Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Yaad aate ho mutaqil hamein...
Old
  (#1)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
Arrow Yaad aate ho mutaqil hamein... - 30th July 2006, 01:01 PM

Dosto…

kya tadapna dil-e-bismil ka bhala lagta hai
jab uchalta hai tau seene se jaa lagta hai
--ibrahim zauq


Arse baad kuchh likh paayi hoon…couldn’t keep my promise of keeping dard out of it…magar kuchh doston ka kaha nahi taal saki…masroofiyat tau hai hee…na jaane kya likha hai...phir bhi…lijiey aapki nazar ek adna sa kalaam…

Saagar ne kiya na ik qatre mein shamil hamein
Ab hai sehra mein hardum paani haasil hamein

Aankhon mein teri paa liye dono jahaan maine
Kya tuune bhi samjha kisi taur kaamil hamein

Ik hum hain, na aaye bhuule se yaad tujhe
Ik tum ho ki yaad aate ho mustaqil hamein

Teri aahat pe dil chaunka, sar uth gaya khushi se
Kyun gira diya ashqon sa, maharam-e-dil hamein

Zakhm-kaari adaa teri, khaak-saari adaa apni
Maar hee daalega lahuu hokar yeh dil hamein

Khush rang yadein teri, mere soz-e-jigar ki taab
Dekhna dhuund hee legii khud manzil hamein

‘Paras’ pe aaye reham? Main kaun hoon tera?
Khush hai tuu aah-o-zaari se tau kya mushkil hamein


Kaamil = complete
Mustaqil = continuously
maharam-e-dil = resident of the heart
zakhm-kaari = deep wound
khaak saari = humbleness
soz-e-jigar = sorrowful heart
taab = lustre
aah-o-zaari = wailing, cries


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan

Last edited by Parastaar; 30th July 2006 at 01:08 PM..
   
Reply With Quote
Re: Yaad aate ho mutaqil hamein...
Old
  (#2)
Vipinbox
ek shoonya
Vipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to behold
 
Vipinbox's Avatar
 
Offline
Posts: 1,748
Join Date: Jul 2002
Location: दिल्ली व देहरादून
Rep Power: 30
Re: Yaad aate ho mutaqil hamein... - 30th July 2006, 02:02 PM

Quote:
Originally posted by Parastaar
Dosto…

kya tadapna dil-e-bismil ka bhala lagta hai
jab uchalta hai tau seene se jaa lagta hai
--ibrahim zauq


Arse baad kuchh likh paayi hoon…couldn’t keep my promise of keeping dard out of it…magar kuchh doston ka kaha nahi taal saki…masroofiyat tau hai hee…na jaane kya likha hai...phir bhi…lijiey aapki nazar ek adna sa kalaam…

Saagar ne kiya na ik qatre mein shamil hamein
Ab hai sehra mein hardum paani haasil hamein

Aankhon mein teri paa liye dono jahaan maine
Kya tuune bhi samjha kisi taur kaamil hamein

Ik hum hain, na aaye bhuule se yaad tujhe
Ik tum ho ki yaad aate ho mustaqil hamein

Teri aahat pe dil chaunka, sar uth gaya khushi se
Kyun gira diya ashqon sa, maharam-e-dil hamein

Zakhm-kaari adaa teri, khaak-saari adaa apni
Maar hee daalega lahuu hokar yeh dil hamein

Khush rang yadein teri, mere soz-e-jigar ki taab
Dekhna dhuund hee legii khud manzil hamein

‘Paras’ pe aaye reham? Main kaun hoon tera?
Khush hai tuu aah-o-zaari se tau kya mushkil hamein


