|
|
|
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 27
|
5th November 2009, 04:01 PM
Quote:
Originally Posted by kwahish
Lahu e jigar utar aaye nazaroN meiN kabhi
Jazbat bhi bhar aaye patharoN mein kabhi
|
patthar hai wahi dil na ho jisme koi jazba
Jazbaat hon jis dil mein woh patthar nahin hota
.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
5th November 2009, 04:12 PM
Quote:
Originally Posted by fezan
patthar hai wahi dil na ho jisme koi jazba
Jazbaat hon jis dil mein woh patthar nahin hota
|
reth par naam likhte nahi kyunki reth par likhe naam tikte nahi
kahte ho pathar hai dil mera par pathar pe likhe naam mitte nahi
Not Mine
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 27
|
5th November 2009, 09:52 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
reth par naam likhte nahi kyunki reth par likhe naam tikte nahi
kahte ho pathar hai dil mera par pathar pe likhe naam mitte nahi
Not Mine
|
muddatoN se mere dil par hai likha jiska naam
woh kahiN ye na samajh le ke main patthar dil huN
.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
6th November 2009, 02:43 PM
Quote:
Originally Posted by fezan
muddatoN se mere dil par hai likha jiska naam
woh kahiN ye na samajh le ke main patthar dil huN
|
Main magreebi aftaab huN mere dhal jane se kya hoga
Zamana badal raha hai ek mere badal jane se kya hoga
and here is your reply Sir jii
Rise laahu kisi patthar dil se to baat kuch aur hogi
Jo pahele hi mom hai uske pighal jane se kya hoga
Last edited by kwahish; 6th November 2009 at 03:16 PM..
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
6th November 2009, 03:10 PM
Quote:
Originally Posted by kwahish
Main magreebi aftaab huN mere badal jane se kya hoga
Zamana badal raha hai ek mere badal jane se kya hoga
and here is your reply Sir jii
Rise laahu kisi patthar dil se to baat kuch aur hogi
Jo pahele hi mom hai uske pighal jane se kya hoga
|
"hone ko to bahut kuch ho sakta hai dost,
bas ek tera saath ho to dunia badal de hum"
_Sunita Virender
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
6th November 2009, 03:15 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
"hone ko to bahut kuch ho sakta hai dost,
bas ek tera saath ho to dunia badal de hum"
_Sunita Virender
|
Ho nahiN sakta jo mere dost mumkeeN bhi nahiN
Adhuri rah jayeN duaeN bhi aisi muraad naa karo
|
|
|
|
|
अंदाज़-ए-बयां शायराना है
Offline
Posts: 1,173
Join Date: Mar 2009
Location: Bilaspur
Rep Power: 28
|
6th November 2009, 04:22 PM
Har ghadi roshni chirago se ho yeh mumkin nahi'N
andhere unki kismat meiN bhi der raat hote hai'N...
Quote:
Originally Posted by kwahish
Ho nahiN sakta jo mere dost mumkeeN bhi nahiN
Adhuri rah jayeN duaeN bhi aisi muraad naa karo
|
Ek InteZaar si ban gayi hai Zindagi,
Har pal tere aane ki Aash mein.......
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
6th November 2009, 04:31 PM
Quote:
Originally Posted by heart_killer
Har ghadi roshni chirago se ho yeh mumkin nahi'N
andhere unki kismat meiN bhi der raat hote hai'N...
|
Di humne roshni to kuch ahsaaN nahi kiya
The hum hi jab charag to jalna pada hume
...............NM...............
|
|
|
|
|
अंदाज़-ए-बयां शायराना है
Offline
Posts: 1,173
Join Date: Mar 2009
Location: Bilaspur
Rep Power: 28
|
6th November 2009, 04:34 PM
CheeragooN ne jalkar roshan kiya tha yeh jahan,
kambkhat yeh aandhiyaaN hi unhe bujha gayi.. !!
Quote:
Originally Posted by kwahish
Di humne roshni to kuch ahsaaN nahi kiya
The hum hi jab charag to jalna pada hume
...............NM...............
|
Ek InteZaar si ban gayi hai Zindagi,
Har pal tere aane ki Aash mein.......
