Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Hotaa agar main Aainaa...
Old
  (#1)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
Hotaa agar main Aainaa... - 8th April 2011, 08:18 PM

Jaane kahaaN hain manzileN jaane kahaaN Raahe-dahar,
Phir iske kyuN shiqve kareN koee nahi jo Hum-safar.

Haste raheN, Rote raheN, Baithe raheN, Chalte raheN,
Kya kya kareN, kya naa kareN,beete nahi Shaamo-sahar.

Har baam par wo aag hai jaltee jo tere naam se,
Ik hai shamaa seene me bhi, roye jo mere haal par.

Tere hi Naqshe-paa raheN yaadon ke tanhaa dasht me,
Wo shaksh kis taraf gayaa poochaa kareN Deewaro-dar.

Baade-sabaa bhi hai yahaaN, lekin badee hairaan hai,
kisko kare bedaar abb, khushboo se kar ke Tar-batar.

Hotaa agar main AaiiNaa, rakh letaa usko qaid kar,
har zakhm se detaa Shifaa bankar wo mera Chaaragar.

shaad...

Raahe dahar--- zindagi ki raah
Naqshe-paa---- qadmoN ke nishaaN.
dasht ---- registaan / jungle
baade-saba--- subho ki hawaa
bedaar--- sote se jagaana
Shifaa--- cure
Chaaragar--- Doctor / healer

Shaad...

Last edited by sameer'shaad'; 8th April 2011 at 08:27 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 86
9th April 2011, 05:24 AM

Har baam par wo aag hai jaltee jo tere naam se,
Ik hai shamaa seene me bhi, roye jo mere haal par.

Too Good ......... Shaad Bhai !

Maqtaa Bhi Khaas Raha ... acchi ghazal huii ... sabhi ashaar asar chhoDhte hai yuN toh ... aise hi likhte rahen ... tahe dil se daad hazir hai ... khush rahen .. !

duaaoN ke saath ... !

YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...

---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#3)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
9th April 2011, 09:25 PM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
Har baam par wo aag hai jaltee jo tere naam se,
Ik hai shamaa seene me bhi, roye jo mere haal par.

Too Good ......... Shaad Bhai !

Maqtaa Bhi Khaas Raha ... acchi ghazal huii ... sabhi ashaar asar chhoDhte hai yuN toh ... aise hi likhte rahen ... tahe dil se daad hazir hai ... khush rahen .. !

duaaoN ke saath ... !
behad shukriya Naresh bhai jo ye koshish bhi aapko pasand aa saki.. duaaoN me yaad rakhiyegaa....

shaad...

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
AnjAAn!!!
Registered User
AnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud of
 
AnjAAn!!!'s Avatar
 
Offline
Posts: 686
Join Date: Sep 2010
Location: Rewa, Madhya Pradesh
Rep Power: 28
10th April 2011, 10:20 AM

waahh! Umda shayri ka bejod namuna pesh kiya hai aapne shaad bhai. Sameer bhai aapki shayri ki taarif karta hu to lagta hai jo gham aap mahsoos karte hain uska majak uda raha hun. Dil ko ye dard bahut apna sa laga. Dua karunga ki jo waqt beet gaya hai wo aapko ek mauka aur de apne ko saabit karne ka.

_____________________________________
  Send a message via Yahoo to AnjAAn!!!  
Reply With Quote
Old
  (#5)
TheDemonPrince
The Demon Prince
TheDemonPrince is a splendid one to beholdTheDemonPrince is a splendid one to beholdTheDemonPrince is a splendid one to beholdTheDemonPrince is a splendid one to beholdTheDemonPrince is a splendid one to beholdTheDemonPrince is a splendid one to beholdTheDemonPrince is a splendid one to beholdTheDemonPrince is a splendid one to behold
 
TheDemonPrince's Avatar
 
Offline
Posts: 295
Join Date: Nov 2008
Location: Germany
Rep Power: 25
11th April 2011, 05:57 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post

Jaane kahaaN hain manzileN jaane kahaaN Raahe-dahar,
Phir iske kyuN shiqve kareN koee nahi jo Hum-safar.

