Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Ik aas lagaye bethi hoon ......
Old
  (#1)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
Ik aas lagaye bethi hoon ...... - 4th February 2008, 09:17 PM

kuch ahsasaat aapke samne paish kerna chahti hoon umeed hai aap logon ka sath milega..


Ik aas lagaye bethi hoon ik khuwab sajaye bethi hoon
logon se chupa ker seene main ik dard dabaye bethi hoon


kesa ye khauf hai jevan main anjana sa unchaha sa
janne ki khuwahish main darbar lagaye bethi hoon


jo hona hai wo hoga hi jo darj hai taqdeeron main
phir kion khood pe mayoosi ki gard jamaye bethi hoon


bekali hai her dharrkan main kion ansu hain in ankhon main
kion bin barsaati nadi ke sailaab bahaaye bethi hoon



aapki raye ki muntazir


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin

Last edited by koi to ho; 4th February 2008 at 09:24 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Ajnabi Larki
Registered User
Ajnabi Larki is on a distinguished road
 
Ajnabi Larki's Avatar
 
Offline
Posts: 10
Join Date: Feb 2008
Location: Yaadoon Mein
Rep Power: 0
5th February 2008, 09:33 AM

Quote:
logon se chupa ker seene main ik dard dabaye bethi hoon

Bohot Umda Janab
Yeh Line Toh Bohot Zyada Pasand Ayi
Really Nice Dear
Keep it Up




Jub Hua Zikar Zamane Mein Muhabbat Ka
Mujhko Appne Dil Ki Nakami Peh Rona Aya

   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
5th February 2008, 10:28 AM

Maanii didi:

tasleemaat

baRe dinoN baad aapkii teHreer paRhne ko milii.. KhuShii hu'ii.. wahi beHteriN aNdaaz aapka.. bahot hi Khuub..!

Quote:
[jo hona hai wo hoga hi jo darj hai taqdeeron main
phir kion khood pe mayoosi ki gard jamaye bethi hoon


yeH Sher be-Had pasaNd aayaa..!

YuuNhi bazm ki raunaq afzA'ii karte rahiYe..! daad hi daad..!

KhuSh raheN.. apnaa Khayaal raKheN

duaaoN ke saath ijaazat

aapka

~ Dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...

Last edited by Dhaval; 5th February 2008 at 10:31 AM..
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
mausam
Yaadon ka!
mausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant future
 
mausam's Avatar
 
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
5th February 2008, 01:02 PM

jo hona hai wo hoga hi jo darj hai taqdeeron main
phir kion khood pe mayoosi ki gard jamaye bethi hoon

.......wah mani..bahut hi badhiya tehreer hain...sare ke saare ashaar lajawaab....uparwala sher zara jyada pasand aaya....gayab rehne ke baad itni acchi kalaam to na tum aise gayab raha karo.....kal na jab tumne yeh post kiya tha tab maine login kiya tha....par na pehli baar tumhe bade font mein pesh karte huve dekh main darr gayi , ki achanak mani ko kahin chasmeiN to nahin aa gaye..hahahhha..sach mein itne bade font mein padhna bilkul accha nahin lagta..maine socha tumko Pm karke bolu ki edit kardo..fir tumne khud se hi edit kar diya......fir light chali gayi aur main bhi.........dil se daad kubool karo......aur yunhiN is bazm ki ronak badhate raho...

Tumhari di,
mausam


Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN

Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
6th February 2008, 03:53 PM

Quote:
Originally Posted by Ajnabi Larki View Post
Bohot Umda Janab
Yeh Line Toh Bohot Zyada Pasand Ayi
Really Nice Dear
Keep it Up

[/B][/COLOR]
bohat bohat shukriya aapka is himmat barrahane ka thanks a lot


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
6th February 2008, 04:07 PM

Quote:
Originally Posted by dhavalrami4you View Post
Maanii didi:

tasleemaat

baRe dinoN baad aapkii teHreer paRhne ko milii.. KhuShii hu'ii.. wahi beHteriN aNdaaz aapka.. bahot hi Khuub..!



yeH Sher be-Had pasaNd aayaa..!

YuuNhi bazm ki raunaq afzA'ii karte rahiYe..! daad hi daad..!

