|
|
|
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
16th October 2009, 01:01 PM
Quote:
Originally Posted by kwahish
KyuN roye samne tere hi hum aye sitamgar
Jab tujhko meri ek khushi munfareed nahi
|
sameer saahab, aap ka sher kuchh aTpaTa sa hai... lagta hai aap aisa kahana chaahte hai.n....
KyuN na roye samne tere hi hum aye sitamgar
Jab tujhko meri ek khushi manzuur nahi
>>>>
Aankh tumhari bhar aaye to dil mera bhii rota hai,
Utra chehra dekh tumhara dard sa dil meiN hota hai, [Nm]
Last edited by Mayank; 16th October 2009 at 01:44 PM..
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
|
16th October 2009, 01:32 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
sameer saahab, aap ka sher kuchh aTpaTa sa hai... lagta hai aap aisa kahana chaahte hai.n....
KyuN roye samne tere hi hum aye sitamgar
Jab tujhko meri ek khushi manzuur nahi
>>>>
Aankh tumhari bhar aaye to dil mera bhii rota hai,
Utra chehra dekh tumhara dard sa dil meiN hota hai, [Nm]
|
Tujse bichad ke dekha koii nahi hai meeraa
Muh mouD mouD ke apna ab roya karun mai ?
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
16th October 2009, 04:15 PM
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 839
Join Date: Sep 2008
Location: India
Rep Power: 31
|
16th October 2009, 04:22 PM
"is qadar hi dard tha to jaane kyun diya,
jara badalo.n ko rokne ki koshish to ki hoti...."
"Life laughs at you when you are unhappy...
Life smiles at you when you are happy..
But,
Life salutes you when you make others happy!!"
# Feel The Difference #
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
16th October 2009, 04:32 PM
Quote:
Originally Posted by Ritu18525
"is qadar hi dard tha to jaane kyun diya,
jara badalo.n ko rokne ki koshish to ki hoti...."
|
Woh rokne se nahi rukte jo jazbati tufaan ke sath ho jaye
KhizaaN mein bikhare pattoN ki khud koi aukhat nahi rehti
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 839
Join Date: Sep 2008
Location: India
Rep Power: 31
|
16th October 2009, 04:39 PM
Quote:
Originally Posted by kwahish
Woh rokne se nahi rukte jo jazbati tufaan ke sath ho jaye
KhizaaN mein bikhare pattoN ki khud koi aukhat nahi rehti
|
"Hai khuda bhi hairaan ke mayus kyun hai khwahish itni,
guma.n jyada ho gaya khud par ya us per bharosa na raha...."
"Life laughs at you when you are unhappy...
Life smiles at you when you are happy..
But,
Life salutes you when you make others happy!!"
# Feel The Difference #
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
16th October 2009, 04:50 PM
Quote:
Originally Posted by Ritu18525
"Hai khuda bhi hairaan ke mayus kyun hai khwahish itni,
guma.n jyada ho gaya khud par ya us per bharosa na raha...."
|
Kya baat hai........ Bahut khooB.........
Main to magribi aftaab huN ek mere dhal jane se kya hoga
Zamana badal raha haiN ek mere badal jane se kya hoga
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 839
Join Date: Sep 2008
Location: India
Rep Power: 31
|
16th October 2009, 04:53 PM
Quote:
Originally Posted by kwahish
Kya baat hai........ Bahut khooB.........
Main to magribi aftaab huN ek mere dhal jane se kya hoga
Zamana badal raha haiN ek mere badal jane se kya hoga
|
shukriya sameer jee.
"ek tinka bhi sahara ban jaya karta hai aksar,
tu kashti ki chaal badal ker to dekh..
zamane ka kaam hi hai badalna,badalne de,
ek roz tu apni rau me.n beh ker to dekh...."
"Life laughs at you when you are unhappy...
Life smiles at you when you are happy..
But,
Life salutes you when you make others happy!!"
# Feel The Difference #
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
16th October 2009, 04:59 PM
Quote:
Originally Posted by Ritu18525
shukriya sameer jee.
"ek tinka bhi sahara ban jaya karta hai aksar,
tu kashti ki chaal badal ker to dekh..
zamane ka kaam hi hai badalna,badalne de,
ek roz tu apni rau me.n beh ker to dekh...."
|
RuK kar bhi dekha chaal ker bhi dekha
Gir ker bhi dekha sambhal ker bhi dekha
Mutmain nahi hua dil bhi khud se maira
maine aks ke liye aina badal ker bhi dekha
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 839
Join Date: Sep 2008
Location: India
Rep Power: 31
|
17th October 2009, 02:09 PM
Quote:
Originally Posted by kwahish
RuK kar bhi dekha chaal ker bhi dekha
Gir ker bhi dekha sambhal ker bhi dekha
Mutmain nahi hua dil bhi khud se maira
maine aks ke liye aina badal ker bhi dekha
|
"Chehre ke yeh dhabbe hain jara gaur se dekh,
yun aiina hi kyu.n saaf kiye ja raha hai..............."