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
7th November 2009, 02:20 PM
Quote:
Originally Posted by heart_killer
CheeragooN ne jalkar roshan kiya tha yeh jahan,
kambkhat yeh aandhiyaaN hi unhe bujha gayi.. !!
|
Bebas, bad-hawas, be -khayal ho gaye
Unki mohobbat mein bad haal ho gaye
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 27
|
10th November 2009, 09:25 PM
Quote:
Originally Posted by kwahish
Bebas, bad-hawas, be -khayal ho gaye
Unki mohobbat mein bad haal ho gaye
|
Kya ho gaya jo ishq mei'n bad-hal ho gaye
Ashiq tou hathiyo'n se bhi pamaal ho gaye
.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
11th November 2009, 03:21 PM
Quote:
Originally Posted by fezan
Kya ho gaya jo ishq mei'n bad-hal ho gaye
Ashiq tou hathiyo'n se bhi pamaal ho gaye
|
Woh bhi shoukh e shikar haiN nishane dhundte haiN
ShammaoN ko hi na ki sirf parwaane dhundte haiN
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 27
|
12th November 2009, 11:07 AM
Quote:
Originally Posted by kwahish
Woh bhi shoukh e shikar haiN nishane dhundte haiN
ShammaoN ko hi na ki sirf parwaane dhundte haiN
|
Talaash husn ko rehti hai qadrdano'n ki
nazar ke teer dilo'n ke nishane dhoonDte hai'n
.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
12th November 2009, 01:40 PM
Quote:
Originally Posted by fezan
Talaash husn ko rehti hai qadrdano'n ki
nazar ke teer dilo'n ke nishane dhoonDte hai'n
|
Maine bhi is per Gazal likhi thi chaliye aaj usi ke sher keh deta huN....
Hum deewaane kya kyaa naa jaane dhoondte haiN
Teri chashm o tawajo ke liye nazrane dhoodte haiN
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 226
Join Date: Jan 2006
Location: indore(mp)india
Rep Power: 21
|
22nd November 2009, 04:14 PM
Quote:
Originally Posted by kwahish
Maine bhi is per Gazal likhi thi chaliye aaj usi ke sher keh deta huN....
Hum deewaane kya kyaa naa jaane dhoondte haiN
Teri chashm o tawajo ke liye nazrane dhoodte haiN
|
jin ko manzileN Khud shauq se aawaaz detii haiN
vo raahoN meN kisii ke naqsh-e-paa DhooNDha nahiiN karte
mazahab ko_ii lauTaale aur uskii jagah de-de
taHzeeb saleeke kee, insaan qareene ke
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
22nd November 2009, 04:20 PM
Quote:
Originally Posted by balvinder
jin ko manzileN Khud shauq se aawaaz detii haiN
vo raahoN meN kisii ke naqsh-e-paa DhooNDha nahiiN karte
|
Aadaab janab bade dino bad mehfil mein aaye....
Raaston ke mod naa dekho, safar mera abhi lambaa hai
Manziil mairi woh to nahiN, Jo tum samajh raheN hoN
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
23rd November 2009, 09:50 PM
Quote:
Originally Posted by kwahish
Aadaab janab bade dino bad mehfil mein aaye....
Raaston ke mod naa dekho, safar mera abhi lambaa hai
Manziil mairi woh to nahiN, Jo tum samajh raheN hoN
|
yoo'n sab ko bhulaa de ki tujhe koee na bhoole
duniya hee mein rahnaa hai to duniya se guzar ja
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
24th November 2009, 01:42 PM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
yoo'n sab ko bhulaa de ki tujhe koee na bhoole
duniya hee mein rahnaa hai to duniya se guzar ja
|
Oh kahiN yeh sapna to nahi ................ Wel come back.......
