Registered User
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power : 27
5th August 2009, 08:41 PM
Quote:
Originally Posted by
shyamsingh
MaiNe chaND aur sitaroN ki tamanna ki thii,
mujhko raatoN ki siyahi ke siwa kuch na mila.
(A song sung by Talat Mehmood Ji)
Maine cofee nahi.n chai ki tamanna ki thi
ek tuti hui pyaali ke siwa kuchh na mila...........
.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye
Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power : 64
5th August 2009, 09:54 PM
Quote:
Originally Posted by
fezan
Maine cofee nahi.n chai ki tamanna ki thi
ek tuti hui pyaali ke siwa kuchh na mila...........
apanii apanii justajuu hai apanaa apanaa shauq hai
tum ha.Nsii tak bhii na pahu.Nche ham fuGaa.N tak aa gaye
-NM
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
Registered User
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power : 24
5th August 2009, 11:20 PM
Quote:
Originally Posted by
sunita virender
apanii apanii justajuu hai apanaa apanaa shauq hai
tum ha.Nsii tak bhii na pahu.Nche ham fuGaa.N tak aa gaye
-NM
raaston kaa ilm thaa ham ko na simton ki Khabar
shahar-e-naamaalum ki chaahat magar karte rahe
ye dil soye hoay jazbon ka hei aisa mehal jis mein
kisii jazbe ka ab mumkin nahi bedaar ho jana
_____________________________________
eik lamha e visaal tha vaapis na aaska
vo waqt ki micaal tha vaapis na aasaka
mujh ko mere vajud se jo kar gaya judaa
kaisa vo baakamal tha vaapis na asaka
Anshumali
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power : 87
5th August 2009, 11:45 PM
Quote:
Originally Posted by
MahamAzmi
raaston kaa ilm thaa ham ko na simton ki Khabar
shahar-e-naamaalum ki chaahat magar karte rahe
" Is kadar ab tanahaa thi hasrate meri
Jabki tere saath kabhi thi mohabbate meri..."
YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...
Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...
---Naresh Mehra----
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power : 30
6th August 2009, 02:50 PM
Quote:
Originally Posted by
naresh_mehra110
" Is kadar ab tanahaa thi hasrate meri
Jabki tere saath kabhi thi mohabbate meri..."
Apni hasrat ko apni mohobbat ko apne dil mein rakha karo
Jise dil se chaho tum dushmani usse dosti usi se rakha karo
अंदाज़-ए-बयां शायराना है
Offline
Posts: 1,173
Join Date: Mar 2009
Location: Bilaspur
Rep Power : 28
7th August 2009, 10:35 PM
lamhaat-e-yaad-e-yaar ko sarf-e-duaa na kar
aate' haiN zindagii me ye aalam kabhii kabhii
Ek InteZaar si ban gayi hai Zindagi,
Har pal tere aane ki Aash mein.......
Anshumali
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power : 87
8th August 2009, 03:43 PM
Karta thaa tujhse mohabbat
Itnaa mujhe armaan thaa
Tu aa jayegi kabhi aise saamne
Yeh mujhe gumaan thaa
YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...
Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...
---Naresh Mehra----
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power : 52
8th August 2009, 03:46 PM
uske aane ki fareb mein hum dil laga baithe
khud hi apne dil se hum dushmani jata baithe
_______________________________________________
PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power : 30
8th August 2009, 04:16 PM
Jaane kyuN dil usse dil lagane ka gunaah ker dala
Phir khud ke hatoN uski tasveer ko syaah ker dala
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power : 52
8th August 2009, 04:29 PM
dil ki nadaniyon par aetbaar kar baithe
ik bewafa se hum bhi pyar kar baithe
_______________________________________________
PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power : 30
8th August 2009, 04:40 PM
Bewaafa hi gar bewaafai ka naam de de
Khud hi tod ker dil todne ka ilzaam de de
Kya kareN woH wafaoN per itebaar phir
Jiski jafaye khud hi jo paighaam de de
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power : 52
8th August 2009, 04:45 PM
naam-e-wafa jo badnaam kar baithe
hum par bewafaa ka ilzaam kar baithe
'pari' ke wafaaon ka hadh toh dekhiyen
ussi bewafaa se hum pyar kar baithe
_______________________________________________
PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power : 30
8th August 2009, 04:56 PM
Mana ke teri wafa ko woH samajh na saka
Baat dil mein rakha ker tujhse keh na saka
samajh leta tu bhi gar uski ankheN padh leta
Bin tere aab woH bhi kahiN ka reh na saka
Registered User
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power : 24
8th August 2009, 05:29 PM
Quote:
Originally Posted by
naresh_mehra110
" Is kadar ab tanahaa thi hasrate meri
Jabki tere saath kabhi thi mohabbate meri..."
