An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power : 30
5th July 2009, 02:18 PM
Zindagi ne kisi se kuch chaha nahi zindagi ke siva
Zindagi mein kuch nahi kiya khud bandagi ke siva
अंदाज़-ए-बयां शायराना है
Offline
Posts: 1,173
Join Date: Mar 2009
Location: Bilaspur
Rep Power : 28
5th July 2009, 02:32 PM
kaisa hai yeh judai ka aalam, kise kare faryad hum
is dard ka kya bayan kare jab hume mila bas gam hi gam
Ek InteZaar si ban gayi hai Zindagi,
Har pal tere aane ki Aash mein.......
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power : 30
5th July 2009, 02:40 PM
Quote:
Originally Posted by
heart_killer
kaisa hai yeh judai ka aalam, kise kare faryad hum
is dard ka kya bayan kare jab hume mila bas gam hi gam
Tanha hua main judai jo mere hisse aayi
Khafa to hoga tu ruswai jo tere hisse aayi
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power : 64
9th July 2009, 02:27 PM
Quote:
Originally Posted by
kwahish
Tanha hua main judai jo mere hisse aayi
Khafa to hoga tu ruswai jo tere hisse aayi
"judaai se humko na darriye aap janab,
hume to ab eski aadat si ho gaye hai"
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
Registered User
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power : 34
9th July 2009, 06:57 PM
merii Qismat ka hai tuu woh niwaala Mujeeb
jise khaa nahieN sakta gira bhi nahieN sakta
Mujeeb
Registered User
Offline
Posts: 450
Join Date: Jul 2008
Location: udaipur
Rep Power : 20
10th July 2009, 07:10 AM
Quote:
Originally Posted by
Mujeeb
merii Qismat ka hai tuu woh niwaala Mujeeb
jise khaa nahieN sakta gira bhi nahieN sakta
Mujeeb
"Mil jata maangne se har hissaa apni kismat ka mujhe....
par ye zubaa.n hai jo duaaon me saath nahi deti...."
Registered User
Offline
Posts: 554
Join Date: Aug 2004
Rep Power : 23
10th July 2009, 12:29 PM
muze teri dua pataa hai
muze apni dawaa pataa hai
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power : 30
10th July 2009, 03:40 PM
Behad beniyazi bakshi hai tuu ne mujh pe
Ek raham ker de ke ab Nijaat de de mujhe
Registered User
Offline
Posts: 839
Join Date: Sep 2008
Location: India
Rep Power : 31
hi sameer..hw r u? -
14th July 2009, 03:49 PM
Quote:
Originally Posted by
kwahish
Behad beniyazi bakshi hai tuu ne mujh pe
Ek raham ker de ke ab Nijaat de de mujhe
chirago.n ki khwahish na rahi hume.n,
ab to har khwahish se nijat de de.....
-ritu
"Life laughs at you when you are unhappy...
Life smiles at you when you are happy..
But,
Life salutes you when you make others happy!!"
# Feel The Difference #
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power : 30
14th July 2009, 04:01 PM
Quote:
Originally Posted by
Ritu18525
chirago.n ki khwahish na rahi hume.n,
ab to har khwahish se nijat de de.....
-ritu
Milti hai nijat zinagi se lekin kabhi khwahish se najat nahi milti
Bin mange hoi koi arzoo puri per maan mangi murad nahi milti
Guest
16th July 2009, 07:21 PM
gairon se kahaa tumne gairon se suna tumne
kabhi humse bhi kuch kehte kabhi humse bhi kuch sunte
Registered User
Offline
Posts: 450
Join Date: Jul 2008
Location: udaipur
Rep Power : 20
17th July 2009, 02:57 PM
Gaur hi nahi karte meri sdaaon par jo kabhi.....
Gairon ki aah par wo daude chale aate hai.......
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power : 57
22nd July 2009, 11:24 AM
khaamosh dil ki sadayeiN usko sunaate huye
keh dete haiN hum bahot kuch,kuch bhi na kehte hue..nm
Z ainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power : 30
22nd July 2009, 02:34 PM
Ek lafz bi na kaha usne kafi tha jawab mein
Uski khamoshi uski bayani karti rahi magar
Registered User
Offline
Posts: 450
Join Date: Jul 2008
Location: udaipur
Rep Power : 20
24th July 2009, 05:38 AM
Wo Jaate jaate thoda thami thi shayad.....
Uski bhi aankhon me nami thi shayad.....
Kisse hazar the kahne sun ne ko magar.....
Uske bhi Dil me alfaazo ki kami thi shayad......