Haste raheN, Rote raheN, Baithe raheN, Chalte raheN,
Kya kya kareN, kya naa kareN,beete nahi Shaamo-sahar.

Har baam par wo aag hai jaltee jo tere naam se,
Ik hai shamaa seene me bhi, roye jo mere haal par.

Tere hi Naqshe-paa raheN yaadon ke tanhaa dasht me,
Wo shaksh kis taraf gayaa poochaa kareN Deewaro-dar.

Baade-sabaa bhi hai yahaaN, lekin badee hairaan hai,
kisko kare bedaar abb, khushboo se kar ke Tar-batar.

Hotaa agar main AaiiNaa, rakh letaa usko qaid kar,
har zakhm se detaa Shifaa bankar wo mera Chaaragar.

shaad...

Raahe dahar--- zindagi ki raah
Naqshe-paa---- qadmoN ke nishaaN.
dasht ---- registaan / jungle
baade-saba--- subho ki hawaa
bedaar--- sote se jagaana
Shifaa--- cure
Chaaragar--- Doctor / healer

Too Beautiful...

Yeh meanings bhi likh kar, aapne hume is gazal ke ehsaas ko samjhne mein madad bhi ki...
Bahut hi bahut khoob likha hai shaad bhai...

Main toh kab ka marr chuka hoon,
Zinda hai ye Jism mera,
Ki koi phir apni Mohabbat se,
Jeene ki nayi wajah de dein...
The Demon Prince...

Reply With Quote
Old
  (#6)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
12th April 2011, 10:59 AM

Quote:
Originally Posted by AnjAAn!!! View Post
waahh! Umda shayri ka bejod namuna pesh kiya hai aapne shaad bhai. Sameer bhai aapki shayri ki taarif karta hu to lagta hai jo gham aap mahsoos karte hain uska majak uda raha hun. Dil ko ye dard bahut apna sa laga. Dua karunga ki jo waqt beet gaya hai wo aapko ek mauka aur de apne ko saabit karne ka.

Pyaare Anjaan khush raho... aapka reply padhkar dil mamnoor ho gayaa... aapki muhabbat har ek lafz se jhalak rahi hai... aapko ye kalaam itna pasand aaya meri bahot khushnaseebi hai.. yoonhi sath banaae rahnaa...

shaad...

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
mittal_pali
Webeater
mittal_pali is a splendid one to beholdmittal_pali is a splendid one to beholdmittal_pali is a splendid one to beholdmittal_pali is a splendid one to beholdmittal_pali is a splendid one to beholdmittal_pali is a splendid one to behold
 
mittal_pali's Avatar
 
Offline
Posts: 716
Join Date: Jun 2010
Location: Bathinda-Punjab-India
Rep Power: 20
13th April 2011, 12:29 PM

nice one.
thanks for sharing...................

Pali Mittal
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
14th April 2011, 03:06 PM

Quote:
Originally Posted by TheDemonPrince View Post
Too Beautiful...

Yeh meanings bhi likh kar, aapne hume is gazal ke ehsaas ko samjhne mein madad bhi ki...
Bahut hi bahut khoob likha hai shaad bhai...
shukriya dost... bahot accha lagta hai jab mujhe ye maloom hota hai ke mere dil ke jazbaat aap sab ke dil tak pahuch rahe hain.. meanings bhi likhne ki wajah yahi hai ke apne dostoN ke diloN tak apne ehsaas pahuchaane me thodaa saral raasta ikhtiyaar kar loon.. yoonhi saath banaae rakhiyegaa.. shukriya ek baar fir.

shaad...

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
14th April 2011, 03:09 PM

Quote:
Originally Posted by mittal_pali View Post
nice one.
thanks for sharing...................
shukriya mittal pali jee.. yoonhi aate raheN.

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
samyasar1
yasir
samyasar1 is a name known to allsamyasar1 is a name known to allsamyasar1 is a name known to allsamyasar1 is a name known to allsamyasar1 is a name known to allsamyasar1 is a name known to all
 
Offline
Posts: 242
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 21
19th April 2011, 03:07 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post

Jaane kahaaN hain manzileN jaane kahaaN Raahe-dahar,
Phir iske kyuN shiqve kareN koee nahi jo Hum-safar.

