|
|
|
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Har dard se -
7th July 2010, 09:57 PM
Har dard se pyar aabaad nahi hota hai mere dost
log apne hi kaafi hai aksar ye ghar ujaadne ke liye.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
|
7th July 2010, 10:03 PM
Quote:
Originally Posted by ajay nidaan
Har dard se pyar aabaad nahi hota hai mere dost
log apne hi kaafi hai aksar ye ghar ujaadne ke liye.
|
nakaam ishq ho log dard ka naam dete hai
dard agar pyaar hota to pyaar badta hi rahta
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Teri nazar me -
7th July 2010, 10:06 PM
Teri nazar me gar dard pyaar nahi hai
mujhe to ab kisi ka bhi aetabar nahi hai.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
Aazaad Panchi
Offline
Posts: 312
Join Date: May 2010
Location: SKY
Rep Power: 18
|
7th July 2010, 10:31 PM
Ahad e wafa pe qayam kyun nahi rahta
Dil chahta hai tera to kyun nahi kahta
Faisle taqdeer ke lakeere badal nahi sakti
Eh insaan teri uske aage hargiz chal nahi sakti
Aaj tu zameen par hai kal zameen mein hoga
Maut tujhe aani hai har roz tal nahi sakti
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Fir se tera -
8th July 2010, 07:38 AM
Fir se tera yakin karne se kisaa ye housla hoga
pata nahi lamho ke darmiya kaun sa faasla hoga.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
Aazaad Panchi
Offline
Posts: 312
Join Date: May 2010
Location: SKY
Rep Power: 18
|
9th July 2010, 11:57 PM
Silsile todne hai mulakhaton ke parwaazz
phir ye baar baar milne ki zarurat kya hai
Faisle taqdeer ke lakeere badal nahi sakti
Eh insaan teri uske aage hargiz chal nahi sakti
Aaj tu zameen par hai kal zameen mein hoga
Maut tujhe aani hai har roz tal nahi sakti
Last edited by Parwaazz; 10th July 2010 at 12:01 AM..
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Mulakaat ke -
10th July 2010, 07:20 AM
Mulakaat ke silsile se pyar ki parwaazz buland ki hai
Jaise tere dil ne pahle izhaar ki aagaaz buland ki hai.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
11th July 2010, 01:07 AM
Quote:
Originally Posted by ajay nidaan
Mulakaat ke silsile se pyar ki parwaazz buland ki hai
Jaise tere dil ne pahle izhaar ki aagaaz buland ki hai.
|
Meri bulandiyaaN bhi usko chu na saki Kwahish
Woh khawaab tha yaa haqeekhat samjh na sake
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Uski bulandiyaan -
11th July 2010, 03:33 PM
Uski bulandiyaan aur uski kwahish itni umdaa ho gayi
vo haqeekhat banee bhi aur hamse bhi judaa ho gayi.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
Last edited by ajay nidaan; 11th July 2010 at 03:37 PM..
|
|
|
|
|
Aazaad Panchi
Offline
Posts: 312
Join Date: May 2010
Location: SKY
Rep Power: 18
|
14th July 2010, 04:38 PM
Ab kaha hum me tum me woh pehle jesi chahat hai
Hume tum se gile hai tumhe hum se shikayat hai
Faisle taqdeer ke lakeere badal nahi sakti
Eh insaan teri uske aage hargiz chal nahi sakti
Aaj tu zameen par hai kal zameen mein hoga
Maut tujhe aani hai har roz tal nahi sakti
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Gile shikve to -
14th July 2010, 09:02 PM
Gile shikve to hote hi rahate hai zindagee me yaha
tum jara yakin se to aao chahat ki parwaaz hai jaha.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
अंदाज़-ए-बयां शायराना है
Offline
Posts: 1,173
Join Date: Mar 2009
Location: Bilaspur
Rep Power: 28
|
15th July 2010, 12:15 PM
zindagi ke kuch mod bade hi muskil hote hain jaise
jale kagaz ko modne jaise kaam muskil hote hain.....!!