KhuSh raheN.. apnaa Khayaal raKheN

duaaoN ke saath ijaazat

aapka

~ Dhaval

Dear chottu tumhara saath paa ker humesha ki tarah mujhe bohat hi acha laga aur dua hai ke ye saath humesha yunhi rahe bohat shukriya dear ke mera likha tumne pasand kia aur sarah humesha hanste muskurate raho ameennn


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
6th February 2008, 04:24 PM

Quote:
Originally Posted by mausam View Post
jo hona hai wo hoga hi jo darj hai taqdeeron main
phir kion khood pe mayoosi ki gard jamaye bethi hoon

.......wah mani..bahut hi badhiya tehreer hain...sare ke saare ashaar lajawaab....uparwala sher zara jyada pasand aaya....gayab rehne ke baad itni acchi kalaam to na tum aise gayab raha karo.....kal na jab tumne yeh post kiya tha tab maine login kiya tha....par na pehli baar tumhe bade font mein pesh karte huve dekh main darr gayi , ki achanak mani ko kahin chasmeiN to nahin aa gaye..hahahhha..sach mein itne bade font mein padhna bilkul accha nahin lagta..maine socha tumko Pm karke bolu ki edit kardo..fir tumne khud se hi edit kar diya......fir light chali gayi aur main bhi.........dil se daad kubool karo......aur yunhiN is bazm ki ronak badhate raho...

Tumhari di,
mausam

hahahaha didi aapka reply parrh ker bohat hansi aye actually mujhe idea nahi tha ke itna barra font hojayega main khud dekh ker darr gaye thi wesay aapko batadoon mere chashme already lage howe hain mazeed kia lagain ge aur bohat bohat bohat shukriya di ke aapne meri hosla afzai ki aap logon ki hosla afzai se hi likh paati hoon apna khayal rakhiyega di humesha khush rahain ameen


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
7th February 2008, 10:36 AM

Aslam u alaikum , Adab !


Mohterma bahut khoob appne to kamal likha hai

bekali hai her dharrkan main kion ansu hain in ankhon main
kion bin barsaati nadi ke sailaab bahaaye bethi hoon


maza aa gya ghazal perh ker . waisy to is ghazal mai koi shair aisa nhi jis ki tareef na kee jaey. balkeh mai to kahon ga k mery pass alfazat nhi hain k mai kuch likhon tareef main . bahut he umda mager opper waly shair k special dad liejiye dil cho liya hai app ki ghazal nay .mehfil ko or bhi ronak bakhshiye . umeed hai k app aisy he hamary dilon ko apny kalam se lubhati rahien gee


Regards
Mujeeb

i am back to SDC.
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#9)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
7th February 2008, 02:05 PM

Quote:
Originally Posted by koi to ho View Post
kuch ahsasaat aapke samne paish kerna chahti hoon umeed hai aap logon ka sath milega..


Ik aas lagaye bethi hoon ik khuwab sajaye bethi hoon
logon se chupa ker seene main ik dard dabaye bethi hoon


kesa ye khauf hai jevan main anjana sa unchaha sa
janne ki khuwahish main darbar lagaye bethi hoon


jo hona hai wo hoga hi jo darj hai taqdeeron main
phir kion khood pe mayoosi ki gard jamaye bethi hoon


bekali hai her dharrkan main kion ansu hain in ankhon main
kion bin barsaati nadi ke sailaab bahaaye bethi hoon



aapki raye ki muntazir
bahoot achaa aur khoobsurat kalam likha hai mani, maine ise jab tumne post kiyaa tabhi padh liya tha, magar mere net ne us din mujh se gaddaari kar dii varna hameshaa ki tarah mera hee first reply hota.... Khair phir aaj padhaa to padhtaa he reh gaya, is se pehle jo kalam likha tha us se yeh jyada khoob aur tarannum men laga kyunki tum ne radeef aur kaafiye ka properly istemaal kiyaa hai, jis ki vajah se jab padhate hai is kalam ko to tarannum(rhythm) paida hota hai, bahoot khoob likha hai, dil se mubaarakbaad qubool kare, yunhee aur achhe kalaam paish karati rehna. ALLAH tumhe aur bhi hunarmand kare, "AAMIN".


regards
manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Old
  (#10)
nazmakhan
Registered User
nazmakhan is on a distinguished road
 
nazmakhan's Avatar
 
Offline
Posts: 9
Join Date: Dec 2007
Location: Hyderabad
Rep Power: 0
7th February 2008, 02:46 PM

Quote:
Originally Posted by koi to ho View Post
kuch ahsasaat aapke samne paish kerna chahti hoon umeed hai aap logon ka sath milega..


