Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Pyar Ki sachai .........
Old
  (#1)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
Pyar Ki sachai ......... - 7th August 2008, 03:00 PM

KehTe hai.. Dooriya pyar kam kar deTi hai..
Me kehTi hu.. Dooriyo ne pyar ko Tiguna kar diya..

KehTe hai.. Jhagde ho To pyar ke liye acha nahi..
Me kehTi hu.. Jhagdo ne hum dono ko aur kareeb la diya..

KehTe hai.. Pyar zahir karna zaroori hoTa hai..
Me kehTi hu.. Zuban se nahi, humne aankho se hi kaam liya..

KehTe hai.. Jalan hoTi hai To pyar nahi hoTa..
Me kehTi hu.. Jalan ne hi To gehre pyar, gehre rishTe ko janam diya..

KehTe hai.. Pyar ibaadaT hai, pooja hai bhagwan ki..
Me kehTi hu.. Khuda ka doosra naam pyar hai, To maine khuda ko maan liya..

KehTe hai.. Pyar me pagal phirTi hai
Me kehTi hu.. Is janam me pyar na kiya, To shayad kuch bhi na kiya..

KehTe hai.. Pyar ki sachayi dard hai, mayoosi hai...
Me kehTi hu.. Is dard me jiya, To sach me jiya, zindagi me kuch kiya..nm

Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai

Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
7th August 2008, 03:02 PM

hmm

KehTe hai.. Dooriya pyar kam kar deTi hai..
Me kehTi hu.. Dooriyo ne pyar ko Tiguna kar diya..

bahut khoob ji......

tiguna word is impressive ...........

bas meter ka khyal rakhe
  Send a message via Yahoo to janumanu  
Reply With Quote
Old
  (#3)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
7th August 2008, 07:38 PM

Quote:
Originally Posted by janumanu View Post
hmm

KehTe hai.. Dooriya pyar kam kar deTi hai..
Me kehTi hu.. Dooriyo ne pyar ko Tiguna kar diya..

bahut khoob ji......

tiguna word is impressive ...........

bas meter ka khyal rakhe
sukriya janumanu ji aapke yeh id achha hai ...hume pasand aaye....meter ka matlab hume nehin maloom pls aap hume batadijiyega .....

Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai

Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
8th August 2008, 03:06 PM

Diya jee....bahut acche ahsaas hoti hai aapki shayri meiN ...aapko padna accha laga....yoon hi bazam ki ronak bane rahiye...!

kush rahiye

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#5)
baagi
......since birth
baagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of light
 
baagi's Avatar
 
Offline
Posts: 428
Join Date: Apr 2008
Location: bangalore
Rep Power: 22
8th August 2008, 05:58 PM

khuubsurat ahsaas hai ji apke,sach hi kaha he aape,likhte rahe

ibadat bhi khuda hai,bagavat bhi khuda hai
khuda baagi kahi hai,kahi baagi khuda hai.
  Send a message via Yahoo to baagi  
Reply With Quote
Old
  (#6)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
8th August 2008, 11:53 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
Diya jee....bahut acche ahsaas hoti hai aapki shayri meiN ...aapko padna accha laga....yoon hi bazam ki ronak bane rahiye...!

kush rahiye
main koshish karoongi aise nagme yahan post karti rahunjismain eheshash ho ...aap younhi mere saath dijiyega Sunita ji .........

Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai

Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
8th August 2008, 11:55 PM

Quote:
Originally Posted by baagi View Post
khuubsurat ahsaas hai ji apke,sach hi kaha he aape,likhte rahe
sukriya baagi ji ...aap bhi bahat achhe likhte hain humne aap ke post dekhe hain....

Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai

Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
9th August 2008, 12:31 AM

"mujhay acha sa lagta hai tum hi ko dekhte rehna
tum hi ko sohchte rehna tum hi ko sunte rehna
bahut gahre khayalo me khwabo me sawalo me
mohabbat ke hawalo me tumhara naam aa ja na
mujhe acha sa lagta hai tumhare sung sung chalna
wafa ki aag me jalna tumhe naraz kar dena
kabhi khud bi rooth jana tumari be-rukhi pe bhi
tumhari arzoo karna khud apne dil ki dharkan se
tumhari guftagu karna mujhe acha sa lagta hai......nm

Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai

Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
rizi_humtum
mahfil-e-tanhai
rizi_humtum has a spectacular aura aboutrizi_humtum has a spectacular aura aboutrizi_humtum has a spectacular aura about
 
rizi_humtum's Avatar
 
Offline
Posts: 270
Join Date: Feb 2008
Location: Saudi Arabia (Riyadh)
Rep Power: 19
9th August 2008, 03:48 PM

Quote:
Originally Posted by Diya_Jale View Post
KehTe hai.. Dooriya pyar kam kar deTi hai..
Me kehTi hu.. Dooriyo ne pyar ko Tiguna kar diya..

