Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Jana K Naam Aik Sher<<<
Old
  (#1)
banjara''''
kuch likhne ki koshish
banjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura about
 
banjara'''''s Avatar
 
Offline
Posts: 930
Join Date: Feb 2003
Rep Power: 24
Jana K Naam Aik Sher<<< - 19th October 2004, 02:15 PM

bohat dino se kuch nahi likha...likhne ka man bhi nahi tha...
magar aik dost ne kaha k kuch ho jaye..to yeh kuch apni jana
k naam karta hun...jo mujhay maloom hay parhe gi magar khamoshi se.....
-----------
AISE BETHA THA MERI MAIYYAT SE ZARA DOOR KOI SHAKS
JIASE KAHTA HU MERA TUM PER KOI LAMHA UDHAAR THA..

------------
khan....
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Afshan
Kadeer ki...
Afshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the rough
 
Afshan's Avatar
 
Offline
Posts: 2,334
Join Date: Apr 2003
Location: In Kadeer's heart.... VERY comfortable place!
Rep Power: 27
20th October 2004, 10:16 AM

Bhayya...


Itne dino baad aapko yahaan dekh kar baRa achha laga.. Shukria us dost ka jisne aapkse likhne ko kaha... Na jaane kyu.. aapka sher paR kar wo ghazal yaad aa gayi...

Ranjish hi sahi, dil hi dukhaane ke liye aa..
Aa phir se mujhhe chhoD ke jaane ke liye aa..


ab aapki tareef hum kya karein.. itni haisiyat to nahi humaari.. jaate jaate kuchh arz karte hain.. aapke kalaam paR kar yahi khayaal aksar aaya karta tha...


Kehte ho tum, 'Likho, magar dard se nahi..'
Aye dost, meri kalam ki siyaahi yahi to hai..


Mere bhayya ko do jahaan ki khushiyaan naseeb hoN.. ek us din se pehle, ek us din ke baad..

Apna Khayaal rakhiyega!!!


Tum chale jaaoge to sochenge... Humne kya khoya, humne kya paaya...
   
Reply With Quote
thanks
Old
  (#3)
banjara''''
kuch likhne ki koshish
banjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura about
 
banjara'''''s Avatar
 
Offline
Posts: 930
Join Date: Feb 2003
Rep Power: 24
thanks - 22nd October 2004, 02:16 PM

banno...
kasi ho?
tuhare lafzon main mere liye hamesha hi
duaiya or tareefana rawiya hota hay.or shayad isi
rawiye ki talab rehti hay mujhay....
sher acha laga..is k liye shukria...tum ne jo sher likha
hay woh bhi kmaal hay....
or hmare lahje ki yehi majbori hay yar kiya
krain..apna khiyal rakhna.
khush rehna..

khan
   
Reply With Quote
Re: Jana K Naam Aik Sher<<<
Old
  (#4)
pyaasa
PYAASA SHAYAR
pyaasa will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 368
Join Date: Apr 2002
Location: in a womens heart
Rep Power: 23
Re: Jana K Naam Aik Sher<<< - 22nd October 2004, 03:06 PM

Quote:
Originally posted by banjara''''
bohat dino se kuch nahi likha...likhne ka man bhi nahi tha...
magar aik dost ne kaha k kuch ho jaye..to yeh kuch apni jana
k naam karta hun...jo mujhay maloom hay parhe gi magar khamoshi se.....
-----------
AISE BETHA THA MERI MAIYYAT SE ZARA DOOR KOI SHAKS
JIASE KAHTA HU MERA TUM PER KOI LAMHA UDHAAR THA..

