Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 3 votes, 5.00 average. Display Modes
Suna hai Chand bhi takta hai ussay falak se
Old
  (#1)
Parwaazz
Aazaad Panchi
Parwaazz is just really niceParwaazz is just really niceParwaazz is just really niceParwaazz is just really nice
 
Parwaazz's Avatar
 
Offline
Posts: 312
Join Date: May 2010
Location: SKY
Rep Power: 17
Suna hai Chand bhi takta hai ussay falak se - 20th July 2010, 09:38 PM

Suna hai Chand bhi takta hai ussay falak se
Suna hai sitare chup jate hai uski chamak se

Suna hai uske mahakaar ka aisa asar hai
Suna hai Gul bhi mahakte hai uski mahak se

Suna hai uski gali me dhadkane sunai deti hai
Suna hai dil zoro se dhadakte hai uski chhak se

Suna hai aashqui mijaaz rakhane wale log
Rah mud ke dekte hai uski chudiyo ki khanak se

Suna hai uske husn ka charcha hai har suu
Suna hai zaif bhi ankhbhar ke dekhte hai ainak se

Suna hai andhere bhi ussay ParwaaZ karte hai
Suna hai mehfile roshan ho jati hai uski subak se

Suna pasine chhuth jate hai pahelwano ke bhi
Suna hai waliden bhi ghabra jate hai uski karak se


Faisle taqdeer ke lakeere badal nahi sakti
Eh insaan teri uske aage hargiz chal nahi sakti

Aaj tu zameen par hai kal zameen mein hoga
Maut tujhe aani hai har roz tal nahi sakti


Last edited by Parwaazz; 20th July 2010 at 09:44 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
20th July 2010, 09:46 PM

parvaazz sahab...apka kalaam accha laga......

ye sher to dil le gaya

Suna hai aashqui mijaaz rakhane wale log
Rah mud ke dekte hai uski chudiyo ki khanak se


baki sher bhi acche the.....

daad...

regards
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
Love 20th July 2010, 09:56 PM

parwaaj bhai
radhe radhe

saare hi ashar lajawaab hain dil se daad


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
20th July 2010, 10:22 PM

Suna hai aashqui mijaaz rakhane wale log
Rah mud ke dekte hai uski chudiyo ki khanak se

Mujhe bhi Zidd sahab ki tarha ........Parwaaz Ji ....yeh sher bahut pasand aaya.....dil luut ke le gaya ki nahi .....iski chhaan been zari hai....jaise hi kuch pata chalega.....aapko suuchit karunga.....magar ghazal ke sabhi ashaar bahut dilkash lage mujhe......tahe dil se daad hazir hai....qubuul farmayen....

aapne acchaa nahi ......bahut acchaa likha hai.... !

khush rahen...
apna khayal rakhen...
duaaon ke saath....




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#5)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
20th July 2010, 11:14 PM

Suna pasine chhuth jate hai pahelwano ke bhi
Suna hai waliden bhi ghabra jate hai uski karak se


hmmmm...baqi sabhi sher tou samajh me aagaye..per yeh sher kuch samajh me nahi aaya...

waliden bhi ghabra jate hai uski karak se...??

Waliden means parents right...???...Ya koi aur bhi meaning hai is word ka...???

karak ka meaning bhi bata dijiye...


Suna hai uske husn ka charcha hai har suu
Suna hai zaif bhi ankhbhar ke dekhte hai ainak se


yeh sher best(funniest) hai........padh ke meri hasi nahi ruk rahi....






Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm

Last edited by zainy; 20th July 2010 at 11:18 PM..
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#6)
abdulqadeert
Registered User
abdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud of
 
Offline
Posts: 289
Join Date: Jun 2010
Rep Power: 0
20th July 2010, 11:42 PM

Quote:
Originally Posted by Parwaazz View Post
Suna hai uske husn ka charcha hai har suu
Suna hai zaif bhi ankhbhar ke dekhte hai ainak se

parwaaz bhai assalamwalekum..

wahhh ..kya shandar talqleeq hai .. dad qubool karen .. is sher me apne romaniyath ki hadd kar di ..alag se dad ..

za'if bhi ankhbar ke dekhte hain ainak se .. parwaz bhai ap kiss zumre me aate hain .. za'if ? ha ha

muabarak baad apki jaandar taqleeq pe ..allah apko hamesa khush rakhe ..


dua go

qadeertoopchi
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Parwaazz
Aazaad Panchi
Parwaazz is just really niceParwaazz is just really niceParwaazz is just really niceParwaazz is just really nice
 
Parwaazz's Avatar
 
Offline
Posts: 312
Join Date: May 2010
Location: SKY
Rep Power: 17
21st July 2010, 02:24 PM

Thank you Zidd Bhai...............


