|
|
|
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Kashti ka rukh -
29th April 2010, 03:20 PM
Kashti ka rukh hi milta nahi waqt ke saagar me aajkal
saahil bhi tanha sa rahta hai apni khamoshi me aajkal.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
30th April 2010, 01:31 AM
Dey nahi sakte dua tum to bus itna kijiye
Ranjish khatam kijiye bad-duaa na kijiye
Last edited by kwahish; 30th April 2010 at 01:36 AM..
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Lene aur dene -
30th April 2010, 06:12 AM
Lene aur dene ki baat nakar meri had se khud ko dekh jara
de du tujhe to main dono jaha par tu ise rakhega kahan.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
Guest
|
30th April 2010, 11:51 AM
Hahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahaha hhaaa
|
|
|
|
|
Banned
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
|
30th April 2010, 02:10 PM
Quote:
Originally Posted by ajay nidaan
Lene aur dene ki baat nakar meri had se khud ko dekh jara
de du tujhe to main dono jaha par tu ise rakhega kahan.
|
mera dil kisi fakeer ke huzre se kam nahi
sari dunia yahi lake basa deni chahiye
-- Aur kaun, " Apne rahat indori saheb"
sher thoda modified ho sakta hai
|
|
|
|
|
Banned
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
|
30th April 2010, 02:12 PM
Quote:
Originally Posted by ajay nidaan
Lene aur dene ki baat nakar meri had se khud ko dekh jara
de du tujhe to main dono jaha par tu ise rakhega kahan.
|
Doge mohabbat to dil mai basa lunga
nafart ayee haath to use gumaa dunga
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
30th April 2010, 03:49 PM
Quote:
Originally Posted by janumanu
Doge mohabbat to dil mai basa lunga
nafart ayee haath to use gumaa dunga
|
"nafrat kya hai nahi maloom,
mohabat apni jaat hai jubaaN hai"
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Banned
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
|
30th April 2010, 03:57 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
"nafrat kya hai nahi maloom,
mohabat apni jaat hai jubaaN hai"
|
mohabbat ko apni jaat maanti ho
sunita tum aakhir kiski bat manti ho
|
|
|
|
|
......since birth
Offline
Posts: 428
Join Date: Apr 2008
Location: bangalore
Rep Power: 22
|
30th April 2010, 07:53 PM
Quote:
Originally Posted by janumanu
mohabbat ko apni jaat maanti ho
sunita tum aakhir kiski bat manti ho
|
jaat se mujhe apni aik gajal yaad aayi ki
sarmindgi se jal raha hun maat de de
khairaat ke ahsaas hain kuch baat de de
ho ishu bhi jaha,ho ram bhi allah bhi
majhabi is jang me aisi koi jaat de de................
ibadat bhi khuda hai,bagavat bhi khuda hai
khuda baagi kahi hai,kahi baagi khuda hai.
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
30th April 2010, 09:05 PM
Quote:
Originally Posted by Buland Shayar
Hahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahahaha hhaaa
|
Yeh besabab ki hasii kyuN Bhai......
Uski muskurahat ko wafa ka tohfa samjh liya
Mere adna si khata ki zaleem ne badi saza dii
|
|
|
|
|
Guest
|
30th April 2010, 09:45 PM
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Vo karte hai bahut -
1st May 2010, 06:22 AM
vo karte hai bahut gumaan apni saadagi pe aksar
zindagi aake thahar jati hai unki saadagi pe aksar.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
1st May 2010, 07:04 PM
Do lafzoN mein simat ke rah gayi Ishq ki daastaaN
Ek hum unhe apna na sake, aur woh humare ho na sake
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
1st May 2010, 07:08 PM
apno ke beech bhi ajnabi ki zindagi jeete rahe
khud hi apne zakhmo ko kuraid kar seete rahe
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
1st May 2010, 09:58 PM
Huyee muddat bahut tera intezaar karte karte
Hum chal pade tere aane ka itebaar karte karte
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Muddat se faasle bane -
2nd May 2010, 08:04 PM
Muddat se faasle bane hai ye kaise tere silsile hai
aa gayi hai kaun si gadi darmiya jaha aaj mile hai.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
Guest
|
3rd May 2010, 02:07 PM
fursat na ho to kya tumko likhna jaruuri hai...
Mai b kya karu.. Tumko padhna meri majbuuri hai...