KehTe hai.. Jhagde ho To pyar ke liye acha nahi..
Me kehTi hu.. Jhagdo ne hum dono ko aur kareeb la diya..

KehTe hai.. Pyar zahir karna zaroori hoTa hai..
Me kehTi hu.. Zuban se nahi, humne aankho se hi kaam liya..

KehTe hai.. Jalan hoTi hai To pyar nahi hoTa..
Me kehTi hu.. Jalan ne hi To gehre pyar, gehre rishTe ko janam diya..

KehTe hai.. Pyar ibaadaT hai, pooja hai bhagwan ki..
Me kehTi hu.. Khuda ka doosra naam pyar hai, To maine khuda ko maan liya..

KehTe hai.. Pyar me pagal phirTi hai
Me kehTi hu.. Is janam me pyar na kiya, To shayad kuch bhi na kiya..

KehTe hai.. Pyar ki sachayi dard hai, mayoosi hai...
Me kehTi hu.. Is dard me jiya, To sach me jiya, zindagi me kuch kiya..nm

bohat khoob janab kya baat hai app ki bohat post ki hai apne.khush raho hamesha hasti raho meri ye he dua hai apna khayal rakhna...

EK SITAM AUR MERI JAAN ABI JAAN BAKI HAI,DIL MAIN AB TAK TERI ULFAT KA NISHAN BAKI HAI.
  Send a message via Yahoo to rizi_humtum Send a message via MSN to rizi_humtum  
Reply With Quote
Old
  (#10)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
9th August 2008, 05:38 PM

Quote:
Originally Posted by rizi_humtum View Post
bohat khoob janab kya baat hai app ki bohat post ki hai apne.khush raho hamesha hasti raho meri ye he dua hai apna khayal rakhna...

sukriya ritz ji hume khusi hui aapse milke .....

Kuch kadmo ki hi doorie par woh mere saamne hai
Chupke se dekh aankhien band kar leti hoon
Kya waqt ki majboori hai use choo nahi sakti
Zindagi saamne hai mere saansein le nahi sakti

Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai

Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Bhoole Hain Rafta Rafta Tumhe..
Old
  (#11)
prashant vasl
Registered User
prashant vasl is a splendid one to beholdprashant vasl is a splendid one to beholdprashant vasl is a splendid one to beholdprashant vasl is a splendid one to beholdprashant vasl is a splendid one to beholdprashant vasl is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 333
Join Date: May 2008
Location: mumbai(maharashtra)
Rep Power: 22
Bhoole Hain Rafta Rafta Tumhe.. - 12th August 2008, 10:47 AM

Bhoole Hai Rafta Rafta Tumko Muddaton Me Hum...
Kishton Me Khudkhushi Ka Maza Humse Puchiye

ye sher kis ka hai,aap ne nahi likha magar jahan tak meri samajh hai,agar aap pahli line(misra)mein tum ko ki jagah TUMHE lagaati hain tabhi ye sher meter mein aata hai..koshish kar ke dekhiye..achcha khaasa sher hai..kisi ka bhi ho..is liye khud ko rok na paya.
prashant vasl

Quote:
Originally Posted by Diya_Jale View Post
main koshish karoongi aise nagme yahan post karti rahunjismain eheshash ho ...aap younhi mere saath dijiyega Sunita ji .........
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
12th August 2008, 02:15 PM

