Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Mere Khat tum chahe rakh lo
Old
  (#1)
masti
Moderator
masti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant future
 
masti's Avatar
 
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power: 38
Mere Khat tum chahe rakh lo - 1st June 2014, 12:57 PM

Doston

chote shehron mein,Aksar pyaar mein premi premika ek dusre ko khat likhte hain, aur phir ek din aisa aata hai jab premika kehti hai ki mummy papa nahi maan rahe unhone meri shadi kahin aur teh kar di hai aur ab main unke khilaaf nahi jaungi, aap ho sake toh mere khat lauta do.

aur premi bhi gusse mein kehta hai ki jao nahi deta, aur agar khat chahiye toh mera wo waqt, mera woh intezaar, meri woh tadap ka bhi hisaab karo. toh usi ke jawab mein kuch lika hai

Mere khat tum chaahe rakh lo
Kuch aur tumhe na de paungi

Janti hu tumhari kahani ki khalnayika kehlaungi
Par jinhone ne khoon se seencha, unhe khoon ke aansuun na rulaungi

jin aankhon ke kaajal ko kabhi saraha tha tumne
jin palkon ke saaye ko ghar apna bataaya tha tumne
Un aankho se saari umar kisi aur ko dekh na paaungi

Jin Haathon ne haath tere ko apne haathon mein rakha tha
Jin bahon ka gale pe tere pura pura kabza tha
Un haathon ka bapu se ab kanyadaan karaaungi

Mere khat tum chaahe rakh lo.......

Jis dil mein bas jab dekho, tera aks lehakta tha
Rooh mein, lafzon mein, khayaalon mein, bas tu hi tu jhalakata tha
us dil ka sauda kaise main kabhi kar paungi

Mere khat tum chaahe rakh lo.........

Mere khaton ko pad-pad kar tum apna jee jalaana na
Meri yaadon mein har lamha, tum khud ko sulgana na
Tum toote toh bolo kaise, main apna farz nibhaungi

Mere khat tum chaahe rakh lo...........

Teri nazaron se gir kar main, shayad phir bhi jee lungi
Bewafaa kehlaane ka gham dil hi dil mein pee lungi
par apni maa ki sindhoor cheen main kaise maang sajaaungi

Mere khat tum chaahe rakh lo...........

kadhkadti dhoop mein jis aanchal mein tumne sar rakha tha
jis aachal ko pakad kar tumne kadam pyaar ka rakhaa tha
us aanchal ko daagdar na karna, yahi mein tumse chaahungi

Mere khat tum chaahe rakh lo
Kuch aur tumhe na de paungi
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
1st June 2014, 01:10 PM

Wah!..bohat khoobsurat ehsaas hain masti ji..

Dil ko chu gaye

Yuhi likhti rahiye

Zainy

PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#3)
masti
Moderator
masti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant future
 
masti's Avatar
 
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power: 38
2nd June 2014, 04:51 PM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
Wah!..bohat khoobsurat ehsaas hain masti ji..

Dil ko chu gaye

Yuhi likhti rahiye
Shukriya Zaini, acha laga aapko pasand aayi.

aapki dost

Masti
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
2nd June 2014, 04:58 PM

Quote:
Originally Posted by masti View Post
Doston

chote shehron mein,Aksar pyaar mein premi premika ek dusre ko khat likhte hain, aur phir ek din aisa aata hai jab premika kehti hai ki mummy papa nahi maan rahe unhone meri shadi kahin aur teh kar di hai aur ab main unke khilaaf nahi jaungi, aap ho sake toh mere khat lauta do.

aur premi bhi gusse mein kehta hai ki jao nahi deta, aur agar khat chahiye toh mera wo waqt, mera woh intezaar, meri woh tadap ka bhi hisaab karo. toh usi ke jawab mein kuch lika hai

Mere khat tum chaahe rakh lo
Kuch aur tumhe na de paungi

Janti hu tumhari kahani ki khalnayika kehlaungi
Par jinhone ne khoon se seencha, unhe khoon ke aansuun na rulaungi

jin aankhon ke kaajal ko kabhi saraha tha tumne
jin palkon ke saaye ko ghar apna bataaya tha tumne
Un aankho se saari umar kisi aur ko dekh na paaungi

Jin Haathon ne haath tere ko apne haathon mein rakha tha
Jin bahon ka gale pe tere pura pura kabza tha
Un haathon ka bapu se ab kanyadaan karaaungi

Mere khat tum chaahe rakh lo.......

