Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Anjuman-e-Shayri

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 7 votes, 5.00 average. Display Modes
Old
  (#1001)
masti
Moderator
masti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant future
 
masti's Avatar
 
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power: 38
10th June 2015, 07:30 PM

Matla...
na paas aao na doori badhaao
na naz.ren churao.n na yun mus.kuraao (Mast)

Ist sher
Gudguda k hamen yoN na khud khilkhilao
Kya iraada hai dil me, kuch to batao (bhushan)

2nd Sher
chehre se hu.maare ye naz.ren hataao
n hum.ko yun ap.nii ye aa.dat lagaao. (Masti)

-Apki Dost
Sarika

Last edited by masti; 10th June 2015 at 07:36 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#1002)
bhushan
Registered User
bhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 554
Join Date: Nov 2014
Rep Power: 13
10th June 2015, 11:40 PM

Waah kya baat hai sarika ji

Mast bhai mera pehla sher jara jaldbaji me post kiya tha, jara behr se alag hai...uski jagah ye try karte hai

" na sapne dikhao, na neenden udao,
Na humko tum apna dewaana banao"

Bhushan

Bhushan Joshi

Last edited by bhushan; 10th June 2015 at 11:43 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#1003)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
11th June 2015, 12:04 AM

Doston kuch kuch takhti ke chalte per badal huye hai main Matle aur agle 2 sher ko takhti ke hisaab se wapas likh raha hoon.

Matla

na yun paas aao na doori badhaao
na naz.ren churao.n na yun mus.kuraao (Mast)

1st sher

na sapne dikhao na neenden udaao
Na humko tum apna dewaana banao (Bhushan)

2nd sher

yun chehre se mere ye naz.ren hataao
na hum.ko yun ap.nii ye aa.dat lagaao (Masti)

Qasid

___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#1004)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
11th June 2015, 02:53 AM

Matla

na yun paas aao na doori badhaao
na naz.ren churao.n na yun mus.kuraao (Mast)

1st sher

na sapne dikhao na neenden udaao
Na humko tum apna dewaana banao (Bhushan)

2nd sher

yun chehre se mere ye naz.ren hataao
na hum.ko yun ap.nii ye aa.dat lagaao (Masti)

3rd sher

Muhabbat bhare pal vo fir laut aayeiN
Kabhi maiN jo roothuN mujhe tum manaao.(madhu)

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#1005)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
11th June 2015, 12:28 PM

4th sher

jo muddat se ham se kinaaraa kiye they,
wahii kah rahe hain hame na bhulaao.... (shaad)

Last edited by sameer'shaad'; 11th June 2015 at 12:55 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#1006)
bhushan
Registered User
bhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 554
Join Date: Nov 2014
Rep Power: 13
11th June 2015, 12:55 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
Matla

na yun paas aao na doori badhaao
na naz.ren churao.n na yun mus.kuraao (Mast)

1st sher

na sapne dikhao na neenden udaao
Na humko tum apna dewaana banao (Bhushan)

2nd sher

yun chehre se mere ye naz.ren hataao
na hum.ko yun ap.nii ye aa.dat lagaao (Masti)

3rd sher

Muhabbat bhare pal vo fir laut aayeiN
Kabhi maiN jo roothuN mujhe tum manaao.(madhu)

4th sher

bhale bhukh bacchon ko behad lagee ho,
kabhii bhuul kar bhii na MAGGY khilaao......
(shaad)

Bohot khoob.....kyaa baat hai Shaad bhai.......bina maggi khaye hi masala maggi ka maza aa gaya
Waaaah

Bhushan Joshi
   
Reply With Quote
Old
  (#1007)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
11th June 2015, 12:59 PM

Quote:
Originally Posted by bhushan View Post
Bohot khoob.....kyaa baat hai Shaad bhai.......bina maggi khaye hi masala maggi ka maza aa gaya
Waaaah
bhushan saahab..... maggy ko publically badnaam karnaa hame sahii nahii llagaa isliye apnee shiqaayat waapas le lii.....

baharhaal shukriyaaa jo aapne mazaa le liyaa maggy ka bhi baaton bataon me sahii....

Shaad....

