|
|
|
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
8th March 2009, 03:59 PM
Quote:
Originally Posted by dilip200
ek dam true...
dosti khuda ki wo nemat hai jo anmol hai
lakh ho daulat tere pass per har kisi ko hasil nahi
|
doston ki dastaan jab waqt sunata hai
doston sang bitaya waqt yaad aata hai
bhool jate hai hum duniya ki gamon ko
jab hume aap jaisa dost yaad aata hai
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Guest
|
8th March 2009, 08:57 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
doston ki dastaan jab waqt sunata hai
doston sang bitaya waqt yaad aata hai
bhool jate hai hum duniya ki gamon ko
jab hume aap jaisa dost yaad aata hai
|
yaad aate hain wo pal jab hum saath rehte the
duniya se door par kahin tere saath rehte the
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
8th March 2009, 09:17 PM
to keep the beauty & meaning of the thread 'sher ka jawaab sher me.n deejiye', it is requested to all member that, please give reply to 'sher' with a 'sher' only (not with four liners, qitaa, Ghazal, nazm etc etc). I hope all members will cooperate me to maintain beauty and dignity of the site in all level.
thank u all
Mayank
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 333
Join Date: May 2008
Location: mumbai(maharashtra)
Rep Power: 23
|
9th March 2009, 02:41 PM
PALKON MEIN CHHUPA KAR YAADON KI,JALTI HUI SHABNAM HANSTE HAIN
AASAAN TO NAHI HAI TERE BINA HANSNA,LEKIN HUM HANSTE HAIN.
PRASHANT VASL (from his latest shayri collection:LAUT-TE-HUYE)
http://www.bookcafe.in/itemdesc.asp?...445702&eq=&Tp=
|
|
|
|
|
Ð Amorist
Offline
Posts: 2,283
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 27
|
10th March 2009, 06:07 PM
Quote:
Originally Posted by zainy
Thanks a lot di...aap mere kehne per yahan aayi....thanks for this post.......
Mera har raaz tumhain hawa hi bata jatee hai
Kya ab bhi khushbu mere paigham sunatee hai ..
|
Haan, har roz guzarti meri shaam ab bhi waesi,
jaise humjoli mein me guzra karti thi kabhi......!
Save me from the safety of my SILENCE
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
10th March 2009, 06:19 PM
Quote:
Originally Posted by Fathomless
Haan, har roz guzarti meri shaam ab bhi waesi,
jaise humjoli mein me guzra karti thi kabhi......!
|
is raah-e-muhabbat me.n tuu saath agar hotaa
har ghum pe gul khilate Khushbuu kaa safar hotaa
[Alam Tab Tashna]
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
Ð Amorist
Offline
Posts: 2,283
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 27
|
10th March 2009, 06:35 PM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
is raah-e-muhabbat me.n tuu saath agar hotaa
har ghum pe gul khilate Khushbuu kaa safar hotaa
[Alam Tab Tashna]
|
Yoon mohabbat na bada mujhse, main bikhar jaoonga,
pehle se hi toota hoon, jo chua tune to bikhar jaoonga...!!!!
Save me from the safety of my SILENCE
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
10th March 2009, 06:41 PM
Quote:
Originally Posted by Fathomless
Yoon mohabbat na bada mujhse, main bikhar jaoonga,
pehle se hi toota hoon, jo chua tune to bikhar jaoonga...!!!!
|
yun khoye teri yaad mein ki khud ko bhula dia
jaise ke hum ko khud say koi waastaa na ho
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
10th March 2009, 09:32 PM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
yun khoye teri yaad mein ki khud ko bhula dia
jaise ke hum ko khud say koi waastaa na ho
|
"jab te teri bahho.n ka sahara milla hai,
khuda ko sajda karna hum bhool gaye"
-sunita virender
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 54
Join Date: Feb 2009
Rep Power: 16
|
10th March 2009, 10:21 PM
aye khuda aankhon ko kuch aisi khudai de,
jidher daikhu udher wohee dikhai de,
kaash aisa asar ho jaye aaj hawa main,
ki unn ko pukaru aur sirf unhi ko dikhai de.....
|
|
|
|
|
Loquacious Adonis
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Sep 2008
Location: ......
Rep Power: 24
|
11th March 2009, 11:20 AM
Hey.........................Rinksssss....
You just have to write Two lines......
