|
|
|
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 124
Join Date: May 2010
Location: Junagadh, Gujarat
Rep Power: 16
|
9th June 2010, 10:00 PM
Quote:
Originally Posted by ajay nidaan
Teri jaan kisi aur ki amaanat tujhe dekh kar koi jeeta hai
mai kuch nahi use kya kahu jo roz tere zakhm seeta hai.
|
Waah Waah!!!
Jaan Ab Bachi Hi Nahi He To Kese Koi Jeeta He,,
Kho Gaye He Ab Har Zakhm Mere To Ab Koi Nahi Seeta He,,
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Mai tere har zakhm ko -
9th June 2010, 10:04 PM
Mai tere har zakhm ko sil duga apni aakho ki palak se
gar dard hua tere dil me to mout meri hogi ek jhalak se
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 124
Join Date: May 2010
Location: Junagadh, Gujarat
Rep Power: 16
|
9th June 2010, 10:09 PM
Dil Hi Nahi He Sine Me To Ab Dard Kyaa Hoga,,
Ke Tu Gar Naa Sil Saka Zakhmo Ko To Mera Kyaa Hoga,,
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Gar sil na saka tere -
9th June 2010, 10:12 PM
Gar sil na saka tere zakhm ko to mai tera dost nahi ho sakta
aur khil gaya tera dil gar fir se to mai farishta nahi ho sakta.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 124
Join Date: May 2010
Location: Junagadh, Gujarat
Rep Power: 16
|
9th June 2010, 10:21 PM
Dosti Ka Naam Na Le Ke Dost Ke Liye Har Gam Ko Bhula Du Me,,
Pyaar Se Kah Dekh Ekbaar Jeene Ko Ke Maut Ko Bhi Hara Du Me,,
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Teri mout ke raaste meri -
9th June 2010, 10:24 PM
Teri mout ke raaste meri zindagi se gujarate hai is jahan me
Tujh tak pachune kaa mai use raasta hi nahi duga is jahan me.
image par click kar ke dekhiyega
http://www.shayri.com/forums/album.php?u=43870
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 124
Join Date: May 2010
Location: Junagadh, Gujarat
Rep Power: 16
|
9th June 2010, 10:32 PM
Ke Maut To Aati He Bina Izaazat Ke,,
Dikhi Naa Aapko To Rok Paaoge Kese,,
wo aapki image dikhti hi nahi
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Ham teri dosti ki -
9th June 2010, 10:36 PM
Ham teri dosti ki rooh me base hai dosti me
gar aaye to sahi fir dekh lege use ham basti me.
image to dikh rahi hai
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 124
Join Date: May 2010
Location: Junagadh, Gujarat
Rep Power: 16
|
9th June 2010, 10:42 PM
Gar Ye Baat He To Fir Kaun Darta He Maut Se,,
To Aao Jeele Maut Se Pahle Jasn Kar Ke,,
image nahi dikhti magar ye msg aata he "This user does not have any albums to display. "
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Vo koi aur hoge jo -
9th June 2010, 10:45 PM
Vo koi aur hoge jo darte hai apni hi mout se
ham roz paalte hai zindagi ko mout ke saye me.
mai check kart hu.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
Aazaad Panchi
Offline
Posts: 312
Join Date: May 2010
Location: SKY
Rep Power: 18
|
10th June 2010, 03:57 AM
Manzil e maut e junoo hum bhi sar chadaye rakhe hai
Dard e gham o dushman hum sab ko bulaye rakhe hai
Faisle taqdeer ke lakeere badal nahi sakti
Eh insaan teri uske aage hargiz chal nahi sakti
Aaj tu zameen par hai kal zameen mein hoga
Maut tujhe aani hai har roz tal nahi sakti
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
apni parwaaz ki -
10th June 2010, 06:53 AM
Apni parwaaz ki chahat se hayat ka sila mile
Tum aagaaz to karo dekhe ru-b-ru kya mile.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 124
Join Date: May 2010
Location: Junagadh, Gujarat
Rep Power: 16
|
10th June 2010, 07:54 AM
Quote:
Originally Posted by ajay nidaan
Vo koi aur hoge jo darte hai apni hi mout se
ham roz paalte hai zindagi ko mout ke saye me.
mai check kart hu.