Eik lamha e visaal tha vaapis na asakaa
vo waqt ki micaal tha vaapis na aaskaa
mujhko mere vajud se jo kar gaya juda
kaisa vo bakamaal tha vaapis na sakaa
ye dil soye hoay jazbon ka hei aisa mehal jis mein
kisii jazbe ka ab mumkin nahi bedaar ho jana
_____________________________________
eik lamha e visaal tha vaapis na aaska
vo waqt ki micaal tha vaapis na aasaka
mujh ko mere vajud se jo kar gaya judaa
kaisa vo baakamal tha vaapis na asaka
Registered User
Offline
Posts: 567
Join Date: Jul 2009
Location: Dubai
Rep Power : 30
8th August 2009, 05:57 PM
Quote:
Originally Posted by
MahamAzmi
Eik lamha e visaal tha vaapis na asakaa
vo waqt ki micaal tha vaapis na aaskaa
mujhko mere vajud se jo kar gaya juda
kaisa vo bakamaal tha vaapis na sakaa
Woh rawaangi thi khwaboN ki Dhanak ki jaanib,
Kar gayaa khud mukhtar tujhey jo, milega paar-e-qaus-e-qazaa
"Wo kaun hai jinhe tauba ki mil gai fursat,
HumeN gunah bhi karne ko zindagi kam hai."
-Anand Narayan Mulla.
वो कौन है जिन्हें तौबा की मिल गई फुरसत,
हमें गुनाह भी करने को ज़िंदगी कम है.
-आनंद नारायण मुल्ला
Anshumali
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power : 87
8th August 2009, 10:51 PM
Quote:
Originally Posted by
shyamsingh
Woh rawaangi thi khwaboN ki Dhanak ki jaanib,
Kar gayaa khud mukhtar tujhey jo, milega paar-e-qaus-e-qazaa
Banke faanus jiski hifaazat hawa kare
woh shama kiya bujhegi jise roshan khuda kare
--nm--
YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...
Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...
---Naresh Mehra----
अंदाज़-ए-बयां शायराना है
Offline
Posts: 1,173
Join Date: Mar 2009
Location: Bilaspur
Rep Power : 28
masha allah.. kya bayaN hai.. -
8th August 2009, 11:06 PM
Main ek shab tere pehlu mein kya guzaar Aaya,
Falak se dekhne aate hain ab sitare mujhe... !!
Quote:
Originally Posted by
naresh_mehra110
Banke faanus jiski hifaazat hawa kare
woh shama kiya bujhegi jise roshan khuda kare
--nm--
Ek InteZaar si ban gayi hai Zindagi,
Har pal tere aane ki Aash mein.......
raat ki tanhaii
Offline
Posts: 582
Join Date: Feb 2004
Location: kolkata
Rep Power : 30
8th August 2009, 11:13 PM
kal raat zindagii se mulaaqaat ho ga_ii
lab tahr-tharaa rahe the magar baat ho ga_ii
Go zaraa si baat par barsoN ke yaaraane gaye...
par itnaa to huaa, kuchh log pahchaane gaye...
अंदाज़-ए-बयां शायराना है
Offline
Posts: 1,173
Join Date: Mar 2009
Location: Bilaspur
Rep Power : 28
8th August 2009, 11:17 PM
T ujhko dekha hi nahin, mehsoos kiya hai mainey
Aa kisi din, mere iss ehsaas ko haqeeqat banaa de...!!!