Kaamil = complete
Mustaqil = continuously
maharam-e-dil = resident of the heart
zakhm-kaari = deep wound
khaak saari = humbleness
soz-e-jigar = sorrowful heart
taab = lustre
aah-o-zaari = wailing, cries
Namaskaar Paras Ji
aapko parhkar hamesha se hee aisa hee lagta hai ki "yeh meri khusnaseebi hee hai ki main aapko parh paata hoon".
Urdu ki gehri samajh na honey ke bavzood saath mein diye gaye meanings se urdu samajhney mein aasaani ho jaati hai. Jinke jariye aapki qaabiliyat ke aage sar jhuk jaata hai.
Isi tarah aage bhi parhney ka awsar detey rahiyega.

v i p i n


विपिन



Last edited by Vipinbox; 30th July 2006 at 02:05 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
dilip200
Adhoori Aas
dilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud of
 
dilip200's Avatar
 
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 31
30th July 2006, 02:31 PM

paras ji namste

youn to main kai dino se aapki gazal pad raha hoon. per sahi mayne main manine aapko kuccha-e-kalam se jana. jiske bare me mujhe sunita ji ne bataya. aap itni senior or mashhoor shayer hai. or main aapko pad pa raha hoon meri khushmati hai.

dilip
  Send a message via Yahoo to dilip200  
Reply With Quote
Old
  (#4)
sukanya
Registered User
sukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the rough
 
sukanya's Avatar
 
Offline
Posts: 1,239
Join Date: Jul 2004
Location: India
Rep Power: 0
30th July 2006, 09:56 PM

Zakhm-kaari adaa teri, khaak-saari adaa apni
Maar hee daalega lahuu hokar yeh dil hamein

Khush rang yadein teri, mere soz-e-jigar ki taab
Dekhna dhuund hee legii khud manzil hamein


Namaskar Paras ji

Kafi samey ke baad aaj aapka qalam dekha....bahut kushi hui aaj aapka qalam padh......paras ji this one has a deep meaning expressed with beautiful words.....aapki pehley parhi sari rachnao mein shayad iski ek alag hi pehchaan hogi.......Sagar sa gehra laga aapka qalam....mere daad kabul kijeyega itni gehrayi se likhey iss qalam ke liye......yuun hi likhti rahiye....

Apna khyal rakhiyega
Keep Smiling
   
Reply With Quote
Re: Yaad aate ho mutaqil hamein...
Old
  (#5)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Re: Yaad aate ho mutaqil hamein... - 31st July 2006, 09:59 AM

Quote:
Originally posted by Parastaar
Dosto…

kya tadapna dil-e-bismil ka bhala lagta hai
jab uchalta hai tau seene se jaa lagta hai
--ibrahim zauq


Arse baad kuchh likh paayi hoon…couldn’t keep my promise of keeping dard out of it…magar kuchh doston ka kaha nahi taal saki…masroofiyat tau hai hee…na jaane kya likha hai...phir bhi…lijiey aapki nazar ek adna sa kalaam…

Saagar ne kiya na ik qatre mein shamil hamein
Ab hai sehra mein hardum paani haasil hamein

Aankhon mein teri paa liye dono jahaan maine
Kya tuune bhi samjha kisi taur kaamil hamein

Ik hum hain, na aaye bhuule se yaad tujhe
Ik tum ho ki yaad aate ho mustaqil hamein

Teri aahat pe dil chaunka, sar uth gaya khushi se
Kyun gira diya ashqon sa, maharam-e-dil hamein

Zakhm-kaari adaa teri, khaak-saari adaa apni
Maar hee daalega lahuu hokar yeh dil hamein

Khush rang yadein teri, mere soz-e-jigar ki taab
Dekhna dhuund hee legii khud manzil hamein

‘Paras’ pe aaye reham? Main kaun hoon tera?
Khush hai tuu aah-o-zaari se tau kya mushkil hamein


Kaamil = complete
Mustaqil = continuously
maharam-e-dil = resident of the heart
zakhm-kaari = deep wound
khaak saari = humbleness
soz-e-jigar = sorrowful heart
taab = lustre
aah-o-zaari = wailing, cries
Paras Ji

Namaskar !

app es baar bahut dino baad ayye hai, appka to har kalaam badiya hota hai. aur hum to es kabil bhi nahi hai ki appke kalaam ke tareef karey. kyuki humey to kuch bhi nahi aata, bas yeh hai ki shayri bahut pasand hai. ha maine bhi 4-5 gazals post karney ki gustakhi ki hai. par kuch khaas nahi likh paaye hu.

