Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Ibaadat me shumaar....
Old
  (#1)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
Ibaadat me shumaar.... - 25th December 2010, 06:58 PM

Bazm me aaye hue Naazreeno-Hazraat ko shaad ka aadaab... ek khayaal peshe khidmat hai us shokh ke naam pe jisne jab jab apni yaad dilaai hai meri rooh tak ko mahkaaya hai... ummeed hai us jazbaat ko aap sab bhi mahsoos kar sakenge is naacheez ki tahreer me.....nosh farmaaaiye.

Is taraha muhabbat ka wo Izhaar karte hain.
khaabon me aakar hi aksar Iqraar karte hain.

Ban jate hain Anjaan yuN duniya ke saamne,
Jaise ki meri Chaahaton se inkaar karte hain.

Jab bhi likhhta hoon main jazbaate-sher koi,
Wo baithe sunte hain aur sudhaar karte hain.

Kahte to hain ke meri jano-dil me baste hain.
Unhi ko hale-dil sunauN to taqraar karte hain.

Wo jab bheegi hui zulfon se qahar dhate hain,
Suna hai unse pardaa tab aabshaar karte hain.

Tune hii pahle Islaam kubool kar liyaa "shaad"
Kai unhe aajkal Ibaadat me shumaar karte hain.

shaad...

Shaad...

Last edited by sunita thakur; 25th December 2010 at 09:49 PM.. Reason: on users request...
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
25th December 2010, 07:20 PM

Tune hii pahle Islaam kubool kar liyaa "shaad"
Kai unhe aajkal Ibaadat me shumaar karte hain.

ye sher bahut hi interesting lagaa shaad sahab.
daad kubul kijiye meri.
ulaa ki aisi adaan thi ki kya batayen...
saani ne ise zara limited kar diya...
ek aur saani sochiye sahab....

iska matlab ye nahi ki ye sher koi kam hai......bilkul qahr hai.

Jab bhi likhhta hoon main jazbaate-sher koi,
Wo baithe sunte hain aur sudhaar karte hain.

ab is sher ki taareef kaise ki jaaye...ye samjh nahi aa raha......
koi naya tarika sochna hoga, daad dene ke liye
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,722
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
26th December 2010, 03:15 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
Bazm me aaye hue Naazreeno-Hazraat ko shaad ka aadaab... ek khayaal peshe khidmat hai us shokh ke naam pe jisne jab jab apni yaad dilaai hai meri rooh tak ko mahkaaya hai... ummeed hai us jazbaat ko aap sab bhi mahsoos kar sakenge is naacheez ki tahreer me.....nosh farmaaaiye.

Is taraha muhabbat ka wo Izhaar karte hain.
khaabon me aakar hi aksar Iqraar karte hain.

Ban jate hain Anjaan yuN duniya ke saamne,
Jaise ki meri Chaahaton se inkaar karte hain.

Jab bhi likhhta hoon main jazbaate-sher koi,
Wo baithe sunte hain aur sudhaar karte hain.

Kahte to hain ke meri jano-dil me baste hain.
Unhi ko hale-dil sunauN to taqraar karte hain.

Wo jab bheegi hui zulfon se qahar dhate hain,
Suna hai unse pardaa tab aabshaar karte hain.

Tune hii pahle Islaam kubool kar liyaa "shaad"
Kai unhe aajkal Ibaadat me shumaar karte hain.

shaad...
waah shaad bhai ! zauq e ishk ka kya khoob bayaan kiya ...aur uskee nuktaacheene bhi kis andaaz se ki. bas mazaa hi aaa gayaa. badaa khoobsurat aur dilnasheen kalaam rahaa aapkaa ... dheron daad aur duaon ke saath ... zarraa
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
26th December 2010, 08:31 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
Bazm me aaye hue Naazreeno-Hazraat ko shaad ka aadaab... ek khayaal peshe khidmat hai us shokh ke naam pe jisne jab jab apni yaad dilaai hai meri rooh tak ko mahkaaya hai... ummeed hai us jazbaat ko aap sab bhi mahsoos kar sakenge is naacheez ki tahreer me.....nosh farmaaaiye.