(Wo dikhai dikhai baad mein... Line likho sirf do...)
|
|
|
|
|
A SOUL OF LOVE
Offline
Posts: 698
Join Date: Aug 2008
Location: jaipur
Rep Power: 24
|
11th March 2009, 02:57 PM
Quote:
Originally Posted by Rinksss
aye khuda aankhon ko kuch aisi khudai de,
jidher daikhu udher wohee dikhai de,
kaash aisa asar ho jaye aaj hawa main,
ki unn ko pukaru aur sirf unhi ko sunaai de.....
|
i m sorry rinkss ji aapki galti sahi ker raha hu,mujhe muaaf kerna agar meri baat apko galat lagi ho to. first line mein KHUDAI word nahi beendaai word hai jiska matlab aankho ki roshni hota hai. jaise
E-KHUDA aaj ankho ko kuchh aisi BEENDAAI de....
shayer mit jaate hain jahaa se magar unka qall fanaah nahi hota,
Tanhaai bhie tanha hoti hain magar,TAHIR tanha nahi hota................./
|
|
|
|
|
Guest
|
my last post to this thread.. -
11th March 2009, 04:04 PM
.
gairon se kaha tumne, gairon se suna tumne
kabhi humse bhi kuch kehte, kabhi humse bhi kuch sunte..
nm
Last edited by Mayank; 12th March 2009 at 03:43 PM..
|
|
|
|
|
A SOUL OF LOVE
Offline
Posts: 698
Join Date: Aug 2008
Location: jaipur
Rep Power: 24
|
12th March 2009, 04:51 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
yuh toh milta hai kai kuch apni kismat se
kyu tolte ho tum khuda ki rehmaten kimat se
hasil kar loge tum bahot kuch shahorat se
par dost pyar na kharid sakonge daulat se
|
khuda hai mera DOST aur usi ki di hui zindagi hai,
Mera jeena,mera mera,her SAANS uski bandagi hai,
woh aur honge jo pyaar ko farokhtt kerte hai,
mein hu ishq uska woh meri tishnagi hai................................kkkhantahir
shayer mit jaate hain jahaa se magar unka qall fanaah nahi hota,
Tanhaai bhie tanha hoti hain magar,TAHIR tanha nahi hota................./
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
12th March 2009, 05:04 PM
Quote:
Originally Posted by Tahir kkkhan
khuda hai mera DOST aur usi ki di hui zindagi hai,
Mera jeena,mera mera,her SAANS uski bandagi hai,
woh aur honge jo pyaar ko farokhtt kerte hai,
mein hu ishq uska woh meri tishnagi hai................................kkkhantahir
|
dost toh kai mil jate hai tanha zindagi mein
mang kar dekhenge ik rafeeb bandagi mein
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
12th March 2009, 05:58 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
dost toh kai mil jate hai tanha zindagi mein
mang kar dekhenge ik rafeeb bandagi mein
|
Tu badalta hai to yu be sabab meri ankhain
mere hathon ki lakeeron se ulajh jati hain ....
nm
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
Ð Amorist
Offline
Posts: 2,283
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 27
|
12th March 2009, 06:19 PM
Tu meri dost mera armaan hai, shayad apni ehmiyat se anjaan hai,
mujhse kabhi rooth kar mat jana, kyunki meri duniya tere bina veeran hai..... !
Save me from the safety of my SILENCE
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
12th March 2009, 06:25 PM
Quote:
Originally Posted by Fathomless
Tu meri dost mera armaan hai, shayad apni ehmiyat se anjaan hai,
mujhse kabhi rooth kar mat jana, kyunki meri duniya tere bina veeran hai..... !
|
Zindagi se bas yahi gilla hai mujhe ae dost
tu bohaat dair se mila hai mujhe ae dost....
lamha
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
Ð Amorist
Offline
Posts: 2,283
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 27
|
12th March 2009, 06:33 PM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
Zindagi se bas yahi gilla hai mujhe ae dost
tu bohaat dair se mila hai mujhe ae dost....
lamha
|
Awesome........
Yun shikwe shikayat na kar e mere dost,
Ki hum mile to sahi, ye kya kam hai.....!
SK
Save me from the safety of my SILENCE
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
12th March 2009, 06:43 PM
Quote:
Originally Posted by Fathomless
Awesome........
Yun shikwe shikayat na kar e mere dost,
Ki hum mile to sahi, ye kya kam hai.....!
