|
|
|
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
|
23rd March 2009, 07:17 PM
Wafa Ka Naam Na Lo , Wafa Dil ko Dukhati Hai..
Wafa Ka Naam Leti He , Ek Bewafa Ki Yaad Aati Hai...nm
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
|
|
|
|
|
Couldn't Care Less
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
|
23rd March 2009, 08:02 PM
Kisi Bewafa ki Bewafaaiyon se,,, dil ab barbaaad nahin,
Ehsaas ko Chaand ke siwa, aur koi chehra yaad nahin....
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 34
|
24th March 2009, 03:27 PM
Koi pooche humse hamaari Haalat ka sabab
to ashk baha kar bhi baat adhoori reh jati hai
NM
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
24th March 2009, 03:34 PM
Quote:
Originally Posted by Mujeeb
Koi pooche humse hamaari Haalat ka sabab
to ashk baha kar bhi baat adhoori reh jati hai
NM
|
meri aasuvon par mat jana yeh yuhi nikal aati hai
agar padh sako toh aasu bhi kai kahani batlati hai
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Couldn't Care Less
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
|
24th March 2009, 03:37 PM
Har Dhadkan surkh hai meri, jabse, teraa noor dekha hai
Khuda ne tujhe, duniya mein zaroor, meri khatir bheja hai
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 34
|
24th March 2009, 03:38 PM
ahl-e-beenish ne azal se yeh tamaasha dekha
ek qatray ko sameTay huwe dariya dekha
"Daanish"
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
24th March 2009, 03:39 PM
Quote:
Originally Posted by Widhani
Har Dhadkan surkh hai meri, jabse, teraa noor dekha hai
Khuda ne tujhe, duniya mein zaroor, meri khatir bheja hai
|
bujh gaya yeh noor dil ko koi aas nahi
meri tanhaiyon ka tumhe koi ehsaas nahi
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Couldn't Care Less
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
|
24th March 2009, 03:54 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
bujh gaya yeh noor dil ko koi aas nahi
meri tanhaiyon ka tumhe koi ehsaas nahi
|
Kehkar khud ko tanha, hamare rishte ko ruswa na kar
Mere aashiyane mein toh falak aaj bhi teri mehek baaki hai
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
24th March 2009, 03:57 PM
Quote:
Originally Posted by Widhani
Kehkar khud ko tanha, hamare rishte ko ruswa na kar
Mere aashiyane mein toh falak aaj bhi teri mehek baaki hai
|
rishte vo hum kab ka chhod aaye
dil ko apne hum khud hi tod aaye
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Couldn't Care Less
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
|
24th March 2009, 04:01 PM
Kis dil ko todne ka dawa kar rahe ho aap
Zara socho, aapke paas toh mera dil tha na
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
24th March 2009, 04:06 PM
Quote:
Originally Posted by Widhani
Kis dil ko todne ka dawa kar rahe ho aap
Zara socho, aapke paas toh mera dil tha na
|
dil tha jo paas mere vo mera na huwa
dard utha aisa ab araam de na dawa
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Couldn't Care Less
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
|
24th March 2009, 04:10 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
dil tha jo paas mere vo mera na huwa
dard utha aisa ab araam de na dawa
|
Meri mohabbat ka nazrana thukra chale toh kya..
Mere mashooq ko koi bewafa na pukaro yaaron...
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
24th March 2009, 04:14 PM
Quote:
Originally Posted by Widhani
Meri mohabbat ka nazrana thukra chale toh kya..
Mere mashooq ko koi bewafa na pukaro yaaron...
|
Pyar aur mohabbat ka itna hi fasana hai
Ik taraf hai tanhaai ik tarah zamana hai
Not Mine
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Couldn't Care Less
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
|
24th March 2009, 04:19 PM
Tune tanhaaiyon ko chunkar, insaaf kiya nahin..
Janta hu aaj talak mujhe, maaf kiya nahin
Fir bhi tere samne aaj haath failata hai
Pari teri dosti Ehsaas badi shiddat se chahta hai
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
24th March 2009, 04:21 PM
Quote:
Originally Posted by Widhani
Tune tanhaaiyon ko chunkar, insaaf kiya nahin..
Janta hu aaj talak mujhe, maaf kiya nahin
Fir bhi tere samne aaj haath failata hai
Pari teri dosti Ehsaas badi shiddat se chahta hai
|
jo dhadken teri dosti par vo dil mera hi hai
meri dosti ka ehsaas aaj bhi dost tera hi hai
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Couldn't Care Less
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
|
24th March 2009, 04:24 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
jo dhadken teri dosti par vo dil mera hi hai
meri dosti ka ehsaas aaj bhi dost tera hi hai
|
Cho Chweeet...
Joh tumne farmaye woh alfaaz achhe lage humein
Ae nek-dil dost tumhare Ehsaas bahut sachhe lage humein...
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
24th March 2009, 04:27 PM
Quote:
Originally Posted by Widhani
Cho Chweeet...