Haste raheN, Rote raheN, Baithe raheN, Chalte raheN,
Kya kya kareN, kya naa kareN,beete nahi Shaamo-sahar.

Har baam par wo aag hai jaltee jo tere naam se,
Ik hai shamaa seene me bhi, roye jo mere haal par.

Tere hi Naqshe-paa raheN yaadon ke tanhaa dasht me,
Wo shaksh kis taraf gayaa poochaa kareN Deewaro-dar.

Baade-sabaa bhi hai yahaaN, lekin badee hairaan hai,
kisko kare bedaar abb, khushboo se kar ke Tar-batar.

Hotaa agar main AaiiNaa, rakh letaa usko qaid kar,
har zakhm se detaa Shifaa bankar wo mera Chaaragar.

shaad...

Raahe dahar--- zindagi ki raah
Naqshe-paa---- qadmoN ke nishaaN.
dasht ---- registaan / jungle
baade-saba--- subho ki hawaa
bedaar--- sote se jagaana
Shifaa--- cure
Chaaragar--- Doctor / healer
bhut khoobsurat iske alwa kya bole batye itni jaldi jaldi app itni sari gazale likh lete hai ki ussme reply karne ka waqt nahi mil pata hai abhi ek pe daad bhi mukammal tarike se de pate hai orr appka koi orr zabardast kalam post hojata hai
waise ek trah se achcha hai kam se kam dil ko thndak to milti rehti hai
yunhi likhte rahye
yasir

यूँ छुए रूह हमारी की चरंगा चरंगा हर जर्रा खुर्शेदे-आलम-ताब
हर बेकस मज-ज़ुब रूह को
उसके
रब से जोड़ दे
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
Ankita
Registered User
Ankita is a name known to allAnkita is a name known to allAnkita is a name known to allAnkita is a name known to allAnkita is a name known to allAnkita is a name known to all
 
Offline
Posts: 218
Join Date: May 2008
Location: Canada
Rep Power: 21
20th April 2011, 05:55 AM

Humse poochni hai to sitaron ki baateN poocho Faraaz,
Khwabon ki baateN wo karte hain jinhe Neend aati ho.

-Ahmed Faraz

Shaad Sahab,

Ahmed Faraz sahab kay is sher ko padhtay hi aisay hi kuch khayal ubharay....

Khawabon mein dekhi ek tasveer dhoondhli si
woh tum ho ya arzoo meri koi mahaki si...
A
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
20th April 2011, 12:07 PM

Quote:
Originally Posted by samyasar1 View Post
bhut khoobsurat iske alwa kya bole batye itni jaldi jaldi app itni sari gazale likh lete hai ki ussme reply karne ka waqt nahi mil pata hai abhi ek pe daad bhi mukammal tarike se de pate hai orr appka koi orr zabardast kalam post hojata hai
waise ek trah se achcha hai kam se kam dil ko thndak to milti rehti hai
yunhi likhte rahye
yasir
Yasir bhai behad mashkoor hoon aapki inaayaton se jo nacheez ke liye waqt nikaaalte hain... thodi bahot deree se aate hain magar chaltaa hai... acceptable hai, khushi to tab hoti hai jab aap aa jaate hain... bas bhai sahi pahchaana aapne ke

dil ko thandak pahuche yahi sakoon bahot hai,
kalam chalti rahe ghazal to bas bahaanaa hai.

shukriyaa, tashreef laate raheN..

shaad...

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
20th April 2011, 12:10 PM

Quote:
Originally Posted by Ankita View Post
Humse poochni hai to sitaron ki baateN poocho Faraaz,
Khwabon ki baateN wo karte hain jinhe Neend aati ho.

-Ahmed Faraz

Shaad Sahab,

Ahmed Faraz sahab kay is sher ko padhtay hi aisay hi kuch khayal ubharay....