Jis dil mein bas jab dekho, tera aks lehakta tha
Rooh mein, lafzon mein, khayaalon mein, bas tu hi tu jhalakata tha
us dil ka sauda kaise main kabhi kar paungi

Mere khat tum chaahe rakh lo.........

Mere khaton ko pad-pad kar tum apna jee jalaana na
Meri yaadon mein har lamha, tum khud ko sulgana na
Tum toote toh bolo kaise, main apna farz nibhaungi

Mere khat tum chaahe rakh lo...........

Teri nazaron se gir kar main, shayad phir bhi jee lungi
Bewafaa kehlaane ka gham dil hi dil mein pee lungi
par apni maa ki sindhoor cheen main kaise maang sajaaungi

Mere khat tum chaahe rakh lo...........

kadhkadti dhoop mein jis aanchal mein tumne sar rakha tha
jis aachal ko pakad kar tumne kadam pyaar ka rakhaa tha
us aanchal ko daagdar na karna, yahi mein tumse chaahungi

Mere khat tum chaahe rakh lo
Kuch aur tumhe na de paungi
Mastiji,
Bahot hi dilsoz rachna pesh kee hai aapne....
hame bahot pasand aayee....
yun hi aate rahiye aur iss bazm ko jawaan karte rahiye.....

ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता

http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
masti
Moderator
masti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant future
 
masti's Avatar
 
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power: 38
2nd June 2014, 05:05 PM

Mastiji,
Bahot hi dilsoz rachna pesh kee hai aapne....
hame bahot pasand aayee....
yun hi aate rahiye aur iss bazm ko jawaan karte rahiye.....[/QUOTE]

Shukriya Aadil ji....
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
2nd June 2014, 09:29 PM

Quote:
Originally Posted by masti View Post
Doston

chote shehron mein,Aksar pyaar mein premi premika ek dusre ko khat likhte hain, aur phir ek din aisa aata hai jab premika kehti hai ki mummy papa nahi maan rahe unhone meri shadi kahin aur teh kar di hai aur ab main unke khilaaf nahi jaungi, aap ho sake toh mere khat lauta do.

aur premi bhi gusse mein kehta hai ki jao nahi deta, aur agar khat chahiye toh mera wo waqt, mera woh intezaar, meri woh tadap ka bhi hisaab karo. toh usi ke jawab mein kuch lika hai

Mere khat tum chaahe rakh lo
Kuch aur tumhe na de paungi

Janti hu tumhari kahani ki khalnayika kehlaungi
Par jinhone ne khoon se seencha, unhe khoon ke aansuun na rulaungi

jin aankhon ke kaajal ko kabhi saraha tha tumne
jin palkon ke saaye ko ghar apna bataaya tha tumne
Un aankho se saari umar kisi aur ko dekh na paaungi

Jin Haathon ne haath tere ko apne haathon mein rakha tha
Jin bahon ka gale pe tere pura pura kabza tha
Un haathon ka bapu se ab kanyadaan karaaungi

Mere khat tum chaahe rakh lo.......

Jis dil mein bas jab dekho, tera aks lehakta tha
Rooh mein, lafzon mein, khayaalon mein, bas tu hi tu jhalakata tha
us dil ka sauda kaise main kabhi kar paungi

Mere khat tum chaahe rakh lo.........

