Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
yuN baar-ha khafaa roshnii nahi hoti......
Old
  (#1)
kasak
Pieces of me!
kasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to all
 
kasak's Avatar
 
Offline
Posts: 823
Join Date: Jul 2005
Location: Bhopal(MP, india)
Rep Power: 25
yuN baar-ha khafaa roshnii nahi hoti...... - 19th April 2006, 09:52 AM

ahl-e-bazm ko kasak ka adaab.......

is raat se rishtaa mujhe mehenga bahut pada,jaane kya kya kho diya sirf iski gulaami karke....
aaj tiirgi* hi meri ghamguzaar hai.....is tiirgi me hi raateiN kati haiN meri.......kisi ke saath.....
kisi ke bina......

tiirgi:andhera,darkness

===================================

Gar raat se meri dosti nahi hoti,
yuN baar-ha khafaa roshni nahi hoti,

gaffaar* maiN nahi!sunlo ae muntzir*,
ke ishq me meher* laazmi* nahi hoti,


[GaffaaR: merciful ; MuntziR: expectant
MeheR: kindness ; Laazmi: compulsory]

faazir karaar do ya kaatil karaar do,
aag-e-masaaf* mujhpe taari nahi hoti,


[Faazir: criminal ; masaaf: war,battle]

ulfat me is kadar magloob* hooN ke ab,
bardaasht zeest* ki dushmani nahi hoti,


[MaglooB: defeated ; zeest: life]

ek umr ho gayi kilk* ko fanaa huye,
par inteha-e-mashk-e-shayri* nahi hoti,


[KilK: kalam,pen]
inteha-e-mashk-e-shayri:end of practice of poetry

kuch is tarah bhi mod aate haiN ishq me,
wo saamne ho deed phir bhi nahi hoti,

shayar ki hi dua be-asar rahi
'KasaK',
afsos hai tehreer* tilismii* nahi hoti........

[TehreeR: writing ; tilismii: magical]


==================================

shukriya,
KasaK.........


~A tease in heart~

Judaa huye haiN bahut log, ek tum bhii sahii,
Ab itnii sii baat pe kyaa zindagii haraam kareiN ..
  Send a message via Yahoo to kasak  
Reply With Quote
Re: yuN baar-ha khafaa roshnii nahi hoti......
Old
  (#2)
Kanchan
Registered User
Kanchan is on a distinguished road
 
Kanchan's Avatar
 
Offline
Posts: 463
Join Date: Dec 2005
Location: Dehradun
Rep Power: 19
Re: yuN baar-ha khafaa roshnii nahi hoti...... - 19th April 2006, 03:54 PM

Quote:
Originally posted by kasak
ahl-e-bazm ko kasak ka adaab.......

is raat se rishtaa mujhe mehenga bahut pada,jaane kya kya kho diya sirf iski gulaami karke....
aaj tiirgi* hi meri ghamguzaar hai.....is tiirgi me hi raateiN kati haiN meri.......kisi ke saath.....
kisi ke bina......

tiirgi:andhera,darkness

===================================

Gar raat se meri dosti nahi hoti,
yuN baar-ha khafaa roshni nahi hoti,

gaffaar* maiN nahi!sunlo ae muntzir*,
ke ishq me meher* laazmi* nahi hoti,


[GaffaaR: merciful ; MuntziR: expectant
MeheR: kindness ; Laazmi: compulsory]

faazir karaar do ya kaatil karaar do,
aag-e-masaaf* mujhpe taari nahi hoti,


[Faazir: criminal ; masaaf: war,battle]

ulfat me is kadar magloob* hooN ke ab,
bardaasht zeest* ki dushmani nahi hoti,


[MaglooB: defeated ; zeest: life]

ek umr ho gayi kilk* ko fanaa huye,
par inteha-e-mashk-e-shayri* nahi hoti,


[KilK: kalam,pen]
inteha-e-mashk-e-shayri:end of practice of poetry

kuch is tarah bhi mod aate haiN ishq me,
wo saamne ho deed phir bhi nahi hoti,

shayar ki hi dua be-asar rahi
'KasaK',
afsos hai tehreer* tilismii* nahi hoti........