Quote:
Originally Posted by prashant vasl View Post
Bhoole Hai Rafta Rafta Tumko Muddaton Me Hum...
Kishton Me Khudkhushi Ka Maza Humse Puchiye

ye sher kis ka hai,aap ne nahi likha magar jahan tak meri samajh hai,agar aap pahli line(misra)mein tum ko ki jagah TUMHE lagaati hain tabhi ye sher meter mein aata hai..koshish kar ke dekhiye..achcha khaasa sher hai..kisi ka bhi ho..is liye khud ko rok na paya.
prashant vasl
Sukriya Prasant ji .......hum abhi isko change karke dekhte hain yeh sher meri nehin per sign main rakhi hun kyun ki iske labz mere zindegi se juda hua hai...hume khusi hui ki aapne hume salah di ...aise hi aap humare saath dijiye hum bahat kuchh sikhenge aap se

Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai

Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
iltija aur ek aur ek aur tarmeem
Old
  (#13)
prashant vasl
Registered User
prashant vasl is a splendid one to beholdprashant vasl is a splendid one to beholdprashant vasl is a splendid one to beholdprashant vasl is a splendid one to beholdprashant vasl is a splendid one to beholdprashant vasl is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 333
Join Date: May 2008
Location: mumbai(maharashtra)
Rep Power: 22
iltija aur ek aur ek aur tarmeem - 12th August 2008, 11:25 PM

Diya ji
Please..mere naam ki sahi spelling hai PRASHANT.aap ne H bhula diya..diya se aage ye ummeed nahi..aur jahan aap ne LABZ likha hai use LAFZ likhen..LAFZ yaani shabd ya words.Aap bahut achchi cheezen bhejti hain..mujhe aap ki pasand par khushi hai...
Achcha padhiye..likhtee rahiye..aur aap ek din kmaal likhengi.yaqeen nahi hoga aap ko magar apni shuru ki likhi cheezon mein main ne itni technical galtiyan ki hain ki aaj unhe padh kar khud bura lagta hai..sachchi.
all the best.
prashant vasl
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale View Post
Sukriya Prasant ji .......hum abhi isko change karke dekhte hain yeh sher meri nehin per sign main rakhi hun kyun ki iske labz mere zindegi se juda hua hai...hume khusi hui ki aapne hume salah di ...aise hi aap humare saath dijiye hum bahat kuchh sikhenge aap se
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
12th August 2008, 11:34 PM

Quote:
Originally Posted by prashant vasl View Post
Diya ji
Please..mere naam ki sahi spelling hai PRASHANT.aap ne H bhula diya..diya se aage ye ummeed nahi..aur jahan aap ne LABZ likha hai use LAFZ likhen..LAFZ yaani shabd ya words.Aap bahut achchi cheezen bhejti hain..mujhe aap ki pasand par khushi hai...
Achcha padhiye..likhtee rahiye..aur aap ek din kmaal likhengi.yaqeen nahi hoga aap ko magar apni shuru ki likhi cheezon mein main ne itni technical galtiyan ki hain ki aaj unhe padh kar khud bura lagta hai..sachchi.
all the best.
prashant vasl
ab koi galti nehin karenge janab aapke baat yaad rakhenge ...hume bahat achha lagta hai jab aap itne pyar se apnapan jatake samjhate hain..sach kahoon to galti karne ka dubara maan hoti hai taki aap younhi samjhaye ........

Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai

Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
prasad.kulkarni
Bangalore
prasad.kulkarni will become famous soon enoughprasad.kulkarni will become famous soon enough
 
prasad.kulkarni's Avatar
 
Offline
Posts: 76
Join Date: Jul 2008
Location: Bangalore
Rep Power: 17
13th August 2008, 12:18 AM

Quote:
Originally Posted by Diya_Jale View Post
sukriya janumanu ji aapke yeh id achha hai ...hume pasand aaye....meter ka matlab hume nehin maloom pls aap hume batadijiyega .....
Urdu meN jo shero-shaayri ham karte haiN yaa phir koii Ghazal likhte haiN to ek baat ko zehan meN rakhni paDti hai aur woh hai metre jisko Urdu meN 'bahar' yaa 'behar' kahte haiN. Ek rythm yaani ki lay jo hotaa hai misroN meN usiiko behar kahte haiN. Iske alaawaa aur bhi kayii baateN hotii haiN jin ko samajhne meN thoDi diqqat ho sakti hai. Lekin aap ko jaanate hue ham daawe ke saath kah sakte haiN ki aap bahut jald inn sabhi baatoN ko parakh leNgi.