Joh tumne farmaye woh alfaaz achhe lage humein
Ae nek-dil dost tumhare Ehsaas bahut sachhe lage humein...
|
sachchi wafa tere liye aaj bhi mere dil mein hai
kabul hai tujhe ya nahi dil iss mushkil mein hai
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
24th March 2009, 04:33 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
sachchi wafa tere liye aaj bhi mere dil mein hai
kabul hai tujhe ya nahi dil iss mushkil mein hai
|
teraa hijr meraa nasiib hai teraa Gam hii merii hayaat hai
mujhe terii duurii kaa Gam ho kyo.n tuu kahii.n bhii ho mere saath hai
|
|
|
|
|
Ð Amorist
Offline
Posts: 2,283
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 27
|
24th March 2009, 04:45 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
teraa hijr meraa nasiib hai teraa Gam hii merii hayaat hai
mujhe terii duurii kaa Gam ho kyo.n tuu kahii.n bhii ho mere saath hai
|
bahot khoob............................................. .... !
Save me from the safety of my SILENCE
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
24th March 2009, 04:51 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
teraa hijr meraa nasiib hai teraa Gam hii merii hayaat hai
mujhe terii duurii kaa Gam ho kyo.n tuu kahii.n bhii ho mere saath hai
|
saath toh hun par shayad dil ke tere paas nahi
yaad aye tumhe hum aise toh koi khaas nahi
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 27
|
24th March 2009, 08:45 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
saath toh hun par shayad dil ke tere paas nahi
yaad aye tumhe hum aise toh koi khaas nahi
|
Door rehne ki karen unse shikayat kyon kar
Paas rehkar bhi jo kehte hain mere paas nahin
.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
24th March 2009, 08:55 PM
Quote:
Originally Posted by fezan
Door rehne ki karen unse shikayat kyon kar
Paas rehkar bhi jo kehte hain mere paas nahin
|
sabhii kuchh hai teraa diyaa huaa sabhii raahate.n sabhii kalafate.n
kabhii sohabate.n kabhii furqate.n kabhii duuriyaa.N kabhii qurbate.n
|
|
|
|
|
Couldn't Care Less
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
|
24th March 2009, 09:22 PM
Ye zindagi ye dhadkan ik teri inayat mujhpar
Baaki "Ehsaas" toh bas khaakh bhar hai.....
Tere aane se roshan, katra katra aashiyana
Bin teri mehek ke zarra zarra, raakh bhar hai
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
|
24th March 2009, 11:45 PM
Huye mar ke ham jo rusavaa, hue kyun na garq-e-dariya
na kabhii janaza uthta, na kahi mazar hota
_Ghalib
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 34
|
25th March 2009, 11:29 AM
bas keh dushwaar hai her kaam ka asaaN hona
aadmii ko bhi mayaser nahi insaaN hona
Ghaalib
|
|
|
|
|
Ð Amorist
Offline
Posts: 2,283
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 27
|
25th March 2009, 02:27 PM
Bahut Wafadar Hai Ham Gila Soch Ke Karna
Is Dour Me Wafa Soch Ke Karna
Ik Baar Jo Ruthe To Mna Na Paoge
Ham Jaise Logo Ko Khfa Soch Ke Karna
nm
Save me from the safety of my SILENCE
|
|
|
|
|
Banned
Offline
Posts: 3,689
Join Date: Jan 2009
Rep Power: 0
|
25th March 2009, 02:58 PM
Quote:
Originally Posted by Fathomless
Bahut Wafadar Hai Ham Gila Soch Ke Karna
Is Dour Me Wafa Soch Ke Karna
Ik Baar Jo Ruthe To Mna Na Paoge
Ham Jaise Logo Ko Khfa Soch Ke Karna
nm
|
Beetey hue kal ko bhulau.N kaise,
Rootha hai mera yaar manau.N kaise.
|
|
|
|
|
Ð Amorist
Offline
Posts: 2,283
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 27
|
25th March 2009, 03:02 PM
Quote:
Originally Posted by N@zneen
Beetey hue kal ko bhulau.N kaise,
Rootha hai mera yaar manau.N kaise.
|
rutha to woh tha mujhse,
jo muh more gaya,
woh to khushboo tha, fizaon mein bikhar gaya,
main tanha tha, tanha hi reh gaya.......!
~shan
Save me from the safety of my SILENCE
|
|
|
|
|
Banned
Offline
Posts: 3,689
Join Date: Jan 2009
Rep Power: 0
|
25th March 2009, 04:11 PM
Quote:
Originally Posted by Fathomless
rutha to woh tha mujhse,
jo muh more gaya,
woh to khushboo tha, fizaon mein bikhar gaya,
main tanha tha, tanha hi reh gaya.......!
~shan
|
Hum To Hain Ek Ujde Hue Shahar Ki Misaal,
Ankhen Bata Rahi Hai Ki Veeran Tum Bhi Ho.
(NM)
|
|
|
|
|
Ð Amorist
Offline
Posts: 2,283
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 27
|
25th March 2009, 04:48 PM
Quote:
Originally Posted by N@zneen
Hum To Hain Ek Ujde Hue Shahar Ki Misaal,
Ankhen Bata Rahi Hai Ki Veeran Tum Bhi Ho.
