Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Aapki Shayri

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 4 votes, 5.00 average. Display Modes
Muh Ki Baat, Dil Ki Baat
Old
  (#1)
asdfgh
Guest
 
Posts: n/a
Muh Ki Baat, Dil Ki Baat - 2nd April 2009, 11:20 AM

Baat hai baato ki,
har ek k jazbaato ki,
kisi k mann me kuch,kisi k kuch,
sabke dil k haalaato ki...

Koi kisi ko chahe,koi kisi ko,
pyaar ki jrurat hai har kisi ko,

koi izhaar kar deta hai,
koi dil me chupa leta hai,
ye baat hai bas aise he chupe jazbaato ki...

Jo muh se bolta hai baat apni,
sun ne wala use kaano se sunta hai...
Aur jo Dil se bolta hai baat apni,
sun ne wala use Dil se sunta hai...

Agar jo tumhe b kisi ko kuch kehna hai...
Kisi k dil me tumko b rehna hai...
To kehta hai Buland,
kehna baat dil se,
pahuchegi uske dil tak..
Jo kahoge sirf muh se,
nahi pahuchegi uske dil tak..

Dil ki baato me bada asar hota hai,
gar chaho dil se to khuda b humsafar hota hai...
Doori darmiyaa chahe kitni b ho Buland,
Sachha pyaar saath tumhare har waqt hota hai...
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
N@zneen
Banned
N@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud of
 
Offline
Posts: 3,689
Join Date: Jan 2009
Rep Power: 0
2nd April 2009, 12:26 PM

Quote:
Originally Posted by Buland Shayar View Post

Hamesha ki tarah mind blowing & unique..........lekin yaar tum ladkon par izhaar mein pehel karne ka boj hota hai aur maine dekha hai kai baar is darr se ki ladki ka tamacha na khana pade tum log peeche hat jaate ho aisa kyun?
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
nalinmehra
The Lost Poet
nalinmehra is just really nicenalinmehra is just really nicenalinmehra is just really nicenalinmehra is just really nicenalinmehra is just really nice
 
nalinmehra's Avatar
 
Offline
Posts: 312
Join Date: Nov 2008
Rep Power: 20
2nd April 2009, 12:42 PM

NAZNEEN Ji, dar yeh nahi hota ki ladki ka tamacha khana na pad jaye, dar toh aksar is baat ka hota hai ki dil me jo ek ummed si rehti hai har waqt usay paane ki, kahin woh umeed hi na toot jaaye,

ya phir kuch cases me jahan ladka aur ladki dost hote hain, wahan pe yeh dar rehtahia ki kahin pyar ka izhaar kiya aur na-kubool hua toh, jo dosti hai woh bhi khatam ho jaayegi...

aur haan jahan tak tamacha khane ki baat hai toh kisi shayar ne kaha hai,

jo chua mehboob ne mujhe toh jannat ka sa ehsaas hua,
jab aaye hum hosh me to tamache de dard ka ehsaas hua.......
he he he he LOL (Pakau Shayari)

Buland BHAI.................. keep on rocking, hame apki yeh rachan pasand aayi.........
..

Quote:
Originally Posted by N@zneen View Post
Hamesha ki tarah mind blowing & unique..........lekin yaar tum ladkon par izhaar mein pehel karne ka boj hota hai aur maine dekha hai kai baar is darr se ki ladki ka tamacha na khana pade tum log peeche hat jaate ho aisa kyun?

