Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Mashahoor Shayar

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 3 votes, 4.33 average. Display Modes
Baitbaazi-e-kalaam-e-Asaatzaa
Old
  (#1)
khan
Nacheez Shayar
khan will become famous soon enough
 
khan's Avatar
 
Offline
Posts: 225
Join Date: May 2003
Location: New Delhi, INDIA
Rep Power: 21
Baitbaazi-e-kalaam-e-Asaatzaa - 2nd July 2003, 02:45 PM

Dear all viewers Adaab,
Yahan mein ek naya thread start kar raha hoon, Baitbaazi-e-kalaam-e-Asaatzaa,yani Ustaad Shoaraa Hazraat ke kalaam ke saath baitbaazi, aap sabhi shayri.com members se guzaarish hai ki is new thread mein shirkat kar ke lutfandoze hon aur mujhe bhi kuchh seekhnen ka moqaa faraaham karen.
Request ye hai ki is thread mein sirf barhe ustaad shoaraa hazraat ka hi kalaam bhejen. Chaliy "MEER" Taqi Meer ke is sher ke saath Aghaaz karte hain............
ibtidaa-e-ishq hai rotaa hai kyaa
aage aage dekhiye hotaa hai kyaa
"MEER"Taqi Meer

hotaa hai kyaa.....................yani ab aap ALIF ya YE se shuroo karen, intzaar rahega.
regards
Sahil Khan
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
khan
Nacheez Shayar
khan will become famous soon enough
 
khan's Avatar
 
Offline
Posts: 225
Join Date: May 2003
Location: New Delhi, INDIA
Rep Power: 21
3rd July 2003, 04:26 PM

Are bhai saare baazauq log kahan gaye, koi to likhen please is thread mein,chaliye mein hi silsile ko age barhata hoon shayad ke kuchh baat bane........

Ye jo hai hukm mere paas na aaye ko_ii
is liye rooTh rahe hain ki manaaye ko_ii


taak me.n hai nigah-e-shauq Khudaa Khair kare
saamane se mere bachataa huaa jaaye ko_ii

"DAAGH"Dehelvi

waiting for a reply from your side,aap men se koi likhiye please
regards
Sahil Khan
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
khan
Nacheez Shayar
khan will become famous soon enough
 
khan's Avatar
 
Offline
Posts: 225
Join Date: May 2003
Location: New Delhi, INDIA
Rep Power: 21
5th July 2003, 06:41 PM

Yaaro kisi qaatil se kabhi pyaar na maango
apane hi gale ke liye talavaar na maango

gir jaaoge tum apane masihaa kii nazar se
mar kar bhii ilaaj-e-dil-e-biimaar na maango
Qateel Shifai


regards
Sahil Khan
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
khan
Nacheez Shayar
khan will become famous soon enough
 
khan's Avatar
 
Offline
Posts: 225
Join Date: May 2003
Location: New Delhi, INDIA
Rep Power: 21
14th July 2003, 07:18 PM

Are bhai saare ahl-e-sukhan logo kahan hain please koi to is silsile ko age barhayiye please..........???????????????

Chaliye mein hi koshish karta hoon..................

Go haath ko jumbish naheen aankhon mein to dam hai
rehne do abhi saaghar-o-meena mere aage
Mirza Ghalib

regards
Sahil Khan
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
khan
Nacheez Shayar
khan will become famous soon enough
 
khan's Avatar
 
Offline
Posts: 225
Join Date: May 2003
Location: New Delhi, INDIA
Rep Power: 21
17th July 2003, 11:18 AM

Still Waiting
regards
Sahil Khan
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
khan
Nacheez Shayar
khan will become famous soon enough
 
khan's Avatar
 
Offline
Posts: 225
Join Date: May 2003
Location: New Delhi, INDIA
Rep Power: 21
19th July 2003, 07:20 PM