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#1008)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
11th June 2015, 05:20 PM

Matla

na yun paas aao na doori badhaao
na naz.ren churao.n na yun mus.kuraao (Mast)

1st sher

na sapne dikhao na neenden udaao
Na humko tum apna dewaana banao (Bhushan)

2nd sher

yun chehre se mere ye naz.ren hataao
na hum.ko yun ap.nii ye aa.dat lagaao (Masti)

3rd sher

Muhabbat bhare pal vo fir laut aayeiN
Kabhi maiN jo roothuN mujhe tum manaao.(madhu)

4th sher

jo muddat se ham se kinaaraa kiye they,
wahii kah rahe hain hame na bhulaao.... (shaad)

5th sher

poore chehre ka deedar hai karna!
meri jaaN! rukh se zulfeN hataao ....

*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#1009)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
11th June 2015, 08:57 PM

Matla

na yun paas aao na doori badhaao
na naz.ren churao.n na yun mus.kuraao (Mast)

1st sher

na sapne dikhao na neenden udaao
Na humko tum apna dewaana banao (Bhushan)

2nd sher

yun chehre se mere ye naz.ren hataao
na hum.ko yun ap.nii ye aa.dat lagaao (Masti)

3rd sher

Muhabbat bhare pal vo fir laut aayeiN
Kabhi maiN jo roothuN mujhe tum manaao.(madhu)

4th sher

jo muddat se ham se kinaaraa kiye they,
wahii kah rahe hain hame na bhulaao.... (shaad)

5th sher

poore chehre ka deedar hai karna!
meri jaaN! rukh se zulfeN hataao ....{Hasan}

6.th sher

Mujhi se jo roothe aawaz de rahe haiN.
Mere intezar meiN palkeiN bichao (hamdam)

khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Old
  (#1010)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
15th June 2015, 11:22 AM

7.sher

Ajab hai ye dil bhi dhadakta hi jaye
ya tum paas aao ya fir door jao.(madhu)

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#1011)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
16th June 2015, 05:01 PM

Bahut khoob sher huye hai bazm mein aur is haseen ghazal ko rang dene ke liye sabka shukrguzaar hoon. Lijiye Makhtaa pesh kar raha hooN !!

Matla

na yun paas aao na doori badhaao
na naz.ren churao.n na yun mus.kuraao (Mast)

1st sher

na sapne dikhao na neenden udaao
Na humko tum apna dewaana banao (Bhushan)

2nd sher

yun chehre se mere ye naz.ren hataao
na hum.ko yun ap.nii ye aa.dat lagaao (Masti)

3rd sher

Muhabbat bhare pal vo fir laut aayeiN
Kabhi maiN jo roothuN mujhe tum manaao (Madhu)

4th sher

jo muddat se ham se kinaaraa kiye they
wahii kah rahe hain hame na bhulaao (Shaad)

5th sher

poore chehre ka deedar hai karna!
meri jaaN! rukh se zulfeN hataao (Hasan)

6th sher

Mujhi se jo roothe aawaz de rahe haiN.
Mere intezar meiN palkeiN bichao (Hamdam)

7th sher

Ajab hai ye dil bhi dhadakta hi jaye
ya tum paas aao ya fir door jao (Madhu)

Makhta

Khuda us nazar mein hai kaisi khumari
kahun bhi to kaise na jalwe dikhaao (Mast)

Qasid

___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें

Last edited by Qasid; 17th June 2015 at 12:11 PM..
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#1012)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
16th June 2015, 05:09 PM

Bahut khoob doston......kya mast ghazal huyi hai...
kya khoob makta diya hai anu ji.......waaah!

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#1013)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
17th June 2015, 08:19 AM

Lijiye doston nayi ghazal ka agaaz karte hain...is matle ke sath..
.
1222 1222 1222 1222

Adhoore khwaab aankhon ke mujhe aksar jagate hain
Vo
baatein aur woh pal chhin bahut ab yaad aate hain...(Madhu)

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..

Last edited by Qasid; 17th June 2015 at 01:07 PM.. Reason: Edited on Madhu's request
   
Reply With Quote
Old
  (#1014)
masti
Moderator
masti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant future
 
masti's Avatar
 
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power: 38
17th June 2015, 12:27 PM

Adhoore khwaab aankhon ke mujhe aksar jagate hain

Waah madhu wah! Kya matla hai!

Kuch koshish meri taraf se bhi.

