Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
~Ajeeb Larki~
Old
  (#1)
Rani Aflatoon
Registered User
Rani Aflatoon will become famous soon enough
 
Rani Aflatoon's Avatar
 
Offline
Posts: 178
Join Date: May 2009
Location: Kisi Ke Ehsaas Main
Rep Power: 16
~Ajeeb Larki~ - 20th May 2009, 11:39 AM



Ajeeb larki hoon khud ko jalana chahti hoon
Main khud ko rakh kar ke kahin bhool jana chahti hoon

Mere naseeb ki khushiyan bhi kab mili mujh ko
Bas ab to umer bhar aansoo bhahana chahti hoon

Najane kitni Mohabbat hai ranj-o-gham se mujhe..
Koi bhi dard ho dil main chupana chahti hoon


Jise ek umer dil main chupa ke rakha hai..
Woh raaz aaj main sab ko batana chahti hoon


Wahi hai yaad jo acha kaha hai logon ne..
Baqi sare sitam bhool jana chahti hoon


Mujhe zamane ne pather samaj liya hai..
Main ek larki hoon sab ko batana chahti hoon


Jo mujhse rooth chuki hain zamane ki khushiyan..
Toh main bhi un khushiyon se rooth jana chahti hoon


Tu apne Dil ke har ek dar ko khool de..
Main dard ban kar tere dil main aana chahti hoon.
_NM_


[IMG][/IMG]
  Send a message via Yahoo to Rani Aflatoon Send a message via MSN to Rani Aflatoon  
Reply With Quote
Old
  (#2)
TheDemonPrince
The Demon Prince
TheDemonPrince is a splendid one to beholdTheDemonPrince is a splendid one to beholdTheDemonPrince is a splendid one to beholdTheDemonPrince is a splendid one to beholdTheDemonPrince is a splendid one to beholdTheDemonPrince is a splendid one to beholdTheDemonPrince is a splendid one to beholdTheDemonPrince is a splendid one to behold
 
TheDemonPrince's Avatar
 
Offline
Posts: 295
Join Date: Nov 2008
Location: Germany
Rep Power: 25
20th May 2009, 08:06 PM

Mere naseeb ki khushiyan bhi kab mili mujh ko
Bas ab to umer bhar aansoo bhahana chahti hoon

Najane kitni Mohabbat hai ranj-o-gham se mujhe..
Koi bhi dard ho dil main chupana chahti hoon

Mujhe zamane ne pather samaj liya hai..
Main ek larki hoon sab ko batana chahti hoon

ye lines mujhe acche lage..

Keep going..


Main toh kab ka marr chuka hoon,
Zinda hai ye Jism mera,
Ki koi phir apni Mohabbat se,
Jeene ki nayi wajah de dein...
The Demon Prince...

   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Rani Aflatoon
Registered User
Rani Aflatoon will become famous soon enough
 
Rani Aflatoon's Avatar
 
Offline
Posts: 178
Join Date: May 2009
Location: Kisi Ke Ehsaas Main
Rep Power: 16
20th May 2009, 09:23 PM

thank you so much
demon prince ji


[IMG][/IMG]
  Send a message via Yahoo to Rani Aflatoon Send a message via MSN to Rani Aflatoon  
Reply With Quote
Old
  (#4)
fezan
Registered User
fezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud of
 
fezan's Avatar
 
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 26
20th July 2009, 03:22 PM

Achhi poem hai
Thanks for sharing

Apka dost
Fezan


.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye
Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
20th July 2009, 06:22 PM

Rani ji..........nazm ke sabhi sher ache lage ..........ehsaas bahut khubsurat hai.......
aur kaise hai aap......kaha busy ho aaj kal.........




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----

Last edited by naresh_mehra110; 20th July 2009 at 06:28 PM..
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#6)
aqs
aqs
aqs is just really niceaqs is just really niceaqs is just really niceaqs is just really nice
 
aqs's Avatar
 
Offline
Posts: 40
Join Date: Dec 2007
Location: mumbai
Rep Power: 0
Thumbs up 20th July 2009, 07:20 PM

very nice
dubara aisi hi nazam sunna chahta hoon

hum ne tu chaha bahut ghazal rubayi aur shyar ka likhna
magar jo nazm bhi likhi tu woh marsiye main tabdeel ho gayi


AQS
  Send a message via Yahoo to aqs  
Reply With Quote
Old
  (#7)
Rani Aflatoon
Registered User
Rani Aflatoon will become famous soon enough
 
Rani Aflatoon's Avatar
 
Offline
Posts: 178
Join Date: May 2009
Location: Kisi Ke Ehsaas Main
Rep Power: 16
21st July 2009, 03:58 AM

Quote:
Originally Posted by fezan View Post
Achhi poem hai
Thanks for sharing

Apka dost
Fezan
thank u so much
fezan ji
ke aapne hamari sharing
ke upar reply dena zaruri samjha
thanx alot


[IMG][/IMG]
  Send a message via Yahoo to Rani Aflatoon Send a message via MSN to Rani Aflatoon  
Reply With Quote
Old
  (#8)
Rani Aflatoon
Registered User
Rani Aflatoon will become famous soon enough
 