Khawabon mein dekhi ek tasveer dhoondhli si
woh tum ho ya arzoo meri koi mahaki si...
A

Hello Ankitaa aaj aapko shayaad pahli baar dekh raha hoon apni post par, sabse pahle to shukriyaa adaaa karungaa ke aap tashreef laaiN... baad uske aksar log mujhse poochte hain signature me faraaz saaab ke sher ki wajah... to main kahta hoon ke ye bas ek aashirwaad ki tarah hi rakkha hai maine.. unhe ideal maanta hoon bas unhi ke sher ke hausle se apni bhi kuch kah detaa hooN....

Aapne jo sher kahaa hai wo bhi laajawab hai... shukriya... aati raha kareN..

shaad...

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
Baqtiar
Loquacious Adonis
Baqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to all
 
Baqtiar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Sep 2008
Location: ......
Rep Power: 23
20th April 2011, 12:41 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
Hello Ankitaa aaj aapko shayaad pahli baar dekh raha hoon apni post par, sabse pahle to shukriyaa adaaa karungaa ke aap tashreef laaiN... baad uske aksar log mujhse poochte hain signature me faraaz saaab ke sher ki wajah... to main kahta hoon ke ye bas ek aashirwaad ki tarah hi rakkha hai maine.. unhe ideal maanta hoon bas unhi ke sher ke hausle se apni bhi kuch kah detaa hooN....

Aapne jo sher kahaa hai wo bhi laajawab hai... shukriya... aati raha kareN..

shaad...
Quote:
Jaane kahaaN hain manzileN jaane kahaaN Raahe-dahar,
Phir iske kyuN shiqve kareN koee nahi jo Hum-safar.
Good one Sameer..................
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
20th April 2011, 03:55 PM

Quote:
Originally Posted by Baqtiar View Post
Good one Sameer..................
Thanks for the appreciations Baqtiyaar..... aate raahiyegaa.. shukriya.
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
nihar
Registered User
nihar is a splendid one to beholdnihar is a splendid one to beholdnihar is a splendid one to beholdnihar is a splendid one to beholdnihar is a splendid one to beholdnihar is a splendid one to beholdnihar is a splendid one to behold
 
nihar's Avatar
 
Offline
Posts: 1,924
Join Date: Jul 2007
Location: Dubai, United Arab Emirates.
Rep Power: 26
Love 21st April 2011, 01:36 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
Jaane kahaaN hain manzileN jaane kahaaN Raahe-dahar,
Phir iske kyuN shiqve kareN koee nahi jo Hum-safar.

Haste raheN, Rote raheN, Baithe raheN, Chalte raheN,
Kya kya kareN, kya naa kareN,beete nahi Shaamo-sahar.

Har baam par wo aag hai jaltee jo tere naam se,
Ik hai shamaa seene me bhi, roye jo mere haal par.

Tere hi Naqshe-paa raheN yaadon ke tanhaa dasht me,
Wo shaksh kis taraf gayaa poochaa kareN Deewaro-dar.

Baade-sabaa bhi hai yahaaN, lekin badee hairaan hai,
kisko kare bedaar abb, khushboo se kar ke Tar-batar.

Hotaa agar main AaiiNaa, rakh letaa usko qaid kar,
har zakhm se detaa Shifaa bankar wo mera Chaaragar.

shaad...

Raahe dahar--- zindagi ki raah
Naqshe-paa---- qadmoN ke nishaaN.
dasht ---- registaan / jungle
baade-saba--- subho ki hawaa
bedaar--- sote se jagaana
Shifaa--- cure
Chaaragar--- Doctor / healer

Shaad bhai bahot hi khoob likha hain aapne har ek sher aur uske ehsaas wah, aur mitta sa chalakta dard bahot khoob

hume aapki yeh rachna behad pasand aai aur khaas kar ke yeh sher

Jaane kahaaN hain manzileN jaane kahaaN Raahe-dahar,
Phir iske kyuN shiqve kareN koee nahi jo Hum-safar.

Har baam par wo aag hai jaltee jo tere naam se,
Ik hai shamaa seene me bhi, roye jo mere haal par.

Hotaa agar main AaiiNaa, rakh letaa usko qaid kar,
har zakhm se detaa Shifaa bankar wo mera Chaaragar.

