|
|
|
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Har baar paana -
11th June 2010, 10:43 AM
Har baar paana hi sab kuch nahi hota hai dost
kabhi khokar bhi insaan bahut kuch paa leta hai.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 124
Join Date: May 2010
Location: Junagadh, Gujarat
Rep Power: 16
|
11th June 2010, 11:23 AM
Gar Khona Hi He Kuch To Paakar Kyaa Karna He,,
Kho Kar Bhi Bhala Insaan Kyu Khush Nahi Hota He,,
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Paane ke liye zindagi ne -
11th June 2010, 12:05 PM
Paane ke liye zindagi ne itne ehasaas mujhe diye hai
ab to teri dosti ke itne kareb ke viswaas mujhe diye hai.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 124
Join Date: May 2010
Location: Junagadh, Gujarat
Rep Power: 16
|
11th June 2010, 01:17 PM
Kareebee Duree Ka Fark Humne Kabhi Rakhkhaa Hi Nahi,,
He Shayad Zindagi Mujhse Alag Ke Uska Ehasaas Hota Hi Nahi,,
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Zindagi to roz ek -
11th June 2010, 01:31 PM
Zindagi to roz ek naye ehasaas se ru-b-ru karti hai
Iski haqqikat to aaine ke saamne aake sawarti hai.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 124
Join Date: May 2010
Location: Junagadh, Gujarat
Rep Power: 16
|
11th June 2010, 01:38 PM
Har Roz Kaha Khushiyon Ka Basera Rahataa He,,
Ke Ek Din To Zindagi Ko Bhi Maut Bananaa Padataa He,,
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Ham to zindagi ko us sar-e-aasmaa -
11th June 2010, 01:42 PM
Ham to zindagi ko us sar-e-aasmaa par rakhte hai
jara mout bhi kadam rakhane se pahle sochati hai .
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 124
Join Date: May 2010
Location: Junagadh, Gujarat
Rep Power: 16
|
11th June 2010, 02:03 PM
Rakho Unche Zindagi Ko Jitni Magar Wo Qayaamat Se Niche Hi Rahi,,
Aa Jaaye Maut To Bhi Kyaa Ke Zindagi Zannat Se Niche Hi Rahi,,
abhi izzazat AjaySir,, me ab 10-15 din online nahi ho paaunga,, exam hone ki wajah se out of city hu,, Fir Milenge,, Good Day,,
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Ye dost tere jaane -
11th June 2010, 03:21 PM
Ye dost tere jaane ka mujhko bahut gam hotaa hai
Judaai ke palo har rishta aakho se nam hotaa hai.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 124
Join Date: May 2010
Location: Junagadh, Gujarat
Rep Power: 16
|
11th June 2010, 04:28 PM
Likhaa He Jab Taqdeer Me Jaana To Use Kaun Rok Sakataa he,,
Aur Likhi Taqdeeron Ko Bhalaa Kaun Badal Sakataa He,,
okk AjaySir 12-15 din ke baad milunga,,good bye,,
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Banaa hai silsila apni dosti ka -
11th June 2010, 08:34 PM
Banaa hai silsila apni dosti ka
safar dekhate hai teri hasti ka.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 124
Join Date: May 2010
Location: Junagadh, Gujarat
Rep Power: 16
|
12th June 2010, 06:44 PM
He Baat Agar Dosti Ki To Meri Hasti Nahi Alag Teri Hasti Se,,
Ke Ab To Manzil Mil Gayi Safar Se Pahle Teri Dosti Se,,
Agar kuch galat likh jaaye to batana mujhe Sirji,,
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Ham jaante hai -
12th June 2010, 08:55 PM
Ham jaante hai ahameyat rishto kee khaatir
ham jeete hai insaaniyat aur dosti ki khaatir.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
12th June 2010, 08:58 PM
Quote:
Originally Posted by Ravi
He Baat Agar Dosti Ki To Meri Hasti Nahi Alag Teri Hasti Se,,
Ke Ab To Manzil Mil Gayi Safar Se Pahle Teri Dosti Se,,
Agar kuch galat likh jaaye to batana mujhe Sirji,,
|
Bahut hi aacha excellent dear kya khoob likhte ho
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
13th June 2010, 01:29 AM
Quote:
Originally Posted by ajay nidaan
Ham jaante hai ahameyat rishto kee khaatir
ham jeete hai insaaniyat aur dosti ki khaatir.
|
Rishte dosti sab bekaar ki baateN hai
Waqt badalte hi ahsaas badal jate hai
.............................