Are Yaar koi to jawaab do?
regards
Sahil
   
Reply With Quote
Mohammed Nasiruddin Haqeer
Old
  (#7)
nasir
" Kash aap saath hotey...
nasir is an unknown quantity at this point
 
nasir's Avatar
 
Offline
Posts: 18
Join Date: May 2003
Location: south india karnataka gulbarga city
Rep Power: 0
Mohammed Nasiruddin Haqeer - 19th July 2003, 08:21 PM

ya konse hai mahfil konsi jagaha hai!
har taraf pathar bikhrey hain!!

insaniyat roorahi hai insan kaha hai!
duniya to nahi ya konsi jagaha hai!
12


" Zindagi bus itni hai ! ek boond pani aasman se aaya aur zameen per ger gaya .... haan ager aap ko kuch aur waqt milta hai tu kisi se pyar karo"
B'coz pyar hi zindagi hai aur zindagi pyar hai
 Send a message via ICQ to nasir Send a message via Yahoo to nasir Send a message via AIM to nasir  
Reply With Quote
helle my dear cool down
Old
  (#8)
nasir
" Kash aap saath hotey...
nasir is an unknown quantity at this point
 
nasir's Avatar
 
Offline
Posts: 18
Join Date: May 2003
Location: south india karnataka gulbarga city
Rep Power: 0
helle my dear cool down - 19th July 2003, 08:30 PM

tum kisi ko na pukaroo koie nahi ayage.....
kounki mudey kabhi khaber se bola nahi kartey...


" Zindagi bus itni hai ! ek boond pani aasman se aaya aur zameen per ger gaya .... haan ager aap ko kuch aur waqt milta hai tu kisi se pyar karo"
B'coz pyar hi zindagi hai aur zindagi pyar hai
 Send a message via ICQ to nasir Send a message via Yahoo to nasir Send a message via AIM to nasir  
Reply With Quote
Old
  (#9)
maikasH
Birha Tu Sultan
maikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant future
 
Offline
Posts: 1,810
Join Date: Aug 2001
Rep Power: 10
26th August 2003, 07:17 AM

saahil saahab

ba-sad mazrat khaadim ka salaam tasleem farmaayeN

aapka PM mila tha , pabaaNdi-e-waqt ne ijaazat na di ke fauran jawaab de paauN...ba-har-haal aapke huqm ke mutaabiQ haazir huuN......

nasir saahab ne shayiir hazraat ka zikr nahiiN kiya isliye aap hi ke aakhir baNd ko lete hue silsilaa aage badhaate haiN


Ghaafil na apni deeda-daraa'i se humko jaan
sab dekhte haiN par nahiiN kehte hayaa se hum

daagoN se hi bhari rahe cHaatii tamaam umr
yeh phuul-gul chunaa kiye baaGh-e-wafaa se hum

meer taqi meer


.........................................

is tarhe teri yaad meiN har shaam dhaley hai
goyaa koyi nagin si kalejey pe chaley hai

maikash
...............................
 Send a message via ICQ to maikasH Send a message via Yahoo to maikasH  
Reply With Quote
Old
  (#10)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
30th August 2003, 10:06 AM

maie bhi munh maie jabaan rakhta hu
kaash! puchho ki mud.aa kya hai
-mirja gaalib
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
khan
Nacheez Shayar
khan will become famous soon enough
 
khan's Avatar
 
Offline
Posts: 225
Join Date: May 2003
Location: New Delhi, INDIA
Rep Power: 21
30th August 2003, 05:12 PM

Maikash sahab aur Meena Ji bahut bahut shukriya silsile ko aage barhane ka, chaliy aur aage chalte hain.

kya hai............ yani "H" ya "HE" se shuroo karna hai

Haadse kyaa kyaa tumhaari berukhi se ho gaye
saari duniyaa ke liye ham ajanabi se ho gaye

Saagar Nizami


regards
Sahil Khan
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
30th August 2003, 05:17 PM

yah naaz-e-hushn to dekho ki dil ko tadpakar
nazar milate nahi muskuraayae jaate hai
- jigar saheb
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
khan
Nacheez Shayar
khan will become famous soon enough
 
khan's Avatar
 
Offline
Posts: 225
Join Date: May 2003
Location: New Delhi, INDIA
Rep Power: 21
30th August 2003, 05:33 PM

Jaate hain....... yani "N" ya "NOON" se shuroo karna hai, to lijiye Meena ji "Jigar Sahab" ke sher ka jawaab isee ghazal ke unhin ke Sher se.....