Paras ji appka shuru kiya hua kuccha-e-kalaam aggey badaney ki koshish ki hai, actually woh 441 post tak jakar ruk sa gaya tha. to mai chahti thi ki etna acchi post hai esy aur aagey badna chahiye, so maine kuch dosto se kaha ki hum esy aagey badaey to bahut accha hai. thodi se kaamyaab hue hu. app bahut dino baad site par aatey ho, agar contiue aatey rahey to accha hai.

appki dost


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#6)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
1st August 2006, 11:30 PM

Ik hum hain, na aaye bhuule se yaad tujhe
Ik tum ho ki yaad aate ho mustaqil hamein
tooooooooooo good bohat acha bohat bohat acha likha hai aap ne really very touchy keep it up


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin

Last edited by Parastaar; 6th August 2006 at 08:17 AM..
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
2nd August 2006, 11:47 AM

Vipin jee,

Namaskaar! Aap jaise uchh vicharon wale lekhak ka mujhe padhna aur saraahna mere liye ek khushnaseebi hai...kaabliyat tau malum nahin...haan jazzbaaton mein beh jaana khuub aata hai mujhe aur wahi bus utaar deti hoon kaagaz par...shukriya aapka...


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
2nd August 2006, 11:52 AM

Dilip jee...

aapki inayat hai...mujhse tau bahut se senior memberaan hain yahan...aur mujhse zyada kaabil...aap naye hain tau aapka iss bazm mein swaagat hai...mere liye waqt nikaalne ke liye shukrguzaar hoon aapki...


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
2nd August 2006, 11:59 AM

Sukanya jee...

jab dil ke dariya mein sailaab aa jaaye tau khud ba khud gehraayi aa jaati hai...hai na? thanks for coming here my dear...your comments are always close to my heart...


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Re: Yaad aate ho mutaqil hamein...
Old
  (#10)
Pulkit_gupta
Humanity
Pulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant future
 
Offline
Posts: 6,227
Join Date: Aug 2003
Location: Delhi
Rep Power: 42
Re: Yaad aate ho mutaqil hamein... - 2nd August 2006, 06:47 PM


Saagar ne kiya na ik qatre mein shamil hamein
Ab hai sehra mein hardum paani haasil hamein

Aankhon mein teri paa liye dono jahaan maine
Kya tuune bhi samjha kisi taur kaamil hamein

waaaaaaah... well said....


Ik hum hain, na aaye bhuule se yaad tujhe
Ik tum ho ki yaad aate ho mustaqil hamein

Teri aahat pe dil chaunka, sar uth gaya khushi se
Kyun gira diya ashqon sa, maharam-e-dil hamein

ufff... both these shers weree tooo goood... loved them...


Zakhm-kaari adaa teri, khaak-saari adaa apni
Maar hee daalega lahuu hokar yeh dil hamein

Khush rang yadein teri, mere soz-e-jigar ki taab
Dekhna dhuund hee legii khud manzil hamein

kya baat hai...


‘Paras’ pe aaye reham? Main kaun hoon tera?
Khush hai tuu aah-o-zaari se tau kya mushkil hamein

waaahhh...

Dearest Guruji,

Thsi one is soooo expressive yaarr... Kucch sher to itne khoobsurat thhe ke dil ko bahut hi akreeb se chhua.... I just loved this work of yours.... Dard to hai ,magara its expressed beautifully.... meri daad kubool karna... Dooo keep writing like this....