Nalin

Uski Har "Uff" pe hum apni jaan lutate rahe,
Uski Shaqsiyat ko karke buland hum khudko mitate rahe,
Raahe-e-mohobbat me hamne kuch yun paya sila wafa ka,
woh dete rahe zakhm pe zakhm aur ham muskurate rahe

Please Honor me and my creative writing by visitng my website @ www.nalin-mehra.blogspot.com
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
N@zneen
Banned
N@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud of
 
Offline
Posts: 3,689
Join Date: Jan 2009
Rep Power: 0
2nd April 2009, 01:04 PM

Quote:
Originally Posted by nalinmehra View Post
NAZNEEN Ji, dar yeh nahi hota ki ladki ka tamacha khana na pad jaye, dar toh aksar is baat ka hota hai ki dil me jo ek ummed si rehti hai har waqt usay paane ki, kahin woh umeed hi na toot jaaye,

ya phir kuch cases me jahan ladka aur ladki dost hote hain, wahan pe yeh dar rehtahia ki kahin pyar ka izhaar kiya aur na-kubool hua toh, jo dosti hai woh bhi khatam ho jaayegi...

aur haan jahan tak tamacha khane ki baat hai toh kisi shayar ne kaha hai,

jo chua mehboob ne mujhe toh jannat ka sa ehsaas hua,
jab aaye hum hosh me to tamache de dard ka ehsaas hua.......
he he he he LOL (Pakau Shayari)

Buland BHAI.................. keep on rocking, hame apki yeh rachan pasand aayi...........
NALIN JO AAP NE KAHA WO BAAT BHI TEEK HAI LEKIN ISSE DIL KI BAAT DIL ME HI REH JAIGI AUR WO HOTE HOTE AAPKI MASHOOKA KISI AUR KI HO JAEGI & SERIOUSLY AISA HOTA BHI HAI..........SO GUYZ THODI HIMMAT KARKE HALE DIL BAYAAN KAR HI DENA CHAHIYE, HAAN IT DEPENDS KI USKE BAAD JO HOGA WO AAP KAISE SAMBHAALTE HAIN
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
asdfgh
Guest
 
Posts: n/a
2nd April 2009, 01:30 PM

Thanx Naaz nd Nalin ji...

Nalin ji mai aapki baat se poori tarah sehmat hu,
aur Naaz ko aapne jo jawab diya hai, wakai Kabil-e-tareef hai...

Ek sher banane ki koshish krta hu...

Jo Dil me hai aashiq ke,
wo bata diya to kya hoga?

Ek dost mila hai jannat se,
wo rooth gaya to kya hoga?

Yahi pasho-pesh rehti hai har dil me aur kehta hai Buland,
kabhi ye b to soch,
tere izhaar-e-ishq k baad, wo b tera aashiq nikla to KYA HOGA ...!
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
asdfgh
Guest
 
Posts: n/a
2nd April 2009, 02:10 PM

Quote:
Originally Posted by N@zneen View Post
lekin yaar tum ladkon par izhaar mein pehel karne ka boj hota hai aur maine dekha hai kai baar is darr se ki ladki ka tamacha na khana pade tum log peeche hat jaate ho aisa kyun?
my dear naaz,

is duniya me 2 tarah k ladke hote hain,
ek to wo, jo har kisi se apna izhaar kar diya karte hain, jaise ve koi salesman ho aur apna product har kisi ko bechne k liye ready rehte hain.

Aur ek hote hain jo is poori duniya me sirf ek he ko chaha karte hain, jaise k koi Agency ho, jo sirf ek he cmpny k product me deal karti hai..

jo salesman type hote hain, unka product ( ishq ) koi leta hai, koi nahi leta, koi unko ghar k andar bula leta hai, koi bahar se he dhakka maar k nikaal deta hai...

Aur jo agency type hote hain,
unka cmpny se cntrct hota hai, ve kewal usi cmpny k product me deal krte hain,
unki har jagah izzat hoti hai, market me naam hota hai...

Moral of d story is :

tamacha unhi ko padta hai jo tamacha deserve karte hain...

Unko tamacha nahi padta jo
Dil me apne sirf ek ki seat reserve rakhte hain...

