|
|
|
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
3rd March 2009, 03:09 PM
Quote:
Originally Posted by redtears_ocean
~Tere isi junoon-e-mohabbat pai zinda hoo.n 'pari'
tujhse tujhko churane ki ghustakhi kar chala hoo.n~
|
apni gustaak nazar ko thaam 'ali' yeh sitam dhaate hai
kar ke hume bechain palko mein chip kar muskurate hai
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4
Join Date: Feb 2009
Rep Power: 0
|
3rd March 2009, 03:11 PM
teraa pyaar se dekhanaa jaaneman
mere liye aasamaan SE KAM NAHI
O KHUDAA NE DEKHAA HAI JI
HAME AB KISIKA DAR NAHI
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
3rd March 2009, 03:15 PM
Quote:
Originally Posted by devendra
teraa pyaar se dekhanaa jaaneman
mere liye aasamaan SE KAM NAHI
O KHUDAA NE DEKHAA HAI JI
HAME AB KISIKA DAR NAHI
|
jo darte hai vo pyaar ke kaabil hi nahi
tere bin bhaye aisi koi mahefil hi nahi
laakh kiyen hum ne koshishyen aye 'ali'
tujhe bhool kar jiye aisa mera dil hi nahi
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,502
Join Date: Jan 2009
Location: In YoUr HeArT
Rep Power: 19
|
3rd March 2009, 03:16 PM
~Abhi tau aghaz-e-mohabbat hai 'pari'
lutf ishq-e-safar mai tum bohat uthaoge~
Mera daman jalega tau jalogai tum bhi yeh samajhte ho,phir aag lagate kyu ho
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
3rd March 2009, 03:25 PM
Quote:
Originally Posted by redtears_ocean
~Abhi tau aghaz-e-mohabbat hai 'pari'
lutf ishq-e-safar mai tum bohat uthaoge~
|
lutf ishq-e-safar main kuch iss kadar uthayen hai
dard ka farsh par dil ke tukde bichayen hai
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,502
Join Date: Jan 2009
Location: In YoUr HeArT
Rep Power: 19
|
3rd March 2009, 03:29 PM
~Sath jo chale Ishq-e-Safar pai 'pari'
na karo baat dard ki ab har gham
se rishta Tor.h do..~
Mera daman jalega tau jalogai tum bhi yeh samajhte ho,phir aag lagate kyu ho
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
3rd March 2009, 03:35 PM
Quote:
Originally Posted by redtears_ocean
~Sath jo chale Ishq-e-Safar pai 'pari'
na karo baat dard ki ab har gham
se rishta Tor.h do..~
|
ishq-e-safar mein aye 'ali' humne sirf dard paya tha
socha chhord de gam ko par dard hi apna saya the
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,502
Join Date: Jan 2009
Location: In YoUr HeArT
Rep Power: 19
|
3rd March 2009, 03:45 PM
~Ishq-e-safar mai jab hu sath jo dard ka saya kaisa
meri mohabbat se khush nahi 'pari' tune socha kaisa~
Mera daman jalega tau jalogai tum bhi yeh samajhte ho,phir aag lagate kyu ho
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
3rd March 2009, 03:49 PM
Quote:
Originally Posted by redtears_ocean
~Ishq-e-safar mai jab hu sath jo dard ka saya kaisa
meri mohabbat se khush nahi 'pari' tune socha kaisa~
|
paake tera saath 'ali' jee uthen hum
dard aur saare gam bhool chuke hum
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,502
Join Date: Jan 2009
Location: In YoUr HeArT
Rep Power: 19
|
3rd March 2009, 04:09 PM
~Zehnaseeb jo tere sath khud ko paaya maine
dil-e-manzar khil uthe kiya aisa pyar mujhe meri pari ne~
Mera daman jalega tau jalogai tum bhi yeh samajhte ho,phir aag lagate kyu ho
Last edited by redtears_ocean; 3rd March 2009 at 04:13 PM..