Guzare rahe hai hum zindagi ki us raah se
Door talak kisi ki sadaaye sunai nahi deti
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
25th November 2009, 07:05 PM
nahiiiiiiii ye sapna nahiiiiiii hai dear....thanx for the warm welcome SAMEER.....kaise ho ??...
aap ko ab huee hai qadrr-e-vafaa
jab ki main laayak-e-jafaa na rahaa
nm
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 27
|
25th November 2009, 11:52 PM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
nahiiiiiiii ye sapna nahiiiiiii hai dear....thanx for the warm welcome SAMEER.....kaise ho ??...
aap ko ab huee hai qadrr-e-vafaa
jab ki main laayak-e-jafaa na rahaa
nm
|
Aise be-his wafa ko kya janeN
jinka apnoN se bhi rishta na rahaa
.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
26th November 2009, 01:29 PM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
nahiiiiiiii ye sapna nahiiiiiii hai dear....thanx for the warm welcome SAMEER.....kaise ho ??...
aap ko ab huee hai qadrr-e-vafaa
jab ki main laayak-e-jafaa na rahaa
nm
|
Fine aap bataiye.... Kahan gayab hai In dino..... Wel bade dino bad aapko dekhker bahut bahut khushi huyi.....
RishtoN ke paudhoN ko ehtemaad chahiye
Inhe to saba E khuli bahar aazaad chahiye
Quote:
Originally Posted by fezan
Aise be-his wafa ko kya janeN
jinka apnoN se bhi rishta na rahaa
|
RishtoN ke paudhoN ko ehtemaad chahiye
Inhe to saba E khuli bahar aazaad chahiye
|
|
|
|
|
Anshumali
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
|
29th November 2009, 12:51 PM
Quote:
Originally Posted by kwahish
Fine aap bataiye.... Kahan gayab hai In dino..... Wel bade dino bad aapko dekhker bahut bahut khushi huyi.....
RishtoN ke paudhoN ko ehtemaad chahiye
Inhe to saba E khuli bahar aazaad chahiye
RishtoN ke paudhoN ko ehtemaad chahiye
Inhe to saba E khuli bahar aazaad chahiye
|
" maiN jaise jaise tumhari chaahat meiN kho raha huN
toh khul rahe hain hazaar dar mujh pe teri meharbaani ke..."
YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...
Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...
---Naresh Mehra----
|
|
|
|
|
masttt...
Offline
Posts: 2,152
Join Date: Sep 2009
Location: Chandigarh
Rep Power: 41
|
29th November 2009, 11:36 PM
Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110
" maiN jaise jaise tumhari chaahat meiN kho raha huN
toh khul rahe hain hazaar dar mujh pe teri meharbaani ke..."
|
Kam jaante the hum bhi gham-e-ishq ko par ab...!
Dekha to kam hue pe gham-e-rozgaar tha...!
'E Taahire Laahuti!!!
Uss Rizk Se Tau Maut Bhali
Jis Rizk Se Aatee Ho
Tere Parwaaz MeiN Kotaahi....
vikramjethi@gmail.com
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
30th November 2009, 03:18 PM
Quote:
Originally Posted by vikramjethi
Kam jaante the hum bhi gham-e-ishq ko par ab...!
Dekha to kam hue pe gham-e-rozgaar tha...!
|
Mashq hi mashq kiye gham e rozgaar ki khatir
Do waqt ki roti bhi na juta paye pyaar ki khatir
|
|
|
|
|
masttt...
Offline
Posts: 2,152
Join Date: Sep 2009
Location: Chandigarh
Rep Power: 41
|
30th November 2009, 07:02 PM
Quote:
Originally Posted by kwahish
Mashq hi mashq kiye gham e rozgaar ki khatir
Do waqt ki roti bhi na juta paye pyaar ki khatir
|
Bahut khoob Sameer bhai...
Lijiye pesh-e-khidmat hai....
qaid-e-hayaat-O-bande-gham asal meiN donoN ek haiN...!
maut se pehle aadmi gham se nijat paye KyoN...?
'E Taahire Laahuti!!!
Uss Rizk Se Tau Maut Bhali
Jis Rizk Se Aatee Ho
Tere Parwaaz MeiN Kotaahi....
vikramjethi@gmail.com
|
|
|
|
|
Guest
|
30th November 2009, 07:12 PM
Quote:
Originally Posted by vikramjethi
Bahut khoob Sameer bhai...
Lijiye pesh-e-khidmat hai....
qaid-e-hayaat-O-bande-gham asal meiN donoN ek haiN...!
maut se pehle aadmi gham se nijat paye KyoN...?
|
waah waah Vikram ji.. Bahut khoob
mai b kuch kehne ki gustaakhi karna chahta hu.. Ummeed hai bura nahi maanenge...
gham se nizaat pana, gar hai maut k baad...