Kitne mare kitne aabhi rahoo.N me hai
Kuch aa.Nsoo baki nigahoo.N me hai

  Send a message via Skype™ to nihar 
Reply With Quote
Old
  (#17)
Ankita
Registered User
Ankita is a name known to allAnkita is a name known to allAnkita is a name known to allAnkita is a name known to allAnkita is a name known to allAnkita is a name known to all
 
Offline
Posts: 218
Join Date: May 2008
Location: Canada
Rep Power: 21
22nd April 2011, 04:22 AM

jisko dekho ansoo ka kissa liye baitha hain
phool ki khushboo phoolon ki katarain kya hui????
humnay toh jaani hai khushion ki saugat
barsaat ki raatain wadiyon mein gum huii
barsaat mein bhi sitaray chamkaaye hain
dukhon mein khusiyan mahakaaye hain
kahan hain ansoon ki saugaat kahan hain
aao ki jholi phoolon ki bar laaye hain
kah do dukhon say na karen muhe idher
aayi hai toli baharon ki yaaron kii bhulaayi hui...
A

jisko ko dekhti hoon niraasha say bharay hain aisa kyun?
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
22nd April 2011, 07:50 PM

Quote:
Originally Posted by nihar View Post
Shaad bhai bahot hi khoob likha hain aapne har ek sher aur uske ehsaas wah, aur mitta sa chalakta dard bahot khoob

hume aapki yeh rachna behad pasand aai aur khaas kar ke yeh sher

Jaane kahaaN hain manzileN jaane kahaaN Raahe-dahar,
Phir iske kyuN shiqve kareN koee nahi jo Hum-safar.

Har baam par wo aag hai jaltee jo tere naam se,
Ik hai shamaa seene me bhi, roye jo mere haal par.

Hotaa agar main AaiiNaa, rakh letaa usko qaid kar,
har zakhm se detaa Shifaa bankar wo mera Chaaragar.

janaab Nihaar bhai ko shaad kaa aadaab.. aaj apko jo bazm me dekh raha hoon to yaqeen maaniye meri khushiyon me aur bhi ziyaadah izaafa ho gaya hai... aapko mere khayaalaat pasand aaye, meri khushnaseebi hai.. ek shayar ke liye aur kyaaa chahiye ke uske alfaaz saamne waale ke dil tak utar jaaeN, aur jo meetha meetha dard hai na bhai, wahi shaayriyoN ki aur shaayroN ki jaan hota hai... ise sahne ka bhi ek alag mazaa hai, aapko wo rang bhi nazar aa gaya meri liye bahot badee baat hai... Yoonhi duaaoN se nawaazte rahiyegaa, aate rahiyega..... shukriiya

shaad...

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
22nd April 2011, 07:55 PM

Quote:
Originally Posted by Ankita View Post
jisko dekho ansoo ka kissa liye baitha hain
phool ki khushboo phoolon ki katarain kya hui????
humnay toh jaani hai khushion ki saugat
barsaat ki raatain wadiyon mein gum huii
barsaat mein bhi sitaray chamkaaye hain
dukhon mein khusiyan mahakaaye hain
kahan hain ansoon ki saugaat kahan hain
aao ki jholi phoolon ki bar laaye hain
kah do dukhon say na karen muhe idher
aayi hai toli baharon ki yaaron kii bhulaayi hui...
A

jisko ko dekhti hoon niraasha say bharay hain aisa kyun?

Ankita jee, kaisi hain aap??? ummeed karta hoon khush hongee... aapne jawaab me jo ye pyari si kavita hamaare saath share ki hai wo waaqai bahot accchee hai.. ehsaas bahot acche hain aur last me jo sawaal aapne daala hai apni kavita me wo to bas kamal hai.... khair pyaar jo kar gaya, to dard to use milna hi hai.. aur dard ke maaroN ka thikana ya to mahkhane hue hain ya ye ghazlen aur shayriyaan... shukriya tashrreef laane ke liye aati rahiyega...

shaad...