------------
khan....
Kis kis ko batayenge judaai ka sabab hum
Tu mujhse khafa hai to zamane ke liye aa

ZINDAGI RAHI TO FIR MILENGE

BYE FOR NOW & TAKE CARE

iminlovein@yahoo.com


TERE CHEHRE PAR UJAALA RAHE HAR WAQT YEHI DUA HAI
APNI LAASH JALAAKAR TERE CHEHRE PAR UJAALA LE AAYENGE
******************************
PHOOL KHILTE HAIN LOG MILTE HAI
PATJHAD MEIN JO PHOOL MURJHA JAATE HAIN
WOH BAHARON KE AANE SE KHILTE NAHI
KUCH LOG EK ROZ JO BICHHAD JAATE HAIN
WOH HAZAARON KE AANE SE MILTE NAHI
UMRA BHAR CHAHE KOI PUKARA KARE UNKA NAAM
WOH FIR NAHI AATE WOH FIR NAHI AATE
  Send a message via Yahoo to pyaasa  
Reply With Quote
Old
  (#5)
sanjoo
MriiGchiika
sanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to all
 
sanjoo's Avatar
 
Offline
Posts: 1,664
Join Date: Sep 2002
Location: INDIA (Mumbai)
Rep Power: 28
22nd October 2004, 03:14 PM

mere dost mere bhai.....Moon kaise ho.....bade dino badh rabta hua aaj apse apki shayri k zariye.....maaf karnaa na apki khabar lee kisi se na apni khabar dii ap ko humne.......waqt ki giRafth mai hu....tao ye honaa hii thaa....khair ummid hai tum kairiyat se honge.....yaar mai aaj kal johannesburg mai hu....aur jinn k sath rah raha hu woh bhii pakistan lahor se hai.....kafee kuch jaane ko aur sune ko milaa mere dost naveed se pakistan k bare mai.....rozo k waqt mai unkaa khoon pinaa shuru kar rakhaa hai......samne baith kar khaa pii rahe hai aur woh janaab ap janaab se fhursath nahi paa rahe hai... ..bada pyaara isaan hai woh.......khair ap ko ramzaan mubarak ho......chaliye apka ek sher padhaa aur kafee sakun paa liyaa..sach dinn ki shurvat dard k aehsaas se huii......ab sukun hai......daad chotaa word hai par kabul kare.....apne dost se.......aur haan ek naya lafz humne apne dost se sikhaa aaj woh ap ko sunaaye dete hai urdu mai hai......Raazibarazaa..... apna haal hai iss baat mai...ap ko iss ka matlab samjhane ki zarurat nahi hogii...........ijaazat chahungaa.....ab k liye...Sanju!!!


Jindagi se to khair shikvaa tha,

muddato mout ne bhi tarsaaya hame..

.....
   
Reply With Quote
Re: Jana K Naam Aik Sher<<<
Old
  (#6)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
Re: Jana K Naam Aik Sher<<< - 22nd October 2004, 06:12 PM

Quote:
Originally posted by banjara''''
bohat dino se kuch nahi likha...likhne ka man bhi nahi tha...
magar aik dost ne kaha k kuch ho jaye..to yeh kuch apni jana
k naam karta hun...jo mujhay maloom hay parhe gi magar khamoshi se.....
-----------
AISE BETHA THA MERI MAIYYAT SE ZARA DOOR KOI SHAKS
JIASE KAHTA HU MERA TUM PER KOI LAMHA UDHAAR THA..

------------
khan....

khan bhai,

aap kuchh likho or woh dil ko chhu kar ood jaaye aisa kabhi nahi hota.... bas dil maie apni jagah ban hi jaati hai aapki kalam ki.....

aapki bahna
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
22nd October 2004, 08:03 PM

Banjaara Dost..

Kaise ho? Bahoot dinoke baad aaj aap ka kuch padhan naseeb huaa.. Sukragujaar hooN mai aap ke dost ka jis ki wajah se aap ne is mehfil mai fir se kuch likha..

AISE BETHA THA MERI MAIYYAT SE ZARA DOOR KOI SHAKS
JIASE KAHTA HU MERA TUM PER KOI LAMHA UDHAAR THA..


Shbd nahi hai dost kuch kahne ko… Moun hi samjh jaana..

MayanK
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Bahut achchhe saahab
Old
  (#8)
Chaand
Registered User
Chaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud of
 
Chaand's Avatar
 
Offline
Posts: 2,628
Join Date: Jul 2002
Location: New Delhi
Rep Power: 34
Thumbs up Bahut achchhe saahab - 23rd October 2004, 12:45 PM

THA..AISE BETHA THA MERI MAIYYAT SE ZARA DOOR KOI SHAKS
JIASE KAHTA HU MERA TUM PER KOI LAMHA UDHAAR



Waaah...........! Saahab waah.