Apna khayal rakhna


Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai
  Send a message via Yahoo to Pulkit_gupta  
Reply With Quote
Old
  (#11)
musharrafhusain
Registered User
musharrafhusain is a jewel in the roughmusharrafhusain is a jewel in the roughmusharrafhusain is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 1,310
Join Date: Mar 2003
Location: Karachi, Pakistan
Rep Power: 25
3rd August 2006, 10:53 AM

meri behan

der se aane ki muaazrat.

Yeh misra haasil e ghazel hai mere khayal mein

"Zakhm-kaari adaa teri, khaak-saari adaa apni"

mujhe pata hai meri behan ke saare shab-o-roaz isi misre se ibaarat hain.
aur yeh misraa hi meri behan ki aadaat o atwaar, kirdaar, guftaar ka aayinaa daar hai.

meri dua hai ke hamesha khush rahe meri behna aur jis tarah tum sab per apni mohabbatein nichawer karti ho isi tarah tum bhi hamesha khushiyon aur mohabbaton ke beech zindagi ki tamaam khushiyaan haasil karo.
bhai hamesha dua go hai tumhare liye.

musharrafhusain
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
candyboy
Registered User
candyboy will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 1,473
Join Date: Aug 2004
Location: Sharjah, U.A.E.
Rep Power: 21
3rd August 2006, 01:34 PM

Meri Pyari GuruJi,

I for one am very happy that u broke u're promise n wrote again. Pain expressed so beautifully actually doesn't cause so much pain to us but rather leaves us mesmerized at the beauty of it. As always, u're work's an absolute honor to read and we are truly grateful that u share such gems with us. Please do keep writing more so.

U're Nalayak Shagird


Luvs,

Salim

If there are no tears in the eyes, there will be no rainbow in the soul

Happiness is a butterfly, which, when pursued, is always just beyond your grasp, but which, if you sit down quietly, may alight upon you.

We come to love not by finding a perfect person but by learning to see an imperfect person perfectly
  Send a message via Yahoo to candyboy  
Reply With Quote
Re: Yaad aate ho mutaqil hamein...
Old
  (#13)
Parul
Registered User
Parul is a jewel in the roughParul is a jewel in the roughParul is a jewel in the roughParul is a jewel in the rough
 
Parul's Avatar
 
Offline
Posts: 3,305
Join Date: Jun 2004
Location: Florida,USA
Rep Power: 26
Re: Yaad aate ho mutaqil hamein... - 4th August 2006, 10:47 AM

Ik hum hain, na aaye bhuule se yaad tujhe
Ik tum ho ki yaad aate ho mustaqil hamein


wow......

Hello madam,

it's really nice. and do keep writting & keep smiling too.

take care!


   
Reply With Quote
Old
  (#14)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
5th August 2006, 07:22 AM

Dear Sunita jee...

main muaafi chahti hoon ki ab zyaada shirkat nahin kar paati iss bazm mein...zara kaam se faarig huyi tau yeh mumkin ho sakega...lekin summer mein yahi haal rahega...i appreciate your participation...but i see that no body is bothering to read the very first page where the rules have been posted...can you pls make sure that they do go through them...see, that thread was initiated only because all of us love shayri but were not writing properly...and i believe at least one thread should be kept where every one follows the rules of shayri...don't you agree? thanks a million for making time for me...keep up the good work


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#15)
banjara''''
kuch likhne ki koshish
banjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura about
 
banjara'''''s Avatar
 
Offline
Posts: 930
Join Date: Feb 2003
Rep Power: 24
hi - 5th August 2006, 11:56 AM

paras.
kasi ho
pocha une se k dard byan kiya hay
muskura kar kahte hain" Hansi Meri"

tumhare klam or klaam mainjo andaz jhlakta hay
dard us ki majbori hay...or waise bhi sochne wale sochte hain

Dil-e-lachar gar sukhi hota to kiya hota...

