Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Personal Messages > Feedback and Suggestions

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Poetry aur unki categories par baat ya vichaar rakhne ke lie bhi ek forum hona chahie
Old
  (#1)
@kaash
Registered User
@kaash is a splendid one to behold@kaash is a splendid one to behold@kaash is a splendid one to behold@kaash is a splendid one to behold@kaash is a splendid one to behold@kaash is a splendid one to behold@kaash is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 249
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 22
Poetry aur unki categories par baat ya vichaar rakhne ke lie bhi ek forum hona chahie - 4th January 2011, 04:58 PM

hi everyone, well jaisa ki ye shayri site hai to shayri/poems ke baaren me hume jaankri ya charcha karne ke lie ek forum typa ka hona chahiye jahan hum informations baant saken aur pa bhi saken,main sr. member mayank ji ki sarahna karna chunga jo unhone dictionary add ki hai,this is awesome work by which everyone will be benefitted aur ye bahut achi baat hai,now i am new here so zyada nahi janta ki main apni ye post jo maine isi mutalli likhi kahan post karun,moderators se anurodh karunga ki sahi forum/section me neeche ki post ko kar den. maine title bhi likha hai



title: Urdu ke huroofe tahajji ke hisab se ghazalon ko tarteeb dena Deewaan kahlata hai

content is as follows



urdu shayri me deewaan bahut maayne rakhta hai.jitne bhi bade shayar hue hain unme bhi bahut kum
shoara ke deewan shaya hue hain,halanki mazmooen sakdo hazaron ki tadaad me hoti hain.Urdu shayri me
hooroof-e-tahajji ke anusaar se ya lihaaz se ho shayaries tarteeb di jaayen yani sankalit ki jayen use hi deewan kahte hain.

jaise pehli ghazal Alif harf ke radeef par khatm hogi yani uske aakhir me 'ga' 'ta' ''sa' ''ya' aayen vah alif ki radeef kahlaegi.
uske baad 'be' phir 'te' aur yeh silsila urdu ke aakhiri harf 'ye' tak chalta hai.isme badi mehnat aur lagan ki hi nahi balki
junoon ki bhi zarurat hoti hai.
sahibe deewan shoara me Quli Qutub Shah,Meer Taki 'Meer', Zauk,Ghalib,Momin,Daadh vagairah bahut se bade naam shamil hain.
isme kai bahron aur kai naye tajurbe bhi karne padte hain,kuch radeefen asaani se shayar ke tasavvur me aa jati hain,kuch me badi
mushkil hoti hai,lekin junooni log in marahil se guzar kar apne deewan ko poora karte hain.

aur zyada kya share karun doston ye bhi likh deta hun silesilewaar ki kya shabd aayenge(alif,be etc) aur radeef ke aakhir me kya shabd aayenge.
i will try to share any deewan of ghalib etc ya phir shaukeen ise net par bhi padh sakte hain jaise ghalib sahab ki sites vagairah.


Huroofe tahajji Last word in radeef

Alif Aa(ya,va,ga,sa,ta etc)
Be Ba ie. ब jaise ab,tab,yarab,jab et.c
Pe Pa jaise aap,naap

Te Ta jaise moorat,soorat etc

t.te T.te jaise aahatt etc


Se


Jeem

Che

He

Khe

Daal

Zaal

Daal

Re

Nde


Ze


Seen


Sheen

Svaad


Zvaad

Toy


Zoy


En


Ghain


Fe


Qaaf

Kaaf


Gaaf


Laam


Meem


Noon


Vaav

He


Hamza

Iea

Badi Iea





isi tarah horoofetahajji ke hisaab se radeef ka last word aayega,will keep sharing baki aur log bhi apni raay ya kuch add karna ho to kar sakte hain.
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
4th January 2011, 07:05 PM