Is taraha muhabbat ka wo Izhaar karte hain.
khaabon me aakar hi aksar Iqraar karte hain.

Ban jate hain Anjaan yuN duniya ke saamne,
Jaise ki meri Chaahaton se inkaar karte hain.

Jab bhi likhhta hoon main jazbaate-sher koi,
Wo baithe sunte hain aur sudhaar karte hain.

Kahte to hain ke meri jano-dil me baste hain.
Unhi ko hale-dil sunauN to taqraar karte hain.

Wo jab bheegi hui zulfon se qahar dhate hain,
Suna hai unse pardaa tab aabshaar karte hain.

Tune hii pahle Islaam kubool kar liyaa "shaad"
Kai unhe aajkal Ibaadat me shumaar karte hain.

shaad...

Sameer bhai.....bahut accha likha hai aapne, sabhi sher kabil-e-treef haiN, dil se daad hazir hai.

khush rahiye
duaon ke saath
baaji

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#5)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
26th December 2010, 10:10 PM

Quote:
Originally Posted by zidd View Post
Tune hii pahle Islaam kubool kar liyaa "shaad"
Kai unhe aajkal Ibaadat me shumaar karte hain.

ye sher bahut hi interesting lagaa shaad sahab.
daad kubul kijiye meri.
ulaa ki aisi adaan thi ki kya batayen...
saani ne ise zara limited kar diya...
ek aur saani sochiye sahab....

iska matlab ye nahi ki ye sher koi kam hai......bilkul qahr hai.

Jab bhi likhhta hoon main jazbaate-sher koi,
Wo baithe sunte hain aur sudhaar karte hain.

ab is sher ki taareef kaise ki jaaye...ye samjh nahi aa raha......
koi naya tarika sochna hoga, daad dene ke liye

Zidd bhai aadaab, behad shukrguzaar hoon jo aapne nacheez ki bazm me tashreef laane ki zahmat uthaai aur hamare khayalon ko padha pasand kiyaa.
Aapne jo sher quote kiye hain sach maane to wo hamare khud ke bhi pasandida rahe hain... baharhaal aapne saani ka kaha hai, beshaq aapke zahen me alag khayaal aa sakte hain.. khayalon ka kya hai aate jate rahte hain, hamare is bar yahi aa sake..
Khair saath banaae rahen padhte rahen ho sakta hai aage chalke kabhi hum
Hum-khayaal bhi ho jaaen.. shukriya ek baar fir. duaaon me yaad rakhen
allaha hafiz.

shaad...

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
26th December 2010, 10:12 PM

Quote:
Originally Posted by zarraa View Post
waah shaad bhai ! zauq e ishk ka kya khoob bayaan kiya ...aur uskee nuktaacheene bhi kis andaaz se ki. bas mazaa hi aaa gayaa. badaa khoobsurat aur dilnasheen kalaam rahaa aapkaa ... dheron daad aur duaon ke saath ... zarraa
Zarraa bhai khush raho... bhai aapki nazar ki to daad deni padi, aapne is dil ki gahraaai naap hii lee. aapne khayalon ko padha hi nahi parkhaa bhi, hamari khushnaseebi hai. aap aaye behad khushi hui. daad aur duaaon ka shukriya.. apna khayaal rakhen , khushh rahen aur aate rahen.

shaad...

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
EnigmA
Registered User
EnigmA is a splendid one to beholdEnigmA is a splendid one to beholdEnigmA is a splendid one to beholdEnigmA is a splendid one to beholdEnigmA is a splendid one to beholdEnigmA is a splendid one to beholdEnigmA is a splendid one to behold
 
EnigmA's Avatar
 
Offline
Posts: 199
Join Date: Oct 2010
Rep Power: 21
26th December 2010, 10:13 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post

Is taraha muhabbat ka wo Izhaar karte hain.
khaabon me aakar hi aksar Iqraar karte hain.

