|
|
|
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Kar chuka roushan -
3rd June 2010, 04:54 PM
Kar chuka roushan aakash apni har baat mere liye
ab na pauch tu bana hai jaha me sirf jami ke liye.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
Banned
Offline
Posts: 134
Join Date: Feb 2010
Rep Power: 0
|
3rd June 2010, 05:11 PM
banke aakash bhi maine kya paa liya ajay
aaj taras raha hun main apni jami ke liye
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Khonewaale se -
3rd June 2010, 08:11 PM
khonewaale se pauchna kabhi kya khoya hai aakash
door talak ab is jami ko paane ki kwahish nahi rahi.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
3rd June 2010, 10:41 PM
Quote:
Originally Posted by ajay nidaan
khonewaale se pauchna kabhi kya khoya hai aakash
door talak ab is jami ko paane ki kwahish nahi rahi.
|
Meri KwahishoN ki ummid abtalak bhi ajay hai
Main mar ke bhi aakaash mein huN tara banker
|
|
|
|
|
Registered Guest
Offline
Posts: 263
Join Date: Mar 2009
Location: Chinchpokli bandar, khaaau gali
Rep Power: 17
|
3rd June 2010, 10:55 PM
Ajay ki khwaaisho ka kaatil hai kaun....
Ya ajay ko aakaash se mil k koi khwaish na rahi...
Aapko chuhe aur billi ki kahani sunani hai...
Jisme chuhe ne yaad dilaayi,billi ko nani hai...
lekin chuha bhool gaya tha k wo sapna tha...
aakhir me shamat to chuhe ki he aani hai :D
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
3rd June 2010, 11:31 PM
Quote:
Originally Posted by KATIL SHAYAR
Ajay ki khwaaisho ka kaatil hai kaun....
Ya ajay ko aakaash se mil k koi khwaish na rahi...
|
Oye hoye katil bahena bade dina bad aayi se.... tuhada sher to sanu samjh ke baher rahandiyaa....
Mera Qatil hi mera munsif hai
Kya mere haq mein faisla dega..... NM
|
|
|
|
|
Registered Guest
Offline
Posts: 263
Join Date: Mar 2009
Location: Chinchpokli bandar, khaaau gali
Rep Power: 17
|
4th June 2010, 12:15 PM
Meri bhi samajh nahi aaya sameer...
JAb tay hai hona katl tumhara...
To Aakhiri khwaish bhi batate jaao...
katil ho munsif ya ho shikari...
Tum apna dharm bhi nibhate jaao...
Ye to aa gaya hoga samjh me???
Aapko chuhe aur billi ki kahani sunani hai...
Jisme chuhe ne yaad dilaayi,billi ko nani hai...
lekin chuha bhool gaya tha k wo sapna tha...
aakhir me shamat to chuhe ki he aani hai :D
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Is shahar mera koi -
4th June 2010, 03:05 PM
Is shahar mera koi kaatil nahi hai aakash
ye shahar meri jami ke kaabil nahi hai.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
4th June 2010, 06:00 PM
Quote:
Originally Posted by ajay nidaan
Is shahar mera koi kaatil nahi hai aakash
ye shahar meri jami ke kaabil nahi hai.
|
yaha har mod pe kaatil khada hai yaaron,
dil ko bachaana ab mushkil bada hai yaaron.....
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Jis mod pe jhade -
4th June 2010, 08:47 PM
jis mod pe khada hai teri ada se lamha-e-kaatil
vo meri had -e-hasti tak pahuche gar hai kaabil.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
4th June 2010, 09:26 PM
Quote:
Originally Posted by ajay nidaan
jis mod pe khada hai teri ada se lamha-e-kaatil
vo meri had -e-hasti tak pahuche gar hai kaabil.
|
Gar hai kabil woh to beshak kabil nazar aayeNga
Murjha bhi jayeNga to khusbu sa bikhar jayeNga
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Teri hasti ke -
4th June 2010, 09:30 PM
Teri hasti ke khushboo bikharne ke baad
mai milta har aarzoo me sawarne ke baad.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
4th June 2010, 09:37 PM
Meri aarzoo mein jeene ki tamanna na karo Kwahish
Mujhe har roz yaad karte ho ye meri khushnaseebi hai
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Teri khushnaseebi har -
4th June 2010, 09:47 PM
Teri khushnaseebi har roz labo par thirakti hai
jaise unke chahre se koi naqub roz sarakti hai.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
4th June 2010, 10:04 PM
Quote:
Originally Posted by ajay nidaan
Teri khushnaseebi har roz labo par thirakti hai
jaise unke chahre se koi naqub roz sarakti hai.