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power : 30
24th July 2009, 03:09 PM
Aage chal ker sochta hun kahin main uske liye aawara to nahi
Palat palat ker dekhata hun kahin usne mujhe pukara to nahi
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power : 0
27th July 2009, 03:23 PM
Quote:
Originally Posted by
kwahish
Aage chal ker sochta hun kahin main uske liye aawara to nahi
Palat palat ker dekhata hun kahin usne mujhe pukara to nahi
ye ik ishaaraa hai aafaat-e-naagahaanii kaa
kisii jagah se pari.ndo.n kaa kuuch kar jaanaa
[aafaat-e-naagahaanii=unexpected problem]
Registered User
Offline
Posts: 839
Join Date: Sep 2008
Location: India
Rep Power : 31
28th July 2009, 01:49 PM
Quote:
Originally Posted by
Mayank
ye ik ishaaraa hai aafaat-e-naagahaanii kaa
kisii jagah se pari.ndo.n kaa kuuch kar jaanaa
[aafaat-e-naagahaanii=unexpected problem]
sitam gar ban gaya humara ashiyana kyu.n,
ab toh humari khaatir bhii nahi hoti yaha...
"for u mayank jee"
"reply jarur kariyega "
"Life laughs at you when you are unhappy...
Life smiles at you when you are happy..
But,
Life salutes you when you make others happy!!"
# Feel The Difference #
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power : 52
28th July 2009, 01:59 PM
ilzaam hai ki hum khamosh rah kar sitam karte hai
guar farmayen huzur kya aap zulm kam karte hai?
_______________________________________________
PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power : 30
28th July 2009, 03:21 PM
Quote:
Originally Posted by
Mayank
ye ik ishaaraa hai aafaat-e-naagahaanii kaa
kisii jagah se pari.ndo.n kaa kuuch kar jaanaa
[aafaat-e-naagahaanii=unexpected problem]
Kya baat hai Mayank sahaB...... Very true..
Sunaa tha BezubaN kii bayani mein bhi hoti hai mithas
Magar Kabhi unse muqatib hone kaa moukha nahi mila
Registered User
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power : 24
1st August 2009, 03:49 PM
baat karanii mujhe mushkil kabhii aisii to na thii
jaisii ab hai terii mahafil kabhii aisii to na thii
le gayaa chhiin ke kaun aaj teraa sabr-o-qarar
beqaraarii tujhe ai dil kabhii aisii to na thii
ye dil soye hoay jazbon ka hei aisa mehal jis mein
kisii jazbe ka ab mumkin nahi bedaar ho jana
_____________________________________
eik lamha e visaal tha vaapis na aaska
vo waqt ki micaal tha vaapis na aasaka
mujh ko mere vajud se jo kar gaya judaa
kaisa vo baakamal tha vaapis na asaka
Anshumali
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power : 87
1st August 2009, 05:02 PM
Quote:
Originally Posted by
MahamAzmi
baat karanii mujhe mushkil kabhii aisii to na thii
jaisii ab hai terii mahafil kabhii aisii to na thii
le gayaa chhiin ke kaun aaj teraa sabr-o-qarar
beqaraarii tujhe ai dil kabhii aisii to na thii
chaar din kii ye rafaaqat jo rafaaqat bhii nahii.n
umr bhar ke liye aazaar huii jaatii hai
zindagii yuu.n to hameshaa se pareshaan-sii thii
ab to har saa.Ns giraa.N_baar huii jaatii hai
---sahir---
YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...
Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...
---Naresh Mehra----
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power : 30
2nd August 2009, 03:44 PM
Ek lamhe ka intezaar bahut hai
Mere Dil ko tujhse pyaar bahut hai
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power : 0
3rd August 2009, 08:59 PM
Quote:
Originally Posted by
kwahish
Ek lamhe ka intezaar bahut hai
Mere Dil ko tujhse pyaar bahut hai
ishq kii maar ba.Dii dardiilii ishq me.n jii na pha.Nsaanaa jii
sab kuchh karanaa ishq na karanaa ishq se jaan bachaanaa jii
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power : 64
3rd August 2009, 09:03 PM
Quote:
Originally Posted by
Mayank
ishq kii maar ba.Dii dardiilii ishq me.n jii na pha.Nsaanaa jii
sab kuchh karanaa ishq na karanaa ishq se jaan bachaanaa jii
ishq fanaa kaa naam hai ishq me.n zindagii na dekh
jalvaaa-e-aaftaab ban zarre me.n roshanii na dekh
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
Registered User
Offline
Posts: 567
Join Date: Jul 2009
Location: Dubai
Rep Power : 30
3rd August 2009, 09:14 PM
Quote:
Originally Posted by
sunita virender
ishq fanaa kaa naam hai ishq me.n zindagii na dekh
jalvaaa-e-aaftaab ban zarre me.n roshanii na dekh
Roshan ho aaftaab sa har zarra, wo jab muskaraaye,
Bhari dopahar dhale shaam, wo jo nazre.n jhukaaye
"Wo kaun hai jinhe tauba ki mil gai fursat,
HumeN gunah bhi karne ko zindagi kam hai."