Ik aas lagaye bethi hoon ik khuwab sajaye bethi hoon
logon se chupa ker seene main ik dard dabaye bethi hoon


kesa ye khauf hai jevan main anjana sa unchaha sa
janne ki khuwahish main darbar lagaye bethi hoon


jo hona hai wo hoga hi jo darj hai taqdeeron main
phir kion khood pe mayoosi ki gard jamaye bethi hoon


bekali hai her dharrkan main kion ansu hain in ankhon main
kion bin barsaati nadi ke sailaab bahaaye bethi hoon



aapki raye ki muntazir
bahoot khubsoorat kalaam hai,aaj aap ko pehli dafa padha.achha likha hai,jaane kaise aap log vaqt nikaal lete hai itne achhe kalam likhane kaa??

shukriyaaH
nazma khaan



तुझसे मिलने की सज़ा देंगे तेरे शहर के लोग,
ये वफाओं का सिला देंगे तेरे शहर के लोग,
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
7th February 2008, 11:27 PM

Quote:
Originally Posted by koi to ho View Post
kuch ahsasaat aapke samne paish kerna chahti hoon umeed hai aap logon ka sath milega..


Ik aas lagaye bethi hoon ik khuwab sajaye bethi hoon
logon se chupa ker seene main ik dard dabaye bethi hoon


kesa ye khauf hai jevan main anjana sa unchaha sa
janne ki khuwahish main darbar lagaye bethi hoon


jo hona hai wo hoga hi jo darj hai taqdeeron main
phir kion khood pe mayoosi ki gard jamaye bethi hoon


bekali hai her dharrkan main kion ansu hain in ankhon main
kion bin barsaati nadi ke sailaab bahaaye bethi hoon



aapki raye ki muntazir
koi to ho ji

ehsasoin mein ghiri kyun dard chhipaye bathi ho

acha likha hai asardaar hai jo

sakhi


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#12)
musafir ek pal
a broken shadow...
musafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura about
 
musafir ek pal's Avatar
 
Offline
Posts: 1,164
Join Date: Mar 2007
Location: london
Rep Power: 21
13th February 2008, 06:02 AM

manni diiiiiiii

kaise hain aap?

bahut hi acha likha hai, atleast 4 times to maine paadi hogi. very meaningful. har sher mein bahut dum hai, lekin yeh sher humein bahut acha lagaa:

kesa ye khauf hai jevan main anjana sa unchaha sa
janne ki khuwahish main darbar lagaye bethi hoon


yuhin likte rahein. khuda aapko humesha khushiyan de.

God bless u

manish


Life is filled with goodbyes, a million goodbyes, and it hurts every time....and every time my heart dies a little...



Darkness falls on me like rain...
just
one drop at a time....

  Send a message via Yahoo to musafir ek pal  
Reply With Quote
Old
  (#13)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
13th February 2008, 10:07 AM

meri pyari mani.............kaise ho????????????
bahut khoob likha hai tumne...........kisi ek sher ki tareef karna bahut mushkil hai, har sher laajwaab hai, der baad likha hai tumne par likha bahut kamaal ka hai....dil se daad kabool karo....aise hi likhti raho....kush raho.

duao.n ke saath
tumhari diiiiiiiii


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#14)
Merul
Registered User
Merul will become famous soon enoughMerul will become famous soon enough
 
Merul's Avatar
 
Offline
Posts: 1,008
Join Date: Feb 2006
Location: India (Surat)
Rep Power: 21
13th February 2008, 10:13 AM

Mani di ko merul ka sadar pranaam...

behtanreeen mani di...

kuch esa likha hai aapne ki hamari zindagi se talukat rakhta hai aaj kal...bahut hi umda aur dil ko chhune wale ehsaason se sajaya hai rachna ko..

dil se nikle ehsaason pe daad hazir hai.. kabuliyega..

bekali hai her dharrkan main kion ansu hain in ankhon main
kion bin barsaati nadi ke sailaab bahaaye bethi hoon


bahut khub di ye hamien bahut pasand aayi..

yuhi sath dete rahiyega
aapka dost
Merul


!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! !!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! !!!!!!!!