Reply With Quote
Old
  (#7)
N@zneen
Banned
N@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud of
 
Offline
Posts: 3,689
Join Date: Jan 2009
Rep Power: 0
2nd April 2009, 02:18 PM

hahahaha well said, hamesha ki tarah unique jawaab...........har ladke ko tamache se bachne keliye tumhari is baat par gaur farmana chahiye
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
Ek Ehsaas
Couldn't Care Less
Ek Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud of
 
Ek Ehsaas's Avatar
 
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
2nd April 2009, 02:19 PM

Quote:
Originally Posted by Buland Shayar View Post
Baat hai baato ki,
har ek k jazbaato ki,
kisi k mann me kuch,kisi k kuch,
sabke dil k haalaato ki...

Koi kisi ko chahe,koi kisi ko,
pyaar ki jrurat hai har kisi ko,

koi izhaar kar deta hai,
koi dil me chupa leta hai,
ye baat hai bas aise he chupe jazbaato ki...

Jo muh se bolta hai baat apni,
sun ne wala use kaano se sunta hai...
Aur jo Dil se bolta hai baat apni,
sun ne wala use Dil se sunta hai...

Agar jo tumhe b kisi ko kuch kehna hai...
Kisi k dil me tumko b rehna hai...
To kehta hai Buland,
kehna baat dil se,
pahuchegi uske dil tak..
Jo kahoge sirf muh se,
nahi pahuchegi uske dil tak..

Dil ki baato me bada asar hota hai,
gar chaho dil se to khuda b humsafar hota hai...
Doori darmiyaa chahe kitni b ho Buland,
Sachha pyaar saath tumhare har waqt hota hai...

Simple and highly touching.. Kaafi achhe dhang se ek dum seedhe saadhe andaaz se sachhai bayaan ki hai dost... Mind blowing. High tech poems ke beech itni sipmple poem ko padhne ka maza hi alag hai..

Really great..

Who Cares.....
  Send a message via Yahoo to Ek Ehsaas  
Reply With Quote
Old
  (#9)
asdfgh
Guest
 
Posts: n/a
2nd April 2009, 02:33 PM

Quote:
Originally Posted by N@zneen View Post
"HAR LADKE" ko tamache se bachne keliye tumhari is baat par gaur farmana chahiye
Hmmmmm........

Kis ko kehna chahti ho Naaz ? ?

Mujhe batao mai usko pm karke mera jawab padhne ko kahunga...

shayad mera andaza sahi hai, agar sahi hai to mai kuch likhne ki koshish kar raha hu, tumhare liye aur Mere 'YAAR' k liye...

Naam lene se uska, tera dil darta kyu hai?
Ab mujhe pata chala,wo tujhpe marta kyu hai...

Jaha wo jata hai, waha tum b chali jati ho,
chori-2 usko pagal banati ho..
Wo b tum pe jaa nisaar karta hai,
naam hai uska ....'yaar', tumse aankhe chaar karta hai ...

Tum dono ki achhi jugalbandi hai,
dil ki baato ko chupana,
ye aadat bahut gandi hai...

Ho sake to mujhe muaaf karna kyunki,
beech me taang adaane ki aadat purani mujhe gandi hai...

God bless you Naaz nd .........
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
asdfgh
Guest
 
Posts: n/a
2nd April 2009, 02:40 PM

Quote:
Originally Posted by Widhani View Post
Simple and highly touching.. Kaafi achhe dhang se ek dum seedhe saadhe andaaz se sachhai bayaan ki hai dost... Mind blowing. High tech poems ke beech itni sipmple poem ko padhne ka maza hi alag hai..

Really great..
Thanx Bhai...

aapka dhyaan mujh nacheez ki post ki taraf gaya aur aapko meri ek choti si koshish pasand aayi.. Mai aapka tahe dil shukr gujaar hu...
Thanx again Bhai
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
N@zneen
Banned
N@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud of
 
Offline
Posts: 3,689
Join Date: Jan 2009
Rep Power: 0
2nd April 2009, 02:55 PM

Quote:
Originally Posted by Buland Shayar View Post
Hmmmmm........

