ek baat dil jala rahi hai *MADIIII -
28th July 2014, 12:04 AM
ek baat dil jala rahi hai....
kya aankhein fakht meri nam hain
ya tu bhi ashq baha rahi hai.....
hum dono ka milna ho fakht mujhme junoon hai
ya tu bhi aisa chaah rahi hai.....
kuch lafz jabt karke fakht meri jaan pe mushkil hai
ya tu bhi marti ja rahi hai.....
ek baat dil jala rahi hai
main mar chala hun tere liye
kya tu milne aa rahi hai...
ya tu ab bhi ashq baha rahi hai....
ek baat dil jala rahi hai...
|