|
Kya sadgii hai, Wallah Kya unke adaab hai
Chehraa gulaab hai aur rukh pe naqaab hai
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Maine to haath -
5th June 2010, 01:43 PM
Maine to haath badhaya tha uski taraf kwahish ke liye
uske chehare se naqub hi khech gayi numaish ke liye.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
5th June 2010, 07:34 PM
Quote:
Originally Posted by ajay nidaan
Maine to haath badhaya tha uski taraf kwahish ke liye
uske chehare se naqub hi khech gayi numaish ke liye.
|
jis chehre se hayaa ka naqab dhal jaye, Ajay
wo chehra nahi rehta pyaar ke kaabil...............
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Har chehare par naqub -
5th June 2010, 08:54 PM
Har chehare par naqub ho tere pyar ka ye lamha
ye jaruri nahi hai vo nahi raha is pyar ke kaabil.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
5th June 2010, 09:08 PM
Quote:
Originally Posted by ajay nidaan
Har chehare par naqub ho tere pyar ka ye lamha
ye jaruri nahi hai vo nahi raha is pyar ke kaabil.
|
ishq me shiddat ke liye bahut zaroori hai Ajay,
husn har waqt hayaa ke parde me mehfooz rahe..
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Hayaa ke lamhe se -
5th June 2010, 09:38 PM
Hayaa ke lamhe se husn ka intzaar karne ki kwahish hai
aaj meri nazar me bas tujhe se izahaar karne kwahish hai.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
Aazaad Panchi
Offline
Posts: 312
Join Date: May 2010
Location: SKY
Rep Power: 18
|
6th June 2010, 02:18 AM
Zindagi bhar fasal gunahon ki aabaad rahi
Ankhon me nami dil se tauba ki faryaad rahi
Aakhari baar aise miley the woh humse ke
Bhul gaye chera unka mulakhat magar yaad rahi
Faisle taqdeer ke lakeere badal nahi sakti
Eh insaan teri uske aage hargiz chal nahi sakti
Aaj tu zameen par hai kal zameen mein hoga
Maut tujhe aani hai har roz tal nahi sakti
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Tere parwaaz me mulakaa -
6th June 2010, 09:03 AM
Tere parwaaz me mulakaat ki kwahish ka vo lamha baaki hai
abhi aagaaz me mohabbat ki numaaish ka vo anjam baaki hai.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
Aazaad Panchi
Offline
Posts: 312
Join Date: May 2010
Location: SKY
Rep Power: 18
|
6th June 2010, 04:01 PM
Kaash kabi guzre lamhe laut ke aa jate
Ya fir hum bi kisike dil ki baat samaj jate
Faisle taqdeer ke lakeere badal nahi sakti
Eh insaan teri uske aage hargiz chal nahi sakti
Aaj tu zameen par hai kal zameen mein hoga
Maut tujhe aani hai har roz tal nahi sakti
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Kwahish ke lamhe zindagii -
6th June 2010, 04:22 PM
Kwahish ke lamhe zindagi ko roushan karne chale aaye
har raaste par teri parwaaz ke naye silsile chale aaye.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
Aazaad Panchi
Offline
Posts: 312
Join Date: May 2010
Location: SKY
Rep Power: 18
|
6th June 2010, 04:29 PM
Woh aaye the ghar humare mehmaan bankar
iqtiyaar jatate hai dil per mezbaan bankar
Faisle taqdeer ke lakeere badal nahi sakti
Eh insaan teri uske aage hargiz chal nahi sakti
Aaj tu zameen par hai kal zameen mein hoga
Maut tujhe aani hai har roz tal nahi sakti
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Wo aa to gaye -
6th June 2010, 04:37 PM
Wo aa to gaye tere dar pe haque jatane ke vaste
parwaaz ke kadam ne badle hai dilo ke raaste.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Muskura kar teri parwaaz -
6th June 2010, 04:55 PM
Muskura kar teri parwaaz ko salaam karte hai
shama-e-mahefil ka aagaaz tere naam karte hai.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
Aazaad Panchi
Offline
Posts: 312
Join Date: May 2010
Location: SKY
Rep Power: 18
|
6th June 2010, 05:03 PM
Lamha Lamha Shumaar Karte Hain
Hum Yeh Hi Karobaar Karte Hain
Rind Itne Gunaah Nahin Karte
Jitne Parhezgaar Karte Hain.
