|
|
|
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
jab talak tere -
20th January 2010, 04:25 PM
Jab talak tere surat -e-ada se mahfil rangeen hoti hai
is har pal-pal mere dil me zindagi bhi haseen hoti hai.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Har lafz par adaa -
20th January 2010, 04:27 PM
Har lafz par adaa hai har adaa me jaise basa koi khuda hai
tera sirf naam hi suna hai maine vo hai kaha jo ye khuda hai.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
|
28th January 2010, 11:02 PM
Aapki berukhi ko bhi rutba diya humne,
Pyaar ka harr farz adaa kiya humne,..nm
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
|
|
|
|
|
Ð Amorist
Offline
Posts: 2,283
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 27
|
29th January 2010, 12:45 PM
Quote:
Originally Posted by zainy
Aapki berukhi ko bhi rutba diya humne,
Pyaar ka harr farz adaa kiya humne,..nm
|
tere saath guzri thi woh shaam-e-tanha,
un lamho.n ko aankho. mein basaa liya humne...!!!!
Save me from the safety of my SILENCE
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
29th January 2010, 02:42 PM
Quote:
Originally Posted by Fathomless
tere saath guzri thi woh shaam-e-tanha,
un lamho.n ko aankho. mein basaa liya humne...!!!!
|
Oye hoye.......... Hum bulaye to nahi aaye janab aur aaj aapko kisn bulaya hai zara hume bhi to bataiye................
Har raat uski yaadon ko juda karte rahe
Bewafa se bhi hum youN wafa karte rahe
|
|
|
|
|
Ð Amorist
Offline
Posts: 2,283
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 27
|
29th January 2010, 02:58 PM
bas koi hai jiski har baat manne ko dil karta hai
bewafa koi nahi.n haalaat hote hain,
kisi ko is tarah bad naam nahi.n karte
Save me from the safety of my SILENCE
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
29th January 2010, 03:12 PM
Oh ho......... koun hai woh....... unhone pahele kyun nahi bulaya aapko iske liye to zara unse ladna hi padenga..........
Kisi se kya kahen apne dil ka haal
Jo dil mein rahe unhe bhi pata nahi
|
|
|
|
|
Anshumali
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
|
30th January 2010, 11:45 PM
" Yeh woh raaz hai chhupaya nahi jaata
Saamne khadhe hai aur bataya nahi jaata..."
--Naresh Mehra--
YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...
Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...
---Naresh Mehra----
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
31st January 2010, 10:16 AM
Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110
" Yeh woh raaz hai chhupaya nahi jaata
Saamne khadhe hai aur bataya nahi jaata..."
--Naresh Mehra--
|
Lab sil se jaate hai is mohobbat mein
AnkhoN se hume samjhaya nahi jata
|
|
|
|
|
Anshumali
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
|
31st January 2010, 10:48 AM
Quote:
Originally Posted by kwahish
Lab sil se jaate hai is mohobbat mein
AnkhoN se hume samjhaya nahi jata
|
Dil dhak se dharakta rehta hai
Aur rukh se naqab uthaya nahi jata...
YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...
Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...
---Naresh Mehra----
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
31st January 2010, 02:11 PM
Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110
Dil dhak se dharakta rehta hai
Aur rukh se naqab uthaya nahi jata...
|
Kya baat hai Naresh jee....... Dhadkane badha di aapne to hamari bhi
Bahut khoob sher kaha hai
Ek dil thaa paas mere woh Judaa ho gaya
Jaane kis baat per mujhse khafaa ho gaya
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
aitbaaar -
31st January 2010, 03:19 PM
Aapki berukhi se har baar pyaar kiya hai hamne
aise zindagi se har baar aitbaar kiya hai hamne.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 39
Join Date: Oct 2009
Rep Power: 0
|
31st January 2010, 10:47 PM
Quote:
Originally Posted by ajay nidaan
Aapki berukhi se har baar pyaar kiya hai hamne
aise zindagi se har baar aitbaar kiya hai hamne.
|
zindagi dukhon ka ghar hai jab dekha kareeb se
be-wafai hi dekhi, mohabbat ko jab dekha kareeb se
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
5th February 2010, 02:36 PM
Quote:
Originally Posted by mehra126
zindagi dukhon ka ghar hai jab dekha kareeb se
be-wafai hi dekhi, mohabbat ko jab dekha kareeb se
|
Zindagii ko kareeb se dekho
Iska chehraa tumhe rula denga
.......................NOT MIne.........
|
|
|
|
|
Anshumali
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
|
5th February 2010, 11:31 PM
Quote:
Originally Posted by kwahish
Zindagii ko kareeb se dekho
Iska chehraa tumhe rula denga
.............NOT MIne.........
|
Zara apne pe bharosa rakho yaaro
Waqt aane pe tumhe hansa bhi dega...
YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...
Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...
---Naresh Mehra----
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 67
Join Date: May 2001
Location: India
Rep Power: 24
|
7th February 2010, 06:01 AM
nahi hum khawab dekhte hai,hum to haqeekat mei maante hai
|
|
|
|
|
Loquacious Adonis
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Sep 2008
Location: ......
Rep Power: 24
|
7th February 2010, 12:20 PM
Sweety..................nearly dus saal ke baad haqiqat mein yakeen karti hai
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 839
Join Date: Sep 2008
Location: India
Rep Power: 31
|
10th February 2010, 11:48 AM
Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110
Zara apne pe bharosa rakho yaaro
Waqt aane pe tumhe hansa bhi dega...
|
"Maine dekha hai waqt ko dabey paav.n badaltey,
vo kya haNsayega kisi ko,jo khud hi na haNsa kabhi.."
"Life laughs at you when you are unhappy...
Life smiles at you when you are happy..
But,
Life salutes you when you make others happy!!"
# Feel The Difference #
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 39
Join Date: Oct 2009
Rep Power: 0
|
10th February 2010, 12:12 PM
Quote:
Originally Posted by Ritu18525
"Maine dekha hai waqt ko dabey paav.n badaltey,
vo kya haNsayega kisi ko,jo khud hi na haNsa
kabhi.."
|
Hasaane waala kabhi khud nahi hasta
deta hai khushi lekar ke gam kisi ke
|
|
|
|
|
Banned
Offline
Posts: 134
Join Date: Feb 2010
Rep Power: 0
|
11th February 2010, 09:23 AM
rotey huye aksar main bhool jata hun khudko
koi bahaana tujhe bhool jane ka bhi mil jaaye
-aakash
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 39
Join Date: Oct 2009
Rep Power: 0
|
11th February 2010, 09:35 AM
Quote:
Originally Posted by aakash4u
rotey huye aksar main bhool jata hun khudko
koi bahaana tujhe bhool jane ka bhi mil jaaye
-aakash
|
mohabbat ka nasha aisa chada hai
rota bhi hoon to sirf uski yaad me
|
|
|
|
|
Banned
Offline
Posts: 134
Join Date: Feb 2010
Rep Power: 0
|
11th February 2010, 01:41 PM
wo kehti thhi roney se na badalenge naseeb
umar bhar isi baat ne mujhe roney na diya
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
|
18th February 2010, 02:19 PM
GUZRA HI WO HADSA MUJH PER AJEEB THA.
DARD KI SAAYE SE LIKHA MERA NASEEB THA
TAMAAM UMR ZINDAGI SAMAJHKAR JISSE CHAHA,
WO AAKHRI SAFAR MEIN BHI NA MERE KAREEB THA..NM
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
|
|
|
|
|
PASSIONATE
Offline
Posts: 203
Join Date: Sep 2005
Location: delhi
Rep Power: 24
|
18th February 2010, 03:30 PM
Quote:
Originally Posted by zainy
GUZRA HI WO HADSA MUJH PER AJEEB THA.
DARD KI SAAYE SE LIKHA MERA NASEEB THA
TAMAAM UMR ZINDAGI SAMAJHKAR JISSE CHAHA,
WO AAKHRI SAFAR MEIN BHI NA MERE KAREEB THA..NM
|
WAQT KI AANCH PAR MEINE CHAAND KO UBALA THA
NASEEB KE HANTH PAR KHOON KA CHALA THA
ZINDGI GUJRI MERI IS DARD KE SAYE MEIN
YE DARD BHI USNE DIYA JO PYAR KARNE WALA THA
Aapka Santosh..........
Bahut tanhaiya.N hai.N mere hisse mei.N churalo tum
Tumhara saath meri tanhaiyo.N se kuch to behtar hai...
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
har sawaal par -
19th February 2010, 09:46 PM
har sawaal par mera jikar unke labo par aata raha
jaise soch raha ho khamoshi me koi sirf mere liye
haque to nahi hai diya aapne is dost ko jaha me
varna ham kya-kya na kar jayege sirf tere liye.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
|
20th February 2010, 08:48 AM
Na kar talash wafa ki tujhe na kuch yaha milega
matlab ki mohabbat hai yaha aur patthar ke sanam hain
--Aashique anwar
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
|
|
|
|
|
PASSIONATE
Offline
Posts: 203
Join Date: Sep 2005
Location: delhi
Rep Power: 24
|
20th February 2010, 12:49 PM
Quote:
Originally Posted by zainy
Na kar talash wafa ki tujhe na kuch yaha milega
matlab ki mohabbat hai yaha aur patthar ke sanam hain
--Aashique anwar
|
Rasqk hota hai jab koi wafadari ki baat karta hia.
warna kaun hai jo ye samjhdari ki baat karta hai !!
daaman khud ka jala hai yun bewafai se.
aankh num hote.N hain jab wo humari baat karta hai !!
