|
|
|
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 226
Join Date: Jan 2006
Location: indore(mp)india
Rep Power: 21
|
5th September 2009, 01:42 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
shamaa jis kii aabaruu par jaan de de jhuum kar
vo patangaa jal to jaataa hai fanaa hotaa nahii.n
|
jeete jii poochhaa na kisii ne, marne par ye haal huaa
jaldii se kafanaa-dafanaa kar, jaan chhuRhaii logoN ne
mazahab ko_ii lauTaale aur uskii jagah de-de
taHzeeb saleeke kee, insaan qareene ke
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
5th September 2009, 01:45 PM
Quote:
Originally Posted by balvinder
jeete jii poochhaa na kisii ne, marne par ye haal huaa
jaldii se kafanaa-dafanaa kar, jaan chhuRhaii logoN ne
|
bohat mazedaar jawaab diya hai aap ne.. mazaa aa gaya paDh kar....
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
5th September 2009, 01:48 PM
Quote:
Originally Posted by balvinder
jeete jii poochhaa na kisii ne, marne par ye haal huaa
jaldii se kafanaa-dafanaa kar, jaan chhuRhaii logoN ne
|
is daur me.n jiinaa mushkil hai ai 'Ashk' ko_ii aasaa.N nahii.n
har ik qadam par marane kii ab rasm chalaa_ii logo.n ne
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
|
5th September 2009, 01:58 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
is daur me.n jiinaa mushkil hai ai 'Ashk' ko_ii aasaa.N nahii.n
har ik qadam par marane kii ab rasm chalaa_ii logo.n ne
|
hashr me lutf ho jab un se ho do-do baaten
vo kahe kaun ho tum -ham kahe marnevale
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 226
Join Date: Jan 2006
Location: indore(mp)india
Rep Power: 21
|
5th September 2009, 02:19 PM
Quote:
Originally Posted by zidd
hashr me lutf ho jab un se ho do-do baaten
vo kahe kaun ho tum -ham kahe marnevale
|
dekh kar aaeena, bole ye saNwarne wale
ab to be_maut mareNge mere marne wale
mazahab ko_ii lauTaale aur uskii jagah de-de
taHzeeb saleeke kee, insaan qareene ke
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
|
5th September 2009, 02:22 PM
Quote:
Originally Posted by balvinder
dekh kar aaeena, bole ye saNwarne wale
ab to be_maut mareNge mere marne wale
|
aaiine ka muh bhi hairat se khula rah jayega
jo bhi dekhega tujhe,bus dekhta rah jayega
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
5th September 2009, 02:50 PM
Quote:
Originally Posted by zidd
aaiine ka muh bhi hairat se khula rah jayega
jo bhi dekhega tujhe,bus dekhta rah jayega
|
mastii bhii taqaddus bhii ek saath chale dono.n
ik simt ho maiKhaanaa ik simt shivaalaa ho
-nm
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
|
5th September 2009, 03:07 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
mastii bhii taqaddus bhii ek saath chale dono.n
ik simt ho maiKhaanaa ik simt shivaalaa ho
-nm
|
ik taraf yaad teri ek taraf paimana hoga
kis tarah maine bata khud ko sambhala hoga (mine)
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
5th September 2009, 03:15 PM
Quote:
Originally Posted by zidd
ik taraf yaad teri ek taraf paimana hoga
kis tarah maine bata khud ko sambhala hoga (mine)
|
aa jaao aur bhii zaraa nazadiik jaan-e-man
tum ko qariib paake bahut Khush hai zindagii
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
|
5th September 2009, 03:28 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
aa jaao aur bhii zaraa nazadiik jaan-e-man
tum ko qariib paake bahut Khush hai zindagii
|
ishq ki maar badi dardili ishq me ji na phansaanaa ji
sab kuch karna ishq na karna ishq se jaan bachaanaa ji
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 226
Join Date: Jan 2006
Location: indore(mp)india
Rep Power: 21
|
5th September 2009, 03:33 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
bohat mazedaar jawaab diya hai aap ne.. mazaa aa gaya paDh kar....
|
jawaab kii pasaNdagii ke liye shukr_guzaar hooN ''Mayank'' jii.....