To tu aur mai kb k mar chuke hain e dost... remember,wat u said on baitbaazi
|
|
|
|
|
masttt...
Offline
Posts: 2,152
Join Date: Sep 2009
Location: Chandigarh
Rep Power: 41
|
30th November 2009, 07:28 PM
Quote:
Originally Posted by Buland Shayar
waah waah Vikram ji.. Bahut khoob
mai b kuch kehne ki gustaakhi karna chahta hu.. Ummeed hai bura nahi maanenge...
gham se nizaat pana, gar hai maut k baad...
To tu aur mai kb k mar chuke hain e dost... remember,wat u said on baitbaazi
|
Bilkul yaad hai bhai, aapne bahut jaldi pakad liya
Aapne mujhe lajwaab kar diya, koi bhi jawaab nahi hai mere paas iss baat ka
'E Taahire Laahuti!!!
Uss Rizk Se Tau Maut Bhali
Jis Rizk Se Aatee Ho
Tere Parwaaz MeiN Kotaahi....
vikramjethi@gmail.com
|
|
|
|
|
Guest
|
30th November 2009, 07:41 PM
Quote:
Originally Posted by vikramjethi
Bilkul yaad hai bhai, aapne bahut jaldi pakad liya
Aapne mujhe lajwaab kar diya, koi bhi jawaab nahi hai mere paas iss baat ka
|
sorry Vikram ji.. Par mera maqsad aapko lajawaab karna nahi tha.. Sorry, if i hurt u in any manner ..
|
|
|
|
|
Registered Guest
Offline
Posts: 263
Join Date: Mar 2009
Location: Chinchpokli bandar, khaaau gali
Rep Power: 17
|
30th November 2009, 07:50 PM
Quote:
Originally Posted by Buland Shayar
waah waah Vikram ji.. Bahut khoob
mai b kuch kehne ki gustaakhi karna chahta hu.. Ummeed hai bura nahi maanenge...
gham se nizaat pana, gar hai maut k baad...
To tu aur mai kb k mar chuke hain e dost... remember,wat u said on baitbaazi
|
hmmm... Buland ji... Likha to aapne kamaal ka hai... Par ham b kuch arz karna chahte hain... Pesh e khidmat hai...
tum haste raho , muskurate raho..
Tum haste raho,
muskurate raho..
Mera kya hai, log tumhe he pagal samjhenge
Aapko chuhe aur billi ki kahani sunani hai...
Jisme chuhe ne yaad dilaayi,billi ko nani hai...
lekin chuha bhool gaya tha k wo sapna tha...
aakhir me shamat to chuhe ki he aani hai :D
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
1st December 2009, 02:33 PM
The uske kayiN aashique pagal pan ki hadh tak
Dekh meri diwaangi koi uska diwaana naa raha
|
|
|
|
|
masttt...
Offline
Posts: 2,152
Join Date: Sep 2009
Location: Chandigarh
Rep Power: 41
|
1st December 2009, 02:41 PM
Quote:
Originally Posted by kwahish
The uske kayiN aashique pagal pan ki hadh tak
Dekh meri diwaangi koi uska diwaana naa raha
|
maiN bhi ruk-ruk ke na marta jo zabaaN ke badle....
dashna ek tez sa hota mere ghamkhwaar ke pass...!
'E Taahire Laahuti!!!
Uss Rizk Se Tau Maut Bhali
Jis Rizk Se Aatee Ho
Tere Parwaaz MeiN Kotaahi....
vikramjethi@gmail.com
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
1st December 2009, 02:47 PM
Quote:
Originally Posted by vikramjethi
maiN bhi ruk-ruk ke na marta jo zabaaN ke badle....
dashna ek tez sa hota mere ghamkhwaar ke pass...!
|
Ghamzada dil kahan mutmain gehraai talak
Dard to ander bhi tha nigha e ashnaai talak
|
|
|
|
|
masttt...
Offline
Posts: 2,152
Join Date: Sep 2009
Location: Chandigarh
Rep Power: 41
|
1st December 2009, 03:02 PM
Quote:
Originally Posted by kwahish
Ghamzada dil kahan mutmain gehraai talak
Dard to ander bhi tha nigha e ashnaai talak
|
Jaati hai koi kash-m-kash andohe ishq ki…
dil bhi agar gaya to wahi dil ka dard tha…!