Kis ko kehna chahti ho Naaz ? ?

Mujhe batao mai usko pm karke mera jawab padhne ko kahunga...

shayad mera andaza sahi hai, agar sahi hai to mai kuch likhne ki koshish kar raha hu, tumhare liye aur Mere 'YAAR' k liye...

Naam lene se uska, tera dil darta kyu hai?
Ab mujhe pata chala,wo tujhpe marta kyu hai...

Jaha wo jata hai, waha tum b chali jati ho,
chori-2 usko pagal banati ho..
Wo b tum pe jaa nisaar karta hai,
naam hai uska ....'yaar', tumse aankhe chaar karta hai ...

Tum dono ki achhi jugalbandi hai,
dil ki baato ko chupana,
ye aadat bahut gandi hai...

Ho sake to mujhe muaaf karna kyunki,
beech me taang adaane ki aadat purani mujhe gandi hai...

God bless you Naaz nd .........
hahahaha oh my GOD i cant belive ths tmhe lag raha hai mai ye sab ****yaar k liye keh rahi hu & u think he is tht someone.......hahahaha.....i wud like to c his face right now.......dude tht ****yaar & me r poles apart we both can barely tolerate each other........love to bht dur ki baat hai.........waise hamare liye tumne poem bhi likh di i like tht.......hahaha.......my GOD raj i was talking abt boyz in general
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
asdfgh
Guest
 
Posts: n/a
2nd April 2009, 03:06 PM

No comments ! ! !
Just wnt to try to write a sher...

Dil ki baato ko wo is kadar chupa rahe hain...
Pyaar hai dil me,use takraar bata rahe hain...
Halka halka sa dard to jarur hai kahi na kahi...
Aur wo Us dard ko Hanske Daba rahe hain...!

no more conversation n ths topic...
I think k mai had paar kar chuka hu....

SORRY
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
N@zneen
Banned
N@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud of
 
Offline
Posts: 3,689
Join Date: Jan 2009
Rep Power: 0
2nd April 2009, 03:11 PM

Quote:
Originally Posted by Buland Shayar View Post
No comments ! ! !
Just wnt to try to write a sher...

Dil ki baato ko wo is kadar chupa rahe hain...
Pyaar hai dil me,use takraar bata rahe hain...
Halka halka sa dard to jarur hai kahi na kahi...
Aur wo Us dard ko Hanske Daba rahe hain...!

no more conversation n ths topic...
I think k mai had paar kar chuka hu....

SORRY
OH MY GOD RAJ U R REALLY NUTS
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
Smile 2nd April 2009, 06:21 PM

gr8 work RAJ............bahut hi simple words me aapne dil ka haal bayaan kiya hai...very sweet and touchy....keep writing dear...........

"LAMHA"

mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote
Old
  (#15)
asdfgh
Guest
 
Posts: n/a
3rd April 2009, 12:13 AM

Quote:
Originally Posted by LAMHA View Post
gr8 work RAJ............bahut hi simple words me aapne dil ka haal bayaan kiya hai...very sweet and touchy....keep writing dear...........
Thanx Lamha......
I'll try to improve myself more...
Thanx again
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
Baqtiar
Loquacious Adonis
Baqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to all
 
Baqtiar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Sep 2008
Location: ......
Rep Power: 23
6th April 2009, 03:49 PM

Quote:
Originally Posted by Buland Shayar View Post
Hmmmmm........

Kis ko kehna chahti ho Naaz ? ?

Mujhe batao mai usko pm karke mera jawab padhne ko kahunga...

shayad mera andaza sahi hai, agar sahi hai to mai kuch likhne ki koshish kar raha hu, tumhare liye aur Mere 'YAAR' k liye...

Naam lene se uska, tera dil darta kyu hai?
Ab mujhe pata chala,wo tujhpe marta kyu hai...