(Not Mine)
"Life laughs at you when you are unhappy...
Life smiles at you when you are happy..
But,
Life salutes you when you make others happy!!"
# Feel The Difference #
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
|
17th October 2009, 02:20 PM
apna hi aks peshe nazar dekhte rahe
aaina rubaru tha jidhar dekhte rahe..nm
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
17th October 2009, 02:56 PM
Na aaya aaks bhi mera aaine ke samane
Ye kaisa mojisa tha ye kaisi karamat thi
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 45
|
17th October 2009, 03:08 PM
Quote:
Originally Posted by kwahish
Na aaya aaks bhi mera aaine ke samane
Ye kaisa mojisa tha ye kaisi karamat thi
|
Fana itna main ho jaon teray pyar mein "Mohsin"
Jo Mujhko dekh lay usay tera dedaar ho jaye...
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
17th October 2009, 04:19 PM
BadalTe WaqT Ko Dekha Jo KwaHisH
Aks Apna Dekh MaiN HairaaN sa huN
|
|
|
|
|
"Taish meN hai Taish"
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
|
18th October 2009, 01:05 PM
Waqt badalne se aks nahiN badla karte yaar,
aks badalta hai sirf jab hota hai hume pyar....!!
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
18th October 2009, 03:03 PM
Pyaar se aks hi nahi zindagii bhi badal sakti hai
Insaan aise sab badal sakta hai per taqdeer nahi
|
|
|
|
|
Anshumali
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
|
18th October 2009, 03:42 PM
Quote:
Originally Posted by kwahish
Pyaar se aks hi nahi zindagii bhi badal sakti hai
Insaan aise sab badal sakta hai per taqdeer nahi
|
" Jo bhi zindgi hum jee rahe hai
Beshaq ! taqdeer se badi nahi
Duniya toh ek rangmanch hai
Insaan ke qirdaar mai kami nahi."
YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...
Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...
---Naresh Mehra----
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
18th October 2009, 04:12 PM
khamiyaN na dhundo tum khud hi khud me kwahish
Aasmaan ko chune ka irada hi kafi hai humare liye
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 45
|
18th October 2009, 04:24 PM
Dil ke kisi bhi konay mein jhaank lejiye
Hur taraf aap ki yaad basaye bethe hain
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
18th October 2009, 04:28 PM
YaadoN se koun bache yeh to zakhira - e - tijarat hai
Pal pal badti hia umar ke saath yeh woh maharat hai
|
|
|
|
|
Anshumali
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
|
18th October 2009, 04:35 PM
" Iradon ki bhi apni mariyada aur hasiyat hoti hai
zameen pe paaow rahe kisi-kisi mai kabiliyat hoti hai"
YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...
Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...
---Naresh Mehra----
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
18th October 2009, 04:46 PM
Nareh Jii sher khayal achcha hai.. but pawun sabke zameen per hi hote hia, hawao per pawan rakhana alag kabiliyat hai...
Dekha hai humne jo Dikhaya hai taqdeer ne hume
Wagerna aasmaa ko dekhana hum se raas kahaN
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 27
|
25th October 2009, 09:51 PM
Quote:
Originally Posted by kwahish
Nareh Jii sher khayal achcha hai.. but pawun sabke zameen per hi hote hia, hawao per pawan rakhana alag kabiliyat hai...
Dekha hai humne jo Dikhaya hai taqdeer ne hume
Wagerna aasmaa ko dekhana hum se raas kahaN
|
Mana ke aasmaa.n hai uncha bahot magar
nazre.n jhuka ke dekhiye neeche zami.n bhi hai
.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
26th October 2009, 12:29 PM
Quote:
Originally Posted by fezan
Mana ke aasmaa.n hai uncha bahot magar
nazre.n jhuka ke dekhiye neeche zami.n bhi hai
|
talab na ho to kisii dar se kuchh nahii.n miltaa
agar talab ho to dono.n jahaa.N se miltaa hai
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
26th October 2009, 02:24 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
talab na ho to kisii dar se kuchh nahii.n miltaa
agar talab ho to dono.n jahaa.N se miltaa hai
|
Thi chahat to mang ker bhi dekha hota
Dil kya jaan bhi dete ek bar kaha hota
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 226
Join Date: Jan 2006
Location: indore(mp)india
Rep Power: 21
|
27th October 2009, 08:40 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
talab na ho to kisii dar se kuchh nahii.n miltaa
agar talab ho to dono.n jahaa.N se miltaa hai
|
bhaa'ii, Khalish bhii miltii nahiiN kuchh diye baGhair