Quote:
Originally Posted by
NISHA_VIRGO16
kal raat zindagii se mulaaqaat ho ga_ii
lab tahr-tharaa rahe the magar baat ho ga_ii
Ek InteZaar si ban gayi hai Zindagi,
Har pal tere aane ki Aash mein.......
Registered User
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power : 24
9th August 2009, 04:50 AM
Quote:
Originally Posted by
shyamsingh
Woh rawaangi thi khwaboN ki Dhanak ki jaanib,
Kar gayaa khud mukhtar tujhey jo, milega paar-e-qaus-e-qazaa
Hum intazar karen ge tera qayamat tak
khuda kare ke qayamat ho aur tu aye
ye dil soye hoay jazbon ka hei aisa mehal jis mein
kisii jazbe ka ab mumkin nahi bedaar ho jana
_____________________________________
eik lamha e visaal tha vaapis na aaska
vo waqt ki micaal tha vaapis na aasaka
mujh ko mere vajud se jo kar gaya judaa
kaisa vo baakamal tha vaapis na asaka
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power : 0
jawaab arz hai -
9th August 2009, 10:18 AM
Quote:
Originally Posted by
MahamAzmi
Hum intazar karen ge tera qayamat tak
khuda kare ke qayamat ho aur tu aye
ae waaiz-e-naadaaN kartaa hai too ek qayaamat kaa charchaa
yahaaN roz nigaaheN milti haiN, yahaaN roz qayaamat hoti hai ...
A SOUL OF LOVE
Offline
Posts: 698
Join Date: Aug 2008
Location: jaipur
Rep Power : 24
9th August 2009, 11:21 AM
Quote:
Originally Posted by
Mayank
ae waaiz-e-naadaaN kartaa hai too ek qayaamat kaa charchaa
yahaaN roz nigaaheN milti haiN, yahaaN roz qayaamat hoti hai ...
Dil diya mere pyaar ki had thi,
JAAN di mere aitbaar ki had thi,
Mer gaye hum khuli rahi aankhein,
Yeh mere aitbaar ki had thi.....................nm
shayer mit jaate hain jahaa se magar unka qall fanaah nahi hota,
Tanhaai bhie tanha hoti hain magar,TAHIR tanha nahi hota................./
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power : 52
9th August 2009, 12:12 PM
Quote:
Originally Posted by
Tahir kkkhan
Dil diya mere pyaar ki had thi,
JAAN di mere aitbaar ki had thi,
Mer gaye hum khuli rahi aankhein,
Yeh mere aitbaar ki had thi.....................nm
ishq mein saare hadh paar kar chuke hum
is kadar ik bewafa se pyar kar chuke hum
_______________________________________________
PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
raat ki tanhaii
Offline
Posts: 582
Join Date: Feb 2004
Location: kolkata
Rep Power : 30
9th August 2009, 12:26 PM
Quote:
Originally Posted by
Praneeta
ishq mein saare hadh paar kar chuke hum
is kadar ik bewafa se pyar kar chuke hum
bevafaa bhii ho sitamagar bhii jafaa peshaa bhii
ham Khudaa tum ko banaa le.nge tum aao to sahii
Go zaraa si baat par barsoN ke yaaraane gaye...
par itnaa to huaa, kuchh log pahchaane gaye...
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power : 52
9th August 2009, 12:29 PM
Quote:
Originally Posted by
NISHA_VIRGO16
bevafaa bhii ho sitamagar bhii jafaa peshaa bhii
ham Khudaa tum ko banaa le.nge tum aao to sahii
tum todoge dil yeh malum tha hum ko
fir bhi dil ka raazdaar tumhe kar baithe
_______________________________________________
PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
raat ki tanhaii
Offline
Posts: 582
Join Date: Feb 2004
Location: kolkata
Rep Power : 30
9th August 2009, 12:38 PM
Quote:
Originally Posted by
Praneeta
tum todoge dil yeh malum tha hum ko
fir bhi dil ka raazdaar tumhe kar baithe
un kii bevafaa_ii se hame.n ko_ii shikvaa to nahii.n
gilaa to apane aap se hai jo un ke qaabil na the
Go zaraa si baat par barsoN ke yaaraane gaye...
par itnaa to huaa, kuchh log pahchaane gaye...