[TehreeR: writing ; tilismii: magical]


==================================

shukriya,
KasaK.........
Kasak ji,
kya baat hei aapke likney mein. or jis tarah se aapne meanings likey hein unse bohat madad milti hei padney hei. shukriya kasak ji

aapki
kaanch
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
19th April 2006, 08:43 PM

kya kahen,hum is kalaam i tareef me,jazbaaton ko is khoobsurati ke saath alfaazon me pirone ka aapka andaaz wakai kabil-e-tareef hai.bas mushkil yahi hai ki humare alfaaz shayad iski khoobsurati bayaan hi na kar paayen.bas itna hi kahenge ki jaisa padhne ki khwaish thi aapse shayad kuch hadd tak aapne humari khwaish poori kar di.bas bura yahi laga ki hume urdu aadaab ki ab talak urdu aadaab ki jaankari na ho payi.agar urdu aadaab se waakif hota to shayad is kalaam ki khoobsurati ko aur v behtar samajh pata.darkhwast bas yahi hai ki bas likhti rahiye aap yunhi.taki hum jaise logon ko urdu ke kuch alfaaz to seekhne ko milen.


AAPKA



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Re: yuN baar-ha khafaa roshnii nahi hoti......
Old
  (#4)
passionatelover
pass love on and on...
passionatelover is a name known to allpassionatelover is a name known to allpassionatelover is a name known to allpassionatelover is a name known to allpassionatelover is a name known to allpassionatelover is a name known to all
 
passionatelover's Avatar
 
Offline
Posts: 1,183
Join Date: Nov 2004
Location: Kolkata,India
Rep Power: 26
Re: yuN baar-ha khafaa roshnii nahi hoti...... - 19th April 2006, 09:42 PM

hello kasak
i dont agree with this last line of urs
afsos hai tehreer* tilismii* nahi hoti

well its an apsolutely an magical poetry.by writting this poetry u have riased ur standard and prooved that ur simply one of the best here........this poetry defines it........i have never heard of lot of words here..........pata nahi kuch shayr bari bharkam shabdo ke prayog karne me itne ko jate hai ki wo keh nahi pate jo unhe asli me kehna hai........par aapki shayri ki har line appne aapne aap me complete hai..........keep sharing such gems,and hey surely we will ceratinly learn lot of words and enhance our vocablary by reading such shayris

bye and take care
passionate...........


chand ho pari ho ya koi afshara
pyar kare jo hume sone sa khara
jiski ankhon me ho pyar hi pyar bhara
me uska "veer" wo meri "zarra"

-------------------Brizesh_kol_-------------------------------------


  Send a message via Yahoo to passionatelover  
Reply With Quote
Re: Re: yuN baar-ha khafaa roshnii nahi hoti......
Old
  (#5)
kasak
Pieces of me!
kasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to all
 
kasak's Avatar
 
Offline
Posts: 823
Join Date: Jul 2005
Location: Bhopal(MP, india)
Rep Power: 25
Re: Re: yuN baar-ha khafaa roshnii nahi hoti...... - 20th April 2006, 11:28 AM

Quote:
Originally posted by Kanchan
Kasak ji,
kya baat hei aapke likney mein. or jis tarah se aapne meanings likey hein unse bohat madad milti hei padney hei. shukriya kasak ji

aapki
kaanch
namaskaar kanchan jee......

shukriya humari mehfil me aane k liye......

waie main jaanti thi ki jab mujhe hi in words k meaning samajh me nahi aaye the to apko kaise aate.....

anywaz.....thanx 4 coming....

shukriya,
KasaK.......