-Anand Narayan Mulla.
वो कौन है जिन्हें तौबा की मिल गई फुरसत,
हमें गुनाह भी करने को ज़िंदगी कम है.
-आनंद नारायण मुल्ला
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power : 64
3rd August 2009, 09:21 PM
Quote:
Originally Posted by
shyamsingh
Roshan ho aaftaab sa har zarra, wo jab muskaraaye,
Bhari dopahar dhale shaam, wo jo nazre.n jhukaaye
"Nazar se nazar ka salaam lijiye,
bas ek baar mera kaha maan lijiye"
-Sunita virender
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
Registered User
Offline
Posts: 567
Join Date: Jul 2009
Location: Dubai
Rep Power : 30
3rd August 2009, 09:27 PM
Quote:
Originally Posted by
sunita virender
"Nazar se nazar ka salaam lijiye,
bas ek baar mera kaha maan lijiye"
-Sunita virender
Hukum sar aa.nko.n pe:
Maan lii har baat uski, zaba.n se uff tak na kiya,
Phoolo.n se lagey zakhmo.n ko, kaa.nto.n se siyaa.
"Wo kaun hai jinhe tauba ki mil gai fursat,
HumeN gunah bhi karne ko zindagi kam hai."
-Anand Narayan Mulla.
वो कौन है जिन्हें तौबा की मिल गई फुरसत,
हमें गुनाह भी करने को ज़िंदगी कम है.
-आनंद नारायण मुल्ला
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power : 64
3rd August 2009, 09:30 PM
Quote:
Originally Posted by
shyamsingh
Hukum sar aa.nko.n pe:
Maan lii har baat uski, zaba.n se uff tak na kiya,
Phoolo.n se lagey zakhmo.n ko, kaa.nto.n se siyaa.
yuu.N Khudaa ke liye chhiino na mere hosh-o-havaas
aisii nazaro.n se na dekho ki Khumaar aa jaaye
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
Registered User
Offline
Posts: 567
Join Date: Jul 2009
Location: Dubai
Rep Power : 30
3rd August 2009, 09:52 PM
Quote:
Originally Posted by
sunita virender
yuu.N Khudaa ke liye chhiino na mere hosh-o-havaas
aisii nazaro.n se na dekho ki Khumaar aa jaaye
Suna lab tere paimaane, aa.nkhey suraahi,
Na pila fakat ik jaam aaj, na kar koi kotaahi,
Hum bhi jayengey aaj kaa.ndho.n pe cha.dhkar
Humari be-hoshi tere nasho.n ki degi gawahi
"Wo kaun hai jinhe tauba ki mil gai fursat,
HumeN gunah bhi karne ko zindagi kam hai."
-Anand Narayan Mulla.
वो कौन है जिन्हें तौबा की मिल गई फुरसत,
हमें गुनाह भी करने को ज़िंदगी कम है.
-आनंद नारायण मुल्ला
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power : 0
4th August 2009, 02:57 PM
Quote:
Originally Posted by
shyamsingh
Suna lab tere paimaane, aa.nkhey suraahi,
Na pila fakat ik jaam aaj, na kar koi kotaahi,
Hum bhi jayengey aaj kaa.ndho.n pe cha.dhkar
Humari be-hoshi tere nasho.n ki degi gawahi
yahaa.N ko_ii na jii sakaa, na jii sakegaa hosh me.n
miTaa de naam hosh kaa, sharaab laa sharaab laa
Registered User
Offline
Posts: 567
Join Date: Jul 2009
Location: Dubai
Rep Power : 30
4th August 2009, 03:17 PM
Quote:
Originally Posted by
Mayank
yahaa.N ko_ii na jii sakaa, na jii sakegaa hosh me.n
miTaa de naam hosh kaa, sharaab laa sharaab laa
Jo sharaab mitaa sakti aa.nkho.n se woh dil-fareb chehra,
To maikhaney mein hota poora shehar shaana-ba-shaana.
"Wo kaun hai jinhe tauba ki mil gai fursat,
HumeN gunah bhi karne ko zindagi kam hai."
-Anand Narayan Mulla.
वो कौन है जिन्हें तौबा की मिल गई फुरसत,
हमें गुनाह भी करने को ज़िंदगी कम है.