Ye teer to unhone shaayad.....
Be...iraada hi chala diya,
Sochta hooN gar wo iradtan aate to...
Ham unki daad ke khaatir ye apni...
Waah...! bhi kahaaN se laate.

Chaand


Sachh bolne ka hausla to, hum bhi rakhte haiN lekin
Anjaam sochkar, aksar khaamosh hi reh jaate haiN.

- Chaand
   
Reply With Quote
Re: Jana K Naam Aik Sher<<<
Old
  (#9)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
Re: Jana K Naam Aik Sher<<< - 24th October 2004, 03:26 AM

Quote:
Originally posted by banjara''''
bohat dino se kuch nahi likha...likhne ka man bhi nahi tha...
magar aik dost ne kaha k kuch ho jaye..to yeh kuch apni jana
k naam karta hun...jo mujhay maloom hay parhe gi magar khamoshi se.....
-----------
AISE BETHA THA MERI MAIYYAT SE ZARA DOOR KOI SHAKS
JIASE KAHTA HU MERA TUM PER KOI LAMHA UDHAAR THA..

------------
khan....
Khan Bhai...

Chaliye Dard mein sahi...likha tau aapne...aapke ek sher kee gehraayi tak hum na pahunche...

bus kuch aapki nazar kar dein...apni daad ke saath saath

rah-e-aashiqii ke maare rah-e-aam tak na pahu.Nche
kabhii subah tak na pahu.Nche kabhii shaam tak na pahu.Nche

kahii.n is tarah bhii ruuThe na kisii se ko_ii 'Yahya'
ke payaam tak na aaye ke salaam tak na pahu.Nche

--yahya jasdanwalla

khayaal rakhieygaa...

paras


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
ManPaki
Registered User
ManPaki is on a distinguished road
 
ManPaki's Avatar
 
Offline
Posts: 25
Join Date: Sep 2004
Location: Lahore
Rep Power: 0
24th October 2004, 12:13 PM

buhut khoob

ak sher meri taraf say bhi....

us ki ankhoon nay ebtidaa ki thee
meri dewaangi tu jawabi hai...



...Usman
  Send a message via Yahoo to ManPaki  
Reply With Quote
hi
Old
  (#11)
banjara''''
kuch likhne ki koshish
banjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura about
 
banjara'''''s Avatar
 
Offline
Posts: 930
Join Date: Feb 2003
Rep Power: 24
hi - 29th October 2004, 10:26 PM

sanjoo
kaise ho?
han tumhari jaan...thanks 4 that too
aik misra yad ata hay hay kisi shayar ka...

TUJH SE BHI DILFAREEB HAY GHAM ROZGAR K

aap k liye dua karta hun k apne har maksad main kamyab raho..
apna bohat sara khiyal rakhna..or kabhikabhi hoskae to pm kar diya karo yar...i note ur number...n will call u soon...
apne dost NAVEED ko mera slaam kahna.,or Zindagi rahi to batain chalti rahin gi..
apna khiyal rakhna..
---------
meena
main kuch likhon or tumhare dil main utar jaye...
khushneseebi meri hay..or khas kar in lafzon ki..warna dil se parhna har koi zarori nahi samjhta...AB MERI jana KO HI LELO
majal hay jo aik zara sa HI bol diya hota..
khiar yeh bhi kismat ki baat hay
apna lkhiyal rakhna..
-------
anjana rahi
kaise ho dost....
tabiyat hi saath nahi deti dost warna site wale jante hain...
k raat chahe pakistan ki ho yah...usa ki...BANJARA sab ko online milta tha...kyun k use adat ho gayi thi is mehfil ki...kosish karon ga saath bnaye rakhne ki...lakeeron main zindagi or sehat SHART hay..
apna khiyal rakhna...
-------
chand mere dost....
kaise ho?
tumhari ..wah ..wah pasand ayi dost..
or tumhare jwab main likhe hwe sher k jwab main bhi yehi
wah wah
apna khiyal rakhna...
--------
parastaar sahiba..
kasi ho?
tumm bohat stupid ho yar
lagta hay tumhain bhi seedha karna pare ga...
khair....tumhari shayri mujhya hamesha se inspire karti hay
tareef k liye shukria..or sher bohat ache likhe hain tum ne..
apna khiyal rakhna...
---------
MANPAKI
kaise ho?
u seemd new here
wellcome..
tareef or jwab main likhe hwe sjher k liye shukria..
thanks lot