~A tease in heart~

Judaa huye haiN bahut log, ek tum bhii sahii,
Ab itnii sii baat pe kyaa zindagii haraam kareiN ..
  Send a message via Yahoo to kasak  
Reply With Quote
Old
  (#6)
kasak
Pieces of me!
kasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to all
 
kasak's Avatar
 
Offline
Posts: 823
Join Date: Jul 2005
Location: Bhopal(MP, india)
Rep Power: 25
20th April 2006, 11:30 AM

Quote:
Originally posted by ghayal_shayar
kya kahen,hum is kalaam i tareef me,jazbaaton ko is khoobsurati ke saath alfaazon me pirone ka aapka andaaz wakai kabil-e-tareef hai.bas mushkil yahi hai ki humare alfaaz shayad iski khoobsurati bayaan hi na kar paayen.bas itna hi kahenge ki jaisa padhne ki khwaish thi aapse shayad kuch hadd tak aapne humari khwaish poori kar di.bas bura yahi laga ki hume urdu aadaab ki ab talak urdu aadaab ki jaankari na ho payi.agar urdu aadaab se waakif hota to shayad is kalaam ki khoobsurati ko aur v behtar samajh pata.darkhwast bas yahi hai ki bas likhti rahiye aap yunhi.taki hum jaise logon ko urdu ke kuch alfaaz to seekhne ko milen.


AAPKA

aadaab ghayal sahab.....

well m amazed apko ye poetry samajh me aa gayi.....
khair sahi baat kahi apne.....
urdu to mujhe bhi nahi aati.....maine to bade shayaroN ko padhke hi seekha hai.....

isliye aaj yahaaN tak pahunchi hoon.....

aaane ke liye shukriya....

KasaK......


~A tease in heart~

Judaa huye haiN bahut log, ek tum bhii sahii,
Ab itnii sii baat pe kyaa zindagii haraam kareiN ..
  Send a message via Yahoo to kasak  
Reply With Quote
Re: Re: yuN baar-ha khafaa roshnii nahi hoti......
Old
  (#7)
kasak
Pieces of me!
kasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to allkasak is a name known to all
 
kasak's Avatar
 
Offline
Posts: 823
Join Date: Jul 2005
Location: Bhopal(MP, india)
Rep Power: 25
Re: Re: yuN baar-ha khafaa roshnii nahi hoti...... - 20th April 2006, 11:33 AM

Quote:
Originally posted by passionatelover
hello kasak
i dont agree with this last line of urs
afsos hai tehreer* tilismii* nahi hoti

well its an apsolutely an magical poetry.by writting this poetry u have riased ur standard and prooved that ur simply one of the best here........this poetry defines it........i have never heard of lot of words here..........pata nahi kuch shayr bari bharkam shabdo ke prayog karne me itne ko jate hai ki wo keh nahi pate jo unhe asli me kehna hai........par aapki shayri ki har line appne aapne aap me complete hai..........keep sharing such gems,and hey surely we will ceratinly learn lot of words and enhance our vocablary by reading such shayris

bye and take care
passionate...........

passionate lover sahab......

adaab.....
sab khairiyat se to hai na......badi muddatoN baad aap humari mehfil me shirkat dene aaye......
khair,aaye to aaye....itni taareef bhi kar di.....
agar ye apko kuch sikha sake to matlab likhna safal hua.....

aur maine bahut ase words use kiye jo ki maine bhi aajtak nahi sune....hehehe.....
lekin ab sun liye......aage bhi aate rahiyega......

duaaoN ke aath ijaazat,
KasaK......