-- nt mine
Ek InteZaar si ban gayi hai Zindagi,
Har pal tere aane ki Aash mein.......
|
|
|
|
|
Aazaad Panchi
Offline
Posts: 312
Join Date: May 2010
Location: SKY
Rep Power: 18
|
16th July 2010, 12:44 AM
Mai kahu kuch to kahte ho kuch bi kahta
Chup rahu to meri khamoshi gawara nahi
Faisle taqdeer ke lakeere badal nahi sakti
Eh insaan teri uske aage hargiz chal nahi sakti
Aaj tu zameen par hai kal zameen mein hoga
Maut tujhe aani hai har roz tal nahi sakti
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Teri khamoshi har -
16th July 2010, 09:23 PM
Teri khamoshi har keemat par gawaraa nahi hai mujhe
is had tak waqt ne tere liye to pukaraa nahi hai mujhe.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
16th July 2010, 09:35 PM
Quote:
Originally Posted by ajay nidaan
Teri khamoshi har keemat par gawaraa nahi hai mujhe
is had tak waqt ne tere liye to pukaraa nahi hai mujhe.
|
Mera armaaN hai ke maiN Ajay rahuN
Tujhko pukaaruN ke aur tera naam luN
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Meri har kwahish me -
16th July 2010, 09:46 PM
Meri har kwahish me zindagi ka aaina nikhar aata hai
har kwahish me vo buland si seerat me sawar aata hai.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
16th July 2010, 10:01 PM
Quote:
Originally Posted by ajay nidaan
Meri har kwahish me zindagi ka aaina nikhar aata hai
har kwahish me vo buland si seerat me sawar aata hai.
|
Mat sawaroN mujhe ke khaboN ki koyiN haqeekhat nahi hoti
Tum jaante ho beruqi se khaboN ki koyiN mohallat nahi hoti
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Teri mohallat se -
16th July 2010, 10:11 PM
Teri mohallat se gar mere khawb ko anjaam du
fir bata aakhir teri haqeekhat ko kya naam du
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
Aazaad Panchi
Offline
Posts: 312
Join Date: May 2010
Location: SKY
Rep Power: 18
|
20th July 2010, 10:22 PM
Shayar apni sharafat se badnaam ho gaye
Humne sharafat chhodi gumnaam ho gaye
Faisle taqdeer ke lakeere badal nahi sakti
Eh insaan teri uske aage hargiz chal nahi sakti
Aaj tu zameen par hai kal zameen mein hoga
Maut tujhe aani hai har roz tal nahi sakti
Last edited by Parwaazz; 20th July 2010 at 10:24 PM..
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
26th July 2010, 01:46 AM
Thi hum se shikayat to shikayat karte
Waqt e zarurat hum bhi wazahar karte
KyuN dekh ke muh mod liya hum se
Shanasai thi humari to shanakhat karte
|
|
|
|
|
PASSIONATE
Offline
Posts: 203
Join Date: Sep 2005
Location: delhi
Rep Power: 24
|
26th July 2010, 02:56 AM
Shikayat rahi zamane ko hamse zara zara
hum bhi samjh rahe the hakikat zara zara
ulfat main unki ham bhi behke chale gaye
dil ko to hai ye ab bhi aadat zara zara..........
Aapka Santosh..........
Bahut tanhaiya.N hai.N mere hisse mei.N churalo tum
Tumhara saath meri tanhaiyo.N se kuch to behtar hai...
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
26th July 2010, 03:12 AM
Quote:
Originally Posted by santosh_kumar
Shikayat rahi zamane ko hamse zara zara
hum bhi samjh rahe the hakikat zara zara
ulfat main unki ham bhi behke chale gaye
dil ko to hai ye ab bhi aadat zara zara..........
|
Bus karo waiz mere liye itni dua kafi hai
Shafa Khuda denga gar zindagi baki hai
|
|
|
|
|
PASSIONATE
Offline
Posts: 203
Join Date: Sep 2005
Location: delhi
Rep Power: 24
|
26th July 2010, 11:49 AM
Quote:
Originally Posted by kwahish
Bus karo waiz mere liye itni dua kafi hai
Shafa Khuda denga gar zindagi baki hai
|
Zindagi ke kitaab ke kuch panNe nahi mile.
Doondha khushi ka lamha wo lamhe nahi mile.
ab Koi duaa kare meri maut ke liye .......
asar ho meri duaa mein mujhe wo haanth nahi mile........
Aapka Santosh..........
Bahut tanhaiya.N hai.N mere hisse mei.N churalo tum
Tumhara saath meri tanhaiyo.N se kuch to behtar hai...
|
|
|
|
|
Aazaad Panchi
Offline
Posts: 312
Join Date: May 2010
Location: SKY
Rep Power: 18
|
30th July 2010, 01:29 AM
Labo pe gulab ankho me aab rakhta hu
Aise apne zakhmo pe naqaab rakhta hu
Faisle taqdeer ke lakeere badal nahi sakti
Eh insaan teri uske aage hargiz chal nahi sakti
Aaj tu zameen par hai kal zameen mein hoga
Maut tujhe aani hai har roz tal nahi sakti
|
|
|
|
|
PASSIONATE
Offline
Posts: 203
Join Date: Sep 2005
Location: delhi
Rep Power: 24
|
30th July 2010, 06:26 PM
Quote:
Originally Posted by Parwaazz
Labo pe gulab ankho me aab rakhta hu
Aise apne zakhmo pe naqaab rakhta hu
|
Kuch tum kaho kuch hum kahen to accha hai.
kat jaye ye safar yu hin to accha hai...