Matla
Adhoore khwaab aankhon ke mujhe aksar jagate hain
Vo baatein aur woh pal chhin bahut ab yaad aate hain (Madhu)

Ist sher

Tera waada tha har pal tuu mujhe yun shaad rakhegaa
Tumhaare khat mujhe reh reh ke jaane kyu rulaate hain (Masti)

-Apki Dost
Sarika

Last edited by Qasid; 17th June 2015 at 01:09 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#1015)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
17th June 2015, 04:02 PM

bahut khoobsurat peshkash rahii aap dono ki madhu saahibaa aur Sarikaa jee.... kamaal ki ghazal ka aagaaaz ho rahaa hai.... Subhaan Allaah

mujh haqeer ki taraf se bhi ek chotee si koshish..... pesh hai

Matla
Adhoore khwaab aankhon ke mujhe aksar jagate hain
Vo baatein aur woh pal chhin bahut ab yaad aate hain (Madhu)

Ist sher

Tera waada tha har pal tuu mujhe yun shaad rakhegaa
Tumhaare khat mujhe reh reh ke jaane kyu rulaate hain (Masti)

(ye sher mujhe kuch zyaada pasand aayaa Sarika jee and u know why)

2nd sher

likhe they naam ham dono ne jin pe.Don ki shaakhon pe,
guzartaa hoon jo raahon se to aawaazen lagaate hain..
(shaad)
   
Reply With Quote
Old
  (#1016)
masti
Moderator
masti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant future
 
masti's Avatar
 
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power: 38
17th June 2015, 05:27 PM

Haha i completely know why?
2nd sher

likhe they naam ham dono ne jin pe.Don ki shaakhon pe,
guzartaa hoon jo raahon se to aawaazen lagaate hain..
(shaad)
(Yaad aa gaya mujhko guzra zamaana)

3rd sher

Wo taare jinko gin gin ke guzaari thi kai raatein
Wo taare ab mujhe aksar usee chat par bulaate hain

-Apki Dost
Sarika
   
Reply With Quote
Old
  (#1017)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
17th June 2015, 07:44 PM

is pahal se ek baat to acchii huii ke logon me behar seekhne aa rujhaan aa raha hai aur yaqeenan ye bahut acchii pahal ho rahii hai....... meri jaanib se ap sab ko shubh kaamnaaen aur dher saarii mubaarakbaad.....

Shaad....

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#1018)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
17th June 2015, 11:00 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
is pahal se ek baat to acchii huii ke logon me behar seekhne aa rujhaan aa raha hai aur yaqeenan ye bahut acchii pahal ho rahii hai....... meri jaanib se ap sab ko shubh kaamnaaen aur dher saarii mubaarakbaad.....

Shaad....
Bilkul sahi kaha aapne shaad ye sach me bahut achchi pahal hai.. apki aur sabhi doston ki shukraguzar hoon ki vo isme poore dil se sath de rahe hain.....yoon ham sab ek sath ise aage badate rahenge yahi ummeed hai.....meri taraf se bhi sabhi ko shubhkamnayein.......

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#1019)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
17th June 2015, 11:17 PM

Shaad bhai aapki baat se itefaaq rakhta hoon, yun to yeh mehfil behad shaandaar thi lekin pichli do gazlon mein jab se takhti dekar likhne ki shuruaat huyi mashallah har ghazal bahut behtar ho rahi hai....

Sabhi doston se shaandar sher haazir kiye hai aur ismein ek adnaa si pehal kar raho hoon agle sher se...

Matla

Adhoore khwaab aankhon ke mujhe aksar jagate hain
Vo baatein aur woh pal chhin bahut ab yaad aate hain (Madhu)

1st sher

Tera waada tha har pal tuu mujhe yun shaad rakhegaa
Tumhaare khat mujhe reh reh ke jaane kyu rulaate hain (Masti)

2nd sher

likhe they naam ham dono ne jin pe.Don ki shaakhon pe,
guzartaa hoon jo raahon se to aawaazen lagaate hain (Shaad)

3rd sher

Wo taare jin ko gin gin ke guzaari thi kai raatein
Wo taare ab mujhe aksar usee chat par bulaate hain (Masti)

4th sher

wahi par aake baitha hoon jaha guzri thi sab shaamein
meri ulfat ke yeh goshe* mujhe ab bhi sataate hai (Mast)

*corner/privacy

Qasid

___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#1020)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
18th June 2015, 10:21 AM

ke jab bhii yaad me terii hue hain mubtilaa jaanaa,
to tasweeron ko terii jaane jaaN dil se lagaate hain. (Shaad)

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#1021)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
18th June 2015, 10:44 AM

Matla

Adhoore khwaab aankhon ke mujhe aksar jagate hain
Vo baatein aur woh pal chhin bahut ab yaad aate hain (Madhu)

1st sher

Tera waada tha har pal tuu mujhe yun shaad rakhegaa
Tumhaare khat mujhe reh reh ke jaane kyu rulaate hain (Masti)