Ban jate hain Anjaan yuN duniya ke saamne,
Jaise ki meri Chaahaton se inkaar karte hain.

Jab bhi likhhta hoon main jazbaate-sher koi,
Wo baithe sunte hain aur sudhaar karte hain.

Kahte to hain ke meri jano-dil me baste hain.
Unhi ko hale-dil sunauN to taqraar karte hain.

Wo jab bheegi hui zulfon se qahar dhate hain,
Suna hai unse pardaa tab aabshaar karte hain.

Tune hii pahle Islaam kubool kar liyaa "shaad"
Kai unhe aajkal Ibaadat me shumaar karte hain.

shaad...
Aadaab Janaab Shaad Sahab!

Aaafreen! Aaafreen! Kya karen, sar-sari perh ker daad aur rai pesh kerna is nacheez ki tabeeyat nahi. Isiliye jab bhi comment likhta hoon to boht waqt lagta hai aur sab jagah comments ker nahi pata(waqt ki tangi ki wajah se). Aaapki is ghazal ka har ek shayr re-read kerte kerte andaza nahi reha waqt ka. Zabardast kahoon to shayad boht kam hoga! Deegar shura ne baz cheezen pehle he kehdeen so dohrana bekaar hai! Daad k phool pesh-e-qidmat hain qabool fermaiyega aur ek baar phir se boht boht shukriya apka k aapne humse itni khoobsoorat Ghazal share ki! Khush rahein!

EnigmA
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
26th December 2010, 10:18 PM

Wo jab bheegi hui zulfon se qahar dhate hain,
Suna hai unse pardaa tab aabshaar karte hain.

Very Romantic ............ Shaad Ji !!!

Tune hii pahle Islaam kubool kar liyaa "shaad"
Kai unhe aajkal Ibaadat me shumaar karte hain.

Bahut umdaa Khayaal laga hume .... Nice One ... !!!

Tahe dil se daad hazir hai ... qubuul ki jiye ... aur behtar kalaamoN ke saath aate rahen aur likhte rahen aage bhi ... khush rahen ... !

duaaon ke saath ... !

YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...

---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#9)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
27th December 2010, 10:27 AM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
Sameer bhai.....bahut accha likha hai aapne, sabhi sher kabil-e-treef haiN, dil se daad hazir hai.

khush rahiye
duaon ke saath
baaji
Dear Sunite baaji, bahot accha laga mujhe, ye jaankar nahi ki aapko pasand aaya, balki ye dekhkar ki aap aain, hamari bazm me, aapki shirqat behad ahmiyat rakhtii hai mere liye. Bas aap sabhi padhte ho aur mujhe jo dil se daad dete ho usi ki badaulat main thoda bahot kuch likh leta hoon aur kuch nahi... ummeed hai aise hi hausla badhate rahenge.. duaaon me yaad rakhen.

shaad...

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
27th December 2010, 10:45 AM

Quote:
Originally Posted by EnigmA View Post
Aadaab Janaab Shaad Sahab!

Aaafreen! Aaafreen! Kya karen, sar-sari perh ker daad aur rai pesh kerna is nacheez ki tabeeyat nahi. Isiliye jab bhi comment likhta hoon to boht waqt lagta hai aur sab jagah comments ker nahi pata(waqt ki tangi ki wajah se). Aaapki is ghazal ka har ek shayr re-read kerte kerte andaza nahi reha waqt ka. Zabardast kahoon to shayad boht kam hoga! Deegar shura ne baz cheezen pehle he kehdeen so dohrana bekaar hai! Daad k phool pesh-e-qidmat hain qabool fermaiyega aur ek baar phir se boht boht shukriya apka k aapne humse itni khoobsoorat Ghazal share ki! Khush rahein!