|
|
|
|
|
Guest
|
3rd March 2009, 04:47 PM
ye duniya hai yahaan apni khushi se kuch nahi hota
khuda karta hai sab kuch aadmi se kuch nahi hota
nm
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
|
6th March 2009, 11:07 PM
khuda ki itni badi kaynaat mein maine
bas ek shaks ko maanga mujhay wohi na mila..nm
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
|
|
|
|
|
Guest
|
7th March 2009, 08:03 AM
mat pooch ki kya haal hai mera tere aage
tu dekh ke kya rang hai tera mere aage
nm
|
|
|
|
|
Ð Amorist
Offline
Posts: 2,283
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 27
|
7th March 2009, 12:03 PM
Quote:
Originally Posted by zainy
khuda ki itni badi kaynaat mein maine
bas ek shaks ko maanga mujhay wohi na mila..nm
|
Jo mil jaanti.n khushiya.n sabko maangne se,
to duniya.n me main sabse khushnaseeb hota,
Save me from the safety of my SILENCE
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
7th March 2009, 12:08 PM
Quote:
Originally Posted by Fathomless
Jo mil jaanti.n khushiya.n sabko maangne se,
to duniya.n me main sabse khushnaseeb hota,
|
suna hai mil jata hai sab kuch agar maango dil se
kisi din maang kar dekhenge tumko khuda se
Not Mine
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Ð Amorist
Offline
Posts: 2,283
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 27
|
7th March 2009, 12:15 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
suna hai mil jata hai sab kuch agar maango dil se
kisi din maang kar dekhenge tumko khuda se
Not Mine
|
Kaash ke tum dil say chahtee mujhey, kaash tum dil apne basate mujhe,
to khuda se maangte nai, bas dua mein jo haat uthaya hota!
Save me from the safety of my SILENCE
|
|
|
|
|
Love To Walk In The Rain
Offline
Posts: 58
Join Date: Sep 2007
Location: Ball Ground
Rep Power: 19
|
7th March 2009, 12:21 PM
sar pe saayaa saa dast-e-duaa yaad hai
apane aangan me ik ped thaa yaad hai
aisaa lagataa hai har imtahaa ke liye
zindagii ko hamaaraa pataa yaad hai
============================================
(Not Mine)
Stone Heart
I Love To Walk IN The Rain, Because Nobody Can See Me Crying !!!
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
7th March 2009, 12:35 PM
Quote:
Originally Posted by Richie.2008
sar pe saayaa saa dast-e-duaa yaad hai
apane aangan me ik ped thaa yaad hai
aisaa lagataa hai har imtahaa ke liye
zindagii ko hamaaraa pataa yaad hai
============================================
(Not Mine)
|
zindagi ne aazmaya har mod par
humne thokar hi khaya har mod par
zindagi aa pahuchi hai uss mod par
saath chhord gaya saya har mod par
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Ð Amorist
Offline
Posts: 2,283
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 27
|
7th March 2009, 12:47 PM
Quote:
Originally Posted by Richie.2008
sar pe saayaa saa dast-e-duaa yaad hai
apane aangan me ik ped thaa yaad hai
aisaa lagataa hai har imtahaa ke liye
zindagii ko hamaaraa pataa yaad hai
============================================
(Not Mine)
|
Bhoole naihi.n hai hum ab bhi, par kya tumhe woh waqt yaad hai,
ki door jab waadion mein baadal ke beech hum mila karte they,
jhuk ke parbat par hum pyaar kiya karte they,
dil mein nakaam hasratein lekar, hum har roz tera intezaar karte thay !
Save me from the safety of my SILENCE
|
|
|
|
|
Ð Amorist
Offline
Posts: 2,283
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 27
|
7th March 2009, 12:49 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
zindagi ne aazmaya har mod par
humne thokar hi khaya har mod par
zindagi aa pahuchi hai uss mod par
saath chhord gaya saya har mod par
|
roz ki tarha aaj bhi taare
subha ki gard mein na kho jaayein,
chale aao pass mere, kahin hum phir na juda ho jaayein!!
Save me from the safety of my SILENCE
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
7th March 2009, 12:54 PM
Quote:
Originally Posted by Fathomless
roz ki tarha aaj bhi taare
subha ki gard mein na kho jaayein,
chale aao pass mere, kahin hum phir na juda ho jaayein!!
|
dur hai hum par juda toh nahi
chup hai hum par khafa toh nahi
na mil pana humari majboori sahi
majboor hai hum par bewafa toh nahi
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Ð Amorist
Offline
Posts: 2,283
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 27
|
7th March 2009, 01:02 PM
Chalo Hum Maan Lete Hai,
Tumhe Fursat Nahi Milti,
Na Duniya Ke Jhamelo Se,
Na Apno Ke Fasaano Se,
Ye Sab Kuch Maan Lete Hai,
Magar Ek Aarzu Dilki,
Tumhe Dilse Batate Hai,
Jo waqt mile to chale ana,
ghadi do ghadi ke liye,
Yahi soch kar chalo,
aaj apne dil ko araam detin hain........!