2nd sher

likhe they naam ham dono ne jin pe.Don ki shaakhon pe,
guzartaa hoon jo raahon se to aawaazen lagaate hain (Shaad)

3rd sher

Wo taare jin ko gin gin ke guzaari thi kai raatein
Wo taare ab mujhe aksar usee chat par bulaate hain (Masti)

4th sher

wahi par aake baitha hoon jaha guzri thi sab shaamein
meri ulfat ke yeh goshe* mujhe ab bhi sataate hai (Mast)

*corner/privacy

5th sher

ke jab bhii yaad me terii hue hain mubtilaa jaanaa,
to tasweeron ko terii jaane jaaN dil se lagaate hain. (Shaad)

6th sher

jo dete the su.koon mujh ko kabhi aaghosh mein tere
vo lamhe ab mujhe aksar judaaii mein rulaate hain
(Sunita Virender)

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Last edited by Qasid; 19th June 2015 at 11:09 AM..
   
Reply With Quote
Old
  (#1022)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
18th June 2015, 11:33 PM

Matla
Adhoore khwaab aankhon ke mujhe aksar jagate hain
Vo baatein aur woh pal chhin bahut ab yaad aate hain (Madhu)

1st sher
Tera waada tha har pal tuu mujhe yun shaad rakhegaa
Tumhaare khat mujhe reh reh ke jaane kyu rulaate hain (Masti)

2nd sher
likhe they naam ham dono ne jin pe.Don ki shaakhon pe,
guzartaa hoon jo raahon se to aawaazen lagaate hain (Shaad)

3rd sher
Wo taare jin ko gin gin ke guzaari thi kai raatein
Wo taare ab mujhe aksar usee chat par bulaate hain (Masti)

4th sher
wahi par aake baitha hoon jaha guzri thi sab shaamein
meri ulfat ke yeh goshe* mujhe ab bhi sataate hain (Mast)

*corner/privacy

5th sher
ke jab bhii yaad me terii hue hain mubtilaa jaanaa,
to tasweeron ko terii jaane jaaN dil se lagaate hain (Shaad)

6th sher
jo dete the su.koon mujh ko kabhi aaghosh mein tere
vo lamhe ab mujhe aksar judaaii mein rulaate hain (Sunita Virender)

7th sher
jo honthon par nahin aayi vo apni hi kahaani thi
tha dil kis baat par toota yeh qissa hum bataate hain (Mast)

Qasid

___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें

Last edited by Qasid; 19th June 2015 at 11:10 AM..
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#1023)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
18th June 2015, 11:44 PM

Waah..bahut khoob doston ek se badhkar ek sher huye hain..lijiye akhiri chhoti si koshish meri taraf se...

Matla
Adhoore khwaab aankhon ke mujhe aksar jagate hain
Vo baatein aur woh pal chhin bahut ab yaad aate hain (Madhu)

1st sher
Tera waada tha har pal tuu mujhe yun shaad rakhegaa
Tumhaare khat mujhe reh reh ke jaane kyu rulaate hain (Masti)

2nd sher
likhe they naam ham dono ne jin pe.Don ki shaakhon pe,
guzartaa hoon jo raahon se to aawaazen lagaate hain (Shaad)

3rd sher
Wo taare jin ko gin gin ke guzaari thi kai raatein
Wo taare ab mujhe aksar usee chat par bulaate hain (Masti)

4th sher
wahi par aake baitha hoon jaha guzri thi sab shaamein
meri ulfat ke yeh goshe* mujhe ab bhi sataate hain (Mast)

*corner/privacy

5th sher
ke jab bhii yaad me terii hue hain mubtilaa jaanaa,
to tasweeron ko terii jaane jaaN dil se lagaate hain (Shaad)

6th sher
jo dete the su.koon mujh ko kabhi aaghosh mein tere
vo lamhe ab mujhe aksar judaaii mein rulaate hain(Sunita Virender)

7th sher
jo honthon par nahin aayi vo apni hi kahaani thi
tha dil kis baat par toota yeh qissa hum bataate hain (Mast)

8th sher
Muhabbat ke tarano si jo in kano me ghulti thi
Na Vo barish he hoti hai na ab badal darate hain(madhu)

Last edited by Qasid; 19th June 2015 at 11:10 AM..
   