Jaha wo jata hai, waha tum b chali jati ho,
chori-2 usko pagal banati ho..
Wo b tum pe jaa nisaar karta hai,
naam hai uska ....'yaar', tumse aankhe chaar karta hai ...

Tum dono ki achhi jugalbandi hai,
dil ki baato ko chupana,
ye aadat bahut gandi hai...

Ho sake to mujhe muaaf karna kyunki,
beech me taang adaane ki aadat purani mujhe gandi hai...

God bless you Naaz nd .........
Raaton Ko Karvat Badaltay Hain Hum
Shamma Ki Maanind Jaltay Hain Hum

Tum Hi Batao - Kay Hum Kya Karayn
Chaaron Taraf - Dekhtay Hain tumhain

Is Main Khata Kya Hamari Hai
Har Shay Main Soorat Tumhari Hai

Gallion Main Tum Ho, Bahaaron Main Tum
Is Dil Main Tum Ho, Nazaaron Main Tum
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
N@zneen
Banned
N@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud of
 
Offline
Posts: 3,689
Join Date: Jan 2009
Rep Power: 0
6th April 2009, 03:53 PM

Quote:
Originally Posted by Baqtiar View Post
Raaton Ko Karvat Badaltay Hain Hum
Shamma Ki Maanind Jaltay Hain Hum

Tum Hi Batao - Kay Hum Kya Karayn
Chaaron Taraf - Dekhtay Hain tumhain

Is Main Khata Kya Hamari Hai
Har Shay Main Soorat Tumhari Hai

Gallion Main Tum Ho, Bahaaron Main Tum
Is Dil Main Tum Ho, Nazaaron Main Tum
hahahaha..........GREAT

Aye dhadkan sambhal zara ye haqeeqat hai ya sapna,
Ye kaun bante jaraha hai yu.n chupke chupke apna.
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
nalinmehra
The Lost Poet
nalinmehra is just really nicenalinmehra is just really nicenalinmehra is just really nicenalinmehra is just really nicenalinmehra is just really nice
 
nalinmehra's Avatar
 
Offline
Posts: 312
Join Date: Nov 2008
Rep Power: 20
7th April 2009, 06:29 AM

BULAND BHAI , APNE TOH YEH MARKETING PE LECTURE DE DIYA

AUR APKI WOH SEAT RESERVE WALI BAAT TOH EKDUM ZORDAAR LAGI MUJHE....
KAFI INNOVATIVE SOCHTE HAIN AAP..........

Quote:
Originally Posted by Buland Shayar View Post
my dear naaz,

is duniya me 2 tarah k ladke hote hain,
ek to wo, jo har kisi se apna izhaar kar diya karte hain, jaise ve koi salesman ho aur apna product har kisi ko bechne k liye ready rehte hain.

Aur ek hote hain jo is poori duniya me sirf ek he ko chaha karte hain, jaise k koi Agency ho, jo sirf ek he cmpny k product me deal karti hai..

jo salesman type hote hain, unka product ( ishq ) koi leta hai, koi nahi leta, koi unko ghar k andar bula leta hai, koi bahar se he dhakka maar k nikaal deta hai...

Aur jo agency type hote hain,
unka cmpny se cntrct hota hai, ve kewal usi cmpny k product me deal krte hain,
unki har jagah izzat hoti hai, market me naam hota hai...

Moral of d story is :

tamacha unhi ko padta hai jo tamacha deserve karte hain...

Unko tamacha nahi padta jo
Dil me apne sirf ek ki seat reserve rakhte hain...

Nalin

Uski Har "Uff" pe hum apni jaan lutate rahe,
Uski Shaqsiyat ko karke buland hum khudko mitate rahe,
Raahe-e-mohobbat me hamne kuch yun paya sila wafa ka,
woh dete rahe zakhm pe zakhm aur ham muskurate rahe

Please Honor me and my creative writing by visitng my website @ www.nalin-mehra.blogspot.com
   
Reply With Quote
plz note
Old
  (#19)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
plz note - 7th April 2009, 01:05 PM

here, no personal chat please,

infraction will be given next time

all deleted...