Acha laga tumhre lafzon main tumhara andaz dekh kar
keep it up
duain
khan


banjara''''
agar mohabbat hay to judai kiyon
or judai main mohabbat kasi????
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
6th August 2006, 08:19 AM

koi to ho jee...

shukriya aapka ki aapne mujhe padhaa aur iss kalaam ko pasand kiya...milte rahieygaa...


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
6th August 2006, 08:21 AM

Hey Pulkit...

Tumhara hukum sarr aankhon mein...likhte raheinge yoonhi aur tumhein jabardasti sunaate bhi raheinge...pasand aaye yaa na...lol

take care buddy


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
6th August 2006, 08:25 AM

Quote:
Originally posted by musharrafhusain
meri behan

der se aane ki muaazrat.

Yeh misra haasil e ghazel hai mere khayal mein

"Zakhm-kaari adaa teri, khaak-saari adaa apni"

mujhe pata hai meri behan ke saare shab-o-roaz isi misre se ibaarat hain.
aur yeh misraa hi meri behan ki aadaat o atwaar, kirdaar, guftaar ka aayinaa daar hai.

meri dua hai ke hamesha khush rahe meri behna aur jis tarah tum sab per apni mohabbatein nichawer karti ho isi tarah tum bhi hamesha khushiyon aur mohabbaton ke beech zindagi ki tamaam khushiyaan haasil karo.
bhai hamesha dua go hai tumhare liye.

musharrafhusain
Pyaare Bhayyia...

malum hai naraaz honge, ki baat nahin kar paayi hoon itne din se aapse...kaise hain aap? aapka jawaab yahan dekh kar dil ko bahut sukoon sa mil jaata hai...ki sahi jaa rahi hoon...aap yoonhi inaayat qaayam rakhieygaa...issi se tau main ameer hoon...hai na?


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
6th August 2006, 08:29 AM

mere pyaare pyaare nalaayak shagird...

tumhari kuchh jhoothi kucchh sachhi taareef...mere honthon pe muskaan le aati hai...hamesha...so aate rehna...in fact you'll have to keep on coming...lol


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#20)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
6th August 2006, 08:31 AM

Sweet Parul...

yaad aa hee gayi tumhein...miss you too...got your message...thank you so much...aur ab kuchh aur apna likha hua jaldi hee sunaana...


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#21)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
7th August 2006, 03:01 PM

[color=royal bule]Paras jee,

Namsate:

Kaafi dino ke baad aaj aap ka likha huaa Parha aur behad achchha laga aap ko paRhna... Apni 2 kauRi kee raa'ey ke saath haazir huuN..
[/color]


Ik hum hain, na aaye bhuule se yaad tujhe
Ik tum ho ki yaad aate ho mustaqil hamein


[color=royal bule]ess sher ke baare meN kahna hee kyaa... khoobsuurat ehsaas aur andaaz-e-bayaaN bhee la-jawaab... Daad haazir hai.. Par pahle misre meN aap ne likha hai..'tujhe' aur duusre misre meN 'hamein' mere kahne ka matlab yeh hai kee 'Tujhe aur hameiN'milte huYe lafz nahee haiN, behtar lagega agar aap pahle sher ko ess tarh likheN..

'Ik hum hain, na aaye bhuule se yaad tumheN
Ik tum ho ki yaad aate ho mustaqil hamein'
[/color]

Zakhm-kaari adaa teri, khaak-saari adaa apni
Maar hee daalega lahuu hokar yeh dil hamein



[color=royal bule]waah!Pahle misra behad khuubsuurat likha hai.. kaafi jaaN hai ess meN.. Duusre meN kuchh gunjaaish hai.. [/color]


‘Paras’ pe aaye reham? Main kaun hoon tera?
Khush hai tuu aah-o-zaari se tau kya mushkil hamein



[color=royal bule]khuubsuurat maqta..