Faisle taqdeer ke lakeere badal nahi sakti
Eh insaan teri uske aage hargiz chal nahi sakti
Aaj tu zameen par hai kal zameen mein hoga
Maut tujhe aani hai har roz tal nahi sakti
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Rindo se kya pauchte -
6th June 2010, 05:08 PM
Rindo se kya pauchte ho vo to talabagaar hote hai
aise lamho me na jaane kitne vo gunahgaar hote hai.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
Aazaad Panchi
Offline
Posts: 312
Join Date: May 2010
Location: SKY
Rep Power: 18
|
6th June 2010, 05:21 PM
Badi bholi thi woh diwaro pe pegaam likti thi
Jab bhi likti thi khat mujhe sirf salaam likti thi
Faisle taqdeer ke lakeere badal nahi sakti
Eh insaan teri uske aage hargiz chal nahi sakti
Aaj tu zameen par hai kal zameen mein hoga
Maut tujhe aani hai har roz tal nahi sakti
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Wo har salaam me -
6th June 2010, 05:24 PM
Wo har salaam me tere naam ka paigaam likhti thi
apni hi zindagi ke rango ko sirf tere naam likhti thi.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
Aazaad Panchi
Offline
Posts: 312
Join Date: May 2010
Location: SKY
Rep Power: 18
|
6th June 2010, 05:34 PM
Humara naam to leti thi woh do hisso me bat kar
Tum kahti thi tu ho, main ko kahti thi main hu
Faisle taqdeer ke lakeere badal nahi sakti
Eh insaan teri uske aage hargiz chal nahi sakti
Aaj tu zameen par hai kal zameen mein hoga
Maut tujhe aani hai har roz tal nahi sakti
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Har kali me teri hee -
6th June 2010, 06:33 PM
Har kali me teri hee kwahish ki khusboo se milti hai
vo na jaane kin ada-e-numaaish ki aarzoo se sawarti hai.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
Aazaad Panchi
Offline
Posts: 312
Join Date: May 2010
Location: SKY
Rep Power: 18
|
6th June 2010, 09:27 PM
Khahisho se duniya aabaad nahi hoti
Dil toot jate hai per awaaz nahi hoti
Faisle taqdeer ke lakeere badal nahi sakti
Eh insaan teri uske aage hargiz chal nahi sakti
Aaj tu zameen par hai kal zameen mein hoga
Maut tujhe aani hai har roz tal nahi sakti
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Har Tukde me aawaaz -
6th June 2010, 10:16 PM
Har Tukde me aawaaz buland kar dena apni hasti ki
tootkar tarsh lenaa naye aagaaz me apni hasti ko.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
Aazaad Panchi
Offline
Posts: 312
Join Date: May 2010
Location: SKY
Rep Power: 18
|
6th June 2010, 10:24 PM
Tukda dil ka ho ke kanch ka tukda
Tukda ki shanasai tukda hi hota hai
Faisle taqdeer ke lakeere badal nahi sakti
Eh insaan teri uske aage hargiz chal nahi sakti
Aaj tu zameen par hai kal zameen mein hoga
Maut tujhe aani hai har roz tal nahi sakti
Last edited by Parwaazz; 6th June 2010 at 10:28 PM..
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Apne dil ki aawaaz -
7th June 2010, 01:51 PM
Apne dil ki aawaaz ko har tukade me buland kar
pyar ki parwaaz ke liye khud ko itna roushan kar.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
Aazaad Panchi
Offline
Posts: 312
Join Date: May 2010
Location: SKY
Rep Power: 18
|
7th June 2010, 11:20 PM
Hum Parwaaz hai be-awaaz hai bezubaan hai
Ya to apni taqdeer me qaid ya khula asman hai
Faisle taqdeer ke lakeere badal nahi sakti
Eh insaan teri uske aage hargiz chal nahi sakti
Aaj tu zameen par hai kal zameen mein hoga
Maut tujhe aani hai har roz tal nahi sakti
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Jis ki taqdeer me -
8th June 2010, 10:55 AM
Jis ki taqdeer me quid khula aasaman hai parwaaz
vo bhala kaise is jaha ki aagaaz me bezubaan hai .
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
|
8th June 2010, 02:54 PM
Chupa ker dil meiN ghamoN ka toofaan baithe haiN
Tumhare bazm meiN hum bezubaan baithe haiN..nm
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is On
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
|