Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Mashahoor Shayar

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
bahadur shah jafar ka sheyr...a great shayar
Old
  (#1)
maikasH
Birha Tu Sultan
maikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant future
 
Offline
Posts: 1,810
Join Date: Aug 2001
Rep Power: 10
bahadur shah jafar ka sheyr...a great shayar - 6th September 2001, 10:24 AM

lagta nahin hai ji mera ujde diyaar mein
kiski bani hai aalam-e-napaayedaar mein
bulbul ko pasbaa(n) se na sayiyaad se gila
kismat mein qaid thi likhii fasal-e-bahaar mein
keh do in hasraton se kahin aur ja basen
itni jagah kahan hai dil-e-daagdaar mein
ik shaakh-e-gul pe baith ke bulbul hai shaadmaa(n)
kaante bichhaa diye hain dil-e-laalajaar mein
umar-e-daraaz maang ke laaye the chaar din
do aarzoo mein kat gaye do intezaar mein
hai kitna badnaseeb "jafar" dafn ke liye
do gaj zameen bhi na mili ku-e-yaar mein

baahdur shah jafar was 1 of those shayars who if had a proper ustaad wud have been standing near ghalib n momin .....all his life he tried to become a rememberable shayar ....he wrote nearly 35000 sheyars but not many got the treatment like the only above........but jafar will always be remembered for one thing......
that is.....jab ek angrez general ne jafar ko qaid kiya ..... to woh jafar pe taras khaa ke likhtaa hai......

dam-damae mein dam nahin
ab khair maango jaan ki
ae jafar bas ho chuki
shamsheer hindustaan ki

to jafar moonh-tod jawaab likhte hain.........

hindiyon mein boo rahegi jab talak imaan ki
takth-e-london par chalegi.....taeg hindustaan ki


.........................................

is tarhe teri yaad meiN har shaam dhaley hai
goyaa koyi nagin si kalejey pe chaley hai

maikash
...............................
 Send a message via ICQ to maikasH Send a message via Yahoo to maikasH  
Reply With Quote
sahi kaha yaar!!
Old
  (#2)
sagar29in
Mashahoor Shayar
sagar29in is a jewel in the roughsagar29in is a jewel in the roughsagar29in is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 289
Join Date: May 2001
Location: panvel
Rep Power: 25
Thumbs up sahi kaha yaar!! - 11th September 2001, 12:35 PM

u r right dear!! bahaddur shah zafar was undoubtedly an outstanding shayar.

i know one of his couplets.......


kya puucchta hain raah zafar unse milne ki
iraadaa hain agar dil mein to har jaanib se rastaa hain


keep it up dear......


wo mere dil ko kuchal ke chala gaya
anjane me muzko wo shayar bana gaya
  Send a message via Yahoo to sagar29in  
Reply With Quote
Old
  (#3)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
9th May 2009, 05:44 PM

Quote:
Originally Posted by maikasH View Post
lagta nahin hai ji mera ujde diyaar mein
kiski bani hai aalam-e-napaayedaar mein
bulbul ko pasbaa(n) se na sayiyaad se gila
kismat mein qaid thi likhii fasal-e-bahaar mein
keh do in hasraton se kahin aur ja basen
itni jagah kahan hai dil-e-daagdaar mein
ik shaakh-e-gul pe baith ke bulbul hai shaadmaa(n)
kaante bichhaa diye hain dil-e-laalajaar mein
umar-e-daraaz maang ke laaye the chaar din
do aarzoo mein kat gaye do intezaar mein
hai kitna badnaseeb "jafar" dafn ke liye
do gaj zameen bhi na mili ku-e-yaar mein

baahdur shah jafar was 1 of those shayars who if had a proper ustaad wud have been standing near ghalib n momin .....all his life he tried to become a rememberable shayar ....he wrote nearly 35000 sheyars but not many got the treatment like the only above........but jafar will always be remembered for one thing......
that is.....jab ek angrez general ne jafar ko qaid kiya ..... to woh jafar pe taras khaa ke likhtaa hai......

dam-damae mein dam nahin
ab khair maango jaan ki
ae jafar bas ho chuki
shamsheer hindustaan ki

to jafar moonh-tod jawaab likhte hain.........

hindiyon mein boo rahegi jab talak imaan ki
takth-e-london par chalegi.....taeg hindustaan ki



wow........................bahut khoob sher hai yeh.....mujeh behad apsand aaya, maine kabhi "Bahadur Shah Jafar" jii ko pada nahi hai.....par ab jaroor paduNgi...


Maikash jii, thanks for gr8 sharing.


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
*Tum Na Aaye.......Bahadur Shah Jee** Shimul Shayri-e-Mashahoor Shayar 0 9th March 2006 03:29 AM
Bahadur Shah zafar Sb nusrat_07 Shayri-e-Mashahoor Shayar 1 15th January 2006 07:38 AM
bahadur shah zafar land_cruiser Shayri-e-Ishq 1 19th February 2005 02:05 PM
bahadur shah zafar .... again!!! sagar29in Shayri-e-Mashahoor Shayar 0 9th January 2002 01:27 PM
gazal by bahadur shah zafar sagar29in Shayri-e-Mashahoor Shayar 0 25th July 2001 06:54 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com