Save me from the safety of my SILENCE
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
7th March 2009, 01:06 PM
Quote:
Originally Posted by Fathomless
Chalo Hum Maan Lete Hai,
Tumhe Fursat Nahi Milti,
Na Duniya Ke Jhamelo Se,
Na Apno Ke Fasaano Se,
Ye Sab Kuch Maan Lete Hai,
Magar Ek Aarzu Dilki,
Tumhe Dilse Batate Hai,
Jo waqt mile to chale ana,
ghadi do ghadi ke liye,
Yahi soch kar chalo,
aaj apne dil ko araam detin hain........!
|
dil ko zara aaram dena
aaj nahi tum mera naam lena
yaad jo ayegi meri toh
bechain dil ko thaam lena
Not Mine
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Ð Amorist
Offline
Posts: 2,283
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 27
|
7th March 2009, 01:14 PM
Aaraam bin tere ab kahin mansoob nai hota,
kya kahoon ki tere bina, koi lamha mehsoos nai hota !
Save me from the safety of my SILENCE
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
7th March 2009, 01:19 PM
Quote:
Originally Posted by Fathomless
Aaraam bin tere ab kahin mansoob nai hota,
kya kahoon ki tere bina, koi lamha mehsoos nai hota !
|
mehsus kar ke dekh main tere paas hun
tere hi dil mein rehti hun main ik aas hun
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Ð Amorist
Offline
Posts: 2,283
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 27
|
7th March 2009, 01:25 PM
Mere aks me tasveer hai teri,
jo likhta bhi hoon to aks tera hi hota hai..........!!!!!!
Save me from the safety of my SILENCE
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
7th March 2009, 01:31 PM
Quote:
Originally Posted by Fathomless
Mere aks me tasveer hai teri,
jo likhta bhi hoon to aks tera hi hota hai..........!!!!!!
|
hume jab tumse milne ki taqdeer nazar aayi
toh pairon mein apni zhanzeer nazar aayi
nilkal pade teri yaad mein meri ankhon se aasu
har aasu mein hume teri tasveer nazar aayi
Not Mine
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Ð Amorist
Offline
Posts: 2,283
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 27
|
7th March 2009, 01:39 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
hume jab tumse milne ki taqdeer nazar aayi
toh pairon mein apni zhanzeer nazar aayi
nilkal pade teri yaad mein meri ankhon se aasu
har aasu mein hume teri tasveer nazar aayi
Not Mine
|
Nahin ban jata koi apna yuhi dil lagane se,
Karni padti hai dua Rabse koi apna pane me,
Rakhna sambhaal kar ye rishte apne,
Toot na jaye ye kisike behkane se
Save me from the safety of my SILENCE
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
7th March 2009, 01:44 PM
Quote:
Originally Posted by Fathomless
Nahin ban jata koi apna yuhi dil lagane se,
Karni padti hai dua Rabse koi apna pane me,
Rakhna sambhaal kar ye rishte apne,
Toot na jaye ye kisike behkane se
|
behkaane se toot jaye vo rishta nahi
apno ko baandh na paye vo rishta nahi
tum toh rahoge sada mere iss dil mein
bhool jau tujhe toh ye dosti ka rishta nahi
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Ð Amorist
Offline
Posts: 2,283
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 27
|
7th March 2009, 01:50 PM
Tera daman na Chorenge hum tere chahne wale hain
ullfat ki rah main khud ko mitane wale hain
Chahe jitane bhi kar le tu julmo sitam
Hum her Haal main Nubhane wale hain.!!!!