Dhoka diya tha jab tumne mujhe,
Tab dil se me naraz tha,
Phir socha ki dil se tumhe nikal du,
Magar woh kambakth dil bhi tumhare paas tha.


Merul~~~~~~~~~~>
  Send a message via Yahoo to Merul  
Reply With Quote
Old
  (#15)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
15th February 2008, 12:21 AM

Quote:
Originally Posted by eyesflicker View Post
Aslam u alaikum , Adab !


Mohterma bahut khoob appne to kamal likha hai

bekali hai her dharrkan main kion ansu hain in ankhon main
kion bin barsaati nadi ke sailaab bahaaye bethi hoon


maza aa gya ghazal perh ker . waisy to is ghazal mai koi shair aisa nhi jis ki tareef na kee jaey. balkeh mai to kahon ga k mery pass alfazat nhi hain k mai kuch likhon tareef main . bahut he umda mager opper waly shair k special dad liejiye dil cho liya hai app ki ghazal nay .mehfil ko or bhi ronak bakhshiye . umeed hai k app aisy he hamary dilon ko apny kalam se lubhati rahien gee


Regards
Mujeeb

i am back to SDC.

walaikumasalam mujeeb ji bohat nawazish aapki ke aap ne apne keemti waqt main se kuch waqt humain dia aur parrha aur saraha main aapki dil se mamnoon hoon umeed hai ke aapka sath yunhi milta rahega khush rahiye apna khayal rakhiyega


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
12th April 2008, 06:28 PM

Quote:
Originally Posted by acharya_mj View Post
bahoot achaa aur khoobsurat kalam likha hai mani, maine ise jab tumne post kiyaa tabhi padh liya tha, magar mere net ne us din mujh se gaddaari kar dii varna hameshaa ki tarah mera hee first reply hota.... Khair phir aaj padhaa to padhtaa he reh gaya, is se pehle jo kalam likha tha us se yeh jyada khoob aur tarannum men laga kyunki tum ne radeef aur kaafiye ka properly istemaal kiyaa hai, jis ki vajah se jab padhate hai is kalam ko to tarannum(rhythm) paida hota hai, bahoot khoob likha hai, dil se mubaarakbaad qubool kare, yunhee aur achhe kalaam paish karati rehna. ALLAH tumhe aur bhi hunarmand kare, "AAMIN".


regards
manu

manu aaap ka behad shukriya aapne ise pasand kia aur tareef ke qabil samjha ...aur ye kia baat hoi pehle ya last reply se koi farq nahi parrta balke ye baat ahmiat rakhti hai ke aap yahan aye aur apni masroofiat se waqt nikal ker apni raye di mere liye yehi kafi hai aik baar phir se shukriya yunhi sath dete rahiyega khush rahain humesha ameen


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
12th April 2008, 06:33 PM

Quote:
Originally Posted by nazmakhan View Post
bahoot khubsoorat kalaam hai,aaj aap ko pehli dafa padha.achha likha hai,jaane kaise aap log vaqt nikaal lete hai itne achhe kalam likhane kaa??

shukriyaaH
nazma khaan

naazma ji aapka behad shukriya pasand parrhne ka aur jahan tak waqt nikallne ki baat hai to mere khayal main poetry ke liye special waqt nikalne ki zaroorat nahi hoti ye to aapke ahsasaat hote hain jok isi bhi waqt aapke zehan main aate hain aur aap kaghaz pe utar dete hain haan unlog ke liye waqai waqt nikalne wala kaam hai jo bohat hi khbsurti se aik aik sher pe khoob mehnat kerte hain unki tehreerain bhi lajawab hoti hain main unka muqabla na to kerti hoon na ker sakti hoon anyways thanks a lot aate rahiyega..