SK
|
ai dost tum se tark-e- ta'alluq ke baa-vajuud
mahasuus kii hai terii zaruurat kabhii kabhii
[Sahir Ludhianvi]
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
A SOUL OF LOVE
Offline
Posts: 698
Join Date: Aug 2008
Location: jaipur
Rep Power: 24
|
12th March 2009, 09:56 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
dost toh kai mil jate hai tanha zindagi mein
mang kar dekhenge ik rafeeb bandagi mein
|
RAFEEB word nahi hota RAQEEB hota hai.
koi dost hai na raqeeb hai,
tera shaher kitna ajeeb hai,
yaha kiska chehra padha karu,
yaha sabke sir pe saleeb hai...........nm
shayer mit jaate hain jahaa se magar unka qall fanaah nahi hota,
Tanhaai bhie tanha hoti hain magar,TAHIR tanha nahi hota................./
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
12th March 2009, 10:39 PM
Quote:
Originally Posted by Tahir kkkhan
RAFEEB word nahi hota RAQEEB hota hai.
koi dost hai na raqeeb hai,
tera shaher kitna ajeeb hai,
yaha kiska chehra padha karu,
yaha sabke sir pe saleeb hai...........nm
|
"mere hanste chehre par na jana dost,
pad kar dekhoge to dard ki ek kitaab hoon maiN"
-nm
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
A SOUL OF LOVE
Offline
Posts: 698
Join Date: Aug 2008
Location: jaipur
Rep Power: 24
|
12th March 2009, 10:59 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
"mere hanste chehre par na jana dost,
pad kar dekhoge to dard ki ek kitaab hoon maiN"
-nm
|
DEKHNE wale meri muskurahat pe na ja ,
yeh toh ek parda hai gham e dil chhipane k liye..nm
shayer mit jaate hain jahaa se magar unka qall fanaah nahi hota,
Tanhaai bhie tanha hoti hain magar,TAHIR tanha nahi hota................./
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
12th March 2009, 11:04 PM
Quote:
Originally Posted by Tahir kkkhan
DEKHNE wale meri muskurahat pe na ja ,
yeh toh ek parda hai gham e dil chhipane k liye..nm
|
parde parde me.n aataab achchhe nahii.n
aise a.ndaaz-e-hijaab achchhe nahii.n
-Daag Dehlvi
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
A SOUL OF LOVE
Offline
Posts: 698
Join Date: Aug 2008
Location: jaipur
Rep Power: 24
|
"aataab" what it's mean?? -
12th March 2009, 11:10 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
parde parde me.n aataab achchhe nahii.n
aise a.ndaaz-e-hijaab achchhe nahii.n
-Daag Dehlvi
|
mujhe se mat punchh mere dil ki kahani humdam,
isme kuchh parda nasheeno k bhie naaam aate hai..........nm
shayer mit jaate hain jahaa se magar unka qall fanaah nahi hota,
Tanhaai bhie tanha hoti hain magar,TAHIR tanha nahi hota................./
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
13th March 2009, 11:48 AM
Quote:
Originally Posted by Tahir kkkhan
RAFEEB word nahi hota RAQEEB hota hai.
|
Thanks for the correction Tahir Sir
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
13th March 2009, 11:56 AM
Quote:
Originally Posted by Tahir kkkhan
mujhe se mat punchh mere dil ki kahani humdam,
isme kuchh parda nasheeno k bhie naaam aate hai..........nm
|
parda nasheeno se dil lagaya nahi jata
parde mein aksar dil fareb huwa karte hai
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
A SOUL OF LOVE
Offline
Posts: 698
Join Date: Aug 2008
Location: jaipur
Rep Power: 24
|
13th March 2009, 04:17 PM
mein itna bada ohda leker nahi jee sakta mein abhie chhota hu mujhe chhota hi rehne di jiye.
bade hone per jimme daari aa jaati hai.
waise naarazgi ki wajah samajh mein nahi aayi.
shayer mit jaate hain jahaa se magar unka qall fanaah nahi hota,
Tanhaai bhie tanha hoti hain magar,TAHIR tanha nahi hota................./
|
|
|
|
|
A SOUL OF LOVE
Offline
Posts: 698
Join Date: Aug 2008
Location: jaipur
Rep Power: 24
|
13th March 2009, 04:21 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
parda nasheeno se dil lagaya nahi jata
parde mein aksar dil fareb huwa karte hai
|
DIL farebi ka perde se koi ta'alluq hi nahi,
humne toh apno mein bhi RAQEEB paaye hai..........kkkhantahir
shayer mit jaate hain jahaa se magar unka qall fanaah nahi hota,
Tanhaai bhie tanha hoti hain magar,TAHIR tanha nahi hota................./
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
13th March 2009, 07:09 PM
Quote:
Originally Posted by Tahir kkkhan
DIL farebi ka perde se koi ta'alluq hi nahi,
humne toh apno mein bhi RAQEEB paaye hai..........kkkhantahir
|
najane kon se rut main bichar gae wo loog
jo apne dil main bohat ehtraam rakhte the
nm
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 27
|
13th March 2009, 07:20 PM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
najane kon se rut main bichar gae wo loog
jo apne dil main bohat ehtraam rakhte the
nm
|
Zubaa.n pe apni woh sheerin kalaam rakhte the
Aur apne bachho.n ka achha sa naam rakhte the
.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
14th March 2009, 03:44 AM
Quote:
Originally Posted by Tahir kkkhan
mein itna bada ohda leker nahi jee sakta mein abhie chhota hu mujhe chhota hi rehne di jiye.