-आनंद नारायण मुल्ला
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power : 30
4th August 2009, 04:18 PM
Quote:
Originally Posted by
shyamsingh
Jo sharaab mitaa sakti aa.nkho.n se woh dil-fareb chehra,
To maikhaney mein hota poora shehar shaana-ba-shaana .
Mit nahi sakti ko'ii yaad dil ki gehraiyoN se
Zindagii mila hi jati hai hume tanhaiyoN se
Registered User
Offline
Posts: 567
Join Date: Jul 2009
Location: Dubai
Rep Power : 30
4th August 2009, 05:02 PM
Quote:
Originally Posted by
kwahish
Mit nahi sakti ko'ii yaad dil ki gehraiyoN se
Zindagii mila hi jati hai hume tanhaiyoN se
Tanhaai ki hi majal hai ke bhee.d mein bhi aa pohu.nchey,
Kya bisaat bhee.d ki jo tanhai ke aas-paas bhi ja pohu.chey.
"Wo kaun hai jinhe tauba ki mil gai fursat,
HumeN gunah bhi karne ko zindagi kam hai."
-Anand Narayan Mulla.
वो कौन है जिन्हें तौबा की मिल गई फुरसत,
हमें गुनाह भी करने को ज़िंदगी कम है.
-आनंद नारायण मुल्ला
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power : 30
4th August 2009, 05:07 PM
Quote:
Originally Posted by
shyamsingh
Tanhaai ki hi majal hai ke bhee.d mein bhi aa pohu.nchey,
Kya bisaat bhee.d ki jo tanhai ke aas-paas bhi ja pohu.chey.
Hujum kuch aisa tha yaadoN ka titar bitar
Ek aks hi nazar aata palak uthi jidhar jidhar
Anshumali
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power : 87
5th August 2009, 09:39 AM
Quote:
Originally Posted by
kwahish
Hujum kuch aisa tha yaadoN ka titar bitar
Ek aks hi nazar aata palak uthi jidhar jidhar
Pehle sau baar eedhar aur udhar dekha hai
tab kahi dar ke tumhe ek nazar dekha hai....
YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...
Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...
---Naresh Mehra----
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power : 30
5th August 2009, 06:01 PM
Quote:
Originally Posted by
naresh_mehra110
Pehle sau baar eedhar aur udhar dekha hai
tab kahi dar ke tumhe ek nazar dekha hai....
Well said Naresh jii ... Bahut achche
Uthayi to thi nazar sirf tere deedaar ke liye
Phir kabhi na milayi nazar apne pyaar ke liye
Anshumali
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power : 87
5th August 2009, 06:42 PM
Quote:
Originally Posted by
kwahish
Well said Naresh jii ... Bahut achche
Uthayi to thi nazar sirf tere deedaar ke liye
Phir kabhi na milayi nazar apne pyaar ke liye
"Jab tumse nazar mil hi gai hai
Shurkh labon pe tere ronak aa hi gai hai
Hayaa ka jo ab tak tha pardaa
Phir kiyon tu ab mujhse sharmaa gai hai.... "
YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...
Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...
---Naresh Mehra----
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power : 0
5th August 2009, 07:57 PM
Quote:
Originally Posted by
naresh_mehra110
"Jab tumse nazar mil hi gai hai
Shurkh labon pe tere ronak aa hi gai hai
Hayaa ka jo ab tak tha pardaa
Phir kiyon tu ab mujhse sharmaa gai hai.... "
tamannaao.n ke bahalaave me.n aksar aa hii jaate hai.n
kabhii ham choT khaate hai.n kabhii ham muskuraate hai.n
Registered User
Offline
Posts: 567
Join Date: Jul 2009
Location: Dubai
Rep Power : 30
5th August 2009, 08:08 PM
Quote:
Originally Posted by
Mayank
tamannaao.n ke bahalaave me.n aksar aa hii jaate hai.n
kabhii ham choT khaate hai.n kabhii ham muskuraate hai.n
MaiNe chaND aur sitaroN ki tamanna ki thii,
mujhko raatoN ki siyahi ke siwa kuch na mila.
(A song sung by Talat Mehmood Ji)
"Wo kaun hai jinhe tauba ki mil gai fursat,
HumeN gunah bhi karne ko zindagi kam hai."
-Anand Narayan Mulla.
वो कौन है जिन्हें तौबा की मिल गई फुरसत,
हमें गुनाह भी करने को ज़िंदगी कम है.
-आनंद नारायण मुल्ला
Thread Tools
Display Modes
Rate This Thread
Linear Mode
Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is On
Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by:
vBStyles.com