khan.........
jana ji raha hun tumhare liye...plzzzzzzz baat karo na


banjara''''
agar mohabbat hay to judai kiyon
or judai main mohabbat kasi????
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#12)
banjara''''
kuch likhne ki koshish
banjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura about
 
banjara'''''s Avatar
 
Offline
Posts: 930
Join Date: Feb 2003
Rep Power: 24
hi - 31st October 2004, 08:49 PM

pyasa ji
thanks alot
khiyal rakhna...


banjara''''
agar mohabbat hay to judai kiyon
or judai main mohabbat kasi????
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#13)
romana
Registered User
romana will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 754
Join Date: Sep 2002
Location: uk
Rep Power: 22
hi - 1st November 2004, 02:20 AM

hi moon

hw r u. itni dard bari poem likhi hai tum ne magar tumko usse yeh shikayat kiyo hai.

tumhaari shayri to hamesha ki tarah bhut hi gehri hai magar itni yeh udaasi kiyo. tum kabhi itne kamzoor na the
maine to socha tha ke moot aur laasho ko apni shayri mai mention karna sirf sanjoo ka kaam tha magar ab tum bi shuru ho gaye hmm

well keep on writing
and moon plz plz take care of urself

bye


~,ROMANA,~
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
Aman_rahi
Paigaam-e-Aman
Aman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really nice
 
Aman_rahi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,689
Join Date: Oct 2004
Location: Patiala, Punjab, India. Now:Pune, India
Rep Power: 26
1st November 2004, 10:10 AM

Banjara ji..... ye sher jaane kitni baaten keh jaat hai...


"AISE BETHA THA MERI MAIYYAT SE ZARA DOOR KOI SHAKS
JIASE KAHTA HU MERA TUM PER KOI LAMHA UDHAAR THA.."

Kutch arj kar raha hoon.....

"KHUSHIYAAN MERI LE GAYA CHEEN KE VO...
JISE HAR PAL PYAR AUR KHUSHIYANN BAANTI MAINE...
PAYAGA AB SIRF MERI KHAMOSHIYAAN....
JO RAAKHIN HAI USKE LIYE AAJ SAMBHAAL MAINE.....
DUR- DUR TAK GOONJENI YE KHAMOSHIYAAN.....
TADAP - TADAP KE AAYEGA VO PAAS MERE.....
LAUTANA CHAHEGA PAR NAHI DE SAKTA... (udhar hi samajh kar)
JO KIYA THA USSE PYAR MAINE......."



**(*·.¸(`·.¸ ¸.·´)¸.·*)**
*·.¸Paigaam -e- Aman¸.·*
**(¸.·´(¸.·* *·.¸)`·.¸)**


~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
inhan ankhaaon vicho kadi, tere hanju vaghe si.....
aaj ki hoye, jehda ^AMAN^ da lahoo vagda ae......

AMAN RAHI
  Send a message via Yahoo to Aman_rahi  
Reply With Quote
Old
  (#15)
Pulkit_gupta
Humanity
Pulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant future
 
Offline
Posts: 6,227
Join Date: Aug 2003
Location: Delhi
Rep Power: 42
1st November 2004, 10:12 AM


AISE BETHA THA MERI MAIYYAT SE ZARA DOOR KOI SHAKS
JIASE KAHTA HU MERA TUM PER KOI LAMHA UDHAAR THA..


Khan bhai,

Aapne in do panktiyon me duniya bhar ka dard hai...Bahut hi sundar likha hai aapne...(as always)...Dil se daad kubool kijiyega....

