Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Personal Messages > Chit-Chat & General Discussion Forum

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 7 votes, 5.00 average. Display Modes
Old
  (#361)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
17th November 2009, 06:28 PM

Quote:
Originally Posted by Ek Ehsaas View Post
100th bachhe ne jo solution piyaa usme

Milk: 369.729637649727 ml
Water: 63.0270362350273 ml

Uske 1 L add karne ke baad Tank mein tha

Milk: 366.03234127323 ml
Water: 633.96765872677 ml

Amit jee,
.
lagta hai aap ne bohat jaldbaazi me.n jawaab diyaa hai... , isiliye, dono jawaab hi Ghalat de diye... haalaaki, dono jagah typo hai, par chun ki, mai.n abhi answer post karne waala huu.n , to, aap ko Ghaltii Theek karne ke liye mauqaa bhii nahii.n mil sakta...

better luck, next time

Mayank
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#362)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
17th November 2009, 06:38 PM

Quote:
Originally Posted by Mayank View Post
dosto.n, sawaal number 9 haazir hai... aap google use kar sakte hai.n, ya phir math techer ki madad le sakte hai.n

ek school me.n ek tank me.n 100 litre doodh(milk) thaa. aur school me.n 100 bachche paDhte the. pahla bachchaa 1 litre doodh pee kar 1 litre paani milaa aaya... isi tarah se sab bachcho.n ne 1-1 litre doodh peeya aur utna hi paani milaaya.. to aap ko yah bataana hai ki 100th bachche ne jo doodh piya us me.n doodh ki kitni maatra thii, aur paani ki kitni maatra thii.... aur tank me.n kitna doodh aur kitna paani rah gayaa...

hai na ek dum aasaan sawaal

jaldi se jawab deejiye:- full mark 15 + bonus

Answer: 100th bachcheh ne jo 1 liter milaawati doodh piyaa hai, us me.n doodh aur paani ki maatra hai 370 ML and 630 ML. 100th bachche ke doodh peene ke baad tank par bache milaawaTi doodh me.n doodh ki matra hai 36.603 liter aur pani ki maatra hai 63.397 Liter.

solution:-

kyun na priyaa jee puuchhaa jaaye ...

sahii jawaab mausam jee: 15+5(bonus)= 20 marks

Last edited by Mayank; 17th November 2009 at 06:43 PM..
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#363)
mausam
Yaadon ka!
mausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant future
 
mausam's Avatar
 
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
17th November 2009, 06:57 PM

Quote:
Originally Posted by Mayank View Post
Answer: 100th bachcheh ne jo 1 liter milaawati doodh piyaa hai, us me.n doodh aur paani ki maatra hai 370 ML and 630 ML. 100th bachche ke doodh peene ke baad tank par bache milaawaTi doodh me.n doodh ki matra hai 36.603 liter aur pani ki maatra hai 63.397 Liter.

solution:-

kyun na priyaa jee puuchhaa jaaye ...

sahii jawaab mausam jee: 15+5(bonus)= 20 marks
are jab mera answer sahin tha to pehle aise kyun pucha"aur koi jawab hain" ????????

Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN

Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
   
Reply With Quote
Old
  (#364)
chaahat
Registered User
chaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to behold
 
chaahat's Avatar
 
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
18th November 2009, 02:01 PM

Gosh!..

Chalo mks to mujhe bhi mile na.... I chose Mausam Di's answer.

Ab jo last question poochoge, please reham karke maths ka mat poochna.

"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

Reply With Quote
Old
  (#365)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
15th December 2009, 03:47 PM

Quote:
Originally Posted by mausam View Post
are jab mera answer sahin tha to pehle aise kyun pucha"aur koi jawab hain" ????????

yeh dekhane ke liye ki, aap kitna confident hai, apne jawaab par.....
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#366)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
15th December 2009, 03:50 PM

Quote:
Originally Posted by chaahat View Post
Gosh!..

Chalo mks to mujhe bhi mile na.... I chose Mausam Di's answer.

Ab jo last question poochoge, please reham karke maths ka mat poochna.

marks to tume bhi mile, par tum ne solution nahii.n bataaya,.... ki kis tarah se woh answer aaya...

khair, report card bana dena......

ab agla sawaal bhi post ho rahaa hai, agla sawaal, matlab aakhiri sawaal is degree ka.... aur tumhaare liye khushi ki baat hai ki, woh math se related nahii.n hai..
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
pareshaan karne ki degree ka aakhiri sawaal
Old
  (#367)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
pareshaan karne ki degree ka aakhiri sawaal - 15th December 2009, 03:55 PM

pareshaan karne ki degree ka aakhiri sawaal

dosto.n.. yeh pareshaan karne ki degree ka aakhiri sawaal hai.... to bohat soch samajh kar aap ko jawaab dena hai......