Registered User
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power : 24
9th August 2009, 12:44 PM
Quote:
Originally Posted by
Mayank
ae waaiz-e-naadaaN kartaa hai too ek qayaamat kaa charchaa
yahaaN roz nigaaheN milti haiN, yahaaN roz qayaamat hoti hai ...
Nahi ke mujhko qayamast ka eitaqaad nahi
shqab e firaaq se roz e jazaa ziyada nahi
GHALIB
ye dil soye hoay jazbon ka hei aisa mehal jis mein
kisii jazbe ka ab mumkin nahi bedaar ho jana
_____________________________________
eik lamha e visaal tha vaapis na aaska
vo waqt ki micaal tha vaapis na aasaka
mujh ko mere vajud se jo kar gaya judaa
kaisa vo baakamal tha vaapis na asaka
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power : 0
9th August 2009, 01:43 PM
Quote:
Originally Posted by
MahamAzmi
Nahi ke mujhko qayamast ka eitaqaad nahi
shqab e firaaq se roz e jazaa ziyada nahi
GHALIB
vo buto.n ne Daale hai.n vasvase ki dilo.n se Khauf-e-Khudaa gayaa
vo pa.Dii hai.n roz qayaamate.n ki Khayaal-e-roz-e-jazaa gayaa
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power : 30
9th August 2009, 04:07 PM
Quote:
Originally Posted by
Mayank
vo buto.n ne Daale hai.n vasvase ki dilo.n se Khauf-e-Khudaa gayaa
vo pa.Dii hai.n roz qayaamate.n ki Khayaal-e-roz-e-jazaa gayaa
RakhiN haiN ek nazar maut pe ek zindagii pe humne
Nibhaya wada marne ka jo kiya maikashiN mein humne
Raahe maut bhi na mili sahiN na mili raahe zindagii
Khud ko Khakh me badal diya ibadate bandagii se humne
Registered User
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power : 24
10th August 2009, 03:25 PM
Quote:
Originally Posted by
Mayank
vo buto.n ne Daale hai.n vasvase ki dilo.n se Khauf-e-Khudaa gayaa
vo pa.Dii hai.n roz qayaamate.n ki Khayaal-e-roz-e-jazaa gayaa
daman e zeest men kuch bhi nahi baaqi
maut ayee tou use yaaqeenan dhoka hoga
ye dil soye hoay jazbon ka hei aisa mehal jis mein
kisii jazbe ka ab mumkin nahi bedaar ho jana
_____________________________________
eik lamha e visaal tha vaapis na aaska
vo waqt ki micaal tha vaapis na aasaka
mujh ko mere vajud se jo kar gaya judaa
kaisa vo baakamal tha vaapis na asaka
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power : 0
10th August 2009, 03:39 PM
Quote:
Originally Posted by
MahamAzmi
daman e zeest men kuch bhi nahi baaqi
maut ayee tou use yaaqeenan dhoka hoga
amal se zindagii banatii hai jannat bhii jahannum bhii
ye khaakii apanii fitrat me.n na nuurii hai na naarii hai
[Allama Iqbal]
Registered User
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power : 24
10th August 2009, 03:46 PM
Quote:
Originally Posted by
Mayank
amal se zindagii banatii hai jannat bhii jahannum bhii
ye khaakii apanii fitrat me.n na nuurii hai na naarii hai
[Allama Iqbal]
jo bhii buraa bhalaa hai allaah jantaa hai
bande ke dil men kyaa hai allaah jaanta hai
nekii-badii ko apane kitna hii tu chupaaye
allaah ko sab pataa hai allaah jaanataa hai
qismat ke naam ko to sab jaante heinn lekin
iqsmat men kyaa likhaa hai allaah jaantaa hai
ye dil soye hoay jazbon ka hei aisa mehal jis mein
kisii jazbe ka ab mumkin nahi bedaar ho jana
_____________________________________
eik lamha e visaal tha vaapis na aaska
vo waqt ki micaal tha vaapis na aasaka
mujh ko mere vajud se jo kar gaya judaa
kaisa vo baakamal tha vaapis na asaka
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power : 0
waah! -
10th August 2009, 03:51 PM
Quote:
Originally Posted by
MahamAzmi
qismat ke naam ko to sab jaante heinn lekin
iqsmat men kyaa likhaa hai allaah jaantaa hai
taqdiir kaa shikavaa be-maanii jiinaa hii tujhe manzuur nahii.n
aap apanaa muqaddar ban na sake itanaa to ko_ii majabuur nahii.n
Last edited by Mayank; 10th August 2009 at 03:57 PM ..