Aage bhi aise hi mehfil sajate rahiye.. DO TC


Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai
  Send a message via Yahoo to Pulkit_gupta  
Reply With Quote
thanks
Old
  (#16)
banjara''''
kuch likhne ki koshish
banjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura about
 
banjara'''''s Avatar
 
Offline
Posts: 930
Join Date: Feb 2003
Rep Power: 24
thanks - 1st November 2004, 08:51 PM

amaan rhai
howru?
lafzon ko likhne shayad itna mushkil nahi hota
jitna unhain smajhna hota hay.(meri nazar main)
mumkin hay kuch log is se ikhtlaf krain..magar main aisa samjhta hun..kyun k kabhi kabhi aap bohat kuch likh jate ho magar
samjha nahi skate ..or kabhi kabhi aik sher jaisa k aap ne kaha
kitni hi batain kah jata hay....koi samjh jaye to smajh lena chahiye k kamyab hwe aap bhi khoj or aap k lafzon ki kismat
meri taraf se mere chand lafzon ko smajhne k liye shukria
mere sher k jwab main aap ne jin sheron ka tohfa siya hay woh bohat ache hain..likhte rehna
apna khiyal rkahiye ga..
milte rhaiye ga
khan
-------
pulgit gupta
kaise ho dost?
meri in do panktiyon main duniya bhar ka dard...
bhai yakin karo k yeh sirf mera hi dard tha jo mere liye bardasht karna kabhi kabhi mushkil hota hay..or bhai main kahan duniya bhar ka dard bardasht kar sakta hun bhala..magar aap ne mere sher ki tareef ki or ise samjha main yakinan kamyab hwa.
apna khyal rkahna.or lmilte rehna...


banjara''''
agar mohabbat hay to judai kiyon
or judai main mohabbat kasi????
   
Reply With Quote
thanks
Old
  (#17)
banjara''''
kuch likhne ki koshish
banjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura about
 
banjara'''''s Avatar
 
Offline
Posts: 930
Join Date: Feb 2003
Rep Power: 24
thanks - 1st November 2004, 09:11 PM

ROMANA
kasi ho?
sher pasand karne ka behad shukria or shikayat karne ka bhi...
baat rahik maujhay us se shikayat kiyon hay to tum to meri jana se milti rehti ho...kabhiakele main milo to us se poch lena k khan
ko tum se kiya shikayat hay..shayad woh sach kah paye...
or mere sheron main lashon wagera ka zikar hone lagta hay to jahan tak mera khiyal hay yeh pehla sher hay jo is tarah ka maine yahan post kiya or is ki haqeqat bhi sirf yehi hay k
dost k kaha KHAN BHAI ABHI KUCH POST KARO.so jo mind main aya likh dala..or sanjoo to is baat ka jwab khud hi de skata haymain kiya kah sakta hun....magar itna kahon ga k aik likhne wala wohilikhta hay jo us dimagh main lafzon ki sharat hoti hay
agar zehan khush hay to waisa hi likhe ga..or agar zehan naraz hay to phir........ainda koshih kron ga shikayat na ho...
khair..mainkamzoor ho chuka hun...to aisa karna is baat ka jwab bhi jana se hi lena k us ne mujhaykamzoor kiyonkar diya hay
shayad woh sach bol sake...
sher ki tareef karne ka aik bar phir shukria..
apna khiyal rkahna..main sahi rahon ga...
khan
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#18)
romana
Registered User
romana will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 754
Join Date: Sep 2002
Location: uk
Rep Power: 22
hi - 2nd November 2004, 06:02 AM

hi moon

i m so sorry i didnt mean to hurt ur feelings u know i meant it as a joke. ur poem was beautiful and dats the truth it was very deep and i didnt mean to complain jus didnt like d idea of u talkin about death and expressin those feelings just didn't seem u. aapko mujhe yeh baat batane ki zaroorat nahimai yeh achi tarah se jaanti ho ke ik shayar wohi likhta hai jo vo mehsoos karta hai jo uska dil kehta but tumare dil ne aisa socha bi kaise is pe hiraan ho mai.