Mayankji ne hameN ek article paDhnekeliye kahaa thaa jisko paDhne se shaayri ki taamiir ke baare meN bahut kuch samajhaa jaa saktaa hai. Umiid karte haiN aap ko bhi iss se madad milegi: YahaaN CLICK kareN

-Prasad

aaKhirii hichaki tere zaanoN pe aaye
maut bhi maiN shaayraana chaahtaa huuN
-Qateel Shifai

Last edited by prasad.kulkarni; 13th August 2008 at 12:21 AM..
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
13th August 2008, 01:27 AM

Quote:
Originally Posted by prasad.kulkarni View Post
Urdu meN jo shero-shaayri ham karte haiN yaa phir koii Ghazal likhte haiN to ek baat ko zehan meN rakhni paDti hai aur woh hai metre jisko Urdu meN 'bahar' yaa 'behar' kahte haiN. Ek rythm yaani ki lay jo hotaa hai misroN meN usiiko behar kahte haiN. Iske alaawaa aur bhi kayii baateN hotii haiN jin ko samajhne meN thoDi diqqat ho sakti hai. Lekin aap ko jaanate hue ham daawe ke saath kah sakte haiN ki aap bahut jald inn sabhi baatoN ko parakh leNgi.

Mayankji ne hameN ek article paDhnekeliye kahaa thaa jisko paDhne se shaayri ki taamiir ke baare meN bahut kuch samajhaa jaa saktaa hai. Umiid karte haiN aap ko bhi iss se madad milegi: YahaaN CLICK kareN

-Prasad
bahat bahat sukriya prasad ji main jaroor dekhungi ...mujhe khusi hai ki aap itna madad kar rahe hain ......ek din sayad main bin galti ke ek sayari likhungi

Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai

Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
15th August 2008, 06:23 PM

hi diya sorry maine hi meter ki baat ki thi ..

waise i m impressed ki tumne sabki baat ko dhyaan se suna......

meter ke bare mai sab bata hi chuke hai.............

main b bahar ke bare mai nahi janta
main abs yahi kahunga ki

misre ka har lafz ek flow mai ho .. lafzo ke bazan ka khyaal rakho
unki tabiyat ka khyaal rakho

sound ... words ki sound ka khyaal........

koe word humko pause ki sound deta hai koe... full stop ki kisi mai flow hota hai doosri line ko jodne ka

kaise akhtar........... isme last mai r word pe toung rukti hai.. ye upar se neechye aane ki yani full stop ki sound deta hai...

iase hi misre yani sher ki line maien word ko kaise flow mai rakhna hai iska dhyaan

aur sher ki line word ke hissab se barabar ho .. thoda bahut chalta hai ..
( as we are not trained with grammar of meter and technical term)

har misra barabar aur ghazal ka har sher barabar ho bas

itna b kaafi hai

maine unko b padha hai jo meter aur baki cheezo mai abhut perfect hote hai lekin woh bas technical hi rah jate hai
emotion aur thought se bahut peechey chhooot jate hai

hope ki kahi galat na kaha ho
mai galat b ho sakta hun.........

aur kisi se seekhne se acha hai study ur self ..........
sabko padho
unke style pe study karo.. that it

keep it

hope u will correct me too

do take care

janumanu.............
  Send a message via Yahoo to janumanu  
Reply With Quote
Old
  (#18)
prasad.kulkarni
Bangalore
prasad.kulkarni will become famous soon enoughprasad.kulkarni will become famous soon enough
 
prasad.kulkarni's Avatar
 
Offline
Posts: 76
Join Date: Jul 2008
Location: Bangalore
Rep Power: 17
17th August 2008, 05:07 PM

Quote:
Originally Posted by janumanu View Post
hi diya sorry maine hi meter ki baat ki thi ..

waise i m impressed ki tumne sabki baat ko dhyaan se suna......

meter ke bare mai sab bata hi chuke hai.............

main b bahar ke bare mai nahi janta
main abs yahi kahunga ki

misre ka har lafz ek flow mai ho .. lafzo ke bazan ka khyaal rakho
unki tabiyat ka khyaal rakho

sound ... words ki sound ka khyaal........

koe word humko pause ki sound deta hai koe... full stop ki kisi mai flow hota hai doosri line ko jodne ka

kaise akhtar........... isme last mai r word pe toung rukti hai.. ye upar se neechye aane ki yani full stop ki sound deta hai...