Niyaaz-o-naaz ke jhagade mitaaye jaate hain
ham un mein aur vo ham mein samaaye jaate hain

Jigar Moradabadi


regards
Sahil Khan
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
31st August 2003, 03:35 PM

nigaah woh toork ki jiski nahi jafaah ki panaah
aur oos ki aankh woh kafir ki bas khuda ki panaah
- jauk saaheb
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
khan
Nacheez Shayar
khan will become famous soon enough
 
khan's Avatar
 
Offline
Posts: 225
Join Date: May 2003
Location: New Delhi, INDIA
Rep Power: 21
4th September 2003, 09:46 PM

Haath chhoote bhi to rishte nahin chhodaa karte
vaqt ki shaakh se lamhen nahin todaa karate

Gulzaar Saheb


regards
Sahil Khan
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
khan
Nacheez Shayar
khan will become famous soon enough
 
khan's Avatar
 
Offline
Posts: 225
Join Date: May 2003
Location: New Delhi, INDIA
Rep Power: 21
9th September 2003, 07:39 PM

Jawaab dijiye plz......
   
Reply With Quote
sahil ji jawab lijiye
Old
  (#17)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
sahil ji jawab lijiye - 10th September 2003, 12:27 AM

apne e par chooda hai mein yahan se start karti hun ---


ek parwaaz dekhai di
hai teri awaaz sunai di hai

gulzaar saheb


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#18)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
10th September 2003, 08:09 AM

n aaj lutf kar itna ke kal gujar na sakae
woh raate ke jo tere gheshuao ki raat nahi

- faiz saheb
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
khan
Nacheez Shayar
khan will become famous soon enough
 
khan's Avatar
 
Offline
Posts: 225
Join Date: May 2003
Location: New Delhi, INDIA
Rep Power: 21
13th September 2003, 01:21 AM

Hain aur bhi duniya mein sukhanwar bahut achche
Kahte hain ki Ghalib ka hai andaaz-e-bayaan aur

Mirza Ghalib


regards
Sahil Khan
   
Reply With Quote
Old
  (#20)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
13th September 2003, 09:55 AM

rahae-khaza.n maie talashae-bahaar kartae rahae
shabae-siyashae.n talab husnae-yaar kartae rahae
- faiz saheb
   
Reply With Quote
Old
  (#21)
Pulkit_gupta
Humanity
Pulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant future
 
Offline
Posts: 6,227
Join Date: Aug 2003
Location: Delhi
Rep Power: 42
13th September 2003, 12:52 PM

Sahab , Aap likhte to achha hain. Par aapke Urdu ke Lafz kafi bhari hain. Aur aap pehele aise shayar hian, jisne apne hi nazmo pe replies kar-kar ke use popular kar diya... Keep it Up


Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai
  Send a message via Yahoo to Pulkit_gupta  
Reply With Quote
Old
  (#22)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
13th September 2003, 05:23 PM

ek purana khat khola anjaane mein
khushbu jaise log mile afsaano mein.

gulzaar sahib


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#23)
khan
Nacheez Shayar
khan will become famous soon enough
 
khan's Avatar
 
Offline
Posts: 225
Join Date: May 2003
Location: New Delhi, INDIA
Rep Power: 21
3rd October 2003, 01:51 AM

Duniyan ne ham pe jab koi ilzaam rakh diya
Hamne muqaabil uske tera naam rakh diya
Qateel Shifai Sahab


regards
Sahil Khan
   
Reply With Quote
Old
  (#24)
khan
Nacheez Shayar
khan will become famous soon enough
 
khan's Avatar
 
Offline
Posts: 225
Join Date: May 2003
Location: New Delhi, INDIA
Rep Power: 21
3rd October 2003, 02:02 AM

Sorry Sakhi sahiba, hamne mistake kar di ham ko M se shuroo karna tha.............., chaliye ab M se likhe dete hain, isko maniyega.......