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Jo log majburi se -
3rd May 2010, 04:21 PM
Jo log majburi se padhte hai unke kaha hote hai emaan
aise log kya samjhege alfaaz ko jin me zindagi ki hai jaan.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
3rd May 2010, 04:36 PM
LafzoN ko bartne ka hunar salikhe se gar aata
Namakhool duaaeN bhi rang dikhaati jahan mein
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 9
Join Date: Apr 2010
Rep Power: 0
|
3rd May 2010, 04:43 PM
Quote:
Originally Posted by kwahish
LafzoN ko bartne ka hunar salikhe se gar aata
Namakhool duaaeN bhi rang dikhaati jahan mein
|
Woh jhut bol raha thaa bade saleeke se,
main eitbar na karta toh kya karta...(nm)
yaad-e-kuda ko dil se mitaana mere bas ki baat nahi,
aur kahin per sar ko jhukaana mere bas ki baat nahi..
tu chahhey to bhar de daata tu chahhey toh khaali rakh,
aur kahin daaman phailaana mere bas ki baat nahi..
aankh utthakar main na dekhoon jiss se mera dil na mile,
sab se rasman haath milaana mere bas ki baat nahi....
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
3rd May 2010, 08:45 PM
Uske lafz e fareb behad girebaaN tak aane lage hai
Woh nahi jante aajkal woh kise behlaane lage hai
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
4th May 2010, 09:45 AM
"Bahalta nahi hai dil ab tere waddoN se,
ya kar saccha wada ya har aas tod de"
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Banned
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
|
4th May 2010, 09:53 AM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
"Bahalta nahi hai dil ab tere waddoN se,
ya kar saccha wada ya har aas tod de"
|
Tum bhi to sare vaade bhooli baithi ho
yaad aana bhi to tumhe ab yaad nahi
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
4th May 2010, 10:26 AM
Quote:
Originally Posted by janumanu
Tum bhi to sare vaade bhooli baithi ho
yaad aana bhi to tumhe ab yaad nahi
|
"tere dil meiN dahdkan ban rahti hoon maiN,
par tu es baat se ab tak kyu anjaan hai"
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
|
4th May 2010, 11:25 AM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
"tere dil meiN dahdkan ban rahti hoon maiN,
par tu es baat se ab tak kyu anjaan hai"
|
Dhadkan Thamti Nahi Dekh Lun Jab Usay
Mere KhwaboN Mein Surat WoH Samaane Lagi..NM
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
|
|
|
|
|
Banned
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
|
4th May 2010, 11:50 AM
Quote:
Originally Posted by zainy
Dhadkan Thamti Nahi Dekh Lun Jab Usay
Mere KhwaboN Mein Surat WoH Samaane Lagi..NM
|
iske jabaab mai ek triveni ..
tumhare hi khaab dikhte haiN
jab se dekha hai maine tumhe
Haamla kar gayee tum ankhe meri
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
4th May 2010, 03:56 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
"Bahalta nahi hai dil ab tere waddoN se,
ya kar saccha wada ya har aas tod de"
|
Nice sher Dii.......
Rishta hai mohobbat ka to itebaar karte raho
Toot kar bikhar jaao magar pyaar karte raho
|
|
|
|
|
Guest
|
4th May 2010, 04:26 PM
kya hua tumko?
Meri kisi b baat ka jawab nahi dete
Koi gustaakhi ho gayi kya miya?
gar ho mujhse khafa to beshak bikhar jao...
Parr itna na bikharna k sametna mushkil ho jaye...
Gar ho phekne ka mijaaz tumhar to beshak pheko...
par itna mat phekna k lapetna mushkil ho jaye...
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
5th May 2010, 03:42 PM
Nothing yaar you know... any way my PM's reply pending on you not on mine... DearKoi dor nahi itni lambi jitni tum phenkte ho
Yeh baat aur hai hume lapetna ka shuk nahi......
|
|
|
|
|
Guest
|
5th May 2010, 05:03 PM
lapetne ka shauk phenknne walo ko nahi hota miya...
Ye shauk to sirf hamare naseeb me aaya hai...
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
5th May 2010, 05:13 PM
hhmmmmmmmmm..........
Lagta hai Bhai kafi mood mein ho.......
Zara dekhiye humare zabt ka kaif kitna hai
Be-gunha hokar bhi hume gunha kabool hai
|
|
|
|
|
Guest
|
5th May 2010, 05:26 PM
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 9
Join Date: Apr 2010
Rep Power: 0
|
6th May 2010, 02:14 AM
Quote:
Originally Posted by Buland Shayar
|
Jaam-e-mey ko gawaah kartaa hoon, maiqade per nigaah kartaa hoon,
Teri rehmat ka aasara lekar, aaj pehlaa gunaah kartaa hoon...
yaad-e-kuda ko dil se mitaana mere bas ki baat nahi,
aur kahin per sar ko jhukaana mere bas ki baat nahi..
tu chahhey to bhar de daata tu chahhey toh khaali rakh,
aur kahin daaman phailaana mere bas ki baat nahi..
aankh utthakar main na dekhoon jiss se mera dil na mile,
sab se rasman haath milaana mere bas ki baat nahi....
|
|
|
|
|
Guest
|
6th May 2010, 02:27 PM
Khuda ki rehmato ka vaasta dekar khud ko fanaah karte ho...
