usko saja hoti hin nahi haii.......... -
8th April 2006, 09:41 PM
Usko saza hotii hin nahi haii
Jisne qusoor kii hin nahii haii
Tum laakh kaho usko bura Qismat rulaati hin nahii haii
Gunaah karke gunaah chupaana
Das tarah ke baatain banaana
Apnii galtii kisii pe tohpna
Aur phir khud hin Aadaab samjhaana
Kab tak kooii bach paayega
Aaj nahi kal pachtaayega
Khuda sabko dekh rahe hain
Seh na paayega …
Unka danda jab padjaayega
Zivan ek din ki nahii haii
Gar saza tujhe mila nahii haii
Ab bhii agar samjha nahii haii
Intezar karo jevan khtam huaa nahii haii
Pashemaani chupaana ho chupaao
Apna dosh kisii aur pe toh na lagaao
Ek galtii kii khaatir ………..Duja galtii tum na karte jaao .........
chand ho pari ho ya koi afshara
pyar kare jo hume sone sa khara
jiski ankhon me ho pyar hi pyar bhara
me uska "veer" wo meri "zarra"
-------------------Brizesh_kol_-------------------------------------
|