iase hi misre yani sher ki line maien word ko kaise flow mai rakhna hai iska dhyaan

aur sher ki line word ke hissab se barabar ho .. thoda bahut chalta hai ..
( as we are not trained with grammar of meter and technical term)

har misra barabar aur ghazal ka har sher barabar ho bas

itna b kaafi hai

maine unko b padha hai jo meter aur baki cheezo mai abhut perfect hote hai lekin woh bas technical hi rah jate hai
emotion aur thought se bahut peechey chhooot jate hai

hope ki kahi galat na kaha ho
mai galat b ho sakta hun.........

aur kisi se seekhne se acha hai study ur self ..........
sabko padho
unke style pe study karo.. that it

keep it

hope u will correct me too

do take care

janumanu.............

Manuji, bahut achchi tarah se samajhaane kii koshish kii hai aap ne. Yaqiinan, hameN bhi bahut faaydaa huaa paDhkar. Ham chaahte haiN ke sher-o-shaayri ke saath aur bhii aise charche hoN jin se unn sabhi ko madad mile jo Urdu siikhne ki khwaahish rakhte haiN.

Aap ko iss post keliye reps milne chaahiye. Reps added ++

aaKhirii hichaki tere zaanoN pe aaye
maut bhi maiN shaayraana chaahtaa huuN
-Qateel Shifai
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
17th August 2008, 05:20 PM

Quote:
Originally Posted by prashant vasl View Post
Bhoole Hai Rafta Rafta Tumko Muddaton Me Hum...
Kishton Me Khudkhushi Ka Maza Humse Puchiye

ye sher kis ka hai,aap ne nahi likha magar jahan tak meri samajh hai,agar aap pahli line(misra)mein tum ko ki jagah TUMHE lagaati hain tabhi ye sher meter mein aata hai..koshish kar ke dekhiye..achcha khaasa sher hai..kisi ka bhi ho..is liye khud ko rok na paya.
prashant vasl

Prashant jee:

Namaste:

sahii farmaaya hai aap ne, 'tum ko' ki 'tumhe' istemaa karne par yeh meter me.n aa raha hai, par agar ham 'tumhe' ki jagah 'unhe' istemaal karte hai.n to sher aur bhi pyaara lagegaa..

Bhoole Hai Rafta Rafta unhe Muddaton Me Hum...
Kishton Me Khudkhushi Ka Maza Humse Puchiye

kya khayaal hai aap ka

Mayank
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#20)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
17th August 2008, 08:14 PM

yahan mera kya khayal koi nehin puchhta ........

sukriya mayank ji ..yeh bhi achha hai ....hume pasand hai .......

Quote:
Originally Posted by Mayank View Post
Prashant jee:

Namaste:

sahii farmaaya hai aap ne, 'tum ko' ki 'tumhe' istemaa karne par yeh meter me.n aa raha hai, par agar ham 'tumhe' ki jagah 'unhe' istemaal karte hai.n to sher aur bhi pyaara lagegaa..

Bhoole Hai Rafta Rafta unhe Muddaton Me Hum...
Kishton Me Khudkhushi Ka Maza Humse Puchiye

kya khayaal hai aap ka

Mayank

Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai

Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#21)
dr.raj
Registered User
dr.raj is just really nicedr.raj is just really nicedr.raj is just really nicedr.raj is just really nice
 
dr.raj's Avatar
 
Offline
Posts: 450
Join Date: Jul 2008
Location: udaipur
Rep Power: 19
Love 19th August 2008, 11:58 AM

Quote:
Originally Posted by Diya_Jale View Post
KehTe hai.. Dooriya pyar kam kar deTi hai..
Me kehTi hu.. Dooriyo ne pyar ko Tiguna kar diya..

KehTe hai.. Jhagde ho To pyar ke liye acha nahi..
Me kehTi hu.. Jhagdo ne hum dono ko aur kareeb la diya..

KehTe hai.. Pyar zahir karna zaroori hoTa hai..
Me kehTi hu.. Zuban se nahi, humne aankho se hi kaam liya..

KehTe hai.. Jalan hoTi hai To pyar nahi hoTa..
Me kehTi hu.. Jalan ne hi To gehre pyar, gehre rishTe ko janam diya..

KehTe hai.. Pyar ibaadaT hai, pooja hai bhagwan ki..
Me kehTi hu.. Khuda ka doosra naam pyar hai, To maine khuda ko maan liya..

