|
|
|
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 27
|
3rd April 2009, 03:26 PM
Quote:
Originally Posted by N@zneen
Hai faasla darmiyaa.N phir bhi qurbat ka ehsaas hai,
Bhujti nahi.N sirf khayaal se jaane kaisi ye pyaas hai.
|
Honto.n se tuu pilaye mai.n peeta rahuu.n sharaab
Bujhne na paaye pyaas ka aisa diya jale
.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
|
|
|
|
|
Banned
Offline
Posts: 3,689
Join Date: Jan 2009
Rep Power: 0
|
3rd April 2009, 03:58 PM
Quote:
Originally Posted by fezan
Honto.n se tuu pilaye mai.n peeta rahuu.n sharaab
Bujhne na paaye pyaas ka aisa diya jale
|
Chalo aise des chalei.N jahan sirf jugnuo.N ka raaj ho,
Fhalak k chaand sitare ho zamee.N par aisa manzar koi aaj ho.
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
4th April 2009, 01:27 PM
Quote:
Originally Posted by N@zneen
Chalo aise des chalei.N jahan sirf jugnuo.N ka raaj ho,
Fhalak k chaand sitare ho zamee.N par aisa manzar koi aaj ho.
|
ab us ke shahar me.n Thahare.n ki kuuch kar jaaye.N
'Faraz' aao sitaare safar ke dekhate hai.n
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
|
4th April 2009, 03:36 PM
tamaam umr kiya dhoop mai safar usne
hame baraste huwe badalo mai chhod gaya..nm
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 27
|
8th April 2009, 11:22 AM
Quote:
Originally Posted by zainy
tamaam umr kiya dhoop mai safar usne
hame baraste huwe badalo mai chhod gaya..nm
|
Mana ke aasmaan hai ooncha bahot magar
nazren jhukaa ke dekh tou neeche zamiin bhi hai.......
.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
|
|
|
|
|
Banned
Offline
Posts: 3,689
Join Date: Jan 2009
Rep Power: 0
|
9th April 2009, 12:51 PM
Puraani raushni aur nai raushni mei.N fark bas itna hai,
Unhe kashti nahi.N milti, inhe saahil nahi.N milta.
(nm)
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
9th April 2009, 06:22 PM
Quote:
Originally Posted by N@zneen
Puraani raushni aur nai raushni mei.N fark bas itna hai,
Unhe kashti nahi.N milti, inhe saahil nahi.N milta.
(nm)
|
tu hai sooraj tujhe maloom kahan raat ka dukh
tu kisi roz mere ghar mein utar shaam ke baad
nm
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
Ð Amorist
Offline
Posts: 2,283
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 27
|
9th April 2009, 06:47 PM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
tu hai sooraj tujhe maloom kahan raat ka dukh
tu kisi roz mere ghar mein utar shaam ke baad
nm
|
superbbbbbb...................dil ko choo gaya........!
Save me from the safety of my SILENCE
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 27
|
9th April 2009, 09:24 PM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
tu hai sooraj tujhe maloom kahan raat ka dukh
tu kisi roz mere ghar mein utar shaam ke baad
nm
|
Dhoop suraj ki bhi lagti hai mujhe thandi chhaonv
Teri zulfon ki ghani chhaonv mein aaram ke baad
.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
|
|
|
|
|
Banned
Offline
Posts: 3,689
Join Date: Jan 2009
Rep Power: 0
|
10th April 2009, 04:10 PM
Dil ka mausam achcha ho to har manzar suhaana lagta hai,
Hasi nikal padti hai baat be baat, gaali bhi gaana lagta hai.
|
|
|
|
|
अंदाज़-ए-बयां शायराना है
Offline
Posts: 1,173
Join Date: Mar 2009
Location: Bilaspur
Rep Power: 28
|
10th April 2009, 06:18 PM
YE looo kar loo baat..
IsKo Gaali bhi gana lagta hai.. har mausam suhana lagta hai..
Are tu Maushan ki barsat..tujhe Har JAwan Shayana lagta hai..
Ek InteZaar si ban gayi hai Zindagi,
Har pal tere aane ki Aash mein.......
|
|
|
|
|
Banned
Offline
Posts: 3,689
Join Date: Jan 2009
Rep Power: 0
|
10th April 2009, 06:27 PM
Keh do sir firi hawaoN se na chedeiN mujhe,
Shola hun mai nhi bujha sakte gum ke thapedeiN mujhe.
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1
Join Date: Dec 2008
Rep Power: 0
|
10th April 2009, 06:50 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
hamarii koshishon ko naakaami ka naam na do yaaron,
milen na manzil jab tak hum haaraa nahi karte.