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Ehasaas aur waqt badal -
13th June 2010, 08:08 AM
Ehasaas aur waqt badal jaane se sab log nahi badal jaate
Jara sambhal ja sab ko ek jaisi soch me rakhane waale.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
13th June 2010, 02:33 PM
Quote:
Originally Posted by ajay nidaan
Ehasaas aur waqt badal jaane se sab log nahi badal jaate
Jara sambhal ja sab ko ek jaisi soch me rakhane waale.
|
dil tut kar ab toh pighal chuka hai maum ki tarah
humne log badalte dekha hai mausam ki tarah
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Jab tak tutega nahi tab -
13th June 2010, 02:49 PM
Jab tak tutega nahi tab tak naya banega bhi nahi
jo tute hai vo badal gaye jo tuta nahi badalega kaise.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
Aazaad Panchi
Offline
Posts: 312
Join Date: May 2010
Location: SKY
Rep Power: 18
|
13th June 2010, 02:50 PM
Gila vukt sey humney kiya Parwaaz
kyu aawaaz meri shikayat ban gayi
Faisle taqdeer ke lakeere badal nahi sakti
Eh insaan teri uske aage hargiz chal nahi sakti
Aaj tu zameen par hai kal zameen mein hoga
Maut tujhe aani hai har roz tal nahi sakti
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
13th June 2010, 02:56 PM
Quote:
Originally Posted by ajay nidaan
Jab tak tutega nahi tab tak naya banega bhi nahi
jo tute hai vo badal gaye jo tuta nahi badalega kaise.
|
hai khwabon khayalon kitabon ki baate
bhala tut kar cheez koi judi hai.....not mine
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Tutne waale hi -
13th June 2010, 03:07 PM
Tutne waale hi tarash liye jaate hai waqt ke saath
aur jodne waale dekh lete hai har shisha -e-dil ko.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
13th June 2010, 03:11 PM
Quote:
Originally Posted by ajay nidaan
Tutne waale hi tarash liye jaate hai waqt ke saath
aur jodne waale dekh lete hai har shisha -e-dil ko.
|
koi sheesha tute toh badi awaaz hoti hai
dil tutne ki kambakt sadha nahi aati.........not mine
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Kab tak tum bacha paaoge -
13th June 2010, 03:16 PM
Kab tak tum bacha paaoge auro se apna ye shisha-e-dil
yaha har roz zamaane me tut jate hai haya se shisha-e-dil.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
13th June 2010, 03:26 PM
Quote:
Originally Posted by ajay nidaan
Kab tak tum bacha paaoge auro se apna ye shisha-e-dil
yaha har roz zamaane me tut jate hai haya se shisha-e-dil.
|
rakh di bazaar mein humne apna yeh tuta dil
jag hasayi, bebasi aur rusvayi hi hai haasil
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Gar rakh de bazaar -
13th June 2010, 03:29 PM
Gar rakh de bazaar me mere ye dost ka dil
Tarash ke rakh denge ham teri hasti ka dil.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
Anshumali
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
|
13th June 2010, 03:37 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
rakh di bazaar mein humne apna yeh tuta dil
jag hasayi, bebasi aur rusvayi hi hai haasil
|
Tu'te hue dil bazaar me kaha biikte hai
Mohabbat ke zhakhm khud pe hanste hai....
YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...
Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...