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
12th April 2008, 06:35 PM

Quote:
Originally Posted by sakhi1909 View Post
koi to ho ji

ehsasoin mein ghiri kyun dard chhipaye bathi ho

acha likha hai asardaar hai jo

sakhi

sakhi ji aapka saath paa ker behad acha laga bohat nawazish aapki yunhi saath deti rahiyega khush rahain


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
12th April 2008, 06:40 PM

Quote:
Originally Posted by musafir ek pal View Post
manni diiiiiiii

kaise hain aap?

bahut hi acha likha hai, atleast 4 times to maine paadi hogi. very meaningful. har sher mein bahut dum hai, lekin yeh sher humein bahut acha lagaa:

kesa ye khauf hai jevan main anjana sa unchaha sa
janne ki khuwahish main darbar lagaye bethi hoon


yuhin likte rahein. khuda aapko humesha khushiyan de.

God bless u

manish
Dear manish bohat khushi hoi tumhe yahan dekh ker bohat kam kam dikhaye dete ho ab bohat shukriya ke tum yahan aye waqt nikal ker aur raye se nawaza khush raho yunhi aate rehna...


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#20)
yoyosimran
Registered User
yoyosimran is a jewel in the roughyoyosimran is a jewel in the roughyoyosimran is a jewel in the rough
 
yoyosimran's Avatar
 
Offline
Posts: 654
Join Date: Mar 2008
Location: DUBAI
Rep Power: 19
13th April 2008, 03:56 AM

hellooo....di...

may i call u so....sab ne aapko DI kaha hai...i thot...may i?
well...aapne bahuth hi khoob likhe hai....
i just loved it...!

Ik aas lagaye bethi hoon ik khuwab sajaye bethi hoon
logon se chupa ker seene main ik dard dabaye bethi hoon


waah....too good...kithna dard hai...

jo hona hai wo hoga hi jo darj hai taqdeeron main
phir kion khood pe mayoosi ki gard jamaye bethi hoon

kya baath ki hai...TAkdeeron ki...

bekali hai her dharrkan main kion ansu hain in ankhon main
kion bin barsaati nadi ke sailaab bahaaye bethi hoon

too good....

Mujhe daad dena kuch khaas tho aatha nahin....
Kisi ke dil ko kaise behlaaoo yeh bhi tho aatha nahin...
Lafz gum ho gaye hon jaise tumhare alfaaz dek kar,
Varna is shayar ki mehfil se koi jaatha nahin...


anyways,....take care... wana c more of u....


If you want ur dreams to cum true...
WAKE UP...!


Love,
SIMRAN
   
Reply With Quote
Old
  (#21)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
17th April 2008, 11:31 AM

Assalam-o-Alaykum Mani ji bahut pyara kalaam likha hai aapne yeh ehsaas bahut acche lage meri daad kubool kjiye


"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"


Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.




  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#22)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
23rd April 2008, 09:49 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
meri pyari mani.............kaise ho????????????
bahut khoob likha hai tumne...........kisi ek sher ki tareef karna bahut mushkil hai, har sher laajwaab hai, der baad likha hai tumne par likha bahut kamaal ka hai....dil se daad kabool karo....aise hi likhti raho....kush raho.

duao.n ke saath
tumhari diiiiiiiii


sunita di main bilkul theek hoon alhumdulillah umeed hai aap bhi achi hongi arsa hogaya aapse baat kiye howe bohat bohat acha laga di ke aap yahan ayen aur meri hosla afzai ki khush rahain ameen


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#23)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
23rd April 2008, 09:52 PM

Quote:
Originally Posted by Merul View Post
Mani di ko merul ka sadar pranaam...

behtanreeen mani di...

kuch esa likha hai aapne ki hamari zindagi se talukat rakhta hai aaj kal...bahut hi umda aur dil ko chhune wale ehsaason se sajaya hai rachna ko..

dil se nikle ehsaason pe daad hazir hai.. kabuliyega..

bekali hai her dharrkan main kion ansu hain in ankhon main
kion bin barsaati nadi ke sailaab bahaaye bethi hoon


bahut khub di ye hamien bahut pasand aayi..

yuhi sath dete rahiyega
aapka dost
Merul


merul kahan ghayab ho aajkal thanks dear is nawazish ke liye aate raha karo takecare


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#24)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
23rd April 2008, 09:56 PM

Quote:
Originally Posted by yoyosimran View Post
hellooo....di...

may i call u so....sab ne aapko DI kaha hai...i thot...may i?
well...aapne bahuth hi khoob likhe hai....
i just loved it...!