Quote:
Originally Posted by @kaash View Post
hi everyone, well jaisa ki ye shayri site hai to shayri/poems ke baaren me hume jaankri ya charcha karne ke lie ek forum typa ka hona chahiye jahan hum informations baant saken aur pa bhi saken,main sr. member mayank ji ki sarahna karna chunga jo unhone dictionary add ki hai,this is awesome work by which everyone will be benefitted aur ye bahut achi baat hai,now i am new here so zyada nahi janta ki main apni ye post jo maine isi mutalli likhi kahan post karun,moderators se anurodh karunga ki sahi forum/section me neeche ki post ko kar den. maine title bhi likha hai



title: Urdu ke huroofe tahajji ke hisab se ghazalon ko tarteeb dena Deewaan kahlata hai

content is as follows



urdu shayri me deewaan bahut maayne rakhta hai.jitne bhi bade shayar hue hain unme bhi bahut kum
shoara ke deewan shaya hue hain,halanki mazmooen sakdo hazaron ki tadaad me hoti hain.Urdu shayri me
hooroof-e-tahajji ke anusaar se ya lihaaz se ho shayaries tarteeb di jaayen yani sankalit ki jayen use hi deewan kahte hain.

jaise pehli ghazal Alif harf ke radeef par khatm hogi yani uske aakhir me 'ga' 'ta' ''sa' ''ya' aayen vah alif ki radeef kahlaegi.
uske baad 'be' phir 'te' aur yeh silsila urdu ke aakhiri harf 'ye' tak chalta hai.isme badi mehnat aur lagan ki hi nahi balki
junoon ki bhi zarurat hoti hai.
sahibe deewan shoara me Quli Qutub Shah,Meer Taki 'Meer', Zauk,Ghalib,Momin,Daadh vagairah bahut se bade naam shamil hain.
isme kai bahron aur kai naye tajurbe bhi karne padte hain,kuch radeefen asaani se shayar ke tasavvur me aa jati hain,kuch me badi
mushkil hoti hai,lekin junooni log in marahil se guzar kar apne deewan ko poora karte hain.

aur zyada kya share karun doston ye bhi likh deta hun silesilewaar ki kya shabd aayenge(alif,be etc) aur radeef ke aakhir me kya shabd aayenge.
i will try to share any deewan of ghalib etc ya phir shaukeen ise net par bhi padh sakte hain jaise ghalib sahab ki sites vagairah.


Huroofe tahajji Last word in radeef

Alif Aa(ya,va,ga,sa,ta etc)
Be Ba ie. ब jaise ab,tab,yarab,jab et.c
Pe Pa jaise aap,naap

Te Ta jaise moorat,soorat etc

t.te T.te jaise aahatt etc


Se


Jeem

Che

He

Khe

Daal

Zaal

Daal

Re

Nde


Ze


Seen


Sheen

Svaad


Zvaad

Toy


Zoy


En


Ghain


Fe


Qaaf

Kaaf


Gaaf


Laam


Meem


Noon


Vaav

He


Hamza

Iea

Badi Iea





isi tarah horoofetahajji ke hisaab se radeef ka last word aayega,will keep sharing baki aur log bhi apni raay ya kuch add karna ho to kar sakte hain.


"AAPKI SHAYRI" section meiN aap shayri se related guftagu kar sakte haiN....

Aap is post ko bhi usi section me post kar dijiye...




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#3)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
5th January 2011, 10:16 AM

kaaSh jee:

namaste!

jaisaa ki zainy jee ne kahaa "Aapki shayri" section mei,n aap Shayri se related baate.n Share kar sakte hai.n jisse hum sabhee kuChh seeKh sake.n.. mai.n aapka be-Had ShuKraGuzaar huuN... !

duaao.n ke saath ijaazat

aapka

~Dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
@kaash
Registered User
@kaash is a splendid one to behold@kaash is a splendid one to behold@kaash is a splendid one to behold@kaash is a splendid one to behold@kaash is a splendid one to behold@kaash is a splendid one to behold@kaash is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 249
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 22
6th January 2011, 03:22 PM

shukriya doston,sahi farmaya aap logon ne
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com