Kaise bande ho... Khuda se jafaa karte ho...
jisko jaante ho abhi 2-4 saalo se...
Usi ke liye tamaam zindgi kharaab karte ho...
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
6th May 2010, 04:41 PM
Quote:
Originally Posted by Buland Shayar
Khuda ki rehmato ka vaasta dekar khud ko fanaah karte ho...
Kaise bande ho... Khuda se jafaa karte ho...
jisko jaante ho abhi 2-4 saalo se...
Usi ke liye tamaam zindgi kharaab karte ho...
|
Koun kahta hai zindagi chalaana hai mushkil
Yeh baat aur hai Dil ko bahlaana hai mushkil
|
|
|
|
|
Guest
|
7th May 2010, 11:35 AM
Quote:
Originally Posted by kwahish
Koun kahta hai zindagi chalaana hai mushkil
Yeh baat aur hai Dil ko bahlaana hai mushkil
|
hmmmm...
dard to bahut hain zamane me yaaro...
Par jo dil tak na pahuche usey dard nahi kehte...
Aur maana k dil ko behlana hai mushkil...
par mushkil se jo dar jaye usey mard nahi kehte...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 9
Join Date: Apr 2010
Rep Power: 0
|
7th May 2010, 04:20 PM
Quote:
Originally Posted by Buland Shayar
hmmmm...
dard to bahut hain zamane me yaaro...
Par jo dil tak na pahuche usey dard nahi kehte...
Aur maana k dil ko behlana hai mushkil...
par mushkil se jo dar jaye usey mard nahi kehte...
|
Jo Khud Se Na Jhukwa Le Use Dar Nahi Kehte,
Har Dar Pe Jo Jhuk Jaye Usey Sar Nahi Kehte.....
Here Dar is not used as fear, its used as door, abode....
yaad-e-kuda ko dil se mitaana mere bas ki baat nahi,
aur kahin per sar ko jhukaana mere bas ki baat nahi..
tu chahhey to bhar de daata tu chahhey toh khaali rakh,
aur kahin daaman phailaana mere bas ki baat nahi..
aankh utthakar main na dekhoon jiss se mera dil na mile,
sab se rasman haath milaana mere bas ki baat nahi....
|
|
|
|
|
Guest
|
7th May 2010, 06:18 PM
Quote:
Originally Posted by sanjeev16
Jo Khud Se Na Jhukwa Le Use Dar Nahi Kehte,
Har Dar Pe Jo Jhuk Jaye Usey Sar Nahi Kehte.....
Here Dar is not used as fear, its used as door, abode....
|
I think maine ye sher kahi suna hai ...
Mmmm yaad aaya... Dil me hai pyaar tera, hontho pe gitwaa...
Jhoot bole jo, usey kaat khaye bichuaa...
Its from 'hero' movie... Sunny deol says it... Idk about orig writer... And it is like this....
har sar jispe na jhuk jaaye, usey dar nahi kehte...
Aur har dar pe jo jhuk jaaye, usey sar nahi kehte...
And its one of my fav. tfs
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
7th May 2010, 09:31 PM
Quote:
Originally Posted by Buland Shayar
I think maine ye sher kahi suna hai ...
Mmmm yaad aaya... Dil me hai pyaar tera, hontho pe gitwaa...
Jhoot bole jo, usey kaat khaye bichuaa...
Its from 'hero' movie... Sunny deol says it... Idk about orig writer... And it is like this....
har sar jispe na jhuk jaaye, usey dar nahi kehte...
Aur har dar pe jo jhuk jaaye, usey sar nahi kehte...
And its one of my fav. tfs
|
Ha ha ah...... Tum nahi sudhroNge...
Waise tumne bhi achchi coppy writting ki hai...
Har dar pe jhuke sar ye meri shaan nahi hai... NM
aage ka yaad nahi aa raha........
Kisi ko yaad aaye to pura kar dijiye...
Sher Majeed Devbandi sahab ka hai..
Last edited by kwahish; 7th May 2010 at 09:37 PM..
|
|
|
|
|
Guest
|
7th May 2010, 10:56 PM
Waise agar bura na mano to mai apne shabdo me banau kuch??
Waise i know k tum bura ni manoge to bana he deta hu...
har dar pe jhuke sar ye meri shaan nahi hai...
To kya hua jo khuda mujh pe meherbaan nahi hai....
Sar jhukaoge to patthhar devta ho jayega....
Aur kaun kehta hai k pathharo me jaan nahi hai...
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is On
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
|