ho ungaliyoN meN khoon to kaaNToN ke paas jaa
mazahab ko_ii lauTaale aur uskii jagah de-de
taHzeeb saleeke kee, insaan qareene ke
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 226
Join Date: Jan 2006
Location: indore(mp)india
Rep Power: 21
|
27th October 2009, 08:43 PM
Quote:
Originally Posted by kwahish
Thi chahat to mang ker bhi dekha hota
Dil kya jaan bhi dete ek bar kaha hota
|
maaNgii thii maiN ne tujh-se faqat ziNdagii kii bhiik
yeh kab kahaa thaa mujh ko musalsal azaab de
mazahab ko_ii lauTaale aur uskii jagah de-de
taHzeeb saleeke kee, insaan qareene ke
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
28th October 2009, 01:56 PM
Quote:
Originally Posted by balvinder
maaNgii thii maiN ne tujh-se faqat ziNdagii kii bhiik
yeh kab kahaa thaa mujh ko musalsal azaab de
|
Jane na kabhi jite ji yeh khushi kya hai
Paye ek khushi to jane zindagii kya hai
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 226
Join Date: Jan 2006
Location: indore(mp)india
Rep Power: 21
|
28th October 2009, 08:01 PM
Quote:
Originally Posted by kwahish
Jane na kabhi jite ji yeh khushi kya hai
Paye ek khushi to jane zindagii kya hai
|
khushiyoN ka daur bhii aayega ai ''Nadeem''
Gham bhii to mil gaya hai tamanna kiye baGhair
mazahab ko_ii lauTaale aur uskii jagah de-de
taHzeeb saleeke kee, insaan qareene ke
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
|
29th October 2009, 01:59 AM
Ay Zindegi Mujhse Dagha Na Kar, Mai Us Ke Bina JiyoN Dua Na Kar,
Koi Dekhe Bhi Usay To Hoti Hai Jalan,Ay Hawa Ab Tu Bhi Usay Chua Na Kar... nm
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
|
29th October 2009, 02:06 PM
Quote:
Originally Posted by zainy
Ay Zindegi Mujhse Dagha Na Kar, Mai Us Ke Bina JiyoN Dua Na Kar,
Koi Dekhe Bhi Usay To Hoti Hai Jalan,Ay Hawa Ab Tu Bhi Usay Chua Na Kar... nm
|
tujko na chue vo hawa hai naqis
aa bi jaoo ki dam e muskil jaye
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
29th October 2009, 02:06 PM
KhamakhaaN hi zaheN mein yeH khayal aaya
Jaane kyuN apni mohobbat peY malaal aaya
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
|
29th October 2009, 02:11 PM
Quote:
Originally Posted by kwahish
KhamakhaaN hi zaheN mein yeH khayal aaya
Jaane kyuN apni mohobbat peY malaal aaya
|
samay samay ki Khalish me tera malaal rahe
judaaiyo mebhi yuN aalam-e-visaal rahe
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
29th October 2009, 02:30 PM
Quote:
Originally Posted by zidd
samay samay ki Khalish me tera malaal rahe
judaaiyo mebhi yuN aalam-e-visaal rahe
|
Na rakhte hai malal dil mein na koi khalish baqi
Is tarha milte hai hum, unse ajnabiyoN ki tarha
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
|
29th October 2009, 02:34 PM
Quote:
Originally Posted by kwahish
Na rakhte hai malal dil mein na koi khalish baqi
Is tarha milte hai hum, unse ajnabiyoN ki tarha
|
haadse kya kya meri zindagi se ho gaye
sari dunya ke liye hum ajnabi se ho gaye
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
29th October 2009, 02:40 PM
Quote:
Originally Posted by zidd
haadse kya kya meri zindagi se ho gaye
sari dunya ke liye hum ajnabi se ho gaye
|
YouN to apne bhi to ajnabiyoN se lagne lagte hai
Mere hum raah bhi kahan mujhe apne lagate hai
|
|
|
|
|
Guest
|
30th October 2009, 12:38 PM
Mile jo ajnabi, tumko kabhi...
Tumne diya, rula unko...
Hain ye wahi, bas raahe.N nayi...
Ab na dena, bhula unko...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 218
Join Date: May 2008
Location: Canada
Rep Power: 22
|
31st October 2009, 07:22 AM
mujhe ko aata toh nahin phir bhi koshish hai...galtiyon kay liye pehlay hi maaf kar dijiyega. khas taur say mayank ji aap.
dil mein jo rahtay hain
yaad kab unko kartay hain
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 45
|
31st October 2009, 10:11 AM
Quote:
Originally Posted by kwahish
YouN to apne bhi to ajnabiyoN se lagne lagte hai
Mere hum raah bhi kahan mujhe apne lagate hai
|
yeh gumaaN hai, yaa Haqeeqat, yaa mera Husn-e-naz'ar?
jo milaa mujh ko rah-e-ulfat meiN woh tum saa lagaa!
-Sarwar Raz
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
31st October 2009, 03:18 PM
Vicky Bhai yeh to mujhe bhi nahi pata, mujhe bhi urdu nahi aati
Lahu e jigar utar aaye nazaroN meiN kabhi
Jazbat bhi bhar aaye patharoN mein kabhi
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is On
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
|