KehTe hai.. Pyar me pagal phirTi hai
Me kehTi hu.. Is janam me pyar na kiya, To shayad kuch bhi na kiya..

KehTe hai.. Pyar ki sachayi dard hai, mayoosi hai...
Me kehTi hu.. Is dard me jiya, To sach me jiya, zindagi me kuch kiya..nm

Nice one diya.....

Me kehTi hu.. Is dard me jiya, To sach me jiya, zindagi me kuch kiya
ye lines bahut hi sweet lagi...sweety
   
Reply With Quote
Old
  (#22)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
19th August 2008, 05:17 PM

Quote:
Originally Posted by dr.raj View Post
Nice one diya.....
KehTe hai.. Pyar ki sachayi dard hai, mayoosi hai...
Me kehTi hu.. Is dard me jiya, To sach me jiya, zindagi me kuch kiya
ye lines bahut hi sweet lagi...sweety
sukriya Raj ji itne din baad aap ke nazar is nacheez ke thread pe padi

Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai

Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#23)
CHHALIYA
dont trust me
CHHALIYA is on a distinguished road
 
CHHALIYA's Avatar
 
Offline
Posts: 9
Join Date: Apr 2008
Location: mumbai
Rep Power: 0
Love 22nd August 2008, 01:09 PM

Quote:
Originally Posted by Diya_Jale View Post
KehTe hai.. Dooriya pyar kam kar deTi hai..
Me kehTi hu.. Dooriyo ne pyar ko Tiguna kar diya..

KehTe hai.. Jhagde ho To pyar ke liye acha nahi..
Me kehTi hu.. Jhagdo ne hum dono ko aur kareeb la diya..

KehTe hai.. Pyar zahir karna zaroori hoTa hai..
Me kehTi hu.. Zuban se nahi, humne aankho se hi kaam liya..

KehTe hai.. Jalan hoTi hai To pyar nahi hoTa..
Me kehTi hu.. Jalan ne hi To gehre pyar, gehre rishTe ko janam diya..

KehTe hai.. Pyar ibaadaT hai, pooja hai bhagwan ki..
Me kehTi hu.. Khuda ka doosra naam pyar hai, To maine khuda ko maan liya..

KehTe hai.. Pyar me pagal phirTi hai
Me kehTi hu.. Is janam me pyar na kiya, To shayad kuch bhi na kiya..

KehTe hai.. Pyar ki sachayi dard hai, mayoosi hai...
Me kehTi hu.. Is dard me jiya, To sach me jiya, zindagi me kuch kiya..nm

diya ji.....
aap jo bhi likhte ho...... bohut meetha likhte ho....... ab tak to main aapki dil se fan ho chuki hu....... wow kya asardaar shabdon ka prayog karto ho....... aapke lavz mere dil ko cheerte hue nikal jaati hai........
really u rock man........

Ab to apni zindagi yuhi tanhaa rehti hain........
Saans leti hu to zakhmon ko hawa lagti hain........
Kabhi raazi to kabhi khafaa lagti hain..........
Tu hi bata EH zindagi tu meri kya lagti hain........
  Send a message via Yahoo to CHHALIYA  
Reply With Quote
Old
  (#24)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
22nd August 2008, 02:02 PM

Quote:
Originally Posted by CHHALIYA View Post
diya ji.....
aap jo bhi likhte ho...... bohut meetha likhte ho....... ab tak to main aapki dil se fan ho chuki hu....... wow kya asardaar shabdon ka prayog karto ho....... aapke lavz mere dil ko cheerte hue nikal jaati hai........
really u rock man........
Sukriya ji ..hume bahat khusi hui aapko humare nagme pasand hai....hum koi sayar nehin bas thori eheshash ko lafz main batane ki koshish kar rahe hain.....

Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai

Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Reply

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
pyaar ki sachai .... mehekti_muskaan Shayri-e-Ishq 4 23rd October 2005 07:37 PM
sachai nandan Shayri-e-Ishq 1 8th March 2005 06:20 PM
Subah Ki Sachai!! Punnu Kaur Aapki Shayri 2 22nd July 2004 02:10 AM
sachai taran Shayri-e-Dard 4 7th November 2003 04:22 AM
sachai nitin_g420 Humourous Shayri 1 21st July 2003 12:33 AM

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com