Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
"PYAAR" ke "WAADEN"
Old
  (#1)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
Thumbs up "PYAAR" ke "WAADEN" - 28th September 2015, 10:15 PM

Mere pyaare doston:

Namaskasr aur aadaab!

Mehfil me haazir hu biwi ke poochhe gaye sawaalon ke saath aur apne dil se nikle huye ehsaason ke saath. ummid krtaa huun aapko meri yeh koshish pasand aayegi

*********************************************

Jo karoon waada har pal saath nibhaane ka
Kya aap sadaa meraa saath nibhaa paaoge?

waadaa hai har pal saath nibhaaungaa main
Yeh waadaa hai har waadaa nibhaaungaa main


Jo kar duun naam apni zindagii aapke
Kya aap sadaa sang mere chal paaoge?

tune kar dii hai apni zindagi ab naam mere
Ab tere binaa ik qadam bhi naa chal paaungaa main


Jo chal paduun bhulaa ke sab sang aapke
Kya aap meri maang khud sajaa paaoge?


Bhoola kar sab kuch jo chal padi ho saath mere ey JaaN
Teri maang mein har janam khud ko sajaaungaa main


Jo naa diya saath kisi ne pyaar ka humaare
To kyaa poori duniyaa se mere liye lad paaoge?

Gar saamne hogi tere saari duniyaa to bhee kyaa
Teee liye aakhri saans tak sabhee se lad jaaungaa main


Jo apna luun zindagii…ghar ko aapke main
Kya aap wajood ka apne hissa mujhe banaa paaoge?

Tu hai meri zindagii aur haq hai teraa ghar par
Tu hai wajood meraa khud teraa hissa ban jaunga main


************************************************** **********


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...

Last edited by Dhaval; 28th September 2015 at 10:25 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
trialbyfire
Registered User
trialbyfire has a spectacular aura abouttrialbyfire has a spectacular aura abouttrialbyfire has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 451
Join Date: Feb 2013
Rep Power: 14
29th September 2015, 12:37 AM

Dhaval,

Hume nahi maloom tha ki aapki wife bhi likhti hain...shukriya oonka likha hua bhi post karne ke liye.
Bahaut khub likha hai aap dono ne milkar...bahaut pyare sawal aur jawaab oos se pyare...padhkar bahaut achha laga.
yeh sawaal aur jawaab fav. raha...

Jo chal paduun bhulaa ke sab sang aapke
Kya aap meri maang khud sajaa paaoge?

Bhoola kar sab kuch jo chal padi ho saath mere ey JaaN
Teri maang mein har janam khud ko sajaaungaa main

Jo apna luun zindagii…ghar ko aapke main
Kya aap wajood ka apne hissa mujhe banaa paaoge?

Tu hai meri zindagii aur haq hai teraa ghar par
Tu hai wajood meraa khud teraa hissa ban jaunga main

Aise hi share karte rahiye...aur apni wife ka likha hua bhi share karte rahiyega...

Khayal rakhiye!!!


Zindagi wahi jise khul ke Jiya jaaye, apne armaanon ko pankh lagaa udhne do...
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
29th September 2015, 12:56 PM

wah dhaval bhai sabhi prashno ka uttar khoob diya hai aapne wah.........


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
29th September 2015, 01:38 PM

Quote:
Originally Posted by Dhaval View Post
Mere pyaare doston:

Namaskasr aur aadaab!

Mehfil me haazir hu biwi ke poochhe gaye sawaalon ke saath aur apne dil se nikle huye ehsaason ke saath. ummid krtaa huun aapko meri yeh koshish pasand aayegi

*********************************************

Jo karoon waada har pal saath nibhaane ka
Kya aap sadaa meraa saath nibhaa paaoge?

waadaa hai har pal saath nibhaaungaa main
Yeh waadaa hai har waadaa nibhaaungaa main


Jo kar duun naam apni zindagii aapke
Kya aap sadaa sang mere chal paaoge?

tune kar dii hai apni zindagi ab naam mere
Ab tere binaa ik qadam bhi naa chal paaungaa main


Jo chal paduun bhulaa ke sab sang aapke
Kya aap meri maang khud sajaa paaoge?


Bhoola kar sab kuch jo chal padi ho saath mere ey JaaN
Teri maang mein har janam khud ko sajaaungaa main


Jo naa diya saath kisi ne pyaar ka humaare
To kyaa poori duniyaa se mere liye lad paaoge?

Gar saamne hogi tere saari duniyaa to bhee kyaa
Teee liye aakhri saans tak sabhee se lad jaaungaa main


Jo apna luun zindagii…ghar ko aapke main
Kya aap wajood ka apne hissa mujhe banaa paaoge?

Tu hai meri zindagii aur haq hai teraa ghar par
Tu hai wajood meraa khud teraa hissa ban jaunga main


************************************************** **********

bahut khooob ehsaas pesh kiye hain dhaval bhai............. ummdah kalaam likha hai.. likhte rahen...

shaad....


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
29th September 2015, 01:54 PM

khoobsarat ehsason se saja geet...bahut khoob likha hai aap dono ne..



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
29th September 2015, 05:04 PM

kya baat hai....chottu biwi ko bhi shayar bana hi diya...bahut acche sawaal jawaab, accha lga tum dono ko aik saath pad kar

god bless u both


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com