Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Dharati Aur Sooraj
Old
  (#1)
Firoz Sayyad
Registered User
Firoz Sayyad is just really niceFiroz Sayyad is just really niceFiroz Sayyad is just really niceFiroz Sayyad is just really nice
 
Offline
Posts: 114
Join Date: Jul 2006
Location: Jeddah, Saudi Arabia
Rep Power: 21
Dharati Aur Sooraj - 1st September 2010, 12:29 PM

Naukri ke baad, ab shadi ki tayyariya shuru ho jati hain. Woh arrange marriage ho ya fir love marriage. Maza kuch aur hi hota hain, ek naye bandhan aur rishtomein aadmi ab batnewala hain.

Heena rang la rahi hain, hotonki lali chad rahi hain
eshk kah raha hain, pata nahi hateliko kab tak taqta rahoonga...
waqt ka koyee pata nahi, ise dinmein naap lo kabhi bus kuch palmein...

Jindagi ek ajubese kam nahi, jise aajtak koyee samaz payahi nahi
Dosti, pyar, mohabbatbhi kisi ajubese kam nahi
kahte hain pyar kabhi kiya jata nahi, woh ho jaata hain
ashik parwanese hain, shamaki or bewajah khiche ja rahe hain...
shamato wahi hain aur waise hee hain, ratke sayemein chotisi roshni bankar
uske ahamiyat ki koyee keematbhi nahi....
ratmein ankhoko saharasa jaroori hain, kuch fasle naapneke liye
kyonki..... yeha deen to nikalnahi hain, jaise raat ho chuki thi
fir wahi raatka besabri se intajar... wahabhi kabtak chalna padenga
jaise raatmein chandkobhi to chalte dekha hain...
chand roshan hain aur sitarebhi...
roshni ka to sabhiko pata hain, sirf aankh kuch dekhti hai to dil kuch....


Main Jindagi hoon teri,
tuzhe pata nahin.
Tum taqdir hon meri,
mujhe khabar nahin.
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com