Save me from the safety of my SILENCE
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
7th March 2009, 01:54 PM
Quote:
Originally Posted by Fathomless
Tera daman na Chorenge hum tere chahne wale hain
ullfat ki rah main khud ko mitane wale hain
Chahe jitane bhi kar le tu julmo sitam
Hum her Haal main Nubhane wale hain.!!!!
|
saath chhord jate hai saath nibhaane wale
dil dukha jate hai khud ko mitaane wale
yeh ishq ki rah nahi hoti asaan aye 'shaan'
rah mein kho jate hai rah dekhaane wale
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Ð Amorist
Offline
Posts: 2,283
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 27
|
7th March 2009, 02:02 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
saath chhord jate hai saath nibhaane wale
dil dukha jate hai khud ko mitaane wale
yeh ishq ki rah nahi hoti asaan aye 'shaan'
rah mein kho jate hai rah dekhaane wale
|
Zindegi ko ek kalpana samjho
Rat ko sach subah ko sapna samjho
Bhulana chahte ho agar sabhi ghamon ko toh
Zindegi mein kisi ek ko apna samjho.
Save me from the safety of my SILENCE
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
7th March 2009, 02:32 PM
Quote:
Originally Posted by Fathomless
Zindegi ko ek kalpana samjho
Rat ko sach subah ko sapna samjho
Bhulana chahte ho agar sabhi ghamon ko toh
Zindegi mein kisi ek ko apna samjho.
|
jinhe samjha apna vo paraya nikla
gham hi apna humsaya nikla
bhula de kaise ghamon ko hum
khushi toh bas ik maya nikla
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Adhoori Aas
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 32
|
7th March 2009, 03:44 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
jinhe samjha apna vo paraya nikla
gham hi apna humsaya nikla
bhula de kaise ghamon ko hum
khushi toh bas ik maya nikla
|
khushi to bus chand pal ki mehman use to jana hai
gum hai saccha sathi use gale se lagana hai....
khushi jaati hai to de jati hai aankhon me nami
gum wo hai jab jaata hai to hai sirf muskurana........
" Dilip " -Ek Adhoora khwab
Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
7th March 2009, 03:59 PM
Quote:
Originally Posted by dilip200
khushi to bus chand pal ki mehman use to jana hai
gum hai saccha sathi use gale se lagana hai....
khushi jaati hai to de jati hai aankhon me nami
gum wo hai jab jaata hai to hai sirf muskurana........
|
muskurana apni taqdeer nahi jab ghomon ka saya hai
ankhon mein koi tasveer nahi har shaks ab paraya hai
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 27
|
7th March 2009, 06:08 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
muskurana apni taqdeer nahi jab ghomon ka saya hai
ankhon mein koi tasveer nahi har shaks ab paraya hai
|
Is zamane ne hame aaj phir sataya hai
Isliye dil mein tumhara khayal aaya hai................................
.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
|
|
|
|
|
Guest
|
7th March 2009, 08:53 PM
kal sirf ek hi kissa rahega bhari mehfil me
wo kahega kya mujhe dard bhari mehfil me
|
|
|
|
|
A SOUL OF LOVE
Offline
Posts: 698
Join Date: Aug 2008
Location: jaipur
Rep Power: 24
|
7th March 2009, 11:22 PM
Quote:
Originally Posted by zainy
khuda ki itni badi kaynaat mein maine
bas ek shaks ko maanga mujhay wohi na mila..nm
|
Dene wale ne her qadam per apni rehmat bersaai,
per maangne walo ka hi DAAMAN chhota tha.............allama IQBAAL sahab
shayer mit jaate hain jahaa se magar unka qall fanaah nahi hota,
Tanhaai bhie tanha hoti hain magar,TAHIR tanha nahi hota................./
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
8th March 2009, 03:23 PM
Quote:
Originally Posted by Tahir kkkhan
Dene wale ne her qadam per apni rehmat bersaai,
per maangne walo ka hi DAAMAN chhota tha.............allama IQBAAL sahab
|
yuh toh milta hai kai kuch apni kismat se
kyu tolte ho tum khuda ki rehmaten kimat se
hasil kar loge tum bahot kuch shahorat se
par dost pyar na kharid sakonge daulat se
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Adhoori Aas
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 32
|
8th March 2009, 03:55 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
yuh toh milta hai kai kuch apni kismat se
kyu tolte ho tum khuda ki rehmaten kimat se
hasil kar loge tum bahot kuch shahorat se
par dost pyar na kharid sakonge daulat se
|
ek dam true...
dosti khuda ki wo nemat hai jo anmol hai
lakh ho daulat tere pass per har kisi ko hasil nahi
" Dilip " -Ek Adhoora khwab
Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is On
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
|