|
|
|
|
|
|
|
|
The Pure...........
Offline
Posts: 428
Join Date: Jan 2009
Location: mumbai,INDIA
Rep Power: 17
|
11th February 2009, 10:54 PM
Quote:
Originally Posted by redtears_ocean
Safar mai jo chale the mere raqeeb bankar
mushkil raho mai kaha hum ghumgusaar nahi
kitni masoom hai meri chahat 'ali'
tu hai bewafa phir bhi yeh iqrar nahi
|
ALI ji bahut achcha likha hai..
ai ishq ! dekh ham bhee hain kis dil ke aadmee
mahmaa'n banaa ke gham ko kalejaa khilaa diyaa
not mine
***shifa***
Fizaai.n rukti hain raaho.n par,jinse hum guzrai.n
ghatayai.n aaj bhi jhuk kar salaam karti hain
har shab ye suna hai falak se kuch pariya.n
wafa ka chand hamare hi naam karti hain.!!!
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,502
Join Date: Jan 2009
Location: In YoUr HeArT
Rep Power: 19
|
wah wah.. -
11th February 2009, 10:59 PM
Quote:
Originally Posted by shifa20
ALI ji bahut achcha likha hai..
ai ishq ! dekh ham bhee hain kis dil ke aadmee
mahmaa'n banaa ke gham ko kalejaa khilaa diyaa
not mine
|
kitni aasani se tumnai tau gham jala diya
nadan the hum jo har shab ashqo ka pyala diya
Mera daman jalega tau jalogai tum bhi yeh samajhte ho,phir aag lagate kyu ho
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
12th February 2009, 12:22 PM
Quote:
Originally Posted by redtears_ocean
kitni aasani se tumnai tau gham jala diya
nadan the hum jo har shab ashqo ka pyala diya
|
ashqon ko ankhon ki kamzori na banao
zindagi bhar mitne na vo gham na uthao
jo kabhi na samjh sake tere mohabbat ki jasbaat
usse bepanah tum yu pyar na jatao
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Ð Amorist
Offline
Posts: 2,283
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 27
|
12th February 2009, 12:51 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
ashqon ko ankhon ki kamzori na banao
zindagi bhar mitne na vo gham na uthao
jo kabhi na samjh sake tere mohabbat ki jasbaat
usse bepanah tum yu pyar na jatao
|
Pyar jazbaaton se nahin dil se hota,
aur dil hi to hai,
jo pyar ke haathon majboor hota hai !
Jo samajh le kisi ko har koi,
to pyar na karega is duniya me kabhi koi
Save me from the safety of my SILENCE
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
12th February 2009, 12:53 PM
Quote:
Originally Posted by Fathomless
Pyar jazbaaton se nahin dil se hota,
aur dil hi to hai,
jo pyar ke haathon majboor hota hai !
Jo samajh le kisi ko har koi,
to pyar na karega is duniya me kabhi koi
|
sapne tute jate hai sone se pahele
hum muskura dete hai rone se pahele
pyar hai ik gunnah ye samjh to gaye
par koi rok le ye gunnah hone se pahele
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
ek dost
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
|
verry good di....... -
12th February 2009, 12:58 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
sapne tute jate hai sone se pahele
hum muskura dete hai rone se pahele
pyar hai ik gunnah ye samjh to gaye
par koi rok le ye gunnah hone se pahele
|
woh gunah bhi karke dekha
use apni nigahon me basakar bhi dekha
per kahi nahi mila hume pyar
har ek dil me khud ko tadap kar hi dekha
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
|
|
|
|
|
Ð Amorist
Offline
Posts: 2,283
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 27
|
12th February 2009, 01:01 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
sapne tute jate hai sone se pahele
hum muskura dete hai rone se pahele
pyar hai ik gunnah ye samjh to gaye
par koi rok le ye gunnah hone se pahele
|
Gunehgar kabhi pyar nahi hota,
Yeh woh izhaar hai jo asaani se bayan nai hota,
pyar kabhi kisi ko gum nahin deta,
aur jo deta hai gum............ ae mere dost, woh pyar nahin hota
Save me from the safety of my SILENCE
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
12th February 2009, 01:06 PM
Quote:
Originally Posted by dineshdharvi
woh gunah bhi karke dekha
use apni nigahon me basakar bhi dekha
per kahi nahi mila hume pyar
har ek dil me khud ko tadap kar hi dekha
|
khud ko naa dhundo mahefil mein
tum toh base ho mere dil mein
har mod par milenge tumhe dard
kyu dhundte ho aaSHna qatil mein
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
ek dost
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
|
12th February 2009, 01:09 PM
pyar labzon me bayan nahi hota
usko jitna chaho itna gehra hota hai
pyar khuda ka diya huva tohfa hai
tabhi us per sirf khuda ka pehra hota hai
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
Last edited by dineshdharvi; 12th February 2009 at 01:30 PM..
