|
|
|
|
|
|
|
|
Banned
Offline
Posts: 134
Join Date: Feb 2010
Rep Power: 0
|
27th May 2010, 05:47 PM
Wo samjhe na samjhe mera mudda,,
Hilee un ki gardan magar der tak..
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Pahale se hi sawaalo -
28th May 2010, 04:01 PM
Pahale se hi sawaalo ke dayare me hai zindagi
ab aur samjhkar mujhe sharmsaar na kar aakash.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
Banned
Offline
Posts: 134
Join Date: Feb 2010
Rep Power: 0
|
28th May 2010, 05:31 PM
Quote:
Originally Posted by ajay nidaan
Pahale se hi sawaalo ke dayare me hai zindagi
ab aur samjhkar mujhe sharmsaar na kar aakash.
|
na de sake jawaab mere kuch swaalon ka wo aakash
har kasauti pe zindagi ke khud ko ajay kehne waale
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Tere har sawaal ka -
28th May 2010, 09:04 PM
Tere har sawaal ka jawaab hai mere paas ye falak
jitni jami hai jawaabo ki aaj bichaa hai usme aakash.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
Banned
Offline
Posts: 134
Join Date: Feb 2010
Rep Power: 0
|
28th May 2010, 09:14 PM
Quote:
Originally Posted by ajay nidaan
Tere har sawaal ka jawaab hai mere paas ye falak
jitni jami hai jawaabo ki aaj bichaa hai usme aakash.
|
bahut khoob ajay jee
howoge ajay tum kitne aakhir sawaalon pe mere
teri hadon ko aazmaane waala aakash hun main
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Teri hado tak simatne -
28th May 2010, 09:31 PM
Teri hado tak simatne waale koi aur hoge aakash
is had me waqt apni surat rakhta hai meri jami pe.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
Banned
Offline
Posts: 134
Join Date: Feb 2010
Rep Power: 0
|
29th May 2010, 08:26 AM
meri hadon par paar paana tu apna maqsad na rakh
wajood tera kahin kho na jaaye ajay teri hi jami pe
aakash
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Khone waale koi aur -
29th May 2010, 01:41 PM
Khone waale koi aur hoge teri hasti ke saamne
mai to patthar hu meel ka ye aakash tere liye.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
Banned
Offline
Posts: 134
Join Date: Feb 2010
Rep Power: 0
|
29th May 2010, 02:56 PM
jami pe chalne par hi milta hai meel ka pathhar
aakash ko naap sake itni aukaat kiski jahaan me
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
29th May 2010, 04:59 PM
|
|
|
|
|
Banned
Offline
Posts: 134
Join Date: Feb 2010
Rep Power: 0
|
29th May 2010, 05:31 PM
aapko kya lagta hai yahan koi jung chal rahi hai
main aam insaan hun aapki tarah.. mujhe apni hadein or aaukat bhi maaloom hun
ye jami or aakash ki ladaayi hai na ki do insaano ki
aakash apni hadon ko bahut khoob jaanta hai khwahish
tujhe andaza kaise hoga tu to kabhi poori hi nahi hui
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
29th May 2010, 10:12 PM
Quote:
Originally Posted by aakash4u

Take it cool dude...... I just say a sher no more don't think about it deeply......
Aakash meiN udne ki hasrateN thik nahi
ZameeN se asmaaN ko dekhna aur baat hai
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Bahut hai nazar se ya -
30th May 2010, 07:32 AM
Bahut hai nazar se ya daulat se aukaat-e-hasti me
mai ghumaa gar waqt ke sath tu kaha rahega basti me.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
Anshumali
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
|
30th May 2010, 08:18 PM
Iss Dil Ka Kaha Maano Ek Kaam Kar Do
Ek Benaam Si Mohabbat Mere Naam Kar Do
Mere Par Faqat Itna Ehsaan Kar Do
Ek Subha Ko Milo Aur Shaam Kar Do
...............NM.............
YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...
Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...
---Naresh Mehra----
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
30th May 2010, 08:24 PM
Charaag huN bujhaoge to bhadak jaunga
Main khud hi bujh jaunga jab thak jaunga
|
|
|
|
|
Anshumali
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
|
30th May 2010, 08:31 PM
Quote:
Originally Posted by kwahish
Charaag huN bujhaoge to bhadak jaunga
Main khud hi bujh jaunga jab thak jaunga
|
Kuch andhera b zaruri hai gham-e-yaar k sath
ab diya koi na rakhe meri deewaar k sath
.............NM...........
YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...
Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...
---Naresh Mehra----
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
30th May 2010, 08:37 PM
Diye bahut jalaye dil ki chukhat mein humne
Asar usi ka lagta hai jo dil mein andhera hai
|
|
|
|
|
Banned
Offline
Posts: 134
Join Date: Feb 2010
Rep Power: 0
|
30th May 2010, 08:50 PM
roshan ki humne har mehfil kuch is kadar aakash
ragon ko jalaya khoon se apne dil ko chiraag banakar
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
30th May 2010, 08:55 PM
|
|
|
|
|
Banned
Offline
Posts: 134
Join Date: Feb 2010
Rep Power: 0
|
30th May 2010, 09:07 PM
hahahha aap sher ko sher ki tarah hi padha kijiye
humesha hi ghalat matlab nikalte ho
diljalon se hi har mehfil aabaad hoti hai khawaish
pardanashi khudko kehne wale hakikat sab jante hain
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
30th May 2010, 09:32 PM
|
|
|
|
|
Banned
Offline
Posts: 134
Join Date: Feb 2010
Rep Power: 0
|
31st May 2010, 08:24 AM
dhuaan wahin utha hai bhai jahaan aag lagti hai
anjaan the hum in ishk ke usoolon se khawaish
warna hum bhi kabhi koi baazi haare nahi the
nm
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Tum haar hi nahi sakte -
31st May 2010, 02:33 PM
Tum haar hi nahi sakte aakash koi bhi baazi
dua is jami ki har pal bas tere saath hai ye dost.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
Banned
Offline
Posts: 134
Join Date: Feb 2010
Rep Power: 0
|
31st May 2010, 06:17 PM
meri jami me wafa ki nami bahut hai ajay
haar ke bhi aakash jeet-ta rahega humesha
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Teri ye haar bhi -
31st May 2010, 10:06 PM
Teri ye haar bhi jeet se badhkar hai ye dost
meri jami ko log sambhal hi nahi pate hai .
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
1st June 2010, 01:53 AM
Bade khush hai woH mera dil ko jala kar
KahaaN jayeNge mujhse daman bacha kar
|
|
|
|
|
Banned
Offline
Posts: 134
Join Date: Feb 2010
Rep Power: 0
|
1st June 2010, 08:06 AM
jamee ke judaayi mein to aakash bhi rota hai
khwaishein jab tut-ti hain dard sab ko hota hai
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
1st June 2010, 09:14 PM
Quote:
Originally Posted by aakash4u
jamee ke judaayi mein to aakash bhi rota hai
khwaishein jab tut-ti hain dard sab ko hota hai
|
Hmmm nice thought Aakaash...........
main aapke hi sher ko apne andaaz mein kah deta huN.....
Jalta hai zameeN ka seena to aakaash bhi rota hai
Is dil ki kya kwahish hai us dil ko pata hota hai
|
|
|
|
|
Aazaad Panchi
Offline
Posts: 312
Join Date: May 2010
Location: SKY
Rep Power: 18
|
2nd June 2010, 01:25 AM
Bazaar e ishq mein kharid farokhat kare Parwaaz
Kayi din ho gaye hume naya ghusla badle huye
Faisle taqdeer ke lakeere badal nahi sakti
Eh insaan teri uske aage hargiz chal nahi sakti
Aaj tu zameen par hai kal zameen mein hoga
Maut tujhe aani hai har roz tal nahi sakti
|
|
|
|
|
Banned
Offline
Posts: 134
Join Date: Feb 2010
Rep Power: 0
|
2nd June 2010, 08:15 AM
Quote:
Originally Posted by kwahish
Hmmm nice thought Aakaash...........
main aapke hi sher ko apne andaaz mein kah deta huN.....