Aapka Santosh..........
Bahut tanhaiya.N hai.N mere hisse mei.N churalo tum
Tumhara saath meri tanhaiyo.N se kuch to behtar hai...
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
30th July 2010, 11:35 PM
Quote:
Originally Posted by santosh_kumar
Kuch tum kaho kuch hum kahen to accha hai.
kat jaye ye safar yu hin to accha hai...
|
MaiN chup rahuN to mere khamoshi ki saza milti hai
Woh mujhse door door si aur khafa khafa milti hai
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Bahut khafa hai -
31st July 2010, 09:42 PM
Bahut khafaa hai in dino shahar ke log hamse
unki kasoutee jo dekh li maine apni nazar me.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
|
31st July 2010, 09:57 PM
Quote:
Originally Posted by ajay nidaan
Bahut khafaa hai in dino shahar ke log hamse
unki kasoutee jo dekh li maine apni nazar me.
|
bahut khuub........
ajab tera dasture shahar mila
jo bhi mila tirchi nazar mila
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Tum kyon khud ko -
31st July 2010, 10:09 PM
Tum kyon khud ko hi dhal banate ho itni si baat par
Ye zindagi hai milti nahi hai jo daav lagye ek baat par.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
1st August 2010, 02:21 AM
Usko maiN bhi kaise nazar andaz karuN
Jo saath rahta hai mere saaye ki tarha
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Vo saaye ki -
1st August 2010, 03:16 PM
Vo saaye ki tarah rahta hai tere aur mere saath
magar fir bhi mai tanha rah jata hu tere bagair.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
Aazaad Panchi
Offline
Posts: 312
Join Date: May 2010
Location: SKY
Rep Power: 18
|
1st August 2010, 04:33 PM
Bas jae koye dil me gar khawab bankar
Woh umar bhar ki ninde uda jatey hai
Faisle taqdeer ke lakeere badal nahi sakti
Eh insaan teri uske aage hargiz chal nahi sakti
Aaj tu zameen par hai kal zameen mein hoga
Maut tujhe aani hai har roz tal nahi sakti
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Dil ki baat badi hai -
1st August 2010, 07:40 PM
Dil ki baat badi hai dil se hosh udaanae waalo me
aur tum ho ki gum ho aaye dil churaane waalo me.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
|
2nd August 2010, 04:46 PM
Dil ki baat laboon per la ker ab tuk hum dukh sehte hein
Hum ne suna tha is bastii mein dil walay bhee rehte hein..NM
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
|
|
|
|
|
Banned
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
|
2nd August 2010, 05:49 PM
Quote:
Originally Posted by zainy
Dil ki baat laboon per la ker ab tuk hum dukh sehte hein
Hum ne suna tha is bastii mein dil walay bhee rehte hein..NM
|
dil ki baat dil mai rakhna
ankhon ko palkoN se dhakna
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
|
2nd August 2010, 06:56 PM
Dil Ki Baat ZubaaNTak Laana Kitna Mushkil Hai
Haal-e-Dil AuroN Ko Sunaana Kitna Mushkil Hai..NM
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
|
|
|
|
|
Banned
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
|
2nd August 2010, 07:19 PM
Quote:
Originally Posted by zainy
Dil Ki Baat ZubaaNTak Laana Kitna Mushkil Hai
Haal-e-Dil AuroN Ko Sunaana Kitna Mushkil Hai..NM
|
har ik honth pe ik baat si ruki hai
ishq mai har koe be'zubaaN milta hai
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Tera dil to ek toota -
3rd August 2010, 09:15 PM
Tera dil to ek toota hua tare jaise khoobsurat hai
aise wajood me apni to itni bhi kaha haisiyat hai.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
अंदाज़-ए-बयां शायराना है
Offline
Posts: 1,173
Join Date: Mar 2009
Location: Bilaspur
Rep Power: 28
|
8th August 2010, 08:39 PM
Haisiyatein nahi bana karti chand sikko se,
Yeh toh unhe kurbaan karke banai jati hain...!!
Quote:
Originally Posted by ajay nidaan
Tera dil to ek toota hua tare jaise khoobsurat hai
aise wajood me apni to itni bhi kaha haisiyat hai.
|
Ek InteZaar si ban gayi hai Zindagi,
Har pal tere aane ki Aash mein.......
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Haisiyat na to -
10th August 2010, 09:05 PM
Haisiyat na to sikko se bane na hee daulat se
jara parda hata aakho se gar ho tum mehnat se.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is On
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
|