|
|
|
|
|
|
|
|
raat ki tanhaii
Offline
Posts: 582
Join Date: Feb 2004
Location: kolkata
Rep Power: 30
|
16th August 2009, 06:26 PM
Quote:
Originally Posted by kwahish
Ek nazar ki muntazir thi meri jaan uske
Zalim ko mera marna gawara tha dekhana nahi
|
har mulaaqaat kaa anjaam judaa_ii kyuu.N hai
ab to har vaqt yahii baat sataatii hai hame.n
Go zaraa si baat par barsoN ke yaaraane gaye...
par itnaa to huaa, kuchh log pahchaane gaye...
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
16th August 2009, 06:31 PM
Quote:
Originally Posted by NISHA_VIRGO16
har mulaaqaat kaa anjaam judaa_ii kyuu.N hai
ab to har vaqt yahii baat sataatii hai hame.n
|
Apne waadeY pe raho qayam aur intezar karo
waqt be-waqt sanam milne ki faryaad na karo
|
|
|
|
|
raat ki tanhaii
Offline
Posts: 582
Join Date: Feb 2004
Location: kolkata
Rep Power: 30
|
16th August 2009, 06:50 PM
Quote:
Originally Posted by kwahish
Apne waadeY pe raho qayam aur intezar karo
waqt be-waqt sanam milne ki faryaad na karo
|
umr-e-daraaz maa.Ng kar laaye the chaar din
do arazuu me.n kaT gaye do intazaar me.n
Go zaraa si baat par barsoN ke yaaraane gaye...
par itnaa to huaa, kuchh log pahchaane gaye...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 24
|
18th August 2009, 10:54 AM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
raat bhar diidaa-e-Gam-naak me.n laharaate rahe
saa.Ns kii tarah se aap aate rahe, jaate rahe
|
adaab arz hei mohtarma,
ye lafz NAMNAAK hei (tearful eyes) gamnaak nahi
hope u did nt mind a lil correction here,
Due Respects,
ye dil soye hoay jazbon ka hei aisa mehal jis mein
kisii jazbe ka ab mumkin nahi bedaar ho jana
_____________________________________
eik lamha e visaal tha vaapis na aaska
vo waqt ki micaal tha vaapis na aasaka
mujh ko mere vajud se jo kar gaya judaa
kaisa vo baakamal tha vaapis na asaka
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
18th August 2009, 02:19 PM
Quote:
Originally Posted by NISHA_VIRGO16
umr-e-daraaz maa.Ng kar laaye the chaar din
do arazuu me.n kaT gaye do intazaar me.n
|
Aarzu.eN bus jaye dilo dimag mein Kwahish
TamannaoN ko apni itna bhi aazaad na karo
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 34
|
19th August 2009, 06:16 PM
huwii muddat mujhse rooThaa hai shakhs aik
koii uskoo jaa ker kahe keh bus ab lauT aa
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
|
19th August 2009, 07:34 PM
Quote:
Originally Posted by Mujeeb
huwii muddat mujhse rooThaa hai shakhs aik
koii uskoo jaa ker kahe keh bus ab lauT aa
|
le gaya jaan meri uu laut ke jana tera
aisa aane se behtar tha na aana tera
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
19th August 2009, 09:18 PM
Quote:
Originally Posted by Mujeeb
huwii muddat mujhse rooThaa hai shakhs aik
koii uskoo jaa ker kahe keh bus ab lauT aa
|
jee main kah dungi
tum aur fareb khaao bayaan-e-raqiib se
tum se to kam gilaa hai ziyaadaa nasib se
-Aga Hashr
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
A SOUL OF LOVE
Offline
Posts: 698
Join Date: Aug 2008
Location: jaipur
Rep Power: 24
|
19th August 2009, 10:24 PM
jis tarah saher se raat judaa hue jaati hai TAHIR,
usi tarah tujhse tera saaya door hota ja raha hai.
