Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Mashahoor Shayar

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Tumhe jub milain kabhi fursatain mere dil se bojh utaar do
Old
  (#1)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
Smile Tumhe jub milain kabhi fursatain mere dil se bojh utaar do - 26th January 2008, 10:29 PM



Tumhe jub milain kabhi fursatain mere dil se bojh utaar do
Main bohat dino se uddas hoon mujhe koi shaam uddhar do

Mujhe apne roop ki dhoop do, k chamak sakain mere khaal-o-khad
Mujhe apne rang main rang do, mere sare zung utaar do

Kisi aur ko mere haal se na ghurz he na koi wastaa
Main bikhar gaya hoon samet lo,main bigur gaya hoon sanwaar do

Meri wehshatoon ko barha diya,hai judaiyoon k azaab ne
Mere dil pe hath rakho zara,meri dhurkhanoon ko karar do

Tumhain suba kaisi lagi kahooo meri khushion k diyar ki
Jo bhuli lagi to yaheen rahoo, isay chahaton se nikhaar do

Wahan ghar main kon hai muntazir k ho fikar der suwair ki
Bari mukhtasar si yeh raat hai isay chaandni main guzaar do.



author= unknown,

kisi ko pata ho to bataaye is ka author kaun hai

regards
manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Old
  (#2)
Tumhari_gazal
tere bin...jina kya.....?
Tumhari_gazal is a jewel in the roughTumhari_gazal is a jewel in the roughTumhari_gazal is a jewel in the rough
 
Tumhari_gazal's Avatar
 
Offline
Posts: 96
Join Date: Jan 2008
Location: Uk
Rep Power: 19
27th January 2008, 02:25 AM

Dear Manu,sub se pehle hello & thanx bahut hi achi nazam aap ne likhi hia.i mean bahut achi khoj hai.jiski bi hai bahut gehrayi si likha uss ne.iss ko byan karna assan nhi hai.bus great great great.yahi keh sakti hun.& once again thanx humse shayer karne ke liye.
fir milte hai.......................


Tumhari Gazal.
ik sajda tainu milane da.
ik khwaish tainu poon di,
(Rohini Sharma)
  Send a message via Yahoo to Tumhari_gazal  
Reply With Quote
Old
  (#3)
tauseef khan88
Registered User
tauseef khan88 is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 3
Join Date: Jan 2008
Rep Power: 0
28th January 2008, 09:42 PM

kafi aaacha likh hai aapne,
aap kafi dukhi ho zindagi se
gud bless u.
   
Reply With Quote
thanx
Old
  (#4)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
thanx - 30th January 2008, 11:23 AM

Quote:
Originally Posted by Tumhari_gazal View Post
Dear Manu,sub se pehle hello & thanx bahut hi achi nazam aap ne likhi hia.i mean bahut achi khoj hai.jiski bi hai bahut gehrayi si likha uss ne.iss ko byan karna assan nhi hai.bus great great great.yahi keh sakti hun.& once again thanx humse shayer karne ke liye.
fir milte hai.......................
bahut bahut shukriyah aap ka ise pasand karne ke liye
yunhee aate rahiyega
regards
manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Old
  (#5)
only anum
alone anum
only anum is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 81
Join Date: Mar 2008
Rep Power: 17
9th March 2008, 11:53 AM

Tumhe jub milain kabhi fursatain mere dil se bojh utaar do
Main bohat dino se uddas hoon mujhe koi shaam uddhar do

Mujhe apne roop ki dhoop do, k chamak sakain mere khaal-o-khad
Mujhe apne rang main rang do, mere sare zung utaar do

Kisi aur ko mere haal se na ghurz he na koi wastaa
Main bikhar gaya hoon samet lo,main bigur gaya hoon sanwaar do

Meri wehshatoon ko barha diya,hai judaiyoon k azaab ne
Mere dil pe hath rakho zara,meri dhurkhanoon ko karar do

Tumhain suba kaisi lagi kahooo meri khushion k diyar ki
Jo bhuli lagi to yaheen rahoo, isay chahaton se nikhaar do

Wahan ghar main kon hai muntazir k ho fikar der suwair ki
Bari mukhtasar si yeh raat hai isay chaandni main guzaar do
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
only anum
alone anum
only anum is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 81
Join Date: Mar 2008
Rep Power: 17
14th March 2008, 03:24 PM

TUTE HUWE DIL KE LOG HAIN HUM
WERANO MAI GHAR BASAEN KAISE
DIL KI BASTI TO UJAD GAI KAHI
AAB NAYA SHAHER BASAEN KAISE

TUTE HUWE DIL KE LOG HAIN HUM
WERANO MAI GHAR BASAEN KAISE

PREM KI NADI BEH RAHI THI JISME
AAB USMAI SAILAB UUMAD RAHE HAI
IS PREM NADI KE SAHARE JINE WALOKO
AAB HUM PREM SE BACHAE KAISE

TUTE HUWE DIL KE LOG HAIN HUM
WERANO MAI GHAR BASAEN KAISE

PAHAD SA UUCHA AATMA VISHWAS THA JISME
AAB WAHA ZWALA FAAT RAHE HAI
KAHI SAB TAHESH-NAHESH NA HOJAE
AAB ZWALA KO SHANT KARAE KAISE

TUTE HUWE DIL KE LOG HAIN HUM
WERANO MAI GHAR BASAEN KAISE

KHULA THA SUNDAR SA AASHMAN JIS MAI
JAHA INDRADHANUSH SE RANGIN SAPNE THE
HUI AASHKOON KI AATEE VRUSTI WAHA PAR
AAB FIR SE RANG USMAI SAJAE KAISE

TUTE HUWE DIL KE LOG HAIN HUM
WERANO MAI GHAR BASAEN KAISE

POONAM KI RAAT JAHA CHAI HUI THI
THA CHAND PURA SHWET, CHANDNI BHI CHAMAK RAHI THI
AMAWASYA HOGAI BIN CHAND KE WAHA PAR
AAB FIR SE HUM ROSHNI ZAGMAGAE KAISE

TUTE HUWE DIL KE LOG HAIN HUM
WERANO MAI GHAR BASAEN KAISE

TUTE HUWE DIL KE LOG HAIN HUM
WERANO MAI GHAR BASAEN KAISE
DIL KI BASTI TO UJAD GAI KAHI
AAB NAYA SHAHER BASAEN KAISE
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai kwahish Hindi/Urdu Lyrics 22 8th October 2009 06:48 PM
Tumhe jub milain kabhi fursatain mere dil se bojh utaar do acharya_mj Shayri-e-Mashahoor Shayar 0 26th January 2008 10:31 PM
**Dil Se Mere Door Na Jana~~Pyaar Mein Kabhi Kabhi** farhana Hindi/Urdu Lyrics 5 22nd December 2005 11:21 AM
kabhi na bhool payenge tumhe................... rooswa_zindagi Aapki Shayri 2 27th July 2005 02:15 PM
kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai' Neha Haroon Shayri-e-Mashahoor Shayar 0 24th April 2003 05:54 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com