Faisle taqdeer ke lakeere badal nahi sakti
Eh insaan teri uske aage hargiz chal nahi sakti

Aaj tu zameen par hai kal zameen mein hoga
Maut tujhe aani hai har roz tal nahi sakti

   
Reply With Quote
Old
  (#8)
Parwaazz
Aazaad Panchi
Parwaazz is just really niceParwaazz is just really niceParwaazz is just really niceParwaazz is just really nice
 
Parwaazz's Avatar
 
Offline
Posts: 312
Join Date: May 2010
Location: SKY
Rep Power: 17
21st July 2010, 02:25 PM

Thank you Ishk bhai...............


Faisle taqdeer ke lakeere badal nahi sakti
Eh insaan teri uske aage hargiz chal nahi sakti

Aaj tu zameen par hai kal zameen mein hoga
Maut tujhe aani hai har roz tal nahi sakti

   
Reply With Quote
Old
  (#9)
Parwaazz
Aazaad Panchi
Parwaazz is just really niceParwaazz is just really niceParwaazz is just really niceParwaazz is just really nice
 
Parwaazz's Avatar
 
Offline
Posts: 312
Join Date: May 2010
Location: SKY
Rep Power: 17
21st July 2010, 02:27 PM

Naresh Jii shukriya aapka .......... he he achche se tafish karke bataiyega......


Faisle taqdeer ke lakeere badal nahi sakti
Eh insaan teri uske aage hargiz chal nahi sakti

Aaj tu zameen par hai kal zameen mein hoga
Maut tujhe aani hai har roz tal nahi sakti

   
Reply With Quote
Old
  (#10)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
21st July 2010, 02:32 PM

Parwaaz jii
hume sabhi sher acche lage, par yeh aik sher khaas accha laga.

Suna hai aashqui mijaaz rakhane wale log
Rah mud ke dekte hai uski chudiyo ki khanak se

keep writing
god bless u


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#11)
Parwaazz
Aazaad Panchi
Parwaazz is just really niceParwaazz is just really niceParwaazz is just really niceParwaazz is just really nice
 
Parwaazz's Avatar
 
Offline
Posts: 312
Join Date: May 2010
Location: SKY
Rep Power: 17
21st July 2010, 02:34 PM

Jee mohtarm Zeny jii waliden ke maaeni Parents hi hai........
Karak ke maaeni hote hai.... zorse dhadna, chillana humne yaha chillana istemal kiya hai, Rahi is sher ki wazahat karne ki baat to..... puri Gazal hi ek masoom si choti bachchi ke liye hai....... Jiske chilane se bade pahelwaan hi nahi uske waliden sab se jyada ghabra jate hai....... chalane ki awaaz dard ya dar ki bhi cheekh ho sakti hai.

Aap ka bahot bahot shukriya.......


Faisle taqdeer ke lakeere badal nahi sakti
Eh insaan teri uske aage hargiz chal nahi sakti

Aaj tu zameen par hai kal zameen mein hoga
Maut tujhe aani hai har roz tal nahi sakti

   
Reply With Quote
Old
  (#12)
Parwaazz
Aazaad Panchi
Parwaazz is just really niceParwaazz is just really niceParwaazz is just really niceParwaazz is just really nice
 
Parwaazz's Avatar
 
Offline
Posts: 312
Join Date: May 2010
Location: SKY
Rep Power: 17
21st July 2010, 02:47 PM

Qadeer Sahab wa'alekum as salam

Shukriya sahab aapko yeh taqlikh pasand aayi....... he he is sher ko aapke khayal ko palat diya hai humne humare ek jawab me...... he he he....... Abi yeh nahi bata sakte ke hum kis zumre me aate hai wagerna humari pol khul jayegi....... jii dua ka ahsaanmand feama'nu lilah.


Faisle taqdeer ke lakeere badal nahi sakti
Eh insaan teri uske aage hargiz chal nahi sakti

Aaj tu zameen par hai kal zameen mein hoga
Maut tujhe aani hai har roz tal nahi sakti

   
Reply With Quote
Old
  (#13)
Baqtiar
Loquacious Adonis
Baqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to all
 
Baqtiar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Sep 2008
Location: ......
Rep Power: 23
21st July 2010, 03:46 PM

Faraz ki Ghazal hai....

Suna hai log ussay aankh bhar ke dekhtay hain
So us ke shehar mein kuch din thehar ke dekhtay hain

its aloooooooooong ghazal...