pyaare bhai.. aaj aapki aamad dekhi hamari mahfil mein, accha laga aapke khayaal dekhkar, behad khushnaseeb samajhta hoon main khud ko jo aapne apne keemti waqt me se thodaa sa waqt mere liye nikaala aur meri likhi hui is adna si kalaam ko saraaha .. aapdi daad ka main tahedil se istaqbaal karta hoon... aur aapne jo muhabbat aur khuloos lutaai hai main inhe sar aankhon pe rakhta hoon mere bhai.. bas yoonhi saath dete rahna. aate rahna. padhte rahna... apna khyaal rakhiye, hamesha khush rahiye.

shaad...

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
vikramjethi
masttt...
vikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.com
 
vikramjethi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,151
Join Date: Sep 2009
Location: Chandigarh
Rep Power: 40
Love 27th December 2010, 11:06 AM

Is taraha muhabbat ka wo Izhaar karte hain.
khaabon me aakar hi aksar Iqraar karte hain.

Ban jate hain Anjaan yuN duniya ke saamne,
Jaise ki meri Chaahaton se inkaar karte hain.

Jab bhi likhhta hoon main jazbaate-sher koi,
Wo baithe sunte hain aur sudhaar karte hain.

Kahte to hain ke meri jano-dil me baste hain.
Unhi ko hale-dil sunauN to taqraar karte hain.

Wo jab bheegi hui zulfon se qahar dhate hain,
Suna hai unse pardaa tab aabshaar karte hain.

Tune hii pahle Islaam kubool kar liyaa "shaad"
Kai unhe aajkal Ibaadat me shumaar karte hain.

sameer saheb aadaaB...

yaar kya likha hai, bahut khoob...maza aa gaya padh kar...
har sher dusare se behtar...koi ek sher choose nahi kar pa raha huN...
bahut kam dikhte haiN is tarha ke qalaam...mujhe khushi hai ki aapne ise likha...meri janib se daad-o-mubaraqbaad qubuul kijiyega....aur yuN_hi likhte rahuiyega...

mukhlis,
vikram

'E Taahire Laahuti!!!
Uss Rizk Se Tau Maut Bhali
Jis Rizk Se Aatee Ho
Tere Parwaaz MeiN Kotaahi....

vikramjethi@gmail.com
  Send a message via Yahoo to vikramjethi  
Reply With Quote
Old
  (#12)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
27th December 2010, 12:30 PM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
Wo jab bheegi hui zulfon se qahar dhate hain,
Suna hai unse pardaa tab aabshaar karte hain.

Very Romantic ............ Shaad Ji !!!

Tune hii pahle Islaam kubool kar liyaa "shaad"
Kai unhe aajkal Ibaadat me shumaar karte hain.

Bahut umdaa Khayaal laga hume .... Nice One ... !!!

Tahe dil se daad hazir hai ... qubuul ki jiye ... aur behtar kalaamoN ke saath aate rahen aur likhte rahen aage bhi ... khush rahen ... !

duaaon ke saath ... !
Naresha bhai ko hamara aadaab... janaab aapki shirqat ke baina sab adhura sa hi rahta hai.. kahte hain na ki jab tak sar pe buzurg ka haanth na ho to lagta hai pairon ke neeche zameeN hi nahi... aapki nazar pesh karne ke liye behad mashkoor hoon... khushnaseebi meri jo aapko mera likha hua pasand aaya.. duaaon ka tahedil se istaqbaal... aate rahen yoonhi.. hausalafzaai karte rahen...

shaad...

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
Radhika_2
RooH Se RooH Tak
Radhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Radhika_2's Avatar
 
Offline
Posts: 1,247
Join Date: Feb 2010
Location: Delhi
Rep Power: 53
27th December 2010, 12:48 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
Bazm me aaye hue Naazreeno-Hazraat ko shaad ka aadaab... ek khayaal peshe khidmat hai us shokh ke naam pe jisne jab jab apni yaad dilaai hai meri rooh tak ko mahkaaya hai... ummeed hai us jazbaat ko aap sab bhi mahsoos kar sakenge is naacheez ki tahreer me.....nosh farmaaaiye.