---Naresh Mehra----
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
13th June 2010, 03:37 PM
Quote:
Originally Posted by ajay nidaan
Gar rakh de bazaar me mere ye dost ka dil
Tarash ke rakh denge ham teri hasti ka dil.
|
kya milnge hume dost koi is bhari mehafil
aaj tak toh mile hai raahon mein bas katil
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Sachhi dosti milne ki umeed -
13th June 2010, 03:42 PM
Sachhi dosti milne ki umeed nahi rakhti hai
Aur har raah me katil hi mile jaruri to nahi.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
13th June 2010, 03:48 PM
Quote:
Originally Posted by ajay nidaan
Sachhi dosti milne ki umeed nahi rakhti hai
Aur har raah me katil hi mile jaruri to nahi.
|
dost ban kar mile hai humse aaj tak zamane mein sirf chalne wale
tut gaye saare sapne jo kabhi the mere ankhon mein palne wale
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Tumhe dost mile hee nahi -
13th June 2010, 04:00 PM
Tumhe dost mile hee nahi dosti ko nibhane waale
Maine dushman ko dost banaya hai banane waale.
Dost banaye nahi jaate unki pahchaan ki jati hai.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
13th June 2010, 04:03 PM
Quote:
Originally Posted by ajay nidaan
Tumhe dost mile hee nahi dosti ko nibhane waale
Maine dushman ko dost banaya hai banane waale.
Dost banaye nahi jaate unki pahchaan ki jati hai.
|
dekhe hume naseeb se ab apne kya mile
ab tak toh jo bhi dost mile bewafa mile...not mine
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Teri har dard par mai hazaar -
13th June 2010, 04:12 PM
Teri har dard par mai hazaar baar kurbaan karu du ye dosti
aaj badal denge surat -e-wafaa ki balidaan kar du ye dosti.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
13th June 2010, 04:16 PM
Quote:
Originally Posted by ajay nidaan
Teri har dard par mai hazaar baar kurbaan karu du ye dosti
aaj badal denge surat -e-wafaa ki balidaan kar du ye dosti.
|
mile the kuch dost hume bhi dosti ka dum bharne wale
rusva kar gaye wafa ko vo dost humse dosti karne wale
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Ve log hi the rang badal kar -
13th June 2010, 04:21 PM
Ve log hi the rang badal kar dosti ko badanam karne waale
abhi tumhe dost mile nahi hai saachi dosti pe mit jaanewaale.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
13th June 2010, 04:26 PM
Quote:
Originally Posted by ajay nidaan
Ve log hi the rang badal kar dosti ko badanam karne waale
abhi tumhe dost mile nahi hai saachi dosti pe mit jaanewaale.
|
log milte hai kitne hi zamane mein rag badal badal kar
hum hi na chal sake raah-e-zindagi mein sambhal kar
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Tere har kadmo ke -
13th June 2010, 04:30 PM
Tere har kadmo ke neeche mere yakin ke haath hoge
raah-e-zindagi me umeed kee tarah tere saath hoge.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
13th June 2010, 04:44 PM
Quote:
Originally Posted by ajay nidaan
Tere har kadmo ke neeche mere yakin ke haath hoge
raah-e-zindagi me umeed kee tarah tere saath hoge.
|
na tha ilm karenge vo dhoka jinhone yakin ka haath milaya tha
sare bazaar rusva kar jayenge jinhone kadam saath badhaya tha
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Loquacious Adonis
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Sep 2008
Location: ......
Rep Power: 24
|
13th June 2010, 04:46 PM
Shayad mein zindagi ki saher le key aagaya
Kaatil ko aaj apne hi ghar ley key aagaya...........
nm
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Mai yakin ke haath milata -
13th June 2010, 04:49 PM
Mai yakin ke haath milata nahi use buland kar deta hu dilo me
fir umeed bankar rahta hu saath-2 bina rusva kiye mushkilo me.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
13th June 2010, 04:55 PM
Quote:
Originally Posted by ajay nidaan
Mai yakin ke haath milata nahi use buland kar deta hu dilo me
fir umeed bankar rahta hu saath-2 bina rusva kiye mushkilo me.
|
dilon mein basne waale hi dil bedardi se tod jaate hai
tute huwe dil ka ehsaas ashqon mein chhod jaate hai
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is On
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
|