tumhari jaana apni jaga theek hai aur tum apni jaga aur usko muhabbat pe yaqeen hai khud pe nahi. neway good kabhi mile to poocho gi zaroor ke usne aisa kiya kaha ke aaapki shayri mai aise dukh bare feelings shamil ho gaye.
tc
bye


~,ROMANA,~
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#19)
banjara''''
kuch likhne ki koshish
banjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura about
 
banjara'''''s Avatar
 
Offline
Posts: 930
Join Date: Feb 2003
Rep Power: 24
hi - 2nd November 2004, 08:25 PM

romana
kasi ho?
yar yeh sorry lafz mujhay aik dam acha nahi lagta....
or agar tum kaho to aik dam nahi...tum ne koi aisa lafz nahi kaha jis se main hurt hwa..or phir na hi maine kuch aisa kaha (mere khiyal main ) jis se show ho k main hurt hwa tumhari baat se..
main bhi tanqeed karta hon...BANOO ko aksar dantta hun k jab woh iase likhti thi...MEENA se bhi aksar shikayat karta tha..kyu k they means a lot to me..phir agar tumhain laga k mujhay aisa nahilikhna chhaiye to maine usi maan ko nazar main rakh kar kaha main aisa nahi likhon ga...theek hay....dont say this word again..ok?
tum ne kaha k tum mere is tarah ki soch per heraan ho...han main bhi apni jana ki beyakini per hairan hon..ko use mohabbat per to yakin haymagar khud per nahi...use kaho k mohabbat us k liye hay...or woh mere liye...sirf is baat per yakin kar le..use khud per yakin ho jaye ga....
kam se kam aisa kar k dekh zaror ,le aik baar..
or jwab ka intzar rahe ga mujhay...
apna khiyal rakhna...
khan
   
Reply With Quote
Old
  (#20)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
14th March 2008, 05:00 PM

AISE BETHA THA MERI MAIYYAT SE ZARA DOOR KOI SHAKS
JIASE KAHTA HU MERA TUM PER KOI LAMHA UDHAAR THA..




Khan Sahab adab arz hai ,
ajj thoda sa waqt mila to ajj mai ne kuch shayri ko explor kiya , jis mai kahien se app ka yeh sher mila , is sher ney mery dil ko cho liya iski gehrai to mai maap hi nhi sakta mager is main dobny ka saleeqa thoda sa mujh mai tha , tareef keron ya daad doon to yeh na munasib rahy ga , kiyon k kisi k dard ko ager mehsoos na ker sako to aik lafz khud ba khud moun se nikalta hai wah , wah ............

mai ye dua bilkul nhi keron ga app aisy likhty raho kiyon k haqeeqat us waqt maloom hoti hai jab hum is mai dobty hain ...

Dua kerta hon k app ko appki mohabbat mil jaey

Regards
Mujeeb
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
thanks
Old
  (#21)
banjara''''
kuch likhne ki koshish
banjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura about
 
banjara'''''s Avatar
 
Offline
Posts: 930
Join Date: Feb 2003
Rep Power: 24
thanks - 24th March 2008, 11:47 AM

eyesflicker.
i dont know what to say.. but itna kahu ga k ap k jwab main
jo dard chupa hwa hay... wo main mehsos kar sakta hu..
mujhe ye to nahi pta k itna purana dard aj kaise mil gya apko.
mgar apki tarah mujhe bhi koi chupa hwa dard yad agya
thanks dear


banjara''''
agar mohabbat hay to judai kiyon
or judai main mohabbat kasi????
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
yeh sher uske naam shooting star Shayri-e-Dard 0 26th August 2006 11:15 PM
yeh sher uske naam shooting star Shayri-e-Dard 0 25th August 2006 07:19 PM
Ik Soch Jaan C Jana K Naam<<<< banjara'''' Shayri-e-Dard 15 15th May 2005 02:25 PM
Ek Sher Dost Ke Naam sangeeta Shayri-e-Dard 24 16th March 2005 03:43 PM
ek sher zindagi ke naam mein_aur_tanhai Shayri-e-Dard 4 20th March 2004 12:49 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com