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#20)
Ankita
Registered User
Ankita is a name known to allAnkita is a name known to allAnkita is a name known to allAnkita is a name known to allAnkita is a name known to allAnkita is a name known to all
 
Offline
Posts: 218
Join Date: May 2008
Location: Canada
Rep Power: 21
27th April 2011, 09:07 AM

wow matlab yahan jo dard bhari shayari likh rahay hain woh sab ishq kay maaray hain? maaf kariyega mujhe pata nahin tha. Phir toh sameer sahab aap ka naam shaad nahin sad hona chahiye. just joking.

ishq khuda ki ibadat hai
ishq sanam ka dil hai
yeh kaun si manzil hai
jahan dard ishq ki manzil hai...?
A
   
Reply With Quote
Old
  (#21)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
27th April 2011, 10:09 AM

Quote:
Originally Posted by Ankita View Post
wow matlab yahan jo dard bhari shayari likh rahay hain woh sab ishq kay maaray hain? maaf kariyega mujhe pata nahin tha. Phir toh sameer sahab aap ka naam shaad nahin sad hona chahiye. just joking.

ishq khuda ki ibadat hai
ishq sanam ka dil hai
yeh kaun si manzil hai
jahan dard ishq ki manzil hai...?
A

Amaa ab naam me kya rakkha hai, kaash ke naam apne maayne ke hisab se kaaam karte shaad agar sachmuch ke shaad ho gaya hotaa to aaj shaayad yahaaN na hota.. wese aapka dil jo chahe wo kaheN... ek gaana tha na.

TU jo accha samjhe.. ye tujhpe chodaa hai.( sumthing like this )....

Well aisa zaruri nahi hai ke har koi yahaaN pyaaar ka maara hai ( jaisaa ke aapne kaha )... kuch log dil ki baateN alfaaz bana kar kaagaz par utaar dete hain.. kuch log sirf shouqiyaa taur pe likhte hain... jaise ke ab yahi example dekhiye, aap ne bhi har reply me kavita likhi hai, acchee likhi hai, lekin jaisa ki aap ki bateN maine suni to fir main ye nahi kah sakta naa ke aap bhi dil ki maari hain..... am i right naa...???

sabke apne apne kisse hain,
koi aage hain koi peeche hain.
muhabbat na karna aye nadaan,
yahaan phulon ke chaman nahi,
kaantoN ke dareeche hain....

shukriya.... take care.

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#22)
Baqtiar
Loquacious Adonis
Baqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to all
 
Baqtiar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Sep 2008
Location: ......
Rep Power: 23
27th April 2011, 10:40 AM

Dude , you are giving wrong advice to the right gal, who probably and intentionally wanna be in Kaanton Ke Dareeche mein ...
   
Reply With Quote
Old
  (#23)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
27th April 2011, 11:04 AM

Hey Baqti-yaar... kahan they yaar....??? hahahhahah right said even i was thinking same.. i remember one post of ankita, jahan mujhe majnu qaraar kiya gaya tha ( kyon zainy?? ), wo anku ki post, shaayad tumhari baat prove karti hai....

actually was waiting for you only, i don't know how to explain all these to her, kahta hoon pyaar me dard hai, to kahti hain ke sab dard ke maare hain yahaan, ho bhi sakte hain.. par sab nahi..

Well, i dont know and not sure what u all guys think about love, but acc. to me sometime it gives pleasant emotions like morning breeze but sumtime its paining like hell... and even dont know about ankita whether she wants to stay at phooloN ka chaman or kaantoN ka dareecha..... i hope she will be better person to guide us...

Waiting for your replies.....

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#24)
Ankita
Registered User
Ankita is a name known to allAnkita is a name known to allAnkita is a name known to allAnkita is a name known to allAnkita is a name known to allAnkita is a name known to all
 
Offline
Posts: 218
Join Date: May 2008
Location: Canada
Rep Power: 21
29th April 2011, 01:44 PM

Thank you for considering me to be a disciple to whom you can explain the meaning of love.

ab apna jawaab hi dekh lo sameer yanika thandi hawa kay jhonkay. meinay socha tha thandi hawa like you said morning breeze lekin phir khud hi paining like hell kaha. ab aap ko ishq ka mara na samjhoon toh kya samjhoon?

suna hai shayar jo likhta hai first hand experience hota hai. so sach maanoo ki majnu say guftgu ho rahi hai????

agar nahin toh:

yeh mehfil hai shararatiyon ki
yahan har dil akela hai
mil jaaye koi aisa jo
masti mein albela hai...
A
   