Jalta hai zameeN ka seena to aakaash bhi rota hai
Is dil ki kya kwahish hai us dil ko pata hota hai
|
kya baat hai khwaish bhai...
maja aa gaya
maine usse poocha: kya dhoop me baarish hoti hai?
wo hanste hanste rone laga or dhoop me baarish hone lagi
nm
Quote:
Originally Posted by Parwaazz
Bazaar e ishq mein kharid farokhat kare Parwaaz
Kayi din ho gaye hume naya ghusla badle huye
|
close to my heart
Nigaah pher kar wo bhi udaas hai ab tak
Wo bewafa to saleekay ka bewafa bi nahi
nm
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
2nd June 2010, 10:16 PM
Quote:
Originally Posted by aakash4u
|
Woh bewafaa sare rah mila bhi to aisaa mila
Saath uske aur bhi ek nayaa chehraa mila.....
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
2nd June 2010, 10:26 PM
Quote:
Originally Posted by kwahish
Woh bewafaa sare rah mila bhi to aisaa mila
Saath uske aur bhi ek nayaa chehraa mila.....
|
Faasley Aise Bhi HoonGey, Yeh Kabbhi Socha Na Thaa
Saamne Baitha Tha Mere, Aur Woh Mera Naa Thaa
NM
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
2nd June 2010, 10:52 PM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
Faasley Aise Bhi HoonGey, Yeh Kabbhi Socha Na Thaa
Saamne Baitha Tha Mere, Aur Woh Mera Naa Thaa
NM
|
Kya Baat hai dear lagta hai neend nahi aa rahi kisi ke intezar mein hia kya...
hmmm is sher ka to koi jawab nahi de paunga .... but apni hi gazal ka ek sher suna deta huN...
Woh jab bhi khawab me aati hai mudaton gharme
Mahekti rahti hai sondhisi yaar ki khushboo ........
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
2nd June 2010, 10:56 PM
Quote:
Originally Posted by kwahish
Kya Baat hai dear lagta hai neend nahi aa rahi kisi ke intezar mein hia kya...
hmmm is sher ka to koi jawab nahi de paunga .... but apni hi gazal ka ek sher suna deta huN...
Woh jab bhi khawab me aati hai mudaton gharme
Mahekti rahti hai sondhisi yaar ki khushboo ........
|
kaise ho Sameer ??
Dil main hota to mumkin tha nikal bhi jata,
Ab to woh shaks bohut door talak hai mujh main.....
nm
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
2nd June 2010, 11:02 PM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
kaise ho Sameer ??
Dil main hota to mumkin tha nikal bhi jata,
Ab to woh shaks bohut door talak hai mujh main.....
nm
|
Fine....... Aap kahiye kaisi hai... ?
Jism ki baat nahi thi unke dil tak jana tha
Lambi doori tay karne mein waqt to lagta hai.... NM
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
2nd June 2010, 11:04 PM
Quote:
Originally Posted by kwahish
Fine....... Aap kahiye kaisi hai... ?
Jism ki baat nahi thi unke dil tak jana tha
Lambi doori tay karne mein waqt to lagta hai.... NM
|
i m ok...thanx...
Mujh say har baar woh apni nazrain chura laita hai Faraz
Main nay kaghaz per bhi daikhi hain bana kar ankhain us ki
nm
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
Anshumali
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
|
2nd June 2010, 11:07 PM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
kaise ho Sameer ??
Dil main hota to mumkin tha nikal bhi jata,
Ab to woh shaks bohut door talak hai mujh main.....
nm
|
Yahan to log Saadio ko bhi Lamhon me Badalte Hain
Mera ek pal nahi Kat’tha Jahan Par tum nahi hoti
.............nm.............
YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...
Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...
---Naresh Mehra----
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
2nd June 2010, 11:29 PM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
i m ok...thanx...
Mujh say har baar woh apni nazrain chura laita hai Faraz
Main nay kaghaz per bhi daikhi hain bana kar ankhain us ki
nm
|
Nice coppy pesting.......
Use anaa ka nashaa hosh mein na rakheNga
Woh jab bhi aayeNga masti mein choor aayeNga .... NM
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
3rd June 2010, 05:21 AM
well...aap ke is sher ke jawaab me filhaal bas ek hi sher yaad aa raha hai....gaur farmaiyega...
ab use roz naa sochu to badan tut'ta hai mera,
ek umr ho gayi uski yaad ka nasha karte karte
nm
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
Banned
Offline
Posts: 134
Join Date: Feb 2010
Rep Power: 0
|
3rd June 2010, 07:41 AM
Mana ke buhut qeemti hai WAQT tera FARAZ
mager hum bhi nayab hain ye tum ne hi kaha tha
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is On
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
|