Reply With Quote
Old
  (#1024)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
19th June 2015, 10:39 AM

6th sher
jo dete the su.koon mujh ko kabhi aaghosh mein tere
vo lamhe ab mujhe aksar judaaii mein rulaate hain (Sunita Virender)

7th sher
jo honthon par nahin aayi vo apni hi kahaani thi
tha dil kis baat par toota yeh qissa hum bataate hain (Mast)

8th sher
Muhabbat ke tarano si jo in kano me ghulti thi
Na Vo barish he hoti hai na ab badal darate hain(madhu)

khoob se khoob sher kahe hain aap sab ne.. aur behad haseen ghazal huii hai is baar... sabhii members ko tahe dil se mubaarakbaad.......

Shaad...

Last edited by Qasid; 19th June 2015 at 11:11 AM..
   
Reply With Quote
Old
  (#1025)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
19th June 2015, 10:56 AM

Bahut shukriya shaad...aapke sath ke bagair ye mumkin nahi hota.....aage bhi aapka sath har kadam milta rahega aur bazm ki raunak barkaraar rahegi yahi ummeed hai.....

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#1026)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
22nd June 2015, 05:53 PM

Shaad bhai mehfil ko aapke matle ka intezaar haiN, tadap rahe hai ki agli ghazal bane, zara dil ki jaanib halat ko sukoon dijiyee

Qasid

___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#1027)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
22nd June 2015, 06:58 PM

Mast saahab ke huqum ki tameel karte hue bazm ko ek sher nazar kar rahaa hoon..... aap sab se guzaarish hai ke is silsile ko aage badhaaya jaae.....

Behar- (ramal musamman maḥzuf)
(Failaatun-3 Failun.. )

Arkaan- 2122 2122 2122 212

Matla:

raat bhar khaamoshiyon se guftagoo karte rahe,
ham charaaGon ki tarah chup chaap se jalte rahe.

Shaad....

Shaad...

Last edited by sameer'shaad'; 22nd June 2015 at 07:10 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#1028)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
22nd June 2015, 09:21 PM

ek koshish...

Hum bewajah udaasee meiN aankheiN malte rahe
raat ki aagosh meiN saaye humeiN nigalte rahe. (hamdam)

khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Old
  (#1029)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
23rd June 2015, 12:52 PM

waah bahut khoob matla diya hai shaad ji...isi par aage ek adna si koshish hai meri bhi...agar kuch kami ho to zaroor batayein..

Matla:
raat bhar khaamoshiyon se guftagoo karte rahe,
ham charaaGon ki tarah chup chaap se jalte rahe.(shaad)

1 sher
Hum bewajah udaasee meiN aankheiN malte rahe
raat ki aagosh meiN saaye humeiN nigalte rahe. (hamdam)

2 sher
har subah laayii umeedoN se bhara ek din magar.
Naa khabar lii yaar ne ham shaam ban dhalte rahe.(madhu)

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#1030)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
23rd June 2015, 01:26 PM

acchaa sher huaa madhu ji aur sanjay ji........ behad mubarakbaad

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#1031)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
23rd June 2015, 02:13 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
acchaa sher huaa madhu ji aur sanjay ji........ behad mubarakbaad
Shukriya shaad ji................

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#1032)
masti
Moderator
masti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant future
 
masti's Avatar
 
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power: 38
23rd June 2015, 02:16 PM

wah shaad ji kya matlaa hai aur kya khoob nibhaya hai sanjay ji aur maudhu aapne

Jaisa ki aap sab jaante hain beher ki bohut kam samajh hai mujhe phir bhi koshish kar rahi hun galti ho to durust kijiyega bezhizhak.

Matla:
raat bhar khaamoshiyon se guftagoo karte rahe,
ham charaaGon ki tarah chup chaap se jalte rahe.(shaad)

1 sher
Hum bewajah udaasee meiN aankheiN malte rahe
raat ki aagosh meiN saaye humeiN nigalte rahe. (hamdam)

2 sher
har subah laayii umeedoN se bhara ek din magar.
Naa khabar lii yaar ne ham shaam ban dhalte rahe.(madhu)

3 sher
haath jo tuune meraa thaama nahi aye hamsafar
zulmaton ki raah par hum be jhijhak chalte rahe

-Apki Dost
Sarika
   
Reply With Quote
Old
  (#1033)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
23rd June 2015, 03:16 PM

Quote:
Originally Posted by masti View Post

3 sher
haath jo tuune meraa thaama nahi aye hamsafar
zulmaton ki raah par hum be jhijhak chalte rahe
waaahhhhhh kyaa baat hai..... lafz zulmaton ne to bas qahar hi Dhaa diyaa hai