Anshumali
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power : 87
10th August 2009, 05:58 PM
Quote:
Originally Posted by
Mayank
taqdiir kaa shikavaa be-maanii jiinaa hii tujhe manzuur nahii.n
aap apanaa muqaddar ban na sake itanaa to ko_ii majabuur nahii.n
khabar hoti agar mujh ko nahi hai tu muqaddar main
usi lamhay main haathon ki lakeeron ko mita daita
--nm--
YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...
Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...
---Naresh Mehra----
Registered User
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power : 24
10th August 2009, 08:02 PM
Quote:
Originally Posted by
naresh_mehra110
khabar hoti agar mujh ko nahi hai tu muqaddar main
usi lamhay main haathon ki lakeeron ko mita daita
--nm--
Hei ikhtiyaar mein TERE tou maujza kar de
Vo shakhs mera nahi use mera kar de
ye dil soye hoay jazbon ka hei aisa mehal jis mein
kisii jazbe ka ab mumkin nahi bedaar ho jana
_____________________________________
eik lamha e visaal tha vaapis na aaska
vo waqt ki micaal tha vaapis na aasaka
mujh ko mere vajud se jo kar gaya judaa
kaisa vo baakamal tha vaapis na asaka
Registered User
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power : 27
11th August 2009, 11:00 AM
Quote:
Originally Posted by
MahamAzmi
Hei ikhtiyaar mein TERE tou maujza kar de
Vo shakhs mera nahi use mera kar de
Labo.n pe aaye dua aur qubool ho jaye
Khuda e pak tu jaari woh silsila kar de
.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye
Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
raat ki tanhaii
Offline
Posts: 582
Join Date: Feb 2004
Location: kolkata
Rep Power : 30
11th August 2009, 01:49 PM
Quote:
Originally Posted by
fezan
Labo.n pe aaye dua aur qubool ho jaye
Khuda e pak tu jaari woh silsila kar de
ik terii tamannaa ne kuchh aisaa navaazaa hai
maa.Ngi hii nahii.n jaatii ab ko_ii duaa ham se
Go zaraa si baat par barsoN ke yaaraane gaye...
par itnaa to huaa, kuchh log pahchaane gaye...
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power : 52
11th August 2009, 02:05 PM
qabool khaash aye khuda yeh dua ho jaye
jo hai niyat se baimaan vo bawafa ho jaye
_______________________________________________
PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
raat ki tanhaii
Offline
Posts: 582
Join Date: Feb 2004
Location: kolkata
Rep Power : 30
11th August 2009, 02:18 PM
Quote:
Originally Posted by
Praneeta
qabool khaash aye khuda yeh dua ho jaye
jo hai niyat se baimaan vo bawafa ho jaye
tum bhi majabuur ho hum bhi majabuur hai.n
be-vafaa kaun hai baa-vafaa kaun hai
Go zaraa si baat par barsoN ke yaaraane gaye...
par itnaa to huaa, kuchh log pahchaane gaye...
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power : 52
11th August 2009, 02:22 PM
Quote:
Originally Posted by
NISHA_VIRGO16
tum bhi majabuur ho hum bhi majabuur hai.n
be-vafaa kaun hai baa-vafaa kaun hai
apni bewafayion ko vo majburi ka naam dete hai
meri wafaon ka vo iss kuch tarah inaam dete hai
_______________________________________________
PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
Thread Tools
Display Modes
Rate This Thread
Linear Mode
Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is On
Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by:
vBStyles.com