I think this above Ghazal of Khawish( Ooops Parwaaz) ki Ghazal ussi par based hai


   
Reply With Quote
Old
  (#14)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
21st July 2010, 04:08 PM

Quote:
Originally Posted by Parwaazz View Post
Jee mohtarm Zeny jii waliden ke maaeni Parents hi hai........
Karak ke maaeni hote hai.... zorse dhadna, chillana humne yaha chillana istemal kiya hai, Rahi is sher ki wazahat karne ki baat to..... puri Gazal hi ek masoom si choti bachchi ke liye hai....... Jiske chilane se bade pahelwaan hi nahi uske waliden sab se jyada ghabra jate hai....... chalane ki awaaz dard ya dar ki bhi cheekh ho sakti hai.

Aap ka bahot bahot shukriya.......

Pehli baat ..mera naam Zainy hai.....

Dusri baat ,aapne jo explanation diya hai ke choti bacchi ko dhyan me rakh ker aapne yeh ghazal likhi hai,..baqi sabhi ashaar is baat per theek baith bhi jaaye tou..

Suna hai aashqui mijaaz rakhane wale log
Rah mud ke dekte hai uski chudiyo ki khanak se

is sher per nahi baitha, iske baare me aapka kya kehna hai,

moreover ghazal mein kayi ayse words hain jo mujhe nahi lagta ke choti bachhi ko describe karne me istemaal kiye jaa sakte hain...

ex: dil ka zoro se dhadakna,husn ka charcha,chudiyon ki khanak, mehfil roushan hona etc..

ayse words kisi young lady (mehbooba)ko describe karne ke liye sahi hai..

mujhe lagta hai aakhri sher ko justify karne me aap bhool gaye ke ghazal ke baqi ashaar aapke explanation per fit nahi baith rahe..



Anyways keep writing...






Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm

Last edited by zainy; 21st July 2010 at 04:12 PM..
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#15)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
22nd July 2010, 03:12 AM

Parwaaz Sahab AadaaB!


Achchi gazal kahi hai aapne........ sabhi sher achche hai per aapke replys padhker aisa laga ke aap kahiN chuk gaye hai is gazal ke khayaal se jaise Zainy jee ne farmaya....... MaiN bhi aapki baat se sehmat nahi huN... Gazal ke khayaal ek jawaaN ladki ke liye hi lage haiN mujhe bhi........ phir ek choti bachi per kaise ho gaye...

Likhate rahiye.......
Khush rahiye.....
Khuda Hafez.......

Quote:
Originally Posted by Baqtiar View Post
Faraz ki Ghazal hai....

Suna hai log ussay aankh bhar ke dekhtay hain
So us ke shehar mein kuch din thehar ke dekhtay hain

its aloooooooooong ghazal...

I think this above Ghazal of Khawish( Ooops Parwaaz) ki Ghazal ussi par based hai

Baqz Dhakkan lagta hia tuu sathiyaa gaya hai........
Abe tujhe kya har jagaaH maiN hi nazar aa raha huN...

Hmmmmmmm shayad kisi ki kami ka asar hai.......... hota hai hota hai dhakkan umar ka takhaza hai aksar aisa hi hota hai......


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#16)
Parwaazz
Aazaad Panchi
Parwaazz is just really niceParwaazz is just really niceParwaazz is just really niceParwaazz is just really nice
 
Parwaazz's Avatar
 
Offline
Posts: 312
Join Date: May 2010
Location: SKY
Rep Power: 17
22nd July 2010, 04:26 PM

Thank you very much sunita jii......................


Faisle taqdeer ke lakeere badal nahi sakti
Eh insaan teri uske aage hargiz chal nahi sakti

Aaj tu zameen par hai kal zameen mein hoga
Maut tujhe aani hai har roz tal nahi sakti

   
Reply With Quote
Old
  (#17)
Parwaazz
Aazaad Panchi
Parwaazz is just really niceParwaazz is just really niceParwaazz is just really niceParwaazz is just really nice
 
Parwaazz's Avatar
 
Offline
Posts: 312
Join Date: May 2010
Location: SKY
Rep Power: 17
22nd July 2010, 04:32 PM

Mr baqtiyar aapse humne pahele bhi kaha hai ke aap ko kuch galat fahmi ho rahi hai. Aur aap ho ke manne ko tayyar hi nai..... aap jesa samje wo aapki marzi....... per humara naam ehi hai jo hume bahut pasand hai....... aur kisi ka naam hume mat dijiye.... agar aapko humara id pasand nahi to plz aap humare posts per koi comment na kare......


Faisle taqdeer ke lakeere badal nahi sakti
Eh insaan teri uske aage hargiz chal nahi sakti

Aaj tu zameen par hai kal zameen mein hoga
Maut tujhe aani hai har roz tal nahi sakti

   
Reply With Quote
Old
  (#18)
Parwaazz
Aazaad Panchi
Parwaazz is just really niceParwaazz is just really niceParwaazz is just really niceParwaazz is just really nice
 
Parwaazz's Avatar
 
Offline
Posts: 312
Join Date: May 2010
Location: SKY
Rep Power: 17
22nd July 2010, 04:47 PM

Zainy jee muafi chahte hai aapke naam ke saath gustaqi ke liye..