Sara jee:
aap ne Sher sahii kahe haiN.. daad!
ab aap ke Sher ke jawaab meiN..
ajab chiiz hai ye mohabbat kii baazii
jo haare vo jiite, jo jiite vo haare
|
Thukra ke usne mujhse kaha ki muskurao,
maine has diya,
aakhir sawal uski khushi ka tha,maine khoya woh jo mera tha hi nahi,
usne khoya wo jo sirf usi ka tha.
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
10th April 2009, 07:55 PM
aqab main hai gehra samanadaR samney jungle
kis inteha peh mera meharbaan chhorh gia
-nm
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
12th April 2009, 04:32 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
aqab main hai gehra samanadaR samney jungle
kis inteha peh mera meharbaan chhorh gia
-nm
|
"kahte thy woh saath chaleNge umr bhar,
toffan aaya to khud sahil par ruk gaye"
-sunita virender
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 27
|
12th April 2009, 08:34 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
"kahte thy woh saath chaleNge umr bhar,
toffan aaya to khud sahil par ruk gaye"
-sunita virender
|
Madhoshiyon mein doob gaye they kuchh is tarha
toofan aaya phir bhi khabardaar na huwe
.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
12th April 2009, 08:37 PM
how r u fezan jee.............
hume bhi kahan khabar thi toofan k
kasti hi majdhaar main doob gayi
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 27
|
12th April 2009, 08:48 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
how r u fezan jee.............
hume bhi kahan khabar thi toofan k
kasti hi majdhaar main doob gayi
|
i AM FINE AAP KAISI HAIN........................
GHALATFEHMI HAI YEH TERI MERI JAA.N
JO DOOBI WOH TERI KASHTI NAHI.N HAI
.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
12th April 2009, 08:53 PM
jaan jaan kah ke bulata tha koi
kaash aajaye fir dil dukhane ko
aapki dua se theek hu
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 27
|
12th April 2009, 09:01 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
jaan jaan kah ke bulata tha koi
kaash aajaye fir dil dukhane ko
aapki dua se theek hu
|
kaun kambakht dil dukhata hai
dilruba ko meri satata hai...???????
.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
|
|
|
|
|
Banned
Offline
Posts: 3,689
Join Date: Jan 2009
Rep Power: 0
|
15th April 2009, 06:02 PM
Quote:
Originally Posted by fezan
kaun kambakht dil dukhata hai
dilruba ko meri satata hai...???????
|
Karke sitam wo muskurate haiN,
Aisi adaoNse dil jalateiN haiN.
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 839
Join Date: Sep 2008
Location: India
Rep Power: 31
|
17th April 2009, 01:09 PM
Quote:
Originally Posted by N@zneen
Karke sitam wo muskurate haiN,
Aisi adaoNse dil jalateiN haiN.
|
yeh ishq kuch aisi aag hai,
jab tak raakh na kar de, dil hi nahi.n bharta....
"Life laughs at you when you are unhappy...
Life smiles at you when you are happy..
But,
Life salutes you when you make others happy!!"
# Feel The Difference #
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
17th April 2009, 01:32 PM
Quote:
Originally Posted by Ritu18525
yeh ishq kuch aisi aag hai,
jab tak raakh na kar de, dil hi nahi.n bharta....
|
dil hi dil mein jab unhein chahne lage
akele mein bhi hum muskurane lage
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
17th April 2009, 01:36 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
dil hi dil mein jab unhein chahne lage
akele mein bhi hum muskurane lage
|
muskurahat par meri unka naam tha
pyar humara mehafil mein aam tha
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
17th April 2009, 01:44 PM
saare aam izhar karoge to kya naam rah jayega
yeh fasana bhi sab keliye bas aam ho jayega
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
17th April 2009, 01:48 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
saare aam izhar karoge to kya naam rah jayega
yeh fasana bhi sab keliye bas aam ho jayega
|
pyar vo paak jazba hai jo badnaam nahi
sare-aam izhar karna koi ilzaam nahi
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
17th April 2009, 02:33 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
pyar vo paak jazba hai jo badnaam nahi
sare-aam izhar karna koi ilzaam nahi
|
Dil ki baat ko samjhte hai dilwale
izhaar e ishQ to numahish hota hai
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
17th April 2009, 02:56 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
Dil ki baat ko samjhte hai dilwale
izhaar e ishQ to numahish hota hai
|
pyar ki izhar ko numaish ka naam na de
dil walo ko dil todne ka ilzaam na de
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
17th April 2009, 06:23 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
pyar ki izhar ko numaish ka naam na de
dil walo ko dil todne ka ilzaam na de
|
Yaad phir aaya woh guzra hua saawan mujh ko
phir meri aaNkh ne rone ka bahaana chaaha.............