Is taraha muhabbat ka wo Izhaar karte hain.
khaabon me aakar hi aksar Iqraar karte hain.

Ban jate hain Anjaan yuN duniya ke saamne,
Jaise ki meri Chaahaton se inkaar karte hain.

Jab bhi likhhta hoon main jazbaate-sher koi,
Wo baithe sunte hain aur sudhaar karte hain.

Kahte to hain ke meri jano-dil me baste hain.
Unhi ko hale-dil sunauN to taqraar karte hain.

Wo jab bheegi hui zulfon se qahar dhate hain,
Suna hai unse pardaa tab aabshaar karte hain.

Tune hii pahle Islaam kubool kar liyaa "shaad"
Kai unhe aajkal Ibaadat me shumaar karte hain.

shaad...
ji bhaut khoob..........................

Radhika

Seene Me Zakham Utarey Chale Gaye
Jo Humpe Guzari Guzarey Chale Gaye

Woh Aayega Ek Din Milne Humse
Naam Uska Hi Pukarey Chale Gaye

E-mail : radhika.nm2@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
27th December 2010, 12:58 PM

Quote:
Originally Posted by vikramjethi View Post
Is taraha muhabbat ka wo Izhaar karte hain.
khaabon me aakar hi aksar Iqraar karte hain.

Ban jate hain Anjaan yuN duniya ke saamne,
Jaise ki meri Chaahaton se inkaar karte hain.

Jab bhi likhhta hoon main jazbaate-sher koi,
Wo baithe sunte hain aur sudhaar karte hain.

Kahte to hain ke meri jano-dil me baste hain.
Unhi ko hale-dil sunauN to taqraar karte hain.

Wo jab bheegi hui zulfon se qahar dhate hain,
Suna hai unse pardaa tab aabshaar karte hain.

Tune hii pahle Islaam kubool kar liyaa "shaad"
Kai unhe aajkal Ibaadat me shumaar karte hain.

sameer saheb aadaaB...

yaar kya likha hai, bahut khoob...maza aa gaya padh kar...
har sher dusare se behtar...koi ek sher choose nahi kar pa raha huN...
bahut kam dikhte haiN is tarha ke qalaam...mujhe khushi hai ki aapne ise likha...meri janib se daad-o-mubaraqbaad qubuul kijiyega....aur yuN_hi likhte rahuiyega...

mukhlis,
vikram

behad shukriya tashreef lane ke liye Vikram bhai.. ye aapki nawazish , karam, inaayat hai sarkaar jo aapne Nacheez ki tahreer ko itni izzat bakhshi...ek baar fir se tahedil se shukriya aapka huzoor.. aate rahen, yoonhi saath dete rahen..

shaad...

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
27th December 2010, 01:03 PM

Quote:
Originally Posted by Radhika_2 View Post
ji bhaut khoob..........................

Is taraha muhabbat ka wo Izhaar karte hain.
khaabon me aakar hi aksar Iqraar karte hain.

Ban jate hain Anjaan yuN duniya ke saamne,
Jaise ki meri Chaahaton se inkaar karte hain.

behad shukriya Radhika jee, jo aapne apne keemti waqt me se thoda sa is nacheez ke liye zaaya kiya... aapne mahfil me aane ki zehmat utthai aur hame pasand bhi kiya.. tahe dil se shukrguzaaar hoon aapka.. aati rahen..khush rahen.

shaad...

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
27th December 2010, 01:45 PM

Boht KHooob Shaad Saheb.......