|
Maut Se Kaun Darta He Sirf Teri Judaii Ka Gum He,,
Khuda Bhi He Mehfil Me To Kyaa Kisi Ke Naa Hone Ka Gum He,,
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Har zindagi sawarati hai -
10th June 2010, 09:29 AM
Har zindagi sawarati hai yaha judaai ke baad
EK bandagi mahakati hai yaha tanhai ke baad.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 124
Join Date: May 2010
Location: Junagadh, Gujarat
Rep Power: 16
|
10th June 2010, 01:55 PM
Ab Kyaa Mahake Wo Murzaye Huye Fool,,
Kis Se Karu Fariyaad Ke Khuda Hi Gaye Ab Hume Bhool,,
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Aaj bhi tujh me vo -
10th June 2010, 02:28 PM
Aaj bhi tujh me vo khushboo baaki hai
Jis ke aagaaz me dil ki aarzoo baaki hai.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 124
Join Date: May 2010
Location: Junagadh, Gujarat
Rep Power: 16
|
10th June 2010, 07:13 PM
Baaki He Agar Aarzoo To Puri Kyuu Hoti Hi Nahi,,
He Agar Khushboo To Hume Kyuu Dikhti Hi Nahi,,
|
|
|
|
|
Aazaad Panchi
Offline
Posts: 312
Join Date: May 2010
Location: SKY
Rep Power: 18
|
10th June 2010, 08:03 PM
Har shay dikhe koi aisi binai kyu nahi deta, Gar hai Khuda to phir dikhai kyu nahi deta
Woh andhero ka hi musafir to nahi daag, Ujla hai to apni shanasai kyu nahi deta
Faisle taqdeer ke lakeere badal nahi sakti
Eh insaan teri uske aage hargiz chal nahi sakti
Aaj tu zameen par hai kal zameen mein hoga
Maut tujhe aani hai har roz tal nahi sakti
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 124
Join Date: May 2010
Location: Junagadh, Gujarat
Rep Power: 16
|
10th June 2010, 08:16 PM
Dikhe He Khuda Magar Tumhari Aankhen Hi Nahi Khuli Hogii,,
Ho Gaya Kab Ka Ujala Parwaazz Magar Tumhari Raat Hi Nahi Dhali Hogii,,
|
|
|
|
|
Aazaad Panchi
Offline
Posts: 312
Join Date: May 2010
Location: SKY
Rep Power: 18
|
10th June 2010, 08:46 PM
Uske fakhat saaye se manzar ke manzar aise badal jate
Uske noor ki tapish me pathar bhi mom se pigal jate
Faisle taqdeer ke lakeere badal nahi sakti
Eh insaan teri uske aage hargiz chal nahi sakti
Aaj tu zameen par hai kal zameen mein hoga
Maut tujhe aani hai har roz tal nahi sakti
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Uski tapish me -
10th June 2010, 09:06 PM
Uski tapish me pighalne waale patthar kya baat kare
Aise junoon rkhane waale muqqdar ki kya baat kare.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
Aazaad Panchi
Offline
Posts: 312
Join Date: May 2010
Location: SKY
Rep Power: 18
|
10th June 2010, 09:18 PM
Kismat taqdeer muqaddar ka yakeen
Tutega aina hume hai pathar ka yakeen
Faisle taqdeer ke lakeere badal nahi sakti
Eh insaan teri uske aage hargiz chal nahi sakti
Aaj tu zameen par hai kal zameen mein hoga
Maut tujhe aani hai har roz tal nahi sakti
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Har tukade me hoga -
10th June 2010, 09:23 PM
Har tukade me hoga sirf teri ek parwaaz ka yakin
mai aagaaz hu tera jis me hoga andaaz ka yakin.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
Aazaad Panchi
Offline
Posts: 312
Join Date: May 2010
Location: SKY
Rep Power: 18
|
10th June 2010, 09:31 PM
Kis par yakeen karu har shajar dil chaha safar nahi deta
Rah batata hai har shaks par beghar ko koi ghar nahi deta
Faisle taqdeer ke lakeere badal nahi sakti
Eh insaan teri uske aage hargiz chal nahi sakti
Aaj tu zameen par hai kal zameen mein hoga
Maut tujhe aani hai har roz tal nahi sakti
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Aazaad panchi hokar -
10th June 2010, 09:39 PM
Aazaad panchi hokar aashiyaane kee talash karte ho
apne yakin ki falak par tum kaisi kwahish talash karte ho.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
Aazaad Panchi
Offline
Posts: 312
Join Date: May 2010
Location: SKY
Rep Power: 18
|
10th June 2010, 09:50 PM
Aazaadi e Parwaaz kahaa muqarrar hai umar bhar
Har mod pe shikaari hai, Yehi jaise dunya dari hai
Faisle taqdeer ke lakeere badal nahi sakti
Eh insaan teri uske aage hargiz chal nahi sakti
Aaj tu zameen par hai kal zameen mein hoga
Maut tujhe aani hai har roz tal nahi sakti
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Maana ki ye muqarrar nahi -