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#1034)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
23rd June 2015, 11:53 PM

Matla
raat bhar khaamoshiyon se guftagoo karte rahe,
ham charaaGon ki tarah chup chaap se jalte rahe (Shaad)

1st sher
Hum bewajah udaasee meiN aankheiN malte rahe
raat ki aagosh meiN saaye humeiN nigalte rahe (Hamdam)

2nd sher
har subah laayii umeedoN se bhara ek din magar.
Naa khabar lii yaar ne ham shaam ban dhalte rahe (Madhu)

3rd sher
haath jo tuune meraa thaama nahi aye hamsafar
zulmaton ki raah par hum be jhijhak chalte rahe (Masti)

4th sher
aatishon se udh rahe the khwaab mere raat bhar
hasraton ki justjuu mein girte sambhalte rahe (Mast)

Qasid

___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#1035)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
24th June 2015, 08:41 AM

waaaahhhh..sarika aur anu ji...bahut khoob sher pesh kiye hain aap dono ne..

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#1036)
Sagar Aashna
Registered User
Sagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of light
 
Sagar Aashna's Avatar
 
Offline
Posts: 410
Join Date: Nov 2014
Location: Jammu, J&K.
Rep Power: 14
24th June 2015, 09:42 AM

Matla
raat bhar khaamoshiyon se guftagoo karte rahe,
ham charaaGon ki tarah chup chaap se jalte rahe (Shaad)

1st sher
Hum bewajah udaasee meiN aankheiN malte rahe
raat ki aagosh meiN saaye humeiN nigalte rahe (Hamdam)

2nd sher
har subah laayii umeedoN se bhara ek din magar.
Naa khabar lii yaar ne ham shaam ban dhalte rahe (Madhu)

3rd sher
haath jo tuune meraa thaama nahi aye hamsafar
zulmaton ki raah par hum be jhijhak chalte rahe (Masti)

4th sher
aatishon se udh rahe the khwaab mere raat bhar
hasraton ki justjuu mein khwaab hi palte rahe (Mast)

5th sher
ManzileiN to paas thiiN aur walwala bhi Thaa magar
Yaar ki khaatir he aksar raaheiN badalte rahe

Sagar Aashna
****************
Qaul thae ke 'Sagar' milengae kal magar
Taareeki musalsal hai, savera nahii hota

Last edited by Qasid; 25th June 2015 at 08:29 AM..
   
Reply With Quote
Old
  (#1037)
masti
Moderator
masti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant future
 
masti's Avatar
 
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power: 38
24th June 2015, 01:44 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
waaahhhhhh kyaa baat hai..... lafz zulmaton ne to bas qahar hi Dhaa diyaa hai
Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
waaaahhhh..sarika aur anu ji...bahut khoob sher pesh kiye hain aap dono ne..
Shukriya aap dono ka. khushi hui aapko koshish pasand aayi.

-Apki Dost
Sarika
   
Reply With Quote
Old
  (#1038)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
24th June 2015, 02:00 PM

aatishon se udh rahe the khwaab mere raat bhar
hasraton ki justjuu mein girte sambhalte rahe (Mast)

5th sher
ManzileiN to paas thiiN aur walwala bhi Thaa magar
Yaar ki khaatir he aksar raaheiN badalte rahe (sagar aashna)

bahut khoob sher hue hain bazm me mast sahab aur Sagar saahab........... bahut si daad pesh hain aapko....

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#1039)
masti
Moderator
masti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant future
 
masti's Avatar
 
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power: 38
24th June 2015, 03:27 PM

mast and saagar ji bohut khoob.........................

-Apki Dost
Sarika
   
Reply With Quote
Old
  (#1040)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
24th June 2015, 03:32 PM

Waaahhh...Sagar sahab bahut khoob sher hua hai..

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is On

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
mehfil-e-maikashaaN, kuucha-e-dilbaraaN mausam Shayri-e-Mashahoor Shayar 0 2nd July 2008 12:39 PM
Dil Ki Kalam Se.... purab Shayri-e-Ishq 1 7th March 2008 04:23 AM
Kaaba keh do ya Kuucha-e-yaar keh do,,, karan q Anjuman-e-Shayri 10 15th January 2005 05:15 PM
Kalam !!!!! Monal Shayri-e-Ishq 0 19th October 2004 09:56 PM
Kuucha-e-kalam... Parastaar Anjuman-e-Shayri 3 2nd March 2004 01:01 PM

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com