Reply With Quote
Old
  (#25)
Ankita
Registered User
Ankita is a name known to allAnkita is a name known to allAnkita is a name known to allAnkita is a name known to allAnkita is a name known to allAnkita is a name known to all
 
Offline
Posts: 218
Join Date: May 2008
Location: Canada
Rep Power: 21
29th April 2011, 01:46 PM

bags - bagtiar ji

bags gulaab kanton kay beech khilta hai jaantay ho na. so yahan toh gulab hai. soch lo. kaun si advise deni hai.
A
   
Reply With Quote
Old
  (#26)
Baqtiar
Loquacious Adonis
Baqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to all
 
Baqtiar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Sep 2008
Location: ......
Rep Power: 23
29th April 2011, 02:03 PM

Janeman first thing first.... apni ankhein test karwao...

Its not BAG... naam tou sahi spell kiya karo...

Advice tou nahi yahan kay normal do rules hai jo tumhe last thread mein bata chuka hoon
   
Reply With Quote
Old
  (#27)
Ankita
Registered User
Ankita is a name known to allAnkita is a name known to allAnkita is a name known to allAnkita is a name known to allAnkita is a name known to allAnkita is a name known to all
 
Offline
Posts: 218
Join Date: May 2008
Location: Canada
Rep Power: 21
29th April 2011, 02:10 PM

touchy... ek choti si spelling khiskayi thi toh gussa aa gaya.

baday achay lagtay ho ( baqs (I like bags better )
jab muskoora kar muchay marodtay ho.
jahan dekhi sherni muchay niichi kartay ho
A
   
Reply With Quote
Old
  (#28)
Ankita
Registered User
Ankita is a name known to allAnkita is a name known to allAnkita is a name known to allAnkita is a name known to allAnkita is a name known to allAnkita is a name known to all
 
Offline
Posts: 218
Join Date: May 2008
Location: Canada
Rep Power: 21
29th April 2011, 02:11 PM

ab yeh majnu kidher gaya?

yaad aa rahi hai majnu ki
laila beechari bhi hai maari gum ki...
A
   
Reply With Quote
Old
  (#29)
Baqtiar
Loquacious Adonis
Baqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to all
 
Baqtiar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Sep 2008
Location: ......
Rep Power: 23
29th April 2011, 02:14 PM

Quote:
Originally Posted by Ankita View Post
touchy... ek choti si spelling khiskayi thi toh gussa aa gaya.

baday achay lagtay ho ( baqs (I like bags better )
jab muskoora kar muchay marodtay ho.
jahan dekhi sherni muchay niichi kartay ho
A
Janeman touchy nahi.... ab mujhe kya pata tha ke tum touch me touch me touch me.... wali ho

i thought ankh ki aur dimagh ki andhi ho
   
Reply With Quote
Old
  (#30)
Ankita
Registered User
Ankita is a name known to allAnkita is a name known to allAnkita is a name known to allAnkita is a name known to allAnkita is a name known to allAnkita is a name known to all
 
Offline
Posts: 218
Join Date: May 2008
Location: Canada
Rep Power: 21
29th April 2011, 02:18 PM

hey bags,

this is getting out of hand. meinay aap ko kabhi badtameezi say sambodhan nahin kiya h ai. yaad rahay.

aur aap ko laga meinay kiya hai toh maafi.

aagays say baqtiar ji ya phir uncle ji kahoongi.
Regards,
A
   
Reply With Quote
Old
  (#31)
Baqtiar
Loquacious Adonis
Baqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to all
 
Baqtiar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Sep 2008
Location: ......
Rep Power: 23
29th April 2011, 02:22 PM

Quote:
Originally Posted by Ankita View Post
hey bags,

this is getting out of hand. meinay aap ko kabhi badtameezi say sambodhan nahin kiya h ai. yaad rahay.

aur aap ko laga meinay kiya hai toh maafi.

aagays say baqtiar ji ya phir uncle ji kahoongi.
Regards,
A
Bus itne mein fuse udd gaye....
now plz clarify mein ne kahan badtameezi ki hai ...
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com