Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Anjuman-e-Shayri

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Tu Main or ishq behisaab....Kya karen
Old
  (#1)
karan q
Registered User
karan q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of light
 
Offline
Posts: 1,098
Join Date: Jun 2004
Location: 238, Jagriti Enclave - Delhi
Rep Power: 26
Tu Main or ishq behisaab....Kya karen - 2nd December 2004, 02:39 PM

Kya karen


Tu mai or ishq behisaab …kya karen, Zindgi per husn-e-mahtaab… kya karen
Tu bhee mazroor mai bhee majroor,Tu bhee bedaar mai bhee bedaar
Ussper aashiqi mijaaj… kya karen,Tu mai or ishq behisaab ... kya karen

mahtaab--moon....mazoor--helpless
bedaaq---sleepless...mijaaj--the way of thinking

Ik gaam zindgi bhee.ik meel ka safar hai,khuli aankhon se khwaab dekhna hunar hai
Shab-e-ishq zahar-e-shabaab…kya karen, tu mai or ishq behisaab …kya karen

gaam--step

Ek magloob muntazir,tera dil mera dil,tanhaiyon ka musafir,tera dil mera dil
Ussper jawaani ka inqlaab…kya karen, tu mai or ishq behisaab …kya karen

magloob--looser.....muntazir---a one who awaited

Wo kabhee humse jo mil bhee jaya kare,befijool baaton me he waqt zaya kare
Riwayat-e-husn per hijaab … kya karen, tu mai or ishq behisaab … kya karen

zaya---waste...riwayat---tradition....hijaab--shyness

Hum chup rahen to bhee kaise rahen,kyun na uss naaznee.n ko pareshaa karen
Wo saamne aa gaya hai be-naqaab…kya karen, tu mai or ishq behisaab kya karen

Ab iss per na bharosa kiya jaye hai, khud he ye mera dushman bana jaaye hai
Iss kambakht dil ka ilaaz…kya karen…tu mai or ishq behisaab kya karen,

Bosa lene ko niyat machal jaaye hai,bosa le loon tabiyat machal jaaye hai
Tere labh barg-e-gulaab…kya karen…tu mai or ishq behisaab kya karen,

bosa---kiss.....burg--- leaf

Karan youn lut ke tum gaani banne lage,jaise jajbaat chasham-e-paani banne lage
dil hai shareeq-e-hayaat….kya karen, tu mai or ishq behisaab kya karen,

gaani---- rich....chashm--aankh
shareeq-e-hayaat---one and only enmy in world



Karan.q


Fainsle Qayamat taq multavee ho gaye
Sach kahe na gaye to shayri ho gaye

Mai or samander,do gehre khwaab khuda ke.....
  Send a message via Yahoo to karan q  
Reply With Quote
Beautiful**Thank You...
Old
  (#2)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
Beautiful**Thank You... - 4th December 2004, 02:39 PM

Aadab,
Hope you are well. Romantic it is*Dono taraf~ek hi jeisi hi tadap**Ishq behisaab**Ab keya kare...I don't have the answer but you can always tell her you know Just kidding*I know that you already know what to do*Dil ki gehraion se Daad aur shukriya quboul kijiyega... And A Flower too...*Khush rahiye ye Duwaon ke saath ijaazat chahoungi. Take care...*God bless you.

Keep smilling.......


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Mere tasavvur me aapki ek daad shamil thee
Old
  (#3)
karan q
Registered User
karan q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of light
 
Offline
Posts: 1,098
Join Date: Jun 2004
Location: 238, Jagriti Enclave - Delhi
Rep Power: 26
Mere tasavvur me aapki ek daad shamil thee - 4th December 2004, 04:32 PM

Hii shimul...
ye kalaam likhne ke baad.. hume nahi maalum thaa ki kitne log isski gehrai ko samajh payenge ... lekin aapna naam zehan me jaroor thaa... shayad kuch iss kadar he likha gaya hai ye kalaam
Aankhon se padh liya to kuch ban na payega ...dil se padhna padega tab baat bannti hai
aate rahiye
mehfil sajaate rahiye
Izzajat
karan.q


Fainsle Qayamat taq multavee ho gaye
Sach kahe na gaye to shayri ho gaye

Mai or samander,do gehre khwaab khuda ke.....
  Send a message via Yahoo to karan q  
Reply With Quote
Re: Aadab*You made me smile*
Old
  (#4)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
Re: Aadab*You made me smile* - 4th December 2004, 05:01 PM

Quote:
Originally posted by karan q
Hii shimul...
ye kalaam likhne ke baad.. hume nahi maalum thaa ki kitne log isski gehrai ko samajh payenge ... lekin aapna naam zehan me jaroor thaa... shayad kuch iss kadar he likha gaya hai ye kalaam
Aankhon se padh liya to kuch ban na payega ...dil se padhna padega tab baat bannti hai
aate rahiye
mehfil sajaate rahiye
Izzajat
karan.q

Shukriya**I understand Sahi reply nahin ki iss liye Aap aise keh rahe ho...Khair, ek baat jo lagta hain Aapko abhi tak nahin pata hamarein bade mein tou aaj baata hi deti houn...Ham Dil se padhte hain aur jab Aapna jeisa ehsaas mehsoos hoti hain tou hi aisi Kalam par reply karte hain...**Chaliye ek gane ki bol likh hi deti houn...Dil khhoya khhoya gumsum*yaadon mein Kisi ke gum*Ishq par zor nahin~Zor koi na.......Gehraii...kuch hamein bhi tou pata chale Ussh Gehraii ki!**Khush rahiye ye Duwaon ke saath ijaazat chahoungi...Do take care of yourself...God bless you.

Keep smilling.......


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**

Last edited by Shimul; 4th December 2004 at 05:09 PM..
   
Reply With Quote
DASHT-E-TANHAI
Old
  (#5)
karan q
Registered User
karan q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of light
 
Offline
Posts: 1,098
Join Date: Jun 2004
Location: 238, Jagriti Enclave - Delhi
Rep Power: 26
DASHT-E-TANHAI - 11th December 2004, 10:36 AM

hiii shimul ji
iss kadar zulmatkade me aapke iss replly ko padha,
Isse Ek pari chehra Shaks ki i_aadat kahen ya Iltifaat e khuda...
magar aapka replly humari her nazm me jaan foonkta hai

Sirf ek hungame ko mohtaz nahi karan.q
Ishq nahi hai to shayri he sahi hai

Aapke replly chaahe chote hon lekin nazm ki daad kabhee choti nahi hoti..aapka urdu adab ko samajhna or phir kissi nazm per daad de dena he nazm ko mukammal bana deta Hai
cum se cum

HUmari ghazal ko to bana he deta hai
Aate rahiye mehfil sajate rahiye
izzajat
karan.q


Fainsle Qayamat taq multavee ho gaye
Sach kahe na gaye to shayri ho gaye

Mai or samander,do gehre khwaab khuda ke.....
  Send a message via Yahoo to karan q  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is On

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Saansein Behisaab Hai Rahul33 Shayri-e-Dard 0 6th June 2007 01:44 PM
Ishq Ishq kardi rahi.. main ishq ch kamli hoyi.. chaahat Punjabi Poetry 5 21st December 2006 01:44 AM
$*Yeh Karen Aur Woh Karen - CHITRA SINGH*$ farhana Ghazal Section 3 6th September 2006 01:51 PM
~~ishq karen ki kimat chukani padi~~ deep_in_ur_hear Shayri-e-Ishq 16 29th December 2005 12:45 AM
behisaab hota hai!! Qasid Shayri-e-Ishq 10 21st October 2004 12:34 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com