Ik khuubsuurat ghazal ke liYe mere jaanib se daad ke satah mubaarak baad qabuul kareN.. meri kuchh baat burii lagi ho to beshaq dar-guzaar kar deejiYegaa..YuuN hee likhtii raheN..

aap ka apna

Mayank
[/color]
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#22)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
7th August 2006, 04:15 PM

paras ji,
namashkaar,
aankhein nam hogayi aapki yeh gazal padhke.apne haal-e-dil se bahut kareeb lagi.bahut umdah likha aapne.yeh ashaar to waaqi choo gaye dilko,

Aankhon mein teri paa liye dono jahaan maine
Kya tuune bhi samjha kisi taur kaamil hamein

Ik hum hain, na aaye bhuule se yaad tujhe
Ik tum ho ki yaad aate ho mustaqil hamein

‘Paras’ pe aaye reham? Main kaun hoon tera?
Khush hai tuu aah-o-zaari se tau kya mushkil hamein

maqtaa bahut dard bhara hai.
dua hai allah se ke yeh dard aapki zindagi se hamesha ke liye dafaa haojaaye.
likhte rahiye,
tc


yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
Re: hi
Old
  (#23)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
Re: hi - 13th August 2006, 10:48 AM

Quote:
Originally posted by banjara''''
paras.
kasi ho
pocha une se k dard byan kiya hay
muskura kar kahte hain" Hansi Meri"

tumhare klam or klaam mainjo andaz jhlakta hay
dard us ki majbori hay...or waise bhi sochne wale sochte hain

Dil-e-lachar gar sukhi hota to kiya hota...

Acha laga tumhre lafzon main tumhara andaz dekh kar
keep it up
duain
khan
Dearest khan bhai...

kahan rehte hain aap aajkal? aapko apne kalaam par dastaq dete huye dekhkar behad khushi huyi...

pocha une se k dard byan kiya hay
muskura kar kahte hain" Hansi Meri"

aur yeh do lines bhi bahut pasand aayin...aapke jawaab ka agle kalaam par bhi intezaar karoongi...shukriya...aate rahiye...milte rahieye


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#24)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
13th August 2006, 10:54 AM

Mayank Sahib...

ess sher ke baare meN kahna hee kyaa... khoobsuurat ehsaas aur andaaz-e-bayaaN bhee la-jawaab... Daad haazir hai.. Par pahle misre meN aap ne likha hai..'tujhe' aur duusre misre meN 'hamein' mere kahne ka matlab yeh hai kee 'Tujhe aur hameiN'milte huYe lafz nahee haiN, behtar lagega agar aap pahle sher ko ess tarh likheN..

aapne theek kaha...asal mein iss baat ka abhaas ho gaya thaa mujhe, lekin tab tak the 10min. limit was over so maine aise hee rehne diya, edit nahin kiya...lekin maine ek duusre forum mein use change kar ke likha thaa

Ik hum hain, na aaye bhuule se yaad tumhein
Ik tum ho ki yaad aate ho mustaqil hamein

http://www.sawf.org/bin/tips.dll/get...ibutors&arch=0

baarikee se ghazal padhne ke liye aabhaari hoon aapki...yoonhi tanz o tanqeed se nawaazte rahieyga...


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#25)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
13th August 2006, 10:57 AM

My dear Akelijaan ji...

aapko apni post pe dekhkar hamesha sukoon milta hai...aur aapke jawaab ka bhi hamesha intezaar rehta hai...ek khuubsurat daad aur dua ke liye main shukrguzaar hoon...aap khayaal rakhieyga apna...