bade hone per jimme daari aa jaati hai.
waise naarazgi ki wajah samajh mein nahi aayi.
|
naarazgi nahi ji............ur interpretation is not right
aap cool hai thnx 4 correction without it meaning wouldnt be clear in the sher
hum duffer hai typing error karte hai
pliz dont take it wrongly
Regards
Praneeta
Quote:
Originally Posted by Tahir kkkhan
DIL farebi ka perde se koi ta'alluq hi nahi,
humne toh apno mein bhi RAQEEB paaye hai..........kkkhantahir
|
Dhunda karte hai jo apno mein hi RAQEEB
vo khud pardo mein chupe farebi huwa karte hai
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
Last edited by Praneeta; 14th March 2009 at 03:54 AM..
|
|
|
|
|
The Pure...........
Offline
Posts: 428
Join Date: Jan 2009
Location: mumbai,INDIA
Rep Power: 17
|
14th March 2009, 07:38 PM
Dhunda karte hai jo apno mein hi RAQEEB
vo khud pardo mein chupe farebi huwa karte hai [/quote]
Pust Housle Wale Tera Saath Kya dange
ae 'dost' Idhar Aaja Hum Tujhe panaah denge
***shifa***
Fizaai.n rukti hain raaho.n par,jinse hum guzrai.n
ghatayai.n aaj bhi jhuk kar salaam karti hain
har shab ye suna hai falak se kuch pariya.n
wafa ka chand hamare hi naam karti hain.!!!
|
|
|
|
|
A SOUL OF LOVE
Offline
Posts: 698
Join Date: Aug 2008
Location: jaipur
Rep Power: 24
|
14th March 2009, 07:41 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
naarazgi nahi ji............ur interpretation is not right
aap cool hai thnx 4 correction without it meaning wouldnt be clear in the sher
hum duffer hai typing error karte hai
pliz dont take it wrongly
Regards
Praneeta
Quote:
Originally Posted by Tahir kkkhan
DIL farebi ka perde se koi ta'alluq hi nahi,
humne toh apno mein bhi RAQEEB paaye hai..........kkkhantahir
|
Dhunda karte hai jo apno mein hi RAQEEB
vo khud pardo mein chupe farebi huwa karte hai
|
AAPKA dil dukha uske liye muaafi, aage se aisa nahi honga,mujhe theek laga isiliye meine aisa kiya.
JO doosro ko RAQEEB kaha kerte hai,woh bade badnseeb hua kerte hai,
HANS ker dikhate hai FARAAKH DILI, aur dil se gareeb hua kerte hai,
FAREB kerne wale toh Ankho se kaajal bhie chura lete hai,
jo keh sake kisi ko apna woh toh bade khushnaseeb hua kerte hai..
kkkhantahir
shayer mit jaate hain jahaa se magar unka qall fanaah nahi hota,
Tanhaai bhie tanha hoti hain magar,TAHIR tanha nahi hota................./
|
|
|
|
|
A SOUL OF LOVE
Offline
Posts: 698
Join Date: Aug 2008
Location: jaipur
Rep Power: 24
|
14th March 2009, 07:50 PM
Quote:
Originally Posted by shifa20
Dhunda karte hai jo apno mein hi RAQEEB
vo khud pardo mein chupe farebi huwa karte hai
|
Pust Housle Wale Tera Saath Kya dange
ae 'dost' Idhar Aaja Hum Tujhe panaah denge[/quote]
theek hai sahab theek hai sambhalo is sher ko
SEH savaar hi girte hai MAIDAAN-E-JUNG mein,
woh tifl kya ladenge jo ghutno k bal chale.............nm(yeh tha aapke sher ka jawaab)
aur yeh rahi humaari tareef
DAST toh DAST hai DARIYA bhie na chhode humne,
BEHR-E-ZULMAT mein dauda diye ghode humne........allama iqbaal sahab.
note:BEHER_SAMANDER/and ZULMAT_ANDHERA.
yeh meaning nahi batata toh sher sir pe se chala ja ta.
shayer mit jaate hain jahaa se magar unka qall fanaah nahi hota,
Tanhaai bhie tanha hoti hain magar,TAHIR tanha nahi hota................./
|
|
|
|
|
The Pure...........