Mere khaton ko pad-pad kar tum apna jee jalaana na
Meri yaadon mein har lamha, tum khud ko sulgana na
Tum toote toh bolo kaise, main apna farz nibhaungi

Mere khat tum chaahe rakh lo...........

Teri nazaron se gir kar main, shayad phir bhi jee lungi
Bewafaa kehlaane ka gham dil hi dil mein pee lungi
par apni maa ki sindhoor cheen main kaise maang sajaaungi

Mere khat tum chaahe rakh lo...........

kadhkadti dhoop mein jis aanchal mein tumne sar rakha tha
jis aachal ko pakad kar tumne kadam pyaar ka rakhaa tha
us aanchal ko daagdar na karna, yahi mein tumse chaahungi

Mere khat tum chaahe rakh lo
Kuch aur tumhe na de paungi

masti ji ufffff kini tadap, kitnaa dard chupaa hai is khat meiN.....

sach kahun to aapki is kavitaa ne mujhe rulaa diyaa.... mereee aankhon me aansuu aa gaye yaqeenan.... bahot hi acchaa likhtii hain aap..... bas aapse guzaarish hai ke itne acche acche kalaam ham sab ke saath baanT'tee rahen, likhtii rahen.. aati rahen..khush rahen..

Shaad...

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,796
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
3rd June 2014, 11:31 AM

Bahut hee sundar ehsaas hain masti g aapke....padte padte dil bhar aaya.......mere paas shabd nahin hai...is kalaam kee tareef ke liye....

एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
Old
  (#8)
Praneeta
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Praneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Praneeta's Avatar
 
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
Love 3rd June 2014, 11:34 AM

Quote:
Originally Posted by masti View Post
Doston

chote shehron mein,Aksar pyaar mein premi premika ek dusre ko khat likhte hain, aur phir ek din aisa aata hai jab premika kehti hai ki mummy papa nahi maan rahe unhone meri shadi kahin aur teh kar di hai aur ab main unke khilaaf nahi jaungi, aap ho sake toh mere khat lauta do.

aur premi bhi gusse mein kehta hai ki jao nahi deta, aur agar khat chahiye toh mera wo waqt, mera woh intezaar, meri woh tadap ka bhi hisaab karo. toh usi ke jawab mein kuch lika hai

Mere khat tum chaahe rakh lo
Kuch aur tumhe na de paungi

Janti hu tumhari kahani ki khalnayika kehlaungi
Par jinhone ne khoon se seencha, unhe khoon ke aansuun na rulaungi

jin aankhon ke kaajal ko kabhi saraha tha tumne
jin palkon ke saaye ko ghar apna bataaya tha tumne
Un aankho se saari umar kisi aur ko dekh na paaungi

Jin Haathon ne haath tere ko apne haathon mein rakha tha
Jin bahon ka gale pe tere pura pura kabza tha
Un haathon ka bapu se ab kanyadaan karaaungi

Mere khat tum chaahe rakh lo.......

Jis dil mein bas jab dekho, tera aks lehakta tha
Rooh mein, lafzon mein, khayaalon mein, bas tu hi tu jhalakata tha
us dil ka sauda kaise main kabhi kar paungi

Mere khat tum chaahe rakh lo.........

Mere khaton ko pad-pad kar tum apna jee jalaana na
Meri yaadon mein har lamha, tum khud ko sulgana na
Tum toote toh bolo kaise, main apna farz nibhaungi

Mere khat tum chaahe rakh lo...........

Teri nazaron se gir kar main, shayad phir bhi jee lungi
Bewafaa kehlaane ka gham dil hi dil mein pee lungi
par apni maa ki sindhoor cheen main kaise maang sajaaungi

Mere khat tum chaahe rakh lo...........

kadhkadti dhoop mein jis aanchal mein tumne sar rakha tha
jis aachal ko pakad kar tumne kadam pyaar ka rakhaa tha
us aanchal ko daagdar na karna, yahi mein tumse chaahungi

Mere khat tum chaahