Vartmaan -
14th March 2011, 09:31 PM
Aaj ki vartmaan me desh ki haalat aur garimaa par jitne bhi daag lage hai, uske liye desh ke netaa hi puri tarah se zimedaar hai, kyo ki Angarejo ne utnaa rupaye nahi khaye jitne din tak ham gulam the, jitnaa aaj ke netaao ne apni raajneeti me paisaa khayaa hai .
Aabo hawa me na jaane kya ghul gaya hai, har koi thoda-thoda nahi pura ka pura badal gaya hai, junoon hai jald ameer banane kaa,iske liye vartmaan ko daagadaar kar do, aur ittihaas ko kala kar do jis se ham apni aslee maansikata ka asal parichaye de sake.
Maansikata ke aadhar dikhai nahi dete sahi ho tab na.........
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
Last edited by ajay nidaan; 14th March 2011 at 09:38 PM..
|