Gairo ne bhi tere liye apni zindagi de di,
aur tu hai ki apno ko bhi khota ja raha hai...kkkhantahir
shayer mit jaate hain jahaa se magar unka qall fanaah nahi hota,
Tanhaai bhie tanha hoti hain magar,TAHIR tanha nahi hota................./
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 226
Join Date: Jan 2006
Location: indore(mp)india
Rep Power: 21
|
20th August 2009, 09:14 PM
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale
jee main kah dungi
tum aur fareb khaao bayaan-e-raqiib se
tum se to kam gilaa hai ziyaadaa nasib se
-Aga Hashr
|
fareb de hii gaya 'Noor' us nazar kaa Khuluus
fareb khaa hii gaya maiN, subhaao aisaa tha
mazahab ko_ii lauTaale aur uskii jagah de-de
taHzeeb saleeke kee, insaan qareene ke
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
22nd August 2009, 07:26 PM
Quote:
Originally Posted by balvinder
fareb de hii gaya 'Noor' us nazar kaa Khuluus
fareb khaa hii gaya maiN, subhaao aisaa tha
|
nigaah-e-shauq kii maharuumiyo.n se naavaaqif
nigaah-e-shauq pe ilzaam dhar gayaa ko_ii
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
|
22nd August 2009, 07:39 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
nigaah-e-shauq kii maharuumiyo.n se naavaaqif
nigaah-e-shauq pe ilzaam dhar gayaa ko_ii
|
tera mudda,tera shahar,tera munsiff
mujhe yakeen hai kusur mera niklega
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
22nd August 2009, 08:18 PM
Quote:
Originally Posted by zidd
tera mudda,tera shahar,tera munsiff
mujhe yakeen hai kusur mera niklega
|
wow..........bahut khoob !
"na-insaafi hume manjoor nahi,
kuch hum par aitbaar kiya hota"
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
|
22nd August 2009, 08:26 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
wow..........bahut khoob !
"na-insaafi hume manjoor nahi,
kuch hum par aitbaar kiya hota"
|
hathon ki sari lakiren taar taar hai
zindagi ka ab na kuch aitbaar hai
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
22nd August 2009, 09:40 PM
Quote:
Originally Posted by zidd
hathon ki sari lakiren taar taar hai
zindagi ka ab na kuch aitbaar hai
|
"kuch to bharosa kar mere pyar par,
har koi bewaffa to nahi hua karta"
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 34
|
22nd August 2009, 10:20 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
"kuch to bharosa kar mere pyar par,
har koi bewaffa to nahi hua karta"
|
iss Husn ka shewaa hai jab eshq nazar aaye
parday meN chale jaana , shermaaey huwe rehnaa
NM
|
|
|
|
|
PASSIONATE
Offline
Posts: 203
Join Date: Sep 2005
Location: delhi
Rep Power: 24
|
23rd August 2009, 11:46 AM
Har Mod Par Mil Jate Hain Humdard Hazaaron
Shayad Meri Basti Main Adaakar Bahut Hain
Aapka Santosh..........
Bahut tanhaiya.N hai.N mere hisse mei.N churalo tum
Tumhara saath meri tanhaiyo.N se kuch to behtar hai...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
23rd August 2009, 03:15 PM
Quote:
Originally Posted by santosh_kumar
Har Mod Par Mil Jate Hain Humdard Hazaaron
Shayad Meri Basti Main Adaakar Bahut Hain
|
ham se sharmaataa hai aa_iinaa muqaabil aakar
bevafaa hai.n na munaafiq na adaakaar hai.n ham
[Manzar Bhopali]
[muqaabil aanaa = to confront/come face to face with]
[munaafiq = hypocrite/infidel; adaakaar = actor]
|
|
|
|
|
PASSIONATE
Offline
Posts: 203
Join Date: Sep 2005
Location: delhi
Rep Power: 24
|
23rd August 2009, 03:42 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
ham se sharmaataa hai aa_iinaa muqaabil aakar
bevafaa hai.n na munaafiq na adaakaar hai.n ham
[Manzar Bhopali]
[muqaabil aanaa = to confront/come face to face with]
[munaafiq = hypocrite/infidel; adaakaar = actor]
|
Har mod par dhoka diya hai zindgi ne hume.N
Ab to aa_iinaa bhi humse dagaa karne laga hai
Aur ab dhoond-te hain hum kuch pal ki khamoshi
Ab tanhai bhi kuch humse dagaa karne laga hai
Aapka Santosh..........