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
ek dost
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
|
17th April 2009, 08:59 PM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
Yaad phir aaya woh guzra hua saawan mujh ko
phir meri aaNkh ne rone ka bahaana chaaha.............
|
bite huye pal yaad nahi karte
chot lage to fariyaad nahi karte
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
18th April 2009, 02:45 AM
Quote:
Originally Posted by dineshdharvi
bite huye pal yaad nahi karte
chot lage to fariyaad nahi karte
|
beeta hua ik ik pal aane wala pal se kuch kahe raha hai
fariyaad kaise na kare har ek zakham tera naam le raha hai
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
अंदाज़-ए-बयां शायराना है
Offline
Posts: 1,173
Join Date: Mar 2009
Location: Bilaspur
Rep Power: 28
|
18th April 2009, 03:41 PM
Aapne beete pal ki daastan sunanae wale tu musafir,
Yuh Gali-gali jaa kee naa hoo har anjaan se mukhatir..
Quote:
Originally Posted by Praneeta
beeta hua ik ik pal aane wala pal se kuch kahe raha hai
fariyaad kaise na kare har ek zakham tera naam le raha hai
|
Ek InteZaar si ban gayi hai Zindagi,
Har pal tere aane ki Aash mein.......
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
18th April 2009, 03:49 PM
Quote:
Originally Posted by heart_killer
Aapne beete pal ki daastan sunanae wale tu musafir,
Yuh Gali-gali jaa kee naa hoo har anjaan se mukhatir..
|
pyar ki rahon mein koi anjana nahi
dard-e-ishq se koi begana nahi
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
अंदाज़-ए-बयां शायराना है
Offline
Posts: 1,173
Join Date: Mar 2009
Location: Bilaspur
Rep Power: 28
|
18th April 2009, 04:28 PM
Har Anjaan se " OMi " yuh rukk-rukk nahi milate..
Jindagi ke har mod pe hum jaise aapne nahi milate..
Quote:
Originally Posted by Praneeta
pyar ki rahon mein koi anjana nahi
dard-e-ishq se koi begana nahi
|
Ek InteZaar si ban gayi hai Zindagi,
Har pal tere aane ki Aash mein.......
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
18th April 2009, 04:34 PM
Quote:
Originally Posted by heart_killer
Har Anjaan se " OMi " yuh rukk-rukk nahi milate..
Jindagi ke har mod pe hum jaise aapne nahi milate..
|
anjano mein kabhi apne bhi nazar aayege
bas nazar bhar dekh le zindagi sawar jayege
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
अंदाज़-ए-बयां शायराना है
Offline
Posts: 1,173
Join Date: Mar 2009
Location: Bilaspur
Rep Power: 28
|
18th April 2009, 04:46 PM
Sawarna bigdana sab upper waale ke hath hai..
Jee lee har wo lamhe ishQ k jab hum-tum sath hai..
Quote:
Originally Posted by Praneeta
anjano mein kabhi apne bhi nazar aayege
bas nazar bhar dekh le zindagi sawar jayege
|
Ek InteZaar si ban gayi hai Zindagi,
Har pal tere aane ki Aash mein.......
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
18th April 2009, 04:50 PM
Quote:
Originally Posted by heart_killer
Sawarna bigdana sab upper waale ke hath hai..
Jee lee har wo lamhe ishQ k jab hum-tum sath hai..
|
zindagi sawarta bigadta hai apne hi karam se
ishq farmayu tumse bahar nikal iss bharam se
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
अंदाज़-ए-बयां शायराना है
Offline
Posts: 1,173
Join Date: Mar 2009
Location: Bilaspur
Rep Power: 28
|
>> hahahahahahaha.. badiya raha.. -
18th April 2009, 05:00 PM
Kyu mere base huye sapano ki duniyaa ujaad rahi ho ..
Kyu aapne chahane walo ki khusiya khud jala rahi ho ..
Ek InteZaar si ban gayi hai Zindagi,
Har pal tere aane ki Aash mein.......
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
18th April 2009, 05:07 PM
Quote:
Originally Posted by heart_killer
Kyu mere base huye sapano ki duniyaa ujaad rahi ho ..
Kyu aapne chahane walo ki khusiya khud jala rahi ho ..
|
ujade ko ujadna mere bas mein nahi
poore karoge jo vo tere kasme nahi
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
अंदाज़-ए-बयां शायराना है
Offline
Posts: 1,173
Join Date: Mar 2009
Location: Bilaspur
Rep Power: 28
|
18th April 2009, 05:19 PM
Kasmo-waado ki uljhan ke hum bhi sataye hai...
Hum bhi kabhi dilwaalo ki basti me reh ke aaye hai...
Ek InteZaar si ban gayi hai Zindagi,
Har pal tere aane ki Aash mein.......
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is On
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
|