mazahab ko_ii lauTaale aur uskii jagah de-de
taHzeeb saleeke kee, insaan qareene ke
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 226
Join Date: Jan 2006
Location: indore(mp)india
Rep Power: 21
|
5th September 2009, 03:35 PM
Quote:
Originally Posted by zidd
ishq ki maar badi dardili ishq me ji na phansaanaa ji
sab kuch karna ishq na karna ishq se jaan bachaanaa ji
|
tark-e-muhabbat karne vaalo kaun aisaa jag jiit liyaa
ishq ke pahle ke din socho kaun baRhaa sukh hotaa thaa
mazahab ko_ii lauTaale aur uskii jagah de-de
taHzeeb saleeke kee, insaan qareene ke
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
5th September 2009, 03:48 PM
Quote:
Originally Posted by balvinder
tark-e-muhabbat karne vaalo kaun aisaa jag jiit liyaa
ishq ke pahle ke din socho kaun baRhaa sukh hotaa thaa
|
"na kar badnaam tu mohabat ko, kush rehna tuje aata hi nahii,
ab bhi tu har pal rota hai, phele bhi aaheN hi bhar.ta rehta tha"
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
Last edited by sunita thakur; 5th September 2009 at 03:50 PM..
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 166
Join Date: Aug 2009
Location: Duniya ki gehrai me
Rep Power: 17
|
5th September 2009, 04:36 PM
mayusiyo ne jab jakde hai kadam mere
mere dard ke tamashai hai sanam mere
PARWANA
Abed Farooqui
Jalegi shammaye tere naam se qamar
Parwaana hun tera naam jo liya karun
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 226
Join Date: Jan 2006
Location: indore(mp)india
Rep Power: 21
|
5th September 2009, 11:55 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
"na kar badnaam tu mohabat ko, kush rehna tuje aata hi nahii,
ab bhi tu har pal rota hai, phele bhi aaheN hi bhar.ta rehta tha"
|
''Sunita'' jii ye sher mere khayaal se bahar meN nahiiN hai...Khair...
nahaq ham majbooroN par, tuhmat hai muKhtaari kii
jo chaaho so aap karo ho, ham ko abas badnaam kiya
mazahab ko_ii lauTaale aur uskii jagah de-de
taHzeeb saleeke kee, insaan qareene ke
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
7th September 2009, 11:25 AM
Quote:
Originally Posted by balvinder
''Sunita'' jii ye sher mere khayaal se bahar meN nahiiN hai...Khair...
nahaq ham majbooroN par, tuhmat hai muKhtaari kii
jo chaaho so aap karo ho, ham ko abas badnaam kiya
|
merii tabaahii meraa muqaddar
aap pe kuchh ilzaam nahii.n hai
Last edited by Mayank; 7th September 2009 at 11:30 AM..
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
|
7th September 2009, 12:29 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
merii tabaahii meraa muqaddar
aap pe kuchh ilzaam nahii.n hai
|
aaj phir qatl ke ilzaam se bachane ke liye
ro rahe hai mujhe suli pe chadhane vale
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
kyaa baat hai! -
7th September 2009, 12:41 PM
Quote:
Originally Posted by zidd
aaj phir qatl ke ilzaam se bachane ke liye
ro rahe hai mujhe suli pe chadhane vale
|
karte hai.n har lamhaa badnaam hame woh
un ke qismat me.n yahii kaam likhaa hai
[mayank]
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 226
Join Date: Jan 2006
Location: indore(mp)india
Rep Power: 21
|
7th September 2009, 02:32 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
karte hai.n har lamhaa badnaam hame woh
un ke qismat me.n yahii kaam likhaa hai
[mayank]
|
ham taalib-e-shohrat haiN hameiN naNg se kya aar?
badnaam agar hoN ge to kyaa naam naa hogaa?
mazahab ko_ii lauTaale aur uskii jagah de-de
taHzeeb saleeke kee, insaan qareene ke
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
|
7th September 2009, 02:37 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
karte hai.n har lamhaa badnaam hame woh
un ke qismat me.n yahii kaam likhaa hai
[mayank]
|
meri qismat ki mai is daur me badnaam hu varna
wafaadaari thi shart-e-aadamiyat is se pahle bhi
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
7th September 2009, 03:00 PM
Quote:
Originally Posted by zidd
meri qismat ki mai is daur me badnaam hu varna
wafaadaari thi shart-e-aadamiyat is se pahle bhi
|
"main jard patte ki maanid toot kar rah gaya,
wo waffa nibha na saka muje hi bewaffa kah gaya"
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 226
Join Date: Jan 2006
Location: indore(mp)india
Rep Power: 21
|
7th September 2009, 03:08 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
"main jard patte ki maanid toot kar rah gaya,
wo waffa nibha na saka muje hi bewaffa kah gaya"
|
bil aaKhir thak haar ke yaaro, ham ne bhii tasliim kiya
apnii zaat se ishq hai sachchaa, baaqii sab afsaane haiN
mazahab ko_ii lauTaale aur uskii jagah de-de
taHzeeb saleeke kee, insaan qareene ke
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 32
Join Date: Sep 2009
Location: chandigarh
Rep Power: 0
|
7th September 2009, 03:10 PM
hiiiiiiiiii jnaab........