Suna hai aashqui mijaaz rakhane wale log
Rah mud ke dekte hai uski chudiyo ki khanak se

is sher ke pahele micare me humne aashque mijaaz log kaha hai' jinhe agar koi awaaz jo ladki se releted hai jese chudiyo ki awaaz, payal ki awaaz yaa fir aisa mehsus hi kyu na ho ke unke piche koi ladki ho to woh koi jawan ladki samj ker mud ke dekhte hai is baat se anjan hai ke wahan koi jawan ladki nahi ek choti se bachchi hai..... ye sab unke aashique mijaazi ki wajah se hi dekhna hota hai. aur humne "rah mud ke" kaha hai iske maeeni ehi ke wo anjaan the piche koun hai.. aur chudiyo ki khanak se woh mud ke dekhte hai....




Faisle taqdeer ke lakeere badal nahi sakti
Eh insaan teri uske aage hargiz chal nahi sakti

Aaj tu zameen par hai kal zameen mein hoga
Maut tujhe aani hai har roz tal nahi sakti

   
Reply With Quote
Morons with different id's
Old
  (#19)
Baqtiar
Loquacious Adonis
Baqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to all
 
Baqtiar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Sep 2008
Location: ......
Rep Power: 23
Morons with different id's - 22nd July 2010, 05:13 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post

Baqz Dhakkan lagta hia tuu sathiyaa gaya hai........
Abe tujhe kya har jagaaH maiN hi nazar aa raha huN...

Hmmmmmmm shayad kisi ki kami ka asar hai.......... hota hai hota hai dhakkan umar ka takhaza hai aksar aisa hi hota hai......
Dhakkan... it wont take much for Dhaval or Sunita to tell you ke kaun sathiyaa gaya hai... aur Kaun kitne id se aata hai...

Wanna prove tou chal mods tak ley jatey hai ye issue he he he

Phir dekhte hai doodh ka doodh pani ka pani

And this reply even apply to (Parwaaz) who said somthing regarding koi ghalat fai mi hai...

Once these kinda faltoo practices of morons coming with different ids are identified than no one will dare to come with different id's to fool mods or ppl with sixth sense.....
   
Reply With Quote
Old
  (#20)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
23rd July 2010, 05:46 PM

very nice creation parwaaz ji
SDC meiN aapka swagat hai
aate rahiye

Diya



Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai


Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#21)
Baqtiar
Loquacious Adonis
Baqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to all
 
Baqtiar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Sep 2008
Location: ......
Rep Power: 23
28th July 2010, 04:33 PM

hahaha.........

Ek hafta hone aaya hai..... Khwahish (Parwaaz) ko iss thread par nahi dekha

(Moron...!!! he thinks am from Lal Bagh)


Last edited by Baqtiar; 28th July 2010 at 04:47 PM.. Reason: Why they call lal bagh i dont know......
   
Reply With Quote
Old
  (#22)
Parwaazz
Aazaad Panchi
Parwaazz is just really niceParwaazz is just really niceParwaazz is just really niceParwaazz is just really nice
 
Parwaazz's Avatar
 
Offline
Posts: 312
Join Date: May 2010
Location: SKY
Rep Power: 17
30th July 2010, 04:38 PM

Shukriya diya jii ..... aur bahot bahot shukriya swagat karne ke liye... aapne hi yaha peahli martaba humara swagat kia hai, aapka bhot bahot shukriya.


Faisle taqdeer ke lakeere badal nahi sakti
Eh insaan teri uske aage hargiz chal nahi sakti

Aaj tu zameen par hai kal zameen mein hoga
Maut tujhe aani hai har roz tal nahi sakti

   
Reply With Quote
Old
  (#23)
Parwaazz
Aazaad Panchi
Parwaazz is just really niceParwaazz is just really niceParwaazz is just really niceParwaazz is just really nice
 
Parwaazz's Avatar
 
Offline
Posts: 312
Join Date: May 2010
Location: SKY
Rep Power: 17
30th July 2010, 04:41 PM

Shukriya Baqtiyaar sahab aapka bhi, aur aap laal bagh ke ho ya green bagh ke hume kya karna hai... hum nahi janna ke aap kounse bagh ke hai.


Faisle taqdeer ke lakeere badal nahi sakti
Eh insaan teri uske aage hargiz chal nahi sakti

Aaj tu zameen par hai kal zameen mein hoga
Maut tujhe aani hai har roz tal nahi sakti

   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com