Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Mashahoor Shayar

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Khud apne liye beth ke sochenge kisi din
Old
  (#1)
mausam
Yaadon ka!
mausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant future
 
mausam's Avatar
 
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
Khud apne liye beth ke sochenge kisi din - 9th February 2008, 03:33 PM

Khud Apne Liye Beth Ke Sochengey Kisi Din
Yun Hai Ke Tujhe Bhool Ke Dekhengey Kisi Din...

Bhatkey Hoey Phirtey Hain Kayi Lafz Jo Dil Mein
Dunya Ne Diya Waqt To Likhengey Kisi Din...

Hil Jayengey Ikk Baar Tau Arshon Ke Dar-O-Baam
Yeh Khaak Nasheen Log Jo Bolengey Kisi Din...

Apas Ki Kisi Baat Ka Milta Hi Nahin Waqt
Har Baar Yeh Kehtey Hain Ke Bethengey Kisi Din...

Ae Jaan Teri Yaad Ke Benaam Parinday
Shakhon Pe Mere Dard Ki Utrengey Kisi Din...

Jaati Hia Kisi Jheel Ki Gehrayi Kahan Tak
Ankhon Mein Teri Doob Ke Dekhengey Kis Din...

Khush Boo Se Bhari Shaam Mein Jugnoo Ke Qalam Se
Ik Nazam Tere Wastey Likhengey Kisi Din...

Soyengey Teri Aankh Ki Khuluwat Mein Kisi Raat
saaye mein terii zulf ke jaagenge kisii din.....

Sehraye Kharabi Ki Isi Gard-E-Safar Se
Pholon Se Bhare Rastey Niklengey Kisi Din...

Khushbu Ki Tarah,Misal-E-Saba,Khwaab Numa Se
Galiyon Se Tere Shehar Ki Guzrengey Kisi Din...

Amjad Hai Yehi Ab Ke Kafan Bandh Ker Sir Per
Uss Shehar-e-Sitamgar Mein Jayengey Kisi Din

Amjad islam amjad

Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN

Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se

Last edited by mausam; 9th February 2008 at 03:42 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
yash chawla
Banned
yash chawla will become famous soon enoughyash chawla will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 2,267
Join Date: Jan 2008
Location: switzerland
Rep Power: 0
9th February 2008, 03:39 PM

very well written mausam ji ..........
Quote:
Originally Posted by mausam View Post

Amjad aslam amjad

Reply With Quote
Old
  (#3)
mausam
Yaadon ka!
mausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant future
 
mausam's Avatar
 
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
9th February 2008, 03:43 PM

Quote:
Originally Posted by yash chawla View Post
very well written mausam ji ..........
haaaa yash tum bhi na..yeh maine thodina likha ahin...sirf share ki hain post ko amjad sahabki....

Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN

Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
yash chawla
Banned
yash chawla will become famous soon enoughyash chawla will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 2,267
Join Date: Jan 2008
Location: switzerland
Rep Power: 0
9th February 2008, 03:49 PM

s.d.m par to aapne likha hai na,,apne felling ke saath ,,,,,,,
Quote:
Originally Posted by mausam View Post
haaaa yash tum bhi na..yeh maine thodina likha ahin...sirf share ki hain post ko amjad sahabki....
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
22nd June 2011, 03:59 PM

Quote:
Originally Posted by mausam View Post
Khud Apne Liye Beth Ke Sochengey Kisi Din
Yun Hai Ke Tujhe Bhool Ke Dekhengey Kisi Din...

Bhatkey Hoey Phirtey Hain Kayi Lafz Jo Dil Mein
Dunya Ne Diya Waqt To Likhengey Kisi Din...

Hil Jayengey Ikk Baar Tau Arshon Ke Dar-O-Baam
Yeh Khaak Nasheen Log Jo Bolengey Kisi Din...

Apas Ki Kisi Baat Ka Milta Hi Nahin Waqt
Har Baar Yeh Kehtey Hain Ke Bethengey Kisi Din...

Ae Jaan Teri Yaad Ke Benaam Parinday
Shakhon Pe Mere Dard Ki Utrengey Kisi Din...

Jaati Hia Kisi Jheel Ki Gehrayi Kahan Tak
Ankhon Mein Teri Doob Ke Dekhengey Kis Din...

Khush Boo Se Bhari Shaam Mein Jugnoo Ke Qalam Se
Ik Nazam Tere Wastey Likhengey Kisi Din...

Soyengey Teri Aankh Ki Khuluwat Mein Kisi Raat
saaye mein terii zulf ke jaagenge kisii din.....

Sehraye Kharabi Ki Isi Gard-E-Safar Se
Pholon Se Bhare Rastey Niklengey Kisi Din...

Khushbu Ki Tarah,Misal-E-Saba,Khwaab Numa Se
Galiyon Se Tere Shehar Ki Guzrengey Kisi Din...

Amjad Hai Yehi Ab Ke Kafan Bandh Ker Sir Per
Uss Shehar-e-Sitamgar Mein Jayengey Kisi Din

Amjad islam amjad

Bohat khoob...

Thanks for sharing Mausam ji.................

Zainy

PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#6)
mittal_pali
Webeater
mittal_pali is a splendid one to beholdmittal_pali is a splendid one to beholdmittal_pali is a splendid one to beholdmittal_pali is a splendid one to beholdmittal_pali is a splendid one to beholdmittal_pali is a splendid one to behold
 
mittal_pali's Avatar
 
Offline
Posts: 716
Join Date: Jun 2010
Location: Bathinda-Punjab-India
Rep Power: 20
10th July 2011, 11:29 PM

Thanks for sharing this wonderful post

Pali Mittal
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
"mai Khud Apne Liye Rasto Ka Pathar Tha" Vishal_aryan Shayri-e-Dard 0 24th November 2007 11:56 PM
*Bin tere kya hai jeena..."kisi apne k liye"* Diggaj_Dave Hindi/Urdu Lyrics 2 17th September 2006 09:53 PM
Apne apne bewafaaon ke liye rote rahen musharrafhusain Shayri-e-Mashahoor Shayar 4 18th March 2006 05:23 PM
Khus apne liye baith ke sochenge kisi din... Pulkit_gupta Shayri-e-Mashahoor Shayar 8 27th August 2005 12:41 PM
Khud apane liye baiTh ke sochenge kisii din Pulkit_gupta Shayri-e-Ishq 2 29th November 2003 04:40 PM

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com