|
|
|
|
|
Ð Amorist
Offline
Posts: 2,283
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 27
|
12th February 2009, 01:30 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
khud ko naa dhundo mahefil mein
tum toh base ho mere dil mein
har mod par milenge tumhe dard
kyu dhundte ho aaSHna qatil mein
|
awesome............. !
simply mind blowing
Save me from the safety of my SILENCE
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
12th February 2009, 01:34 PM
Quote:
Originally Posted by dineshdharvi
pyar labzon me bayan nahi hota
usko jitna chaho itna gehra hota hai
pyar khuda ka diya huva tohfa hai
tabhi us per sirf khuda ka pehta hota hai
|
pyar lavzon ka mohataj nahi hota
do sur mein bikhar jaye vo saaz nahi hota
na samjh paye mehboob isharon mein jo
vo pyar ka andaaz nahi hota
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
ek dost
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
|
kem che di? -
12th February 2009, 01:37 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
pyar lavzon ka mohataj nahi hota
do sur mein bikhar jaye vo saaz nahi hota
na samjh paye mehboob isharon mein jo
vo pyar ka alfaaz nahi hota
|
Dil ki baat jaanta nahi koi
kehna in aankho ka manta nahi koi
Ham to jaan bhi denge kushi se
per is jaan ki kimat jaanta nahi koi
nm
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
12th February 2009, 01:40 PM
Quote:
Originally Posted by dineshdharvi
pyar labzon me bayan nahi hota
usko jitna chaho itna gehra hota hai
pyar khuda ka diya huva tohfa hai
tabhi us per sirf khuda ka pehra hota hai
|
kaun kahataa hai mohabbat kii zubaa.N hotii hai
ye haqiiqat to nigaaho.n se bayaa.N hotii hai
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
12th February 2009, 01:41 PM
Quote:
Originally Posted by dineshdharvi
Dil ki baat jaanta nahi koi
kehna in aankho ka manta nahi koi
Ham to jaan bhi denge kushi se
per is jaan ki kimat jaanta nahi koi
nm
|
tere baaton ka kya mol hoga
dhadken jis par dil vo pyar ka bol hoga
kimat laakh laga le apni
teri jaan mere liye anmol hoga
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Ð Amorist
Offline
Posts: 2,283
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 27
|
12th February 2009, 01:55 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
tere baaton ka kya mol hoga
dhadken jis par dil vo pyar ka bol hoga
kimat laakh laga le apni
teri jaan mere liye anmol hoga
|
bahot khoob...........
Mat kaho chiraag bhujane ko isse,
woh naadaan hai apni ungli jala lega......... !
Save me from the safety of my SILENCE
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
12th February 2009, 02:00 PM
Quote:
Originally Posted by Fathomless
bahot khoob...........
Mat kaho chiraag bhujane ko isse,
woh naadaan hai apni ungli jala lega......... !
|
ik chiraag dil ki bujhayi na bujhi
tere yaaden ki ashiyana jalayi na jali
jhum utha dil mera yaadon mein teri
jab bhi jhum kar ye hawa chali
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Ð Amorist
Offline
Posts: 2,283
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 27
|
12th February 2009, 02:07 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
ik chiraag dil ki bujhayi na bujhi
tere yaaden ki ashiyana jalayi na jali
jhum utha dil mera yaadon mein teri
jab bhi jhum kar ye hawa chali
|
Yun toh gujre Hain Mohabat ki galiyon se dil torte torte,
par thak gaye hain teri mohabat se muh morte morte,
Ab thaam ke dil kehta hai teri bahon mein tut jaye,
Par darr hai kahin tum na bikher jao hume jorte jorte.........
Save me from the safety of my SILENCE
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
12th February 2009, 02:14 PM
Quote:
Originally Posted by Fathomless
Yun toh gujre Hain Mohabat ki galiyon se dil torte torte,
par thak gaye hain teri mohabat se muh morte morte,
Ab thaam ke dil kehta hai teri bahon mein tut jaye,
Par darr hai kahin tum na bikher jao hume jorte jorte.........
|
bikhra mera dil mein sambhalun kaise
tere diye dard mein chupalun kaise
guzra karta hai jo mohabbat ki galiyon se
uss ajnabi ko mein apnalun kaise
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Ð Amorist
Offline
Posts: 2,283
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 27
|
12th February 2009, 02:29 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
bikhra mera dil mein sambhalun kaise
tere diye dard mein chupalun kaise
guzra karta hai jo mohabbat ki galiyon se
uss ajnabi ko mein apnalun kaise
|
Gud one
ye labz jiske bhi hai, woh mere jazbaton se anjaan hai abhi,
dil karta hai pooch loon unse, ki woh itna pareshaan sa kyun hai,
kyun hai dard itna uske zazbatoon mein chupa,
yakeen hain teri koi majburi hogi,
par fir bhi tere dard ko na pehchaan sakoon,
main itna nadaan to nahin.............!!!!!!