Rani Aflatoon's Avatar
 
Offline
Posts: 178
Join Date: May 2009
Location: Kisi Ke Ehsaas Main
Rep Power: 16
21st July 2009, 04:01 AM

Quote:
Originally Posted by aqs View Post
very nice
dubara aisi hi nazam sunna chahta hoon

hum ne tu chaha bahut ghazal rubayi aur shyar ka likhna
magar jo nazm bhi likhi tu woh marsiye main tabdeel ho gayi
thank you
very much aqs ji
reply dene ka
aapke chahat ke liye zarur dobara koshish karenge


[IMG][/IMG]
  Send a message via Yahoo to Rani Aflatoon Send a message via MSN to Rani Aflatoon  
Reply With Quote
Old
  (#9)
Rani Aflatoon
Registered User
Rani Aflatoon will become famous soon enough
 
Rani Aflatoon's Avatar
 
Offline
Posts: 178
Join Date: May 2009
Location: Kisi Ke Ehsaas Main
Rep Power: 16
21st July 2009, 04:04 AM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
Rani ji..........nazm ke sabhi sher ache lage ..........ehsaas bahut khubsurat hai.......
aur kaise hai aap......kaha busy ho aaj kal.........
pehle toh aapka bohot
shukriya ke aap ne
hamari sharing ko pasand ki
humne toh site chorne ka faisla kiya tah
naresh ji msg bhi kiya tah shayad
kisi ne dekha nahin
anyways
asal main hamare
papa ka 13 june ko inteqaal ho gaya tah
yahi wajha tih hamari busy rehne ka


[IMG][/IMG]
  Send a message via Yahoo to Rani Aflatoon Send a message via MSN to Rani Aflatoon  
Reply With Quote
Old
  (#10)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
21st July 2009, 08:12 AM

Quote:
Originally Posted by Rani Aflatoon View Post
pehle toh aapka bohot
shukriya ke aap ne
hamari sharing ko pasand ki
humne toh site chorne ka faisla kiya tah
naresh ji msg bhi kiya tah shayad
kisi ne dekha nahin
anyways
asal main hamare
papa ka 13 june ko inteqaal ho gaya tah
yahi wajha tih hamari busy rehne ka
Rani ji.........aap se yeh dukhad samachar sunkar mujhe bhi bada kasth hua......yeh jeevan ki niyati hai........insaan yahi aake haar jata hai.......parmatma aapko aur aapke parivaar ko iss dukh ko sehne shakti de.......aur aapke papa ji aatma ko sat gati....main aapke iss dukh ke saath hu....




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#11)
Pulkit_gupta
Humanity
Pulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant future
 
Offline
Posts: 6,227
Join Date: Aug 2003
Location: Delhi
Rep Power: 42
21st July 2009, 03:08 PM

Quote:
Originally Posted by Rani Aflatoon View Post


Ajeeb larki hoon khud ko jalana chahti hoon
Main khud ko rakh kar ke kahin bhool jana chahti hoon

Mere naseeb ki khushiyan bhi kab mili mujh ko
Bas ab to umer bhar aansoo bhahana chahti hoon

Najane kitni Mohabbat hai ranj-o-gham se mujhe..
Koi bhi dard ho dil main chupana chahti hoon


Jise ek umer dil main chupa ke rakha hai..
Woh raaz aaj main sab ko batana chahti hoon


Wahi hai yaad jo acha kaha hai logon ne..
Baqi sare sitam bhool jana chahti hoon


Mujhe zamane ne pather samaj liya hai..
Main ek larki hoon sab ko batana chahti hoon


Jo mujhse rooth chuki hain zamane ki khushiyan..
Toh main bhi un khushiyon se rooth jana chahti hoon


Tu apne Dil ke har ek dar ko khool de..
Main dard ban kar tere dil main aana chahti hoon.
_NM_
Hello,

Bayaani bahut achhi hai... khoobsurat nageena dhoond kar laayi hain aap... haan ehsaasaat poori tarah pasand nahin aaye mujhe...kisi ke mann me bhi khud ko jalaane ka khayal nahin aana chaahiye...

Khair... app is khoobsurat ghzal ko dhoond kar laayin, iske liye shukriya... aage bhi aise nagine laati rahiyega...


Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai
  Send a message via Yahoo to Pulkit_gupta  
Reply With Quote
Old
  (#12)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
21st July 2009, 08:17 PM

Raani jee,

abhi aap ke post se pata chala ki 13th june ko aap ke pita jee ka intakaal ho gaya.. yeh sun kar behad dukh huaa.. is dukh ki ghadi me.n hamaari sambedanaaye.n aap ke saath hai. ooparwaale se binati hai ki, woh aap ke pitajii ki aatma ko shanti de aur aap ke parivaar ko yeh dukh sahne ki aur is se ubarne ki shakti de...

aap bhi apna khayaal rakhiye..

mayank
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#13)
Rani Aflatoon
Registered User
Rani Aflatoon will become famous soon enough
 