Hr Sher Zabardast Hai.......
Likhtay Rahen........ KHush Rahen

Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
Love 27th December 2010, 02:05 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
Bazm me aaye hue Naazreeno-Hazraat ko shaad ka aadaab... ek khayaal peshe khidmat hai us shokh ke naam pe jisne jab jab apni yaad dilaai hai meri rooh tak ko mahkaaya hai... ummeed hai us jazbaat ko aap sab bhi mahsoos kar sakenge is naacheez ki tahreer me.....nosh farmaaaiye.

Is taraha muhabbat ka wo Izhaar karte hain.
khaabon me aakar hi aksar Iqraar karte hain.

Ban jate hain Anjaan yuN duniya ke saamne,
Jaise ki meri Chaahaton se inkaar karte hain.

Jab bhi likhhta hoon main jazbaate-sher koi,
Wo baithe sunte hain aur sudhaar karte hain.

Kahte to hain ke meri jano-dil me baste hain.
Unhi ko hale-dil sunauN to taqraar karte hain.

Wo jab bheegi hui zulfon se qahar dhate hain,
Suna hai unse pardaa tab aabshaar karte hain.

Tune hii pahle Islaam kubool kar liyaa "shaad"
Kai unhe aajkal Ibaadat me shumaar karte hain.

shaad...
shaad bhai bahut khoob har ashar khoob lage par ye to kamaal ka laga

daad kubul farmaayen
duaon ke saath

Aapka Apna
Ishk

'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है

email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
27th December 2010, 02:54 PM

Quote:
Originally Posted by AHMAD SHAKIL View Post
Boht KHooob Shaad Saheb.......

Hr Sher Zabardast Hai.......
Likhtay Rahen........ KHush Rahen
Bahot bahot shukriya shakil bhai.. aap tashreef laaye aurhame pasand kiya.. aate rahen.. khush rahen...
shaad...

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
27th December 2010, 03:01 PM

Quote:
Originally Posted by ISHK EK IBADAT View Post
shaad bhai bahut khoob har ashar khoob lage par ye to kamaal ka laga

Kahte to hain ke meri jano-dil me baste hain.
Unhi ko hale-dil sunauN to taqraar karte hain.

Wo jab bheegi hui zulfon se qahar dhate hain,
Suna hai unse pardaa tab aabshaar karte hain.

daad kubul farmaayen
duaon ke saath

janaab rajinder bhai ko shaad kaa aadaab.. bhai is baar bhi aap nacheez ki mahfil me tashreef laaye mujhe behad khushi ho rahi hai.. accha laga jkankart ki aapko pasand aaya .. hausal-afzaai ka behad shukriya.. aate rahen. saath dete rahen.. duaaon ka muntazir.
shaad...

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#20)
Rashmi sharma
volunteer
Rashmi sharma has much to be proud ofRashmi sharma has much to be proud ofRashmi sharma has much to be proud ofRashmi sharma has much to be proud ofRashmi sharma has much to be proud ofRashmi sharma has much to be proud ofRashmi sharma has much to be proud ofRashmi sharma has much to be proud of
 
Rashmi sharma's Avatar
 
Offline
Posts: 723
Join Date: May 2010
Location: chandigarh
Rep Power: 24
27th December 2010, 03:12 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
Bazm me aaye hue Naazreeno-Hazraat ko shaad ka aadaab... ek khayaal peshe khidmat hai us shokh ke naam pe jisne jab jab apni yaad dilaai hai meri rooh tak ko mahkaaya hai... ummeed hai us jazbaat ko aap sab bhi mahsoos kar sakenge is naacheez ki tahreer me.....nosh farmaaaiye.

Is taraha muhabbat ka wo Izhaar karte hain.
khaabon me aakar hi aksar Iqraar karte hain.

Ban jate hain Anjaan yuN duniya ke saamne,
Jaise ki meri Chaahaton se inkaar karte hain.

Jab bhi likhhta hoon main jazbaate-sher koi,
Wo baithe sunte hain aur sudhaar karte hain.

