Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Personal Messages > Feedback and Suggestions

View Poll Results: Aik User ki Kitni limit honi chahiye aik din mein new Threads Creat Kerne ki ???
Per Day 2 2 11.76%
Per Day 3 3 17.65%
Per Day 4 6 35.29%
Unlimited 6 35.29%
Voters: 17. You may not vote on this poll

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Old
  (#41)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
Smile 30th July 2008, 09:07 PM

agreed with both of you ... (Zainy + Sunita Baaji )


izat maa'aab Janab Gaurav sb , Janab maikaash sb aur Janab Mayank Saheb , "Feedback and Suggestions " sectioN mein main ne sab logoN ki taraf se aik Thread Banaya tha 28 July ko iski Voting Khatam ho chuki hai , result bhi appke saamne hai ,

Hoga wohi jo app log chahieNge per meri app se itni guzarish hai keh koi faisla laine se pehle hamara raaey ko bhi mad-e-nazer rakha jaaey to achi baat hai


Baaqi janab Mayank sb appne jo doosra issue uchala hai us per already aik thread banaya howa hai DHAVAL bhai ne , i hope hamare saare members is baat ko follow kerieNge

http://www.shayri.com/forums/showthread.php?t=61491

Khush rahieN

dua go
Mujeeb
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#42)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
2nd August 2008, 07:03 PM

Quote:
Originally Posted by Mujeeb View Post

Baaqi janab Mayank sb appne jo doosra issue uchala hai us per already aik thread banaya howa hai DHAVAL bhai ne , i hope hamare saare members is baat ko follow kerieNge

Mujeeb
ham ne kuchh uchhaala nahii.n hai, hamne sirf apne baat rakkkhi hai

waise is maamle par gaurav bhai se bhii baat karuungaa, agar limitations technically possible hai to usay implement karne me.n koii pareshaani nahii hogii..

Mayank
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#43)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
2nd August 2008, 07:10 PM

Quote:
Originally Posted by Mayank View Post
ham ne kuchh uchhaala nahii.n hai, hamne sirf apne baat rakkkhi hai

waise is maamle par gaurav bhai se bhii baat karuungaa, agar limitations technically possible hai to usay implement karne me.n koii pareshaani nahii hogii..

Mayank

I am really sorry , woh word by mistake use kiya maine actually maine is post ko dobaara read nahi kiya , urdu ka lafz intemaal ker raha tha is liye shayad us waqt mujhe sahi lag raha tha , per ab apne likhe howe per nidamat ho rahi hai ...

Mujeh uthaya istemal kerna chahiye tha


Once again sorry


Mujeeb
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#44)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
2nd August 2008, 07:28 PM

Quote:
Originally Posted by Mujeeb View Post
I am really sorry , woh word by mistake use kiya maine actually maine is post ko dobaara read nahi kiya , urdu ka lafz intemaal ker raha tha is liye shayad us waqt mujhe sahi lag raha tha , per ab apne likhe howe per nidamat ho rahi hai ...

Mujeh uthaya istemal kerna chahiye tha


Once again sorry


Mujeeb
I know that is only a mistake. it's ok, I was just kidding! don't worry

Last edited by Mayank; 3rd August 2008 at 10:15 AM..
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
koi limit nahi hone chhiye
Old
  (#45)
ajay nidaan
nida
ajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud of
 
ajay nidaan's Avatar
 
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 27
Love koi limit nahi hone chhiye - 26th September 2009, 04:58 PM


I think no limit , Kyunki vaise bhi har roz itna time nahi milta sdc pe ache se spend karne ko..

aur rahi baat limit ke

बंधने का भय सीमाये तोड देता है क्योकि यहा सभी को समय नही नही मिलता और विचार आपको बताकर नही आते बहुत कुछ परिस्थितियो पर भी निर्भर करता है.

isliye no limit hi rahane de ..... yahi request hai sabhi sammniya ... logo se.

ajay nidaan



Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan

Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.

 Send a message via ICQ to ajay nidaan Send a message via Yahoo to ajay nidaan Send a message via Skype™ to ajay nidaan 
Reply With Quote
Old
  (#46)
santosh_kumar
PASSIONATE
santosh_kumar is a glorious beacon of lightsantosh_kumar is a glorious beacon of lightsantosh_kumar is a glorious beacon of lightsantosh_kumar is a glorious beacon of lightsantosh_kumar is a glorious beacon of light
 
santosh_kumar's Avatar
 
Offline
Posts: 203
Join Date: Sep 2005
Location: delhi
Rep Power: 23
25th July 2010, 01:44 PM

Quote:
Originally Posted by Mujeeb View Post
Meri raaey ke mutabiq

Her User ki limit hone chahiye


aik din mein new threads creat kerne ki ...

Appko kiya lagta hai ... zaroor bataien


Mujeeb
Mujhe bhi mujeeb ji aapki baat se iteefaq hai mujhe bhi aisa lagta hai ki limit honi chahiye magar limit itni bhi nahi honi chahiye ki kisi ko apne armaano ka gala ghotna pade wo kehte hain na limit main har cheez acchee hoti hai


Aapka Santosh..........


Bahut tanhaiya.N hai.N mere hisse mei.N churalo tum
Tumhara saath meri tanhaiyo.N se kuch to behtar hai...
   