Save me from the safety of my SILENCE
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
12th February 2009, 02:36 PM
Quote:
Originally Posted by Fathomless
Gud one
ye labz jiske bhi hai, woh mere jazbaton se anjaan hai abhi,
dil karta hai pooch loon unse, ki woh itna pareshaan sa kyun hai,
kyun hai dard itna uske zazbatoon mein chupa,
yakeen hain teri koi majburi hogi,
par fir bhi tere dard ko na pehchaan sakoon,
main itna nadaan to nahin.............!!!!!!
|
dil-e-naadaaN tujhe huaa kya hai
aaKHir is dard kee dawa kya hai
-Ghalib
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
12th February 2009, 02:38 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
dil-e-naadaaN tujhe huaa kya hai
aaKHir is dard kee dawa kya hai
-Ghalib
|
hum ko unse hai wafa ki ummeed
jo nahi jante wafa kya hai
Not Mine
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Adhoori Aas
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 32
|
12th February 2009, 02:38 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
dil-e-naadaaN tujhe huaa kya hai
aaKHir is dard kee dawa kya hai
-Ghalib
|
.
mahboob ki surat ka deedar kara de
mar na jaaun kahin ye hii aas le kar
......Dilip
" Dilip " -Ek Adhoora khwab
Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
|
|
|
|
|
Ð Amorist
Offline
Posts: 2,283
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 27
|
12th February 2009, 02:40 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
dil-e-naadaaN tujhe huaa kya hai
aaKHir is dard kee dawa kya hai
-Ghalib
|
wajah pooch kar mere zhakhmo ko hara mat kar
mujhe meri beeti zindagi me fir se wida na kar
Save me from the safety of my SILENCE
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
12th February 2009, 02:48 PM
Quote:
Originally Posted by Fathomless
wajah pooch kar mere zhakhmo ko hara mat kar
mujhe meri beeti zindagi me fir se wida na kar
|
dard ke saath yaad vo purani nahin rakhti
apni zehan mein koi kahani nahin rakhti
-Diya
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
12th February 2009, 02:59 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
dard ke saath yaad vo purani nahin rakhti
apni zehan mein koi kahani nahin rakhti
-Diya
|
tere dard ko ab bhi seeene se lagaye baethe hai
tere nafrat ke badle tumse pyar jataye baethe hai
milegi sukoon maut ki pahelu mein ab shayad
har kadam par zindagi ka sataye baethe hai
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Ð Amorist
Offline
Posts: 2,283
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 27
|
12th February 2009, 03:03 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
dard ke saath yaad vo purani nahin rakhti
apni zehan mein koi kahani nahin rakhti
-Diya
|
Bikhre the unke pehlu mai simat jane ki chah mai,
per mili toh bus thokre iss mohabat ki rah mai,
fikr thi unko humari itni ki woh hume hi bhul gaye,
aur kudhi ko mitaye jate hai hum unki parwah mai.....
Save me from the safety of my SILENCE
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
12th February 2009, 03:09 PM
Quote:
Originally Posted by Fathomless
Bikhre the unke pehlu mai simat jane ki chah mai,
per mili toh bus thokre iss mohabat ki rah mai,
fikr thi unko humari itni ki woh hume hi bhul gaye,
aur kudhi ko mitaye jate hai hum unki parwah mai.....
|
vo vada na karo jise nibha na sako
usse chaha na karo jise paa na sako
pyar kab kis ka pura hota hai
jab pyar ka pahela shabd hi adhura hota hai
Not Mine
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Guest
|
12th February 2009, 04:59 PM
Bin dekhe teri tasveer bana sakte hai,
bin mile tera haal bata sakte hai.
hamaari dosti mein itna dum hai,
aapka aansu apni ankho se gira sakte hai.