ab uske bin jiya nhi jaata
k ab uske bin jiya nhi jaata
jidhar dhekhu udhar vahi hai nazar ata.
kaise kahun k wo mujhse door hai.
k ab bin uske rha nhi jata....
wo to meri rooh mei hai iskadar smaya
k bin uske ab raha nhi jata....
ye meri pehli mohabbat hai
ya kisi ka hai junoon chaya
k bin uske ab to muskuraya nhi jaata....
k ab uske bin jiya nhi jaata..........
This ismy first shayri 4 my Ist love.............
Last edited by shivugrover; 7th September 2009 at 03:12 PM..
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 32
Join Date: Sep 2009
Location: chandigarh
Rep Power: 0
|
7th September 2009, 03:19 PM
UNHE KHABAR NHI SHAYAD.......
UNHE KHABAR NHI KI KIS KADAR HUM UNHE CHAHTE HAIN...
DIL K KARIB HAIN UNKE PAR UNHE DOOR NAZAR ATE HAIN......
KHUD HI HME WO BHULATE HAIN
AUR FIR BOOLKAR HME YAAD RAKHNA JATATE HAIN.....
HUMNE UNHE KHO DIYA PAR KOI GUM NHI
KYUKI HUM TO HAR PAL UNHE APNE KARIB PAATE HAIN.
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 32
Join Date: Sep 2009
Location: chandigarh
Rep Power: 0
|
7th September 2009, 03:22 PM
HME PTA NAA THA WO KISI AUR K HO JAYENGE
PTA HOTA TO SHAYAD DIL NA LGATE
PAR AAJ HUM UNKE BIN REH NHI PATE HAIN....
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 32
Join Date: Sep 2009
Location: chandigarh
Rep Power: 0
|
7th September 2009, 03:24 PM
UNKI YAAD ME HUM PAL PAL MARTE HAIN...
UNHE KHABAR NHI SHAYAD HUM UNHE KIS KADAR PYAAR KARTE HAIN
PYAAR KARTE HAIN......... PYAR KARTE HAIN..............
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 166
Join Date: Aug 2009
Location: Duniya ki gehrai me
Rep Power: 17
|
7th September 2009, 03:52 PM
dek to le bus ek nazar may kitab ban jau
tere mustakbil se juda may jawab ban jau
PARWANA
Abed Farooqui
Jalegi shammaye tere naam se qamar
Parwaana hun tera naam jo liya karun
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
|
7th September 2009, 05:16 PM
Quote:
Originally Posted by abed_farooqui
dek to le bus ek nazar may kitab ban jau
tere mustakbil se juda may jawab ban jau
|
suna hai husn ka dastur-e-mustaqbil wafa hoga
jo ye sach hai to phir ai ishq tera kaam kya hoga?
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 45
|
7th September 2009, 06:32 PM
Quote:
Originally Posted by zidd
suna hai husn ka dastur-e-mustaqbil wafa hoga
jo ye sach hai to phir ai ishq tera kaam kya hoga?
|
Kitna be-bas aur lachaar ho gaya hai ISHQ mein HSN.....!
Woh agar pukaray zindagi ko maut aur maut ko zindagi to pukar lete hain hum bhi
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 166
Join Date: Aug 2009
Location: Duniya ki gehrai me
Rep Power: 17
|
8th September 2009, 05:55 PM
Quote:
Originally Posted by Hassan Rasheed
Kitna be-bas aur lachaar ho gaya hai ISHQ mein HSN.....!
Woh agar pukaray zindagi ko maut aur maut ko zindagi to pukar lete hain hum bhi
|
Ishq ko bebasi aur lachari ka naam na dey
apni nakami per tu kisi aur ko ilzam na dey
PARWANA
Abed Farooqui
Jalegi shammaye tere naam se qamar
Parwaana hun tera naam jo liya karun
Last edited by abed_farooqui; 8th September 2009 at 06:00 PM..
