless love .

5. Kaash tumne ek baar murke dekha hota.....is purely an expressions
of complaint where the beloved is complaining all the time .
Revengeful and over possessive love .

Friends zyada se zyada vote karein aur sab ka haunsala badain

khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
10th April 2014, 10:05 AM

Quote:
Originally Posted by Hamdam View Post

Hamdamji,
apne bahot hi achchii tarah se sabhi rachnaoN ko explain kiya hai. Extremely beautiful and very helpful for our readers. My heartfelt thanks for that

Toh dostoN aapka kimtee vote jald se jald daal deN,
waqt bitta jaa raha hai aur ghadi rukne wali hai nahiN.

ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता

http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,795
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
10th April 2014, 03:28 PM

Quote:
Originally Posted by Hamdam View Post
1.Panchi tujhe vo ashiyan purana lage ..
Is mein beloved apneV lover se keh rahi hai ki tum naye ashiyan ke
liye puran ashiyan chor ke ja rahe ho ..per vo use rok nahi rahi sirf
samjha rahi hai ...Sacrifice in love

2. Vo door ek apna bhi pyara jahan hoga ...yahan khch aisa mehsoos ho
raha hai ki musafir chalte 2thak gaya hai aur dejected hai . Per uski
beloved usko mitivate kar rahi manzil tak pahunchne ko .
Indeed An Inspirational love with positive vibes.

3. Soch meri Is soch mein ...mein beloved apne lover ko rokna tau chahti hai
per selfish nahi hai .True love depicted here but confused as to
interrupt the person or not.....Sweet and Caring love.

4.Puch loon uchi awaz se ....Very beautiful ehsaas of a helpless beloved
who is narrating her helplessness and pain on realising ki uska lover usko
chor ke jaa raha hai ....Indeed a helpless love .

5. Kaash tumne ek baar murke dekha hota.....is purely an expressions
of complaint where the beloved is complaining all the time .
Revengeful and over possessive love .

Friends zyada se zyada vote karein aur sab ka haunsala badain
Sanjay g kya baat hai...i like ur way of encouraging users to vote...unique style

एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
Old
  (#10)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
10th April 2014, 08:21 PM

Quote:
Originally Posted by Hamdam View Post
1.Panchi tujhe vo ashiyan purana lage ..
Is mein beloved apneV lover se keh rahi hai ki tum naye ashiyan ke
liye puran ashiyan chor ke ja rahe ho ..per vo use rok nahi rahi sirf
samjha rahi hai ...Sacrifice in love

2. Vo door ek apna bhi pyara jahan hoga ...yahan khch aisa mehsoos ho
raha hai ki musafir chalte 2thak gaya hai aur dejected hai . Per uski
beloved usko mitivate kar rahi manzil tak pahunchne ko .
Indeed An Inspirational love with positive vibes.

3. Soch meri Is soch mein ...mein beloved apne lover ko rokna tau chahti hai
per selfish nahi hai .True love depicted here but confused as to
interrupt the person or not.....Sweet and Caring love.

4.Puch loon uchi awaz se ....Very beautiful ehsaas of a helpless beloved
who is narrating her helplessness and pain on realising ki uska lover usko
chor ke jaa raha hai ....Indeed a helpless love .

5. Kaash tumne ek baar murke dekha hota.....is purely an expressions
of complaint where the beloved is complaining all the time .
Revengeful and over possessive love .

Friends zyada se zyada vote karein aur sab ka haunsala badain

kya baat hai Sanjay saahab...... bahot baareeki se aapne hunare-kadr ko pesh kiyaa hai... bahot hi gahraai se aapne ehsaason ko tavajjoh di hai... bahot bahot shukriyaa apka members ka hausla afzaai karne ke liye... mahfil ki raunak aaap sab se hi hai.... aate rahen

Shaad....

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
14th April 2014, 05:05 PM

members se meraa nivedan hai ke jald se jald apnaa keemti vote apni pasadeedaa shaayri ko deN aur sahi ummeedwaar ko vijayee banaaeN....

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
17th April 2014, 03:10 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
members se meraa nivedan hai ke jald se jald apnaa keemti vote apni pasadeedaa shaayri ko deN aur sahi ummeedwaar ko vijayee banaaeN....

Dear Members ,

Ek naya silsila tasveer ko dekh kar likhne ka shuru hua hai yahan .Kuch logon
ne samay nikal ke posts bheji hain . Pls unhe parein aur effort pasand aye to zaroor
vote karein .

Sanjay Sehgal

khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
20th April 2014, 09:44 AM

Dear members,

jaisaa ke vaadaa thaa result announce karne kaa, to aaj aap sab ke saamne mujhe result announce karne me bahot khushi ho rahii hai...

Neeche likhii ghazlon ke ghazalkaaron ke naaam diye jaa rahe hain...

1) panchhi tujhe ye ashyaanaa puraanaa laage- aadeil "safeer" ji

2) Vo door ek apna bhi pyara sa jahan hoga - Sanjay JI "Humdam"

3) Soch meri iss soch mein hae- Honey Sugar Ji.

4) puch lu unchi awaj se haisiyat nhi ab utni samne uske ki wo ja rha hai.. Jyotiba ashok "Sultaan" ji

5) Kaash tumne ek baar mud ke dekha hota- One and only Aru ji..

Aur jaisaa ke voting se anumaan lagaayaa jaa saktaa hai ke match ke is baar do log man of the match saabit hue hain....

Honey Sugar ji and Aru jii.............

AAp dono ko meri taraf se, aur poori saayri family ki taraf se dher saari mubaarakbaad...... Aage bhi aapse aise hi kalaamon ki ummeed rahegii...

Main shukrguzaar hoon Un doston ka bhi,, jinhone is pratiyogitaa me bhaag liyaa....
Aur voting me apnaa keemti samay aur vote diyaa.... winners ke chunaaw me members ke yogdaan ke liye main tahe dil se shukrguzaar hoon.......

Shukriyaa

Shaad.....

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
22nd April 2014, 02:13 PM

Honey Sugar ji and Aru jii.............

AAp dono ko hamaaree taraf se bahot bahot badhaaiyaaN.

Adil

ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता

http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com