nm
|
|
|
|
|
ek dost
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
|
12th February 2009, 06:59 PM
log kehte hai jo chup rehte hai woh gum sehte hai
per shayad unhe ye pata nahi
jo chup rehte hai
woh kisi ko sochne se hi khush rehte hai
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
|
|
|
|
|
Guest
|
12th February 2009, 07:03 PM
Joh sab dete hain woh hum nahi denge,
Pyaar jab bhi denge kum nahi denge,
Yaakin naa ho toh aazma lena mere dost,
zindagi mein kabhi tumhe gham nahi denge
|
|
|
|
|
ek dost
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
|
12th February 2009, 07:08 PM
kaho usi se jo na kahe kisi se
mango usi se jo de de khushi se
chaho use jo mile kismat se
aur rista banavo usi se jo nibhaye dil se
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
|
|
|
|
|
Guest
|
12th February 2009, 07:10 PM
Chehre parta aadayein likhta rehta hoon
Mai bhi kaise Fasane likhta rehta hoon
Mere ishq se tere Hijar mein kya karne hai
Par tere naam ki kitabein likhta rahta hoon!!
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
12th February 2009, 08:03 PM
Quote:
Originally Posted by stillalive
Chehre parta aadayein likhta rehta hoon
Mai bhi kaise Fasane likhta rehta hoon
Mere ishq se tere Hijar mein kya karne hai
Par tere naam ki kitabein likhta rahta hoon!!
|
Muhabbat mai akbhi guzrey hain aise bhi maqaam aksar
Ke khud lena padaa hai apney dil se inteqaam aksar
nm
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,502
Join Date: Jan 2009
Location: In YoUr HeArT
Rep Power: 19
|
12th February 2009, 08:43 PM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
Muhabbat mai akbhi guzrey hain aise bhi maqaam aksar
Ke khud lena padaa hai apney dil se inteqaam aksar
nm
|
Mohabbat-e-safar mai na karo aaizmaishe isse *****h jao gai
na lau itne inteqaam apne is nazuk dil se nahi tau tooth jaao gai
Mera daman jalega tau jalogai tum bhi yeh samajhte ho,phir aag lagate kyu ho
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
12th February 2009, 10:34 PM
Quote:
Originally Posted by redtears_ocean
Mohabbat-e-safar mai na karo aaizmaishe isse *****h jao gai
na lau itne inteqaam apne is nazuk dil se nahi tau tooth jaao gai
|
meri mohabbat koi insaan nahi sirf mere ehsaas hain
kabhi the suhane din ab nahi vo din khaas hain
nm
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,502
Join Date: Jan 2009
Location: In YoUr HeArT
Rep Power: 19
|
12th February 2009, 10:45 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
meri mohabbat koi insaan nahi sirf mere ehsaas hain
kabhi the suhane din ab nahi vo din khaas hain
nm
|
hain mere bhi dil-e-armaan uske liyeh kayi
meri ankho ko jo aaj paani de gayi
Mera daman jalega tau jalogai tum bhi yeh samajhte ho,phir aag lagate kyu ho
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
12th February 2009, 10:53 PM
Quote:
Originally Posted by redtears_ocean
hain mere bhi dil-e-armaan uske liyeh kayi
meri ankho ko jo aaj paani de gayi
|
meri aansoon ke har bunde teri pyar ki nishani
tu samjhe to moti na samjhe to pani
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
ek dost
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
|
12th February 2009, 10:58 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
meri aansoon ke har bunde teri pyar ki nishani
tu samjhe to moti na samjhe to pani
|
Dil diya hai tujhe pehli nazar mein
Tere ishq mein jeena tere ishq mein marna
Zindagi kar di hai tere naam jab
Phir maut se kya darna
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,502
Join Date: Jan 2009
Location: In YoUr HeArT
Rep Power: 19
|
12th February 2009, 10:59 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
meri aansoon ke har bunde teri pyar ki nishani
tu samjhe to moti na samjhe to pani
|
Tere ek ansu.n par kar du fanaa jaan apni
aja mere pass hu tera azeez baat maan apni
Mera daman jalega tau jalogai tum bhi yeh samajhte ho,phir aag lagate kyu ho
|
|
|
|
|
The Pure...........
Offline
Posts: 428
Join Date: Jan 2009
Location: mumbai,INDIA
Rep Power: 17
|
12th February 2009, 11:01 PM
Quote:
Originally Posted by dineshdharvi
Dil diya hai tujhe pehli nazar mein
Tere ishq mein jeena tere ishq mein marna
Zindagi kar di hai tere naam jab
Phir maut se kya darna
|
umr bhar kaun nibhaata hai ta'alluq itna ?
ai meree jaan ke dushman ! tujhe allah rakkhe
nm
***shifa***
Fizaai.n rukti hain raaho.n par,jinse hum guzrai.n
ghatayai.n aaj bhi jhuk kar salaam karti hain
har shab ye suna hai falak se kuch pariya.n
wafa ka chand hamare hi naam karti hain.!!!
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is On
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
|