kya sahi hain bheedu ...tumne waha jaake bhi mumbaiyya language chodi nahin kya reee????humne to yaha aake kabhi aisi language hi nahin boli....kuch sikho hamse.......
waise tumhara likhna paani mein gaya...motiaakaal hi hain meri....
kya kar sakte hain.....ab jo hain so hain
mausam
Jaane kya samjha woh mujhe Jaane kya samjhi main useN