Main chaahtaa bhi yahi tha vo bevafaa nikle
Use samajhne ka koi to sil_silaa nikle
Prof. Waseem Barelvi


regards
Sahil Khan
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#25)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
hi - 10th October 2003, 01:23 AM

lavoin pe kuch na aya tere naam ke baad
hamne tujhe yaad kiya harpal us shaam ke baad

(sakhi)


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#26)
khan
Nacheez Shayar
khan will become famous soon enough
 
khan's Avatar
 
Offline
Posts: 225
Join Date: May 2003
Location: New Delhi, INDIA
Rep Power: 21
14th October 2003, 02:34 PM

Sakhi Sahiba,
Ye thread Asaatzaa ke kalaam ke liye hai,isliye meherbaani farma kar sirf Barhe Shayaron ke hi ashaar ismein likhen.

Daayam paraa hua tere dar par nahin hoon mein
Khaak aisee zindagi par ke paththar nahin hoon mein
Mirza Ghalib


regards
Sahil Khan
   
Reply With Quote
sorry
Old
  (#27)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
sorry - 28th October 2003, 08:29 PM

sorry khan ji

ab yaisa nahi hoga age ok


mein bhi shayad bura nahi hota,
woh agar be-wafa nahi hota.
(bashir badra )


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#28)
khan
Nacheez Shayar
khan will become famous soon enough
 
khan's Avatar
 
Offline
Posts: 225
Join Date: May 2003
Location: New Delhi, INDIA
Rep Power: 21
3rd November 2003, 09:51 PM

Tundi-e-baadi-e-mukhaalif se na ghabra aye uqaab
Ye to chalti hain tujhe ooncha udhaane ke liye

Allama Sir Muhammad "IQBAL"


regards
Sahil Khan
   
Reply With Quote
Old
  (#29)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
4th November 2003, 02:02 PM

ye hum jo hizr mein deewaar-o-dar ko dekhte hai
kabhi saba to kabhi nahabar ko dekhte hai.
galib ji

sakhi


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#30)
khan
Nacheez Shayar
khan will become famous soon enough
 
khan's Avatar
 
Offline
Posts: 225
Join Date: May 2003
Location: New Delhi, INDIA
Rep Power: 21
5th November 2003, 11:48 AM

Hain aur bhi duniyan mein sukhanwar bahut achche
Kehte hain ki Ghalib ka hai andaaz-e-bayan aur
Mirza Ghalib


regards
Sahil Khan
   
Reply With Quote
Old
  (#31)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
5th November 2003, 12:09 PM

ro padi shahnaaiya bujh gaye dil ke chiraag
yaar hamko de gaye hai nazraane mein jaane kya

"madhav madhukar"
regards
sakhi


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#32)
khan
Nacheez Shayar
khan will become famous soon enough
 
khan's Avatar
 
Offline
Posts: 225
Join Date: May 2003
Location: New Delhi, INDIA
Rep Power: 21
6th November 2003, 12:08 PM

Yaad hain saare vo aish-e-baafaraaghat ke maze
dil abhi bhoolaa nahiin aaghaaz-e-ulfat ke maze

Hasrat Mohani


regards
Sahil Khan
   
Reply With Quote
Old
  (#33)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
28th November 2003, 10:49 PM

jami ke saath hi ambar khareed sakte ho
magar batao mukkaddar khareed sakte ho
kisi ka qatal karoge to haath kapenge ye
ye aur baat hai khanjar kharid sakte ho