Reply With Quote
limit ka mamla hai
Old
  (#47)
parveen komal
devil ! forgive me
parveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to behold
 
parveen komal's Avatar
 
Offline
Posts: 930
Join Date: Jul 2010
Location: MUMBAI PATIALA
Rep Power: 23
limit ka mamla hai - 25th July 2010, 02:35 PM

Limit.............
honi chaie
ek din me 6
is se shayar ko bhi dimagi sukoon milega
what is about size of poem?


Ab shayrana amad ko bhi control karna padega.
Izhar e jazbaat ko ab ghut ghut ke marna padega.
Is hi tarah ek din sarad jazbaat ho jaenge
Bandish ke bhoot se thoda darna hoga.

Last edited by parveen komal; 25th July 2010 at 03:14 PM.. Reason: badal ke fatne ki tarah achanak hui shayrana amad
  Send a message via Yahoo to parveen komal Send a message via MSN to parveen komal Send a message via Skype™ to parveen komal 
Reply With Quote
Old
  (#48)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
27th July 2010, 05:04 AM

iska conclusion kya nikla at last ye bata do koi mujhe....??



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Old
  (#49)
parveen komal
devil ! forgive me
parveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to behold
 
parveen komal's Avatar
 
Offline
Posts: 930
Join Date: Jul 2010
Location: MUMBAI PATIALA
Rep Power: 23
27th July 2010, 10:19 AM

Quote:
Originally Posted by parveen komal View Post
Limit.............
honi chaie
ek din me 6
is se shayar ko bhi dimagi sukoon milega
what is about size of poem?


Ab shayrana amad ko bhi control karna padega.
Izhar e jazbaat ko ab ghut ghut ke marna padega.
Is hi tarah ek din sarad jazbaat ho jaenge
Bandish ke bhoot se thoda darna hoga.
"Bahut soch vichhar ke baad Badal garja,
thodi bahut limit ho to nahi hai harja.
Agar management thodi limit nahi lagaegi,
to SDC Guffar market ki parking ban jaegi".

"AZEEM SHAYAR"-Dil se daad kabool karta hoon, Dhanyavaad sir.


07666027379,09041116001,09876442643,
09417142513,09914097007,09625494246
Mail: parveenkomal@parveenkomal.com
www.parveenkomal.com/blog
{ BURA NA SUNENGE BURA NA DEKHENGE BURA NA BOLENGE
ACHHA LIKHENGE,KOI BURA KAHEGA TO KHUD KO TATOLENGE }


Wohi rizq deta jahaan ko , wohi zaat sab se azeem hai
Meri muflisi pe na hans ke wo , tera taaj sar se giraa na de
}QadeerToopchi{
  Send a message via Yahoo to parveen komal Send a message via MSN to parveen komal Send a message via Skype™ to parveen komal 
Reply With Quote
Old
  (#50)
Abid_Majaaz
Registered User
Abid_Majaaz will become famous soon enough
 
Abid_Majaaz's Avatar
 
Offline
Posts: 40
Join Date: Apr 2010
Location: Peshawar Pakistan
Rep Power: 0
7th July 2011, 02:33 PM

i think limit is must 4 saving the life of SDC
q k SDC aik Parivaar ki tarah hai,aur Parivaar kis aik shakhs ka nahi hota,balke sab milkar Parivaar banate hain. Ham Sab SDC k Haath,Paaon,aur Baazo ki tarah hain,hm sb ko milkar SDC Ki Laaj Rakhni hai,
Q k Ye Shayri koi Mazaq nahi or na hi ye Bachon ka khel hai..
Shayri aik Sawaal bhi hai,jawab bhi,mission bhi,Suggession bhi..Aur Mehnat ki aik jeeti Jaagti Tasveer bhi hai.
Mujhe pata hai yahan zyada tar wo log hain jo khud poet hain,lekin as a poet wo ye andaza q nahi lagate k har aik poet ki likhi hoi tehreer uski mehnat ka natija hoti hai,
to phir har aik poet ka ye haq banta hai ko usko moqa mile post krne ka..Aur agr ye chance ap smjhte ho k waqai har aik poet ka haq hai to phir Vote karo Limit ki taraf.
Kuch log kehte hain k hmko roz time nahi milta,
Arey bhai logo time to mere paas bhi nahi,shayad isi liey to saal main sirf 25 tk post kr paaya hun.
Lekin agr mujhe time nahi milta to main unko q saza dung,jinki zindagi ka doosra name shayri hai ...
So plz moderators accept limited post option for all SDC Users.And Please Aisa koi rule bnao k Shayri ki Asal Khushbo ko Log SDC main feel karain n is k ilawa 1 waqt main 150 guest hote hain aur sirf 1 member iska bhi koi hal nikalye.Aur post k liye koi aisa rule ho jo Gher zarori post hain unko approve hi na kiya jaye,,,,
Regardz,
(Abid Afzal Majaaz)
AbidAfzal2011@gmail.Com
+923149815410
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
If you limit your ajay nidaan Inspiring Stories 0 23rd March 2010 04:38 PM
koi limit nahi hone chhiye ajay nidaan Feedback and Suggestions 0 26th September 2009 05:01 PM
Limitless Limit.. adhoori arzoo English Poetry 1 22nd September 2006 08:46 PM
new user for u shahnawaz Chit-Chat & General Discussion Forum 0 13th November 2005 01:54 PM
Passion With No Limit Aunali Shayri-e-Ishq 0 26th January 2002 04:37 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com