Rani Aflatoon's Avatar
 
Offline
Posts: 178
Join Date: May 2009
Location: Kisi Ke Ehsaas Main
Rep Power: 16
23rd July 2009, 08:56 AM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
Rani ji.........aap se yeh dukhad samachar sunkar mujhe bhi bada kasth hua......yeh jeevan ki niyati hai........insaan yahi aake haar jata hai.......parmatma aapko aur aapke parivaar ko iss dukh ko sehne shakti de.......aur aapke papa ji aatma ko sat gati....main aapke iss dukh ke saath hu....

thank u so much naresh ji
aapka saath bas yunhi bana rahe
bas aap sab ki duaao ki zarurat hai


[IMG][/IMG]
  Send a message via Yahoo to Rani Aflatoon Send a message via MSN to Rani Aflatoon  
Reply With Quote
Old
  (#14)
Rani Aflatoon
Registered User
Rani Aflatoon will become famous soon enough
 
Rani Aflatoon's Avatar
 
Offline
Posts: 178
Join Date: May 2009
Location: Kisi Ke Ehsaas Main
Rep Power: 16
23rd July 2009, 08:58 AM

Quote:
Originally Posted by Pulkit_gupta View Post
Hello,

Bayaani bahut achhi hai... khoobsurat nageena dhoond kar laayi hain aap... haan ehsaasaat poori tarah pasand nahin aaye mujhe...kisi ke mann me bhi khud ko jalaane ka khayal nahin aana chaahiye...

Khair... app is khoobsurat ghzal ko dhoond kar laayin, iske liye shukriya... aage bhi aise nagine laati rahiyega...
ji zarur aage bhi koshish karenge ke
aise hi khubsuart gazal dhund kar laane ki
n thanx reply dene ka


[IMG][/IMG]
  Send a message via Yahoo to Rani Aflatoon Send a message via MSN to Rani Aflatoon  
Reply With Quote
Old
  (#15)
Rani Aflatoon
Registered User
Rani Aflatoon will become famous soon enough
 
Rani Aflatoon's Avatar
 
Offline
Posts: 178
Join Date: May 2009
Location: Kisi Ke Ehsaas Main
Rep Power: 16
23rd July 2009, 09:00 AM

Quote:
Originally Posted by Mayank View Post
Raani jee,

abhi aap ke post se pata chala ki 13th june ko aap ke pita jee ka intakaal ho gaya.. yeh sun kar behad dukh huaa.. is dukh ki ghadi me.n hamaari sambedanaaye.n aap ke saath hai. ooparwaale se binati hai ki, woh aap ke pitajii ki aatma ko shanti de aur aap ke parivaar ko yeh dukh sahne ki aur is se ubarne ki shakti de...

aap bhi apna khayaal rakhiye..

mayank
thank u so much mayank ji
ke aap ne is dukh main hamara saath
diya bas aap sab ka yunhi saath bana rahe
toh zarur dard halka ho jayega
bas aap sab se ek guzarish hai ke aap sab hamari mom ki liye dua kare


[IMG][/IMG]
  Send a message via Yahoo to Rani Aflatoon Send a message via MSN to Rani Aflatoon  
Reply With Quote
Old
  (#16)
Albela Sajan
Registered User
Albela Sajan has a spectacular aura aboutAlbela Sajan has a spectacular aura about
 
Albela Sajan's Avatar
 
Offline
Posts: 57
Join Date: Jul 2009
Location: Mumbai
Rep Power: 16
23rd July 2009, 11:43 AM

Wonderful composition Rani,
very well composed and exhibitted.
aap sachmuch daad k kabil hain....
keep it up and keep entertaining us byt ur golder words.
Take Care.


Mohabbat ki raahon mein chalna sambhal ke
Yahan jo bhi aaya...gaya haath mal ke..!

Log kehte hain Sher kehta hun .
Apne Zhakhmon se khelta hoon main!!!

Albela Sajan
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
Rani Aflatoon
Registered User
Rani Aflatoon will become famous soon enough
 
Rani Aflatoon's Avatar
 
Offline
Posts: 178
Join Date: May 2009
Location: Kisi Ke Ehsaas Main
Rep Power: 16
25th July 2009, 03:58 AM

Quote:
Originally Posted by Albela Sajan View Post
Wonderful composition Rani,
very well composed and exhibitted.
aap sachmuch daad k kabil hain....
keep it up and keep entertaining us byt ur golder words.
Take Care.
thank u very much
albela sajan ji
thanx alot


[IMG][/IMG]
  Send a message via Yahoo to Rani Aflatoon Send a message via MSN to Rani Aflatoon  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Ajeeb larki hoon silent-tears Shayri-e-Dard 0 23rd February 2008 08:36 PM
Dareeche Se Jhankti Wo Larki Ajeeb Dukh Se Bhari Hui He, moon Shayri-e-Ishq 0 4th October 2006 01:01 PM
haan ajeeb logon ka yeh, ajeeb sa shaher hai Zeba Shayri-e-Dard 1 25th August 2005 02:53 PM
Aak Larki Bint_e_Khalid Aapki Shayri 0 22nd May 2005 10:35 PM
Ajeeb Larki Hoon mohammed Shayri-e-Ishq 2 2nd April 2005 11:08 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com