-muzeeb siddaqi(mauz)
sakhiiiiiii


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#34)
talib
Registered User
talib is a splendid one to beholdtalib is a splendid one to beholdtalib is a splendid one to beholdtalib is a splendid one to beholdtalib is a splendid one to beholdtalib is a splendid one to behold
 
talib's Avatar
 
Offline
Posts: 775
Join Date: Aug 2001
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 29
6th December 2003, 06:26 PM

hamein kya kaam jo nahak sahara gair ka DhunDhe
sahara yahan khuda hii ka kuchh aisaa hai kii kya kahiye

bahadur shah zafar


Ta- Gor Tumhara

Talib.
  Send a message via Yahoo to talib  
Reply With Quote
Old
  (#35)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
8th December 2003, 10:35 PM

ye muhabbat hai inayat hai ya karam hai koi
mere dushman ne mere hak mein dua mangi hai

firak aazmi


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#36)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
9th December 2003, 07:03 AM

bebasii jurm hai hausalaa jurm hai
zindagii terii ik-ik adaa jurm hai

ai sanam tere baare me.n kuchh soch kar
apane baare me.n kuchh sochanaa jurm hai

yaad rakhanaa tujhe meraa ek jurm thaa
bhuul jaanaa tujhe duusaraa jurm hai

kyaa sitam hai ke tere hasii.n shehar me.n
har taraf gaur se dekhanaa jurm hai

...ayaz jhanswi


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#37)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
10th December 2003, 02:34 PM

paras sahiba ji

apne ye gazal likhi yahan bhut achi hai ye meine bhut suna hai ise.lekin apko yahan jo sher post karna chaiye tha woh hai se start hona tha kyun ki mera last word hai hai na isliye.
khair

mein hi is silsile ko aage badati hoon ok


HAIn AUR BHI DUNYYA MEIn SUKANWAR BAHUT ACHHEY
KAHTEY HAIn KE GHALIB KA HAI ANDAAZ-E-BAYAAn AUR

galib

------------

sakhiiiiiiiiiiiiii


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#38)
Rishabh
breathless shayar
Rishabh is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 90
Join Date: Oct 2003
Location: Noida
Rep Power: 21
Smile 10th December 2003, 04:52 PM

REEKHTEY KE TUMHI USTAAD NAHIEn HO GHALIB
SUNTEY HAIN AGLEY ZAMAANEY MAIn KOI MEER BHI THAA

kyun sakhi kaisi rahi


As I stand here today with the world as my witness,
I pledge to you my undying and everlasting love.
I will stand beside you as your partner,
I will stand before you as your protector,
And I will stand behind you as your solace.
Please spend and end your life with me.
   
Reply With Quote
Old
  (#39)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
10th December 2003, 07:23 PM

bhut achi rahi janab


ankhoin mein jal raha hai kyun, bujhta nahi dhunaa
uthata to hai ghata saa barsata nahi dhunaa

gulzaar ji

rgds sakhiiii


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#40)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
10th December 2003, 08:11 PM

oops sakhii!

thanks for reminding me of my galti...aainda dhyaan rakhoongi

aadamii aadamii ko kyaa degaa
jo bhii degaa vahii Khudaa degaa


meraa qaatil hii meraa mu.nsib hai
kyaa mere haq me.n faisalaa degaa

sudarshan fakir


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Baitbaazi Mayank Anjuman-e-Shayri 2599 21st October 2016 03:53 PM
Baitbaazi-e-Sharaab khan Shayri-e-Sharaab 22 1st January 2013 02:03 PM
Baitbaazi-e-Dard khan Shayri-e-Dard 12 2nd September 2008 01:44 PM
Kalaam.... neelo Shayri-e-Dard 5 5th November 2004 01:36 PM
Baitbaazi-e-Ishq khan Shayri-e-Ishq 17 23rd January 2004 02:01 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com