Qus: 2 aur 2 aankhe.n milne ke baad 4 ho jaati hai, to 2 dil milne ke baad 1 kyun ho jaate hai.n.. reply with a solid reason.

Mark of qus. no 10 & bonus will declare later.
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#368)
KATIL SHAYAR
Registered Guest
KATIL SHAYAR has a spectacular aura aboutKATIL SHAYAR has a spectacular aura about
 
KATIL SHAYAR's Avatar
 
Offline
Posts: 263
Join Date: Mar 2009
Location: Chinchpokli bandar, khaaau gali
Rep Power: 17
15th December 2009, 04:25 PM

Kya mai reply de sakti hu ?? Khair...
Jab mere dimaag me koi baat aa jati hai to kahe bina nahi ruka jata, to keh he deti hu

2 dil milne k baad 1 isiliye ho jate hain k dono ka dhadkna saath saath hota hai, ek achha hai to dusra b achha hai.. Ek dukhi to dusra b dukhi... Aur aksar kehte hain k jiyenge ek saath aur marenge ek saath... I think k ye shayad sahi ho.. Dont know par jo mere dil me aaya wo keh diya

ab aankho ki baat... 2 nazre jb 2 nazro se milti hain aur 4 hoti hain to iska matlab hai k .... Iska matlab kya hai ye mujhe ni pata... iska jawab aur kisi ko dene do

Aapko chuhe aur billi ki kahani sunani hai...
Jisme chuhe ne yaad dilaayi,billi ko nani hai...
lekin chuha bhool gaya tha k wo sapna tha...
aakhir me shamat to chuhe ki he aani hai :D
   
Reply With Quote
Old
  (#369)
chaahat
Registered User
chaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to behold
 
chaahat's Avatar
 
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
16th December 2009, 11:24 PM

Qus: 2 aur 2 aankhe.n milne ke baad 4 ho jaati hai, to 2 dil milne ke baad 1 kyun ho jaate hai.n.. reply with a solid reason.

2 aur 2 aankhein milne ke baad 4 ho jati hai, kyunki phir un 2 aankhon ki duniya ek aur 2 aankhein bhi saja rahi hai, yaani 4 aankhein.. 2 aapki aur 2 aapke mehboob ki.

2 dil mil kar ek isliye ho jate hain, kyunki woh ek doosre me sama jaate hain. Milne se pehle dono hi tanha hote hain, jo idhar udhar bhatakte rehte hian, lekin jab manzil yaani mehboob mil jaata hai, tab woh dil bas usi dil ke sapne dekhta hia aur sajaata hai. Ek ko dard hota hai, to aansoo doosre ki aankhon se aate hain, ek khush hota hai, to bhi doosra khushi ke maare ro deta hai. yeh sab to tabhi hota hai, jab dard aur khushi dono aap apne dil se mehsoos karein, aur yeh tabhi mehsoos hota hai, jab do dil ek ho jaate hai. woh kehte hain na do jism ek jaan. Shareer to do hi rahenge, lekin unki aatma, unka dil ek ho jaata hai. ek doosre ki khushi se bhadhkar phir kuch nahi rehta.

Is topic pe to jitnamarzi likhva lo, lekin abhi mujhe jaana hai... continue karungi 2-3 din, going out of city.

"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

Reply With Quote
Old
  (#370)
mausam
Yaadon ka!
mausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant future
 
mausam's Avatar
 
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
17th December 2009, 03:27 PM

Wah re mayankji post ko end karne ke liye kya ques laaye hain...kisi ek ka answer kabhi match nahin karega

Well jaise ki prii ne kaha jitni marzi chahe likhva lo...sab likhne pe aa gaye..to puri kitaab ban jayegi is topic pe..well kuch main bhi keh deti hun

dil ka maths na bahut different hota hain.....normal maths jaisa nahin ke hamesa addition hi ho kabhi division bhi ho jaata hain ..ya to yun kaha jaa sakta hain eyes are means of perception..jo ek bahri(external) messenger hain dil ka who has the feeling of "love".kaha jaata hain pehle ankhen mili fir dil mila..means pyar bhi usi se hota hain jisse humari frequency match hoti hain.in other words pyar ke emotions ko trigger karne ke liye samnewala bhi apke jaise innner vision rakhta ho ,aur us vision ko match karne ke liye pehle ankhen char hoti hain and when thoughts are exchanged and feeling of love is interchanged, and since the feeling is same in both hearts it dissolve like sugar and water and become one so heart is one.