10th June 2010, 09:59 PM
Maana ki ye muqarrar nahi hai umar bhar ke aagaaz ke liye
lekin teri nazar ke dayre me duniya simat jaati parwaaz ke liye.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
Aazaad Panchi
Offline
Posts: 312
Join Date: May 2010
Location: SKY
Rep Power: 18
|
10th June 2010, 10:08 PM
Hadde aur sarhade hum Parwaazon ke liye nahi
Dayron mein nahi jite hai dayre banane wale
Faisle taqdeer ke lakeere badal nahi sakti
Eh insaan teri uske aage hargiz chal nahi sakti
Aaj tu zameen par hai kal zameen mein hoga
Maut tujhe aani hai har roz tal nahi sakti
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Banaane waale hi simat jaate hai -
10th June 2010, 10:12 PM
Banaane waale hi simat jaate hai apne hi dayron me aksar
zindagi utha deti kai sawaal har nai parwaazon me aksar.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
Aazaad Panchi
Offline
Posts: 312
Join Date: May 2010
Location: SKY
Rep Power: 18
|
10th June 2010, 10:19 PM
Uththe kadam to rokna, phunk phunk kar chalna
Meri fitrat mein nahi Parwaaz kisi se jhut bolna
Faisle taqdeer ke lakeere badal nahi sakti
Eh insaan teri uske aage hargiz chal nahi sakti
Aaj tu zameen par hai kal zameen mein hoga
Maut tujhe aani hai har roz tal nahi sakti
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Duniya ke rang me dhal kar -
10th June 2010, 10:23 PM
Duniya ke rang me dhal kar apni parwaaz bachaye rakhna
Mai sach banke zameer pe aau ye aagaaz bachaye rakhna.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
Aazaad Panchi
Offline
Posts: 312
Join Date: May 2010
Location: SKY
Rep Power: 18
|
10th June 2010, 10:40 PM
Hum intehaa tay kar lete hai aagaaz ke pahele
Hawa ka rukh bhaap lete hai parwaaz ke pahele
Faisle taqdeer ke lakeere badal nahi sakti
Eh insaan teri uske aage hargiz chal nahi sakti
Aaj tu zameen par hai kal zameen mein hoga
Maut tujhe aani hai har roz tal nahi sakti
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Meri parwaaz tere hawa -
10th June 2010, 10:48 PM
Meri parwaaz tere hawa ke rukh ki mohataaz nahi
mai aagaaz hu waqt ke sar par rakha hua taaz hu.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 124
Join Date: May 2010
Location: Junagadh, Gujarat
Rep Power: 16
|
11th June 2010, 08:01 AM
Har Waqt Ke Aagaaz Ko Mod Ne Ka Hosala Rakhata Hu,,
Na Ho Taqdeer Me To Kyaa Khud Hi Nayi Laqeer Khichta Hu,,
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Tum mod dena -
11th June 2010, 08:12 AM
Tum mod dena mere har waqt ke aagaaz ko jaha me
Har baar isi bahane se meri taqdeer to badal jayegi.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
Last edited by ajay nidaan; 11th June 2010 at 08:15 AM..
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
11th June 2010, 08:16 AM
Quote:
Originally Posted by Ravi"Jaalim"
Har Waqt Ke Aagaaz Ko Mod Ne Ka Hosala Rakhata Hu,,
Na Ho Taqdeer Me To Kyaa Khud Hi Nayi Laqeer Khichta Hu,,
|
kya baat hai aap bhi bahut khoob likhte ho.very good
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 124
Join Date: May 2010
Location: Junagadh, Gujarat
Rep Power: 16
|
11th June 2010, 08:20 AM
Taqdeer Badal Ke Ab Karoge Bhi Kyaa,,
Har Taqdeer Me Purani Laqeer Hi Paaoge,,
bura mat maananaa jo man me aaya wo likhta huu,,
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 124
Join Date: May 2010
Location: Junagadh, Gujarat
Rep Power: 16
|
11th June 2010, 08:21 AM
Quote:
Originally Posted by ajay nidaan
kya baat hai aap bhi bahut khoob likhte ho.very good
|
Jee aapka Bahot Bahot Sukriya Sir,, Very Gud Morning Sir
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Gar purani laqeer -
11th June 2010, 08:28 AM
Gar purani laqeer me haalaat naye ho jaaye
to fir aaj hi kyon na ye taqdeer badal jaaye.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 124
Join Date: May 2010
Location: Junagadh, Gujarat
Rep Power: 16
|
11th June 2010, 10:34 AM
Kho Jaaoge Kahi Ke Badalti Taqdeer Se Kuch Nahi Milega,,
Bhoologe Purane Zakhm Ko To Kyaa Nayi Taqdeer Me Bhi Wahi Milega,,
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is On
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
|