(NM)
|
Na do ilzaam khud ko is tarah,
tumhi to ho jisme mere dil ko hasna sikhaya hai!!!!!!
Save me from the safety of my SILENCE
|
|
|
|
|
Banned
Offline
Posts: 3,689
Join Date: Jan 2009
Rep Power: 0
|
25th March 2009, 05:20 PM
Quote:
Originally Posted by Fathomless
Na do ilzaam khud ko is tarah,
tumhi to ho jisme mere dil ko hasna sikhaya hai!!!!!!
|
Kaun Deta Hai Umr Bhar Ka Sath,
Log To Janaaze Mein Bhi Kandhe Badalte Rehte Hain.
(nm)
|
|
|
|
|
Ð Amorist
Offline
Posts: 2,283
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 27
|
25th March 2009, 05:29 PM
Quote:
Originally Posted by N@zneen
Kaun Deta Hai Umr Bhar Ka Sath,
Log To Janaaze Mein Bhi Kandhe Badalte Rehte Hain.
(nm)
|
fatrat badalna to dastoor hai zamane ka,
koi saath nai deta apne ya begaane ka,
magar kar to sakta hoon main koshish,
bhale hi tum saath chorr dena is begane ka.......!
~shan
Save me from the safety of my SILENCE
|
|
|
|
|
Banned
Offline
Posts: 3,689
Join Date: Jan 2009
Rep Power: 0
|
25th March 2009, 05:38 PM
Quote:
Originally Posted by Fathomless
fatrat badalna to dastoor hai zamane ka,
koi saath nai deta apne ya begaane ka,
magar kar to sakta hoon main koshish,
bhale hi tum saath chorr dena is begane ka.......!
~shan
|
Shaan jawaab sirf do line k sher mei do ye is thread ka rule hai............
Wo Ashk Banke Meri Bheegi Aankhon Mei Rehta Hai,
Ajeeb Shaks Hai Paani Ke Ghar Mein Rehta Hai.
(nm)
|
|
|
|
|
Ð Amorist
Offline
Posts: 2,283
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 27
|
25th March 2009, 05:55 PM
Quote:
Originally Posted by N@zneen
Shaan jawaab sirf do line k sher mei do ye is thread ka rule hai............
Wo Ashk Banke Meri Bheegi Aankhon Mei Rehta Hai,
Ajeeb Shaks Hai Paani Ke Ghar Mein Rehta Hai.
(nm)
|
tera har ek askh aur gam pee loon
teri agar inayat ho.............!
Save me from the safety of my SILENCE
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
25th March 2009, 06:01 PM
Quote:
Originally Posted by Fathomless
tera har ek askh aur gam pee loon
teri agar inayat ho.............!
|
mu.ntazir phuul me.n Khushbuu kii tarah huu.N kab se
ko_ii jho.nke.n kii tarah aaye u.Daa kar le jaaye
|
|
|
|
|
Ð Amorist
Offline
Posts: 2,283
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 27
|
25th March 2009, 06:09 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
mu.ntazir phuul me.n Khushbuu kii tarah huu.N kab se
ko_ii jho.nke.n kii tarah aaye u.Daa kar le jaaye
|
Kal raat sapne mein ek tasveer bana daali,
Dil ko tini achchi lagi ki seene se laga daali,
Kisi ke nazar na lag jaye isiliye aasuon se mita dali
Save me from the safety of my SILENCE
|
|
|
|
|
Banned
Offline
Posts: 3,689
Join Date: Jan 2009
Rep Power: 0
|
25th March 2009, 06:33 PM
Quote:
Originally Posted by Fathomless
Kal raat sapne mein ek tasveer bana daali,
Dil ko tini achchi lagi ki seene se laga daali,
Kisi ke nazar na lag jaye isiliye aasuon se mita dali
|
Banakar mitakar meri tasveer mukammal kartey hai.N,
Pyar hai mujhse magar jaane kyun izhaarse dartey hai.N.
|
|
|
|
|
Ð Amorist
Offline
Posts: 2,283
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 27
|
25th March 2009, 06:39 PM
Quote:
Originally Posted by N@zneen
Banakar mitakar meri tasveer mukammal kartey hai.N,
Pyar hai mujhse magar jaane kyun izhaarse dartey hai.N.
|
Darra mujhe apne izzhar ka nahi,
teri ruswai se lagta hai..............!
Save me from the safety of my SILENCE
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
25th March 2009, 06:53 PM
Quote:
Originally Posted by Fathomless
Darra mujhe apne izzhar ka nahi,
teri ruswai se lagta hai..............!
|
tujh ko bhii jab apanii qasamein apane vaade yaad nahiin
ham bhii apane khvaab terii aankhoon mein rakh kar bhuul gaye
nm
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
Ð Amorist
Offline
Posts: 2,283
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 27
|
25th March 2009, 06:56 PM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
tujh ko bhii jab apanii qasamein apane vaade yaad nahiin
ham bhii apane khvaab terii aankhoon mein rakh kar bhuul gaye
nm
|
tere baare mein jab socha nahi tha na,
main tanha tha magar itna nai tha na........!
nm
Save me from the safety of my SILENCE
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is On
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
|