On second thoughts evvery1 has only half part of their heart............and other half is with someone1 special.............jab woh milte hai toh 1 ho jaate hai.........................

On third thought heart stores emotions,dreams, desire ,loveWhen two hearts meet becomes one because the feelings of both the hearts mingles with each other and pours out one single emotion which is that of love .

On last and funny thought. ....kyunki most of d cases jab 2 dil milte hain toh ek dil ka heart fail ho jaata hain......

Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN

Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se

Last edited by mausam; 17th December 2009 at 03:30 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#371)
asdfgh
Guest
 
Posts: n/a
20th December 2009, 01:34 PM

Quote:
Originally Posted by KATIL SHAYAR View Post
Kya mai reply de sakti hu ?? Khair...
Jab mere dimaag me koi baat aa jati hai to kahe bina nahi ruka jata, to keh he deti hu

2 dil milne k baad 1 isiliye ho jate hain k dono ka dhadkna saath saath hota hai, ek achha hai to dusra b achha hai.. Ek dukhi to dusra b dukhi... Aur aksar kehte hain k jiyenge ek saath aur marenge ek saath... I think k ye shayad sahi ho.. Dont know par jo mere dil me aaya wo keh diya

ab aankho ki baat... 2 nazre jb 2 nazro se milti hain aur 4 hoti hain to iska matlab hai k .... Iska matlab kya hai ye mujhe ni pata... iska jawab aur kisi ko dene do

Katil ji ki aur Priya ji ki Dil wali baat se ittefaaq rakhte hue 4 aankho waali baat ka bhi answer dene ki koshish karta hu...

Jab do insaano ki nazre milti hain to jahir c baat hai k dono insaan aamne saamne honge... Ab agar aap kisi ko dekh rahe hain to aap us insaan k peeche bhi dekh sakte hain, jaisa ki insaan apne peeche nahi dekh sakta.. To hamare saamne wala insaan hamare peeche bhi dekh sakta hai.. Aur jab ek insaan apni 2 aankho se saamne aur apne saamne wale insaan ki 2 aankho se apne peeche b dekh sakta hai to ho gayi na aankhe 4..
Waise ye to ek logic tha unromantic sa..
Ab ek aur logic dene ki koshish karta hu...
Jab 2 insaano ki aankhe 4 hoti hain to dono insaan apne future k baare me sochne lagte hain.. Unki nazre jab tak 2 hoti hain, tab tak ve sirf apne baare me sochte hain, cheezo ko sirf apne he 'nazariye' se dekhte hain..Aur jab 4 ho jati hain to ve fir saamne wale k baare me b sochte hain, cheego ko dekhne ka 'nazariya' b badal jata hai.. Jaise k suppose aap shoping karne gaye, jab tak aap single ho , aap shoping mall me sirf apne matlab ki cheego ko dekhoge/khareedoge... Aur jab tumhari aankhe 4 ho jayengi to fir tum agar ladke ho to girl's section me jakar apne betterhalf k liye b kuch khareedoge.. Ye to ek example tha chota sa.. Mayank ji ki baat ko proove karne ka..
Aur Priya ji ki baat se mai b ittefaq rakta hu k chahe jitna likh sakta hu is topic pe

Last edited by asdfgh; 20th December 2009 at 01:37 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#372)
chaahat
Registered User
chaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to behold
 
chaahat's Avatar
 
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
25th March 2010, 04:20 PM

O Hello BPM ji... phir long leave par chale gaye kya??? Result bataao.. aur graduation day kab hai yeh bhi bataao... Mujhe meri degree kab de rahe ho????? Students waiting for 'Result Day'.... hehehe

"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

Reply With Quote
Reply

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
"kameene","laffange parindo.n" ki "badmaash compny" parveen komal Shayri-e-Dard 9 17th August 2010 11:59 PM
pareshaan karne kii degree, ek baar phir se.... Mayank Chit-Chat & General Discussion Forum 36 26th October 2009 02:16 PM
हम "ग़ज़ल" की "धुन" और "हवाओं" की "खुशबू" कí nalinmehra Aapki Shayri 11 23rd May 2009 09:24 AM
" "CHAHTA HU USE MAIN KUCH ISTARHA SE........". ........"mera wajud" Dhaval Shayri-e-Ishq 0 26th August 2006 11:20 AM
"Saare Jahaan Mein Hum Hii Miley Aapko Barbaad Karne Ke Liye" roothi_pari Shayri-e-Dard 1 20th July 2005 06:23 PM

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com