Offline
Posts: 428
Join Date: Jan 2009
Location: mumbai,INDIA
Rep Power: 17
|
14th March 2009, 07:53 PM
Quote:
Originally Posted by Tahir kkkhan
AAPKA dil dukha uske liye muaafi, aage se aisa nahi honga,mujhe theek laga isiliye meine aisa kiya.
JO doosro ko RAQEEB kaha kerte hai,woh bade badnseeb hua kerte hai,
HANS ker dikhate hai FARAAKH DILI, aur dil se gareeb hua kerte hai,
FAREB kerne wale toh Ankho se kaajal bhie chura lete hai,
jo keh sake kisi ko apna woh toh bade khushnaseeb hua kerte hai..
kkkhantahir
|
ye kis ne pukara hai adam itni chah se
ehsaas bartari se khuda ho gaya hu main
***shifa***
Fizaai.n rukti hain raaho.n par,jinse hum guzrai.n
ghatayai.n aaj bhi jhuk kar salaam karti hain
har shab ye suna hai falak se kuch pariya.n
wafa ka chand hamare hi naam karti hain.!!!
|
|
|
|
|
The Pure...........
Offline
Posts: 428
Join Date: Jan 2009
Location: mumbai,INDIA
Rep Power: 17
|
14th March 2009, 07:57 PM
Quote:
Originally Posted by Tahir kkkhan
Pust Housle Wale Tera Saath Kya dange
ae 'dost' Idhar Aaja Hum Tujhe panaah denge
|
theek hai sahab theek hai sambhalo is sher ko
SEH savaar hi girte hai MAIDAAN-E-JUNG mein,
woh tifl kya ladenge jo ghutno k bal chale.............nm(yeh tha aapke sher ka jawaab)
aur yeh rahi humaari tareef
DAST toh DAST hai DARIYA bhie na chhode humne,
BEHR-E-ZULMAT mein dauda diye ghode humne........allama iqbaal sahab.
note:BEHER_SAMANDER/and ZULMAT_ANDHERA.
yeh meaning nahi batata toh sher sir pe se chala ja ta.[/quote]
hmmmmm......MASHA ALLAH...
vo sar khole hamaarii laash par diivaanaavaar aaye
isii ko maut kahate haiN to yaa rab baar-baar aaye
''Qamar'' Jalalvi
***shifa***
Fizaai.n rukti hain raaho.n par,jinse hum guzrai.n
ghatayai.n aaj bhi jhuk kar salaam karti hain
har shab ye suna hai falak se kuch pariya.n
wafa ka chand hamare hi naam karti hain.!!!
|
|
|
|
|
A SOUL OF LOVE
Offline
Posts: 698
Join Date: Aug 2008
Location: jaipur
Rep Power: 24
|
14th March 2009, 10:32 PM
Quote:
Originally Posted by shifa20
t
hmmmmm......MASHA ALLAH...
vo sar khole hamaarii laash par diivaanaavaar aaye
isii ko maut kahate haiN to yaa rab baar-baar aaye
''Qamar'' Jalalvi
|
JAB jahan mein tha toh jaha'n mera tha,
ab na poonchta hai koi mujhko, kerke supurd-e-khaaq............kkkhantahir
shayer mit jaate hain jahaa se magar unka qall fanaah nahi hota,
Tanhaai bhie tanha hoti hain magar,TAHIR tanha nahi hota................./
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
|
22nd March 2009, 08:22 AM
bewafai tum na karoge hamein maloom hai yeh
khaaq ho jayenge ham tumko khabar hone tak.... nm
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
|
|
|
|
|
A SOUL OF LOVE
Offline
Posts: 698
Join Date: Aug 2008
Location: jaipur
Rep Power: 24
|
22nd March 2009, 11:01 AM
wafa hi ki hai bewafaai humne kabhie seekhi nahi,
maidhan-e-hashr mein bhie tera peencha na chhodenge...........kkkhantahir
shayer mit jaate hain jahaa se magar unka qall fanaah nahi hota,
Tanhaai bhie tanha hoti hain magar,TAHIR tanha nahi hota................./
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is On
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
|