Ik aas lagaye bethi hoon ik khuwab sajaye bethi hoon
logon se chupa ker seene main ik dard dabaye bethi hoon


waah....too good...kithna dard hai...

jo hona hai wo hoga hi jo darj hai taqdeeron main
phir kion khood pe mayoosi ki gard jamaye bethi hoon

kya baath ki hai...TAkdeeron ki...

bekali hai her dharrkan main kion ansu hain in ankhon main
kion bin barsaati nadi ke sailaab bahaaye bethi hoon

too good....

Mujhe daad dena kuch khaas tho aatha nahin....
Kisi ke dil ko kaise behlaaoo yeh bhi tho aatha nahin...
Lafz gum ho gaye hon jaise tumhare alfaaz dek kar,
Varna is shayar ki mehfil se koi jaatha nahin...


anyways,....take care... wana c more of u....

hi simran zaroor bula sakti ho di aur bohat bohat shukriya is zaranawazi ke liye aati rehna khush raho


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#25)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
23rd April 2008, 09:58 PM

Quote:
Originally Posted by Mohammad Kashif View Post
Assalam-o-Alaykum Mani ji bahut pyara kalaam likha hai aapne yeh ehsaas bahut acche lage meri daad kubool kjiye
walaikum assalam kashif ji aap aye aur pasand fermaya behad khushi hoi bohat shukriya


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
bhut khub
Old
  (#26)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
bhut khub - 27th April 2008, 08:04 PM

beena ko raj ka adaab...kaisii ho meri behna? maloom hai tere dil mein kaii shikve honge or shikayat bhii....teri gazal bhut pyarii hai pehle se bhut sudhaar hai....apna khyaal rakhna.....raj....


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Old
  (#27)
chaahat
Registered User
chaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to behold
 
chaahat's Avatar
 
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
28th April 2008, 02:35 AM

Pyari Mani..

Itna dard kahan se sama laayi apni aankhon me...

Wishing you all the happiness in life@!!! May you always be smiling...

TC

~Priya



"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

   
Reply With Quote
Old
  (#28)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
28th April 2008, 10:11 PM

Quote:
Originally Posted by rajveeer View Post
beena ko raj ka adaab...kaisii ho meri behna? maloom hai tere dil mein kaii shikve honge or shikayat bhii....teri gazal bhut pyarii hai pehle se bhut sudhaar hai....apna khyaal rakhna.....raj....

veeeeeeeeeeer aap agayeeee wapis kahan ghayab hogaye the aur behna to mat bolain aap kionki behanon ke sath koi aesa salook nahi kerta aik mail tak nahi ki aapne aesi bhi koi masroofiat hoti hai kia? shukar ker rahi hoon kam se kam aapko yaad rehgai main sakhta naraz hoon aapse main ...... bohat shukriya veer aapne itna waqt dia is tehreer ko humesha khush rahain ameeeeeennn apna bohat khayal rakhiyega ..


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#29)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
28th April 2008, 10:13 PM

Quote:
Originally Posted by chaahat View Post
Pyari Mani..

Itna dard kahan se sama laayi apni aankhon me...

Wishing you all the happiness in life@!!! May you always be smiling...

TC

~Priya

Priya itni achi wishes dene ke liye bohat bohat shukriya shayad inhi duaaon ki zaroorat hai mujhe bohat acha laga tumhara reply dekh ker saath deti rehna duaaon main yaad rakhna


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
lagaye baithe hai........ muskaan76 Shayri-e-Ishq 0 3rd November 2008 11:17 PM
aag lagaye bina dhuan uthta nahi mishi Shayri-e-Dard 2 17th April 2005 11:50 PM
kanch ke perh jab bhi khayalon me lagaye humne san04 Shayri-e-Dard 8 2nd September 2004 04:38 PM
Zamana guzar gaya kisi se dil lagaye hua Raviesh1 Shayri-e-Dard 0 13th October 2003 06:51 PM
dil laga bethi mitaparekh1@hot Shayri-e-Ishq 1 11th April 2003 04:33 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com