Kahte to hain ke meri jano-dil me baste hain.
Unhi ko hale-dil sunauN to taqraar karte hain.

Wo jab bheegi hui zulfon se qahar dhate hain,
Suna hai unse pardaa tab aabshaar karte hain.

Tune hii pahle Islaam kubool kar liyaa "shaad"
Kai unhe aajkal Ibaadat me shumaar karte hain.

shaad...
bahoot khoob sameer ji.................................

Rashmi Sharma
path par kaante bahut hain tere
par manjil par jaana too.ne
dar na jatilata se jeewan ki
isko saral banana too.ne
pasat na hone paye honsle
khud ka sahas khud hi juta le
   
Reply With Quote
Old
  (#21)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
27th December 2010, 03:17 PM

Quote:
Originally Posted by Rashmi sharma View Post
bahoot khoob sameer ji.................................
shukriya Rashmi jee... aati rahiyega.

shaad...

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#22)
Kavita Negi
Registered User
Kavita Negi is a name known to allKavita Negi is a name known to allKavita Negi is a name known to allKavita Negi is a name known to allKavita Negi is a name known to allKavita Negi is a name known to all
 
Kavita Negi's Avatar
 
Offline
Posts: 651
Join Date: Apr 2010
Location: Chandigarh
Rep Power: 20
15th January 2011, 05:14 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
Bazm me aaye hue Naazreeno-Hazraat ko shaad ka aadaab... ek khayaal peshe khidmat hai us shokh ke naam pe jisne jab jab apni yaad dilaai hai meri rooh tak ko mahkaaya hai... ummeed hai us jazbaat ko aap sab bhi mahsoos kar sakenge is naacheez ki tahreer me.....nosh farmaaaiye.

Is taraha muhabbat ka wo Izhaar karte hain.
khaabon me aakar hi aksar Iqraar karte hain.

Behad Khubsurat...................................!!!

Ban jate hain Anjaan yuN duniya ke saamne,
Jaise ki meri Chaahaton se inkaar karte hain.

Ati sundar............................................ .!!!

Jab bhi likhhta hoon main jazbaate-sher koi,
Wo baithe sunte hain aur sudhaar karte hain.

Very well written, behtareen, khubsurat...!!!

Kahte to hain ke meri jano-dil me baste hain.
Unhi ko hale-dil sunauN to taqraar karte hain.

kya baat hai..........................................!!!

Wo jab bheegi hui zulfon se qahar dhate hain,
Suna hai unse pardaa tab aabshaar karte hain.

Lvly.............................................. ........!!!

Tune hii pahle Islaam kubool kar liyaa "shaad"
Kai unhe aajkal Ibaadat me shumaar karte hain.

Dher saari daad bhi kam iske aage..........!!!

shaad...
Wahhh wahhh wahhh...........!!! Khubsurat gazal ke liye dher saari wahh wahh.... Aise hi likhte rahiyee......!!! Khush rahiyee....!!!

KAVITA NEGI

Hame ehbab ki lambi qataron sy nahi matlab..........!!
Jo dil sy hamara ho hame wo ik shaksh kaafi he......!!
  Send a message via Yahoo to Kavita Negi  
Reply With Quote
Old
  (#23)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
15th January 2011, 09:57 PM

Quote:
Originally Posted by Kavita Negi View Post
Wahhh wahhh wahhh...........!!! Khubsurat gazal ke liye dher saari wahh wahh.... Aise hi likhte rahiyee......!!! Khush rahiyee....!!!

Pyaari kavitaa jee ummeed karta hoon khush hogi.. aapka bazm me istaqbaal kartaa hoon main.. aapka is andaaz se har ek sher pe apni raay dena.. is andaaz se tareef karna hame kaayal banaata hai.. aap aaye yahi hamare liye behad khushi ki baat hai.. aati rahiyega.. yoonhi sath detee rahiye. khush raho bitiyaa

shaad...

Shaad...
   
Reply With Quote
Reply

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com