Bahut tanhaiya.N hai.N mere hisse mei.N churalo tum
Tumhara saath meri tanhaiyo.N se kuch to behtar hai...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
23rd August 2009, 04:01 PM
Quote:
Originally Posted by santosh_kumar
Har mod par dhoka diya hai zindgi ne hume.N
Ab to aa_iinaa bhi humse dagaa karne laga hai
Aur ab dhoond-te hain hum kuch pal ki khamoshi
Ab tanhai bhi kuch humse dagaa karne laga hai
|
terii duniyaa me.n yaa rab ziist ke saamaan jalate hai.n
fareb-e-zindagii kii aag me.n i.nsaan jalate hai.n
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 226
Join Date: Jan 2006
Location: indore(mp)india
Rep Power: 21
|
23rd August 2009, 04:14 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
terii duniyaa me.n yaa rab ziist ke saamaan jalate hai.n
fareb-e-zindagii kii aag me.n i.nsaan jalate hai.n
|
chup-chaap apni aag meN jalte raho ''Faraz''
duniyaa to arz-e-haal pe be_aabroo kare
mazahab ko_ii lauTaale aur uskii jagah de-de
taHzeeb saleeke kee, insaan qareene ke
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
23rd August 2009, 04:28 PM
Quote:
Originally Posted by balvinder
chup-chaap apni aag meN jalte raho ''Faraz''
duniyaa to arz-e-haal pe be_aabroo kare
|
pahale pahal kaa ishq abhii yaad hai 'Faraz'
dil Khud ye chaahataa hai ke rusvaa_iyaa.N bhii ho.n
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 226
Join Date: Jan 2006
Location: indore(mp)india
Rep Power: 21
|
23rd August 2009, 04:42 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
pahale pahal kaa ishq abhii yaad hai 'Faraz'
dil Khud ye chaahataa hai ke rusvaa_iyaa.N bhii ho.n
|
yaadoN ki bochharoN se jab palkeN bhigne lagtii haiN
kitanii soNdhii lagtii hai tab maazii ki rusvaa'ii bhii
mazahab ko_ii lauTaale aur uskii jagah de-de
taHzeeb saleeke kee, insaan qareene ke
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 34
|
23rd August 2009, 05:29 PM
Quote:
Originally Posted by balvinder
yaadoN ki bochharoN se jab palkeN bhigne lagtii haiN
kitanii soNdhii lagtii hai tab maazii ki rusvaa'ii bhii
|
yaad haiN ab bhii muhabbat ke Hawale mujhko
kaash aawaaz tuu day , kaash bulaa lay mujhko
"A.Anmool"
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 226
Join Date: Jan 2006
Location: indore(mp)india
Rep Power: 21
|
23rd August 2009, 05:56 PM
Quote:
Originally Posted by Mujeeb
yaad haiN ab bhii muhabbat ke Hawale mujhko
kaash aawaaz tuu day , kaash bulaa lay mujhko
"A.Anmool"
|
zikr jab hogaa muhabbat meN tabaahi kaa kahiiN
yaad ham aaeNge duniyaa ko havaaloN kii tarah
mazahab ko_ii lauTaale aur uskii jagah de-de
taHzeeb saleeke kee, insaan qareene ke
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
23rd August 2009, 06:30 PM
Quote:
Originally Posted by balvinder
zikr jab hogaa muhabbat meN tabaahi kaa kahiiN
yaad ham aaeNge duniyaa ko havaaloN kii tarah
|
baat karanii mujhe mushkil kabhii aisii to na thii
jaisii ab hai terii mahafil kabhii aisii to na thii
[Bahadur Shah Zafar]
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 34
|
23rd August 2009, 06:53 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
baat karanii mujhe mushkil kabhii aisii to na thii
jaisii ab hai terii mahafil kabhii aisii to na thii
[Bahadur Shah Zafar]
|
yeh kiyaa andar hi andar bujh rahe hoo
hawaooN se raqabat chooR dii kiyaa ?
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 226
Join Date: Jan 2006
Location: indore(mp)india
Rep Power: 21
|
23rd August 2009, 07:25 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
baat karanii mujhe mushkil kabhii aisii to na thii
jaisii ab hai terii mahafil kabhii aisii to na thii
[Bahadur Shah Zafar]
|
baateN, baateN, baatoN meiN kya rakhaa hai?
Khaamoshii meiN saarii baateN hotii haiN
mazahab ko_ii lauTaale aur uskii jagah de-de
taHzeeb saleeke kee, insaan qareene ke
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
23rd August 2009, 07:30 PM
Quote:
Originally Posted by balvinder
baateN, baateN, baatoN meiN kya rakhaa hai?