Mayank
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#20)
asdfgh
Guest
 
Posts: n/a
22nd October 2009, 02:16 PM

ye sab maine likha hai i am very forgetfull
   
Reply With Quote
Old
  (#21)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
22nd October 2009, 05:18 PM

Quote:
Originally Posted by Buland Shayar View Post

Baat hai baato ki,
har ek k jazbaato ki,
kisi k mann me kuch,kisi k kuch,
sabke dil k haalaato ki...

Koi kisi ko chahe,koi kisi ko,
pyaar ki jrurat hai har kisi ko,

koi izhaar kar deta hai,
koi dil me chupa leta hai,
ye baat hai bas aise he chupe jazbaato ki...

Jo muh se bolta hai baat apni,
sun ne wala use kaano se sunta hai...
Aur jo Dil se bolta hai baat apni,
sun ne wala use Dil se sunta hai...

Agar jo tumhe b kisi ko kuch kehna hai...
Kisi k dil me tumko b rehna hai...
To kehta hai Buland,
kehna baat dil se,
pahuchegi uske dil tak..
Jo kahoge sirf muh se,
nahi pahuchegi uske dil tak..

Dil ki baato me bada asar hota hai,
gar chaho dil se to khuda b humsafar hota hai...
Doori darmiyaa chahe kitni b ho Buland,
Sachha pyaar saath tumhare har waqt hota hai...
Raj Bhai .........

Kya baat hai paji.... ek simple se words mein kuch kehna ho to koi aapse sikhe,.... mindblowing... bahut achche ahsaas hai aapke..... likhate rahiye bahut achcah laga padhker aapko....

AUr yahan mere kafi purane doston se mulakhat ho gayi .....

Naaz, Nalin, Baqs and Lamaha.... aap logoN ki baaten dekhker achcah laga per aapka ek vichar aur udharan kehne ko achcha hia per main un sellsman ki list mein chala ja raha huN jo direct apne love ko propose karte hai......... Yeh mera style hia tadap tadap ke marne se achcha hia ek jhatke mein mar jaye kyuN kya khayal hai.... uar iske liye Jigar lagta hai aur yeh sabke bus ki baat nahi Raj bhi don't mind

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#22)
asdfgh
Guest
 
Posts: n/a
22nd October 2009, 07:33 PM

Hahaha sameer ji... Mai dua karta hu k aapka product jaldi bik jaye aur aapki sale achhi ho ...

lekin mai kuch clear karna chahta hu yaha... Wo yeh ki.. Ye udahran maine naaz ki tamacha wali baat pe diya tha .. Na ki izhaar karne wali baat pe...

aasha karta hu k aap salesman'giri' chhor k sirf ek he party k product me deal karenge... aur dua hai k aapke izhaar e ishq ka jawaab aapko ikraar e ishq se mile all d best
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
' Baat Baat Par Baatein Banaana Koyi Dilkash Adaa Nahin...! ' Amanush... Shayri-e-Dard 26 16th December 2009 04:48 PM
Ghazal: kya baat hai? yahi puch jaaye to kya baat hai... Pradhyuman Shayri-e-Ishq 17 1st June 2009 10:40 AM
Ghazal:maiN baat dil se kahta huuN yah baat merii maaniYe! Mayank Ghazal Section 36 8th May 2007 02:16 PM
yunn baat baat pe aakhoN ko tarr nahi karte talib Shayri-e-Dard 20 5th January 2006 07:10 AM
har baat yahaa.N baat ba.Dhaane ke liye hai... Pulkit_gupta Shayri-e-Dard 12 30th September 2004 03:00 PM

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com