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#26)
maikasH
Birha Tu Sultan
maikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant future
 
Offline
Posts: 1,810
Join Date: Aug 2001
Rep Power: 10
14th August 2006, 02:40 AM

aadaab namaste aur SSA

maiN aaj yuuN hi ek sarsarii nazar daalne forum pe aaya tha aur aapki ye post dekhi....aur kuch kahe bina jaana munaasib na samjha so here i am....

pehle to peshagi muaafi maaNge leta huuN Ghaaliban aapko meri koi baat buri lag jaaye to kaam aayegi....

meri ek bohat hi buri aadat hai ke maiN har Ghazal ka may'aar uske matle ko dekh kar tay kar leta huuN jo ke Ghair-munasib hai aur isi kambakht aadat hi wajah se maiN aapki is shaahkaar Ghazal ko padhne se mehruum reh jaata

ba-har-haal maiN arz karna chahta huuN ke ho sake to aap is Ghazal ke matle ko phir se likhiye.......

matlaa :-

Saagar ne kiya na ik qatre mein shamil hamein
Ab hai sehra mein hardum paani haasil hamein


yahaaN duusra misra aapne khoob likha hai , mubarak ho, jahaaN taq meri samajh jaati hai to aapko kehna chahti haiN haiN ki ashqoN ki ba'daulat aapko ab sehraa meiN bhi paani haasil hai jo ke bohat achcha aur qaabil-e-daad khayaal hai.......lekin mushkil ye ha hai ke donoN misroN meiN rabt behadd kamzor hai aur mafhuum saaf nahiiN hote....maslan sagar aur qatre ko aap kis suurat bayaan kar rahi haiN......waise apne aap meiN pehla misra bhi khoob hai ke dariya se ye taq na gawaara hua ko kisi ka wajuud uske ek qatre meiN bhi jhalke, ya duusri suurat meiN berukhi ki iNtehaa numayaaN hoti hai......lekin mas'alaa rabt ka hai......meri tajviiz hai ke aap ek baar phir se dekh lijiye ya agar mujh kam-aql ko baat samah nahiN aayi (aisa hone ki bohat guNjayiish hai ) to mehr'baani karke aap wajaahat farmaa dijiye phir meiN sharmiNdaa ho luuNga ..


ye to thi matle ki baat.......apni aadat ko is martabaa jaib meiN rakh kar maine aapki puuri Ghazal padhi aur mut'asir hue bina na reh saka......taKKhayul aur taGhazzul ke hawaale se aapne bohat tarraqi ki hai, mubarak ho aur aapko padhne se saaf zaahir hota hai ke ab aap beh'r-o-wazan ko bekaar ki cheez nahiiN samajhti jo ke bohat achchi baat hai......urdu adab meiN ilm aur tajurbe ka choli-daaman jaisa saath hota hai....tajurba jitna hoga ilm utna hi badhta hai.......isliye mera israar hai ke mashq jaari rakhiye.....

aur jaane se pehle aapko yaad dilaa duuN ke :in case: mujh se koi gustaakhi ho gayi ho to just scroll up aur meri peshagi maaNgi hui muaafi "Tikaa" lijiye.....shukriya

rab raakha
maikash


.........................................

is tarhe teri yaad meiN har shaam dhaley hai
goyaa koyi nagin si kalejey pe chaley hai

maikash
...............................

Last edited by maikasH; 14th August 2006 at 04:27 AM..
 Send a message via ICQ to maikasH Send a message via Yahoo to maikasH  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
' Yaad Hamein Kyon Aati Ho...! '( Favourite Lyrics Collection ) Amanush... Hindi/Urdu Lyrics 25 22nd August 2011 02:43 AM
khayal hamein bhi har roj aate hai.... Diggaj_Dave Anjuman-e-Shayri 0 3rd October 2005 11:44 AM
Hamein uski yaad na dilao .... Diggaj_Dave Shayri-e-Dard 3 14th July 2005 05:35 PM
tum yaad aate ho! kc_loveu Shayri-e-Dard 0 1st July 2005 02:52 PM
Tab yaad tumhare yaad aate hai! gulabjamun_4_u Shayri-e-Ishq 0 30th November 2004 05:19 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com