Khaamoshii meiN saarii baateN hotii haiN
|
Khaamoshii pe bharosaa karane vaalo
Khaamoshii Gam kaa gammaaz bhii hai
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 226
Join Date: Jan 2006
Location: indore(mp)india
Rep Power: 21
|
23rd August 2009, 07:31 PM
Quote:
Originally Posted by Mujeeb
yeh kiyaa andar hi andar bujh rahe hoo
hawaooN se raqabat chooR dii kiyaa ?
|
hava ke dosh pe rakhe hue chiraagh haiN ham
jo bujh gaye to hava se shikaayateN kaisii?
mazahab ko_ii lauTaale aur uskii jagah de-de
taHzeeb saleeke kee, insaan qareene ke
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 226
Join Date: Jan 2006
Location: indore(mp)india
Rep Power: 21
|
23rd August 2009, 07:37 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
Khaamoshii pe bharosaa karane vaalo
Khaamoshii Gam kaa gammaaz bhii hai
|
Khamoshii meiN Khamoshii ka Khamoshii hi mazaa jaane
Khamoshii hi meiN zaahir kar ga'iiN KhaamoshiyaaN merii
mazahab ko_ii lauTaale aur uskii jagah de-de
taHzeeb saleeke kee, insaan qareene ke
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
waah! -
23rd August 2009, 07:41 PM
Quote:
Originally Posted by balvinder
Khamoshii meiN Khamoshii ka Khamoshii hi mazaa jaane
Khamoshii hi meiN zaahir kar ga'iiN KhaamoshiyaaN merii
|
khulataa nahii.n hai haal kisii par kahe baGair
par dil kii jaan lete hai.n dil_bar kahe baGair
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 226
Join Date: Jan 2006
Location: indore(mp)india
Rep Power: 21
|
23rd August 2009, 08:00 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
khulataa nahii.n hai haal kisii par kahe baGair
par dil kii jaan lete hai.n dil_bar kahe baGair
|
bin kahe baat samajh lo, to munaasib hogaa
is se pahle k yehii baat zubaaN tak pahuNche
mazahab ko_ii lauTaale aur uskii jagah de-de
taHzeeb saleeke kee, insaan qareene ke
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
|
24th August 2009, 11:11 AM
Quote:
Originally Posted by balvinder
bin kahe baat samajh lo, to munaasib hogaa
is se pahle k yehii baat zubaaN tak pahuNche
|
sitamgar ho to sitam karna hi kaam tumhara
hum kyu bolenge zamana kharab hai?
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
|
24th August 2009, 11:35 AM
Jo zamane ke sitam haiN wo zamana jaane
tune dil itna dukhaye hai ke ji jaanta hai..
-Daagh
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
|
24th August 2009, 11:41 AM
Quote:
Originally Posted by zainy
Jo zamane ke sitam haiN wo zamana jaane
tune dil itna dukhaye hai ke ji jaanta hai..
-Daagh
|
tum taqalluf ko bhii iKhalaas samajhate ho 'Faraz'
dost hotaa nahin har haath milaanevala
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 226
Join Date: Jan 2006
Location: indore(mp)india
Rep Power: 21
|
24th August 2009, 01:09 PM
Quote:
Originally Posted by zidd
tum taqalluf ko bhii iKhalaas samajhate ho 'Faraz'
dost hotaa nahin har haath milaanevala
|
ye aur baat ke dushman huaa hai aaj magar
vo mera dost thaa kal tum use bhura na kaho
mazahab ko_ii lauTaale aur uskii jagah de-de
taHzeeb saleeke kee, insaan qareene ke
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
24th August 2009, 02:33 PM
Quote:
Originally Posted by balvinder
ye aur baat ke dushman huaa hai aaj magar
vo mera dost thaa kal tum use bhura na kaho
|
jo chup rahaa to samajhegaa bad_gumaa.N mujhe
buraa bhalaa hii sahii kuchh to bol aa_uu.N mai.n
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
24th August 2009, 02:40 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
jo chup rahaa to samajhegaa bad_gumaa.N mujhe
buraa bhalaa hii sahii kuchh to bol aa_uu.N mai.n
|
very nice..................
"bujh gayaa dil hayaat baaqii hai, chhup gayaa chaa.Nd raat baaqii hai,
hal-e-dil un se kah chuke sau baar, ab bhii kahane kii baat baaqii hai"
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
24th August 2009, 02:57 PM
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is On
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
|