~A tease in heart~

Judaa huye haiN bahut log, ek tum bhii sahii,
Ab itnii sii baat pe kyaa zindagii haraam kareiN ..
  Send a message via Yahoo to kasak  
Reply With Quote
Old
  (#8)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
18th May 2010, 10:10 PM

Dear Kasak.............aap hamesha hi umda likhti haiN, aapko padna bahut accha lagta hai jab kuch khaas padne ka dil ho to hum aap jaise shayroN ke naam doondne lagte haiN

god bless u


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#9)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
12th December 2012, 08:56 PM

Quote:
Originally Posted by kasak View Post
ahl-e-bazm ko kasak ka adaab.......

is raat se rishtaa mujhe mehenga bahut pada,jaane kya kya kho diya sirf iski gulaami karke....
aaj tiirgi* hi meri ghamguzaar hai.....is tiirgi me hi raateiN kati haiN meri.......kisi ke saath.....
kisi ke bina......

tiirgi:andhera,darkness

===================================

Gar raat se meri dosti nahi hoti,
yuN baar-ha khafaa roshni nahi hoti,

gaffaar* maiN nahi!sunlo ae muntzir*,
ke ishq me meher* laazmi* nahi hoti,


[GaffaaR: merciful ; MuntziR: expectant
MeheR: kindness ; Laazmi: compulsory]

faazir karaar do ya kaatil karaar do,
aag-e-masaaf* mujhpe taari nahi hoti,


[Faazir: criminal ; masaaf: war,battle]

ulfat me is kadar magloob* hooN ke ab,
bardaasht zeest* ki dushmani nahi hoti,


[MaglooB: defeated ; zeest: life]

ek umr ho gayi kilk* ko fanaa huye,
par inteha-e-mashk-e-shayri* nahi hoti,


[KilK: kalam,pen]
inteha-e-mashk-e-shayri:end of practice of poetry

kuch is tarah bhi mod aate haiN ishq me,
wo saamne ho deed phir bhi nahi hoti,

shayar ki hi dua be-asar rahi
'KasaK',
afsos hai tehreer* tilismii* nahi hoti........

[TehreeR: writing ; tilismii: magical]


==================================

shukriya,
KasaK.........
MashaAllah....kya khoobsurat kalaam hai kasak sahiba.....sabhi ashaar lajawaab hain...aapki taraf se nayi peshkash ka intezaar hai.....




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#10)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
12th December 2012, 10:46 PM

kasak .. aaj arse baad tumhe padhaa to yoon laga tum saamne hi ho... abhi ki hi to baat lagti hai, jab tum yahaan aati rahtii thee... is behtareen kalaam ke liye meri jaanib se laakhon daad aur duaaen.. ummeed kartaa hoon is daad pe tumhaari nazre qaram ho, aur inhe qubool karo.... likhti raho..

Shaad


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
13th December 2012, 06:49 AM

shayri me aapki taraqqi bahut pehle ho chuki thi, ab thoda rehum-o-karam kareN apne chaahne waaloN pe aur yahaaN bhi shirkat kareN, taaki hum jaisoN ko kuch kuch itna umda padhne ko mil sake... umeed karta huN ki jald hi aapki qalaam se rubaru hoNge....



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Old
  (#12)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
13th December 2012, 03:24 PM

Dear Kasak...aaj phir aapki es poetry ko pada...bahut accha lga, aap jaise umda shayroN se hi SDc hai...har ahsaas bahut gehra....missing u alot


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#13)
peepalala
Registered User
peepalala is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 74
Join Date: Jul 2012
Rep Power: 12
29th December 2012, 09:48 PM

Meri har baat aap ke har baat se achih hai meri har saam aap ke har saam se achih hai doli se zaahk kar dehkoh mera janaga aap ki baraat se achih hai
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
khud se accha nahi khafaa hona zidd Shayri-e-Dard 32 23rd July 2010 02:07 AM
Ghazal: ghut ghut ke marna humse, baar baar nahi hota... Pradhyuman Shayri-e-Dard 19 26th May 2009 11:24 AM
judaayi asaan nahi hoti...ruswayi hoti hai.. shayri12345 Shayri-e-Ishq 5 5th March 2005 11:17 PM
sabz maddham roshnii me.n pappu Shayri-e-Ishq 0 8th September 2004 01:10 AM
tuu hai gar mujh se Khafaa Khud se Khafaa huu.N mai.n bhii ashikro Ghazal Section 0 6th November 2002 02:57 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com