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 45
|
wah abid wah -
8th September 2009, 06:09 PM
Quote:
Originally Posted by abed_farooqui
Ishq ko bebasi aur lachari ka naam na dey
apni nakami per tu kisi aur ko ilzam na dey
|
Aashiq ki naakami, ISHQ ki naakmi hoti hai abid miyan,
Aashiq ki ruswai, ISHQ ki ruswayi hoti hai abid miyan,
Aashiq ka kia kasoor jab koi is qadar bewafa ho jaye,
Yeh baat hai samjhne ki ab samjh bhi jao abid miyan.... :P
(HSN)
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 166
Join Date: Aug 2009
Location: Duniya ki gehrai me
Rep Power: 17
|
8th September 2009, 06:23 PM
Quote:
Originally Posted by Hassan Rasheed
Aashiq ki naakami, ISHQ ki naakmi hoti hai abid miyan,
Aashiq ki ruswai, ISHQ ki ruswayi hoti hai abid miyan,
Aashiq ka kia kasoor jab koi is qadar bewafa ho jaye,
Yeh baat hai samjhne ki ab samjh bhi jao abid miyan.... :P
(HSN)
|
Hassan bhai, ye sher apne mere liye lika hai ya apne liye ye to ap jane per muze ek baat sidhi pata chal rai hai ki ap ki kashti ishq ke talatum me doob gai hai
ek tarfa mohobbat ka anjaam nakami hi hai
ishq ki ruswai mohobbat ki badnaami hi hai
PARWANA
Abed Farooqui
Jalegi shammaye tere naam se qamar
Parwaana hun tera naam jo liya karun
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 226
Join Date: Jan 2006
Location: indore(mp)india
Rep Power: 21
|
8th September 2009, 08:26 PM
maiN kya karooNga agar ishq meN hua nakaam?
mujhe to aur ko_ii kaam bhii nahiiN aataa
mazahab ko_ii lauTaale aur uskii jagah de-de
taHzeeb saleeke kee, insaan qareene ke
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 45
|
8th September 2009, 10:02 PM
Quote:
Originally Posted by balvinder
maiN kya karooNga agar ishq meN hua nakaam?
mujhe to aur ko_ii kaam bhii nahiiN aataa
|
Dhondh raha hai woh mujhe bhool jane ka tareeqa FARAZ,
Sochta hon khafa ho kar us ki mushkil aasaan kar donh...
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 166
Join Date: Aug 2009
Location: Duniya ki gehrai me
Rep Power: 17
|
9th September 2009, 03:03 PM
Quote:
Originally Posted by Hassan Rasheed
Dhondh raha hai woh mujhe bhool jane ka tareeqa FARAZ,
Sochta hon khafa ho kar us ki mushkil aasaan kar donh...
|
Subhan allah Faraz sab ki baat hi nirali hai..
Kabhi sochu kyun na chahun main tujhe
Bhool kar jo bhoola na paun main tujhe
PARWANA
Abed Farooqui
Jalegi shammaye tere naam se qamar
Parwaana hun tera naam jo liya karun
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
9th September 2009, 04:10 PM
Quote:
Originally Posted by abed_farooqui
Subhan allah Faraz sab ki baat hi nirali hai..
Kabhi sochu kyun na chahun main tujhe
Bhool kar jo bhoola na paun main tujhe
|
itanaa naa muz se too pyaar badhaa, ke main yek baadal aawaaraa
kaise kisee kaa sahaaraa banoo, main khud beghar bechaaraa
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
9th September 2009, 05:04 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
itanaa naa muz se too pyaar badhaa, ke main yek baadal aawaaraa
kaise kisee kaa sahaaraa banoo, main khud beghar bechaaraa
|
"Pyar kiya nahi jata ho jata hai,
dil diya nahi jata kho jata hai"
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
9th September 2009, 05:20 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
"Pyar kiya nahi jata ho jata hai,
dil diya nahi jata kho jata hai"
|
Kisi ko sukun de kisi ka chain le woH pyar Hai
SukuN o kharar mein bhi jab dil bekharar Hai
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
|
9th September 2009, 06:55 PM
Quote:
Originally Posted by kwahish
Kisi ko sukun de kisi ka chain le woH pyar Hai
SukuN o kharar mein bhi jab dil bekharar Hai
|
ham hi me thi na koiibaat, yaad na tumko aa sake
tumne hame bhula diya, ham na tumhe bhulaa sake
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 226
Join Date: Jan 2006
Location: indore(mp)india
Rep Power: 21
|
9th September 2009, 07:47 PM
Quote:
Originally Posted by zidd
ham hi me thi na koiibaat, yaad na tumko aa sake
tumne hame bhula diya, ham na tumhe bhulaa sake
|
ishq ne siikh hii lii vaqt kii taqsiim ke ab,
voh mujhe yaad to aata hai, magar kaam ke baad
mazahab ko_ii lauTaale aur uskii jagah de-de
taHzeeb saleeke kee, insaan qareene ke
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is On
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
|