Aapka Santosh..........
Bahut tanhaiya.N hai.N mere hisse mei.N churalo tum
Tumhara saath meri tanhaiyo.N se kuch to behtar hai...
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
ab har talash meri t -
20th February 2010, 04:14 PM
Ab har talash meri teri had tak nahi
zindagi waqt ke sath hai tere sath nahi
ye kis saahil ki talash me hai aakhe meri
kashti ka rukh hai par kinare sath nahi.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
PASSIONATE
Offline
Posts: 203
Join Date: Sep 2005
Location: delhi
Rep Power: 24
|
20th February 2010, 04:24 PM
Manzilo Pe Aa Ke Lootate Hai Dilon Ke Caaravaan
Kashtiya Saahil Pe Aksar Doobati Hai Pyaar Ki
Aapka Santosh..........
Bahut tanhaiya.N hai.N mere hisse mei.N churalo tum
Tumhara saath meri tanhaiyo.N se kuch to behtar hai...
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
21st February 2010, 04:08 PM
Quote:
Originally Posted by santosh_kumar
Manzilo Pe Aa Ke Lootate Hai Dilon Ke Caaravaan
Kashtiya Saahil Pe Aksar Doobati Hai Pyaar Ki
|
Charagon ki roshani hai ek shabbhar ke liye
Meri andheri zindagi ko uski yaaden kafi hai
|
|
|
|
|
MaiN Our Meri Tanhaayii
Offline
Posts: 984
Join Date: Oct 2006
Location: Delhi
Rep Power: 32
|
21st February 2010, 05:24 PM
Quote:
Originally Posted by kwahish
Charagon ki roshani hai ek shabbhar ke liye
Meri andheri zindagi ko uski yaaden kafi hai
|
Chhupaye haiN be-intiha Ashq iss tanhayii ne
Chaah ker bhi terii yaad ko bhulaaya na gaya
Harash
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Tere har sawaal me -
21st February 2010, 07:29 PM
Tere har sawaal me jawaab bankar shamil hota hu mai
har jawaab ke naye-naye manjar haasil karta hu mai.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
PASSIONATE
Offline
Posts: 203
Join Date: Sep 2005
Location: delhi
Rep Power: 24
|
22nd February 2010, 11:54 AM
Quote:
Originally Posted by ajay nidaan
Tere har sawaal me jawaab bankar shamil hota hu mai
har jawaab ke naye-naye manjar haasil karta hu mai.
|
Kaun rehta hai zindgi mein aakhir tak shamil hokar.
Hum bhi jiye hain ab tak tera bismil hokar..........!!
Aapka Santosh..........
Bahut tanhaiya.N hai.N mere hisse mei.N churalo tum
Tumhara saath meri tanhaiyo.N se kuch to behtar hai...
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Ham kar lehe shamil -
23rd February 2010, 02:37 PM
ham kar lege shamil tum hath bhadh kar to dekho
har hasti se kaabil hoge tere tum bulakar to dekho.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
|
24th February 2010, 12:24 AM
Luta de umr bhar ki khushiyaN tere ishaare par
Mohabbat ki zubaaN se ek baar bulakar to dekho..NM
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
24th February 2010, 09:43 PM
Ruk ker dekha, chal ker dekha, sambhal ker dekha
Har rah mein khayi thokar humne rasta badal ker dekha
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Safar tak aane ka -
24th February 2010, 11:13 PM
safar tak aane ka ye kaisa sila diya hai tumne bhula kar
aaj teri chahat ka ye kaisa gila diya hai tumne rulaa kar.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Aap rasta yadi -
25th February 2010, 09:34 PM
aap rasta yadi kisi dar se badalte jayege
auro ke raste me aap hi yakinan aayege.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
26th February 2010, 09:31 PM
Likhe the kayin hurf naam e wafa uske
Kuch bawafa the kayi bewafa ho gaye
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Teri anjuman se nikal kar -
26th February 2010, 09:31 PM
Teri anjuman se nikal kar zindagi ke Darakht par aaye hai
Aaj bhi is kohare me teri chahat ke bade ghahre saaye hai.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is On
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
|