'E Taahire Laahuti!!!
Uss Rizk Se Tau Maut Bhali
Jis Rizk Se Aatee Ho
Tere Parwaaz MeiN Kotaahi....
vikramjethi@gmail.com
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
1st December 2009, 07:49 PM
Quote:
Originally Posted by vikramjethi
Jaati hai koi kash-m-kash andohe ishq ki…
dil bhi agar gaya to wahi dil ka dard tha…!
|
ik din ki baat ho to usay bhool jaayeN ham
naazil hoN roz dil pay balaayeN to kya kareN
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
masttt...
Offline
Posts: 2,152
Join Date: Sep 2009
Location: Chandigarh
Rep Power: 41
|
1st December 2009, 09:02 PM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
ik din ki baat ho to usay bhool jaayeN ham
naazil hoN roz dil pay balaayeN to kya kareN
|
kahuN kis se maiN ki kya hai shab-e-ghum buri bala hai...!
mujhe kya bura marna agar ek baar hota...?
'E Taahire Laahuti!!!
Uss Rizk Se Tau Maut Bhali
Jis Rizk Se Aatee Ho
Tere Parwaaz MeiN Kotaahi....
vikramjethi@gmail.com
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
2nd December 2009, 01:24 PM
Quote:
Originally Posted by vikramjethi
kahuN kis se maiN ki kya hai shab-e-ghum buri bala hai...!
mujhe kya bura marna agar ek baar hota...?
|
Mar mar ke jiye haiN hazaaroN baar ek pal mein
Sadiyon ke sahe hai dard beshumaar ek pal mein
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
2nd December 2009, 07:34 PM
Quote:
Originally Posted by kwahish
Mar mar ke jiye haiN hazaaroN baar ek pal mein
Sadiyon ke sahe hai dard beshumaar ek pal mein
|
Ab rona maine chhor diya yeh jan liya pehchan liya
ke aansoo hi her roz meri kismat ko mithaya kertay hain...
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
masttt...
Offline
Posts: 2,152
Join Date: Sep 2009
Location: Chandigarh
Rep Power: 41
|
2nd December 2009, 09:57 PM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
Ab rona maine chhor diya yeh jan liya pehchan liya
ke aansoo hi her roz meri kismat ko mithaya kertay hain...
|
hairaaN hooN dil ko rouN ki jigar peetuN jigar ko maiN....?
Mak'duur ho to saath rakhuN nauhagaar ko maiN...!
'E Taahire Laahuti!!!
Uss Rizk Se Tau Maut Bhali
Jis Rizk Se Aatee Ho
Tere Parwaaz MeiN Kotaahi....
vikramjethi@gmail.com
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
5th December 2009, 04:04 PM
Quote:
Originally Posted by vikramjethi
hairaaN hooN dil ko rouN ki jigar peetuN jigar ko maiN....?
Mak'duur ho to saath rakhuN nauhagaar ko maiN...!
|
Taqdeer ka likha kuch humara bhi hai, to muqaddar pe kya rona
LakeeroN mein meri woh tha hi nahi, uss humsafar pe kya rona
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 155
Join Date: Nov 2009
Rep Power: 16
|
8th December 2009, 12:49 PM
Quote:
Originally Posted by kwahish
Taqdeer ka likha kuch humara bhi hai, to muqaddar pe kya rona
LakeeroN mein meri woh tha hi nahi, uss humsafar pe kya rona
|
Rona to bahut chaha par ashko.n ne hi khud se juda kar diya.....
kabhi taqdeer to kabhi lakeeron ka hi dard chupa kar rooya.................Neha
(๏̯͡๏) (๏̯͡๏)
Hasratein dilo ki chupaye nahi chupti hai,
dard juba par bankar bayan sab karti hai.....
*****************************
Dard ki mehfil me ek sher hum bhi aarz kiya karte hai..
Na kisi se marham Na duaon ki Ummed kiya karte hai..
kayi chehre lekar log yaha jiya karte hai.......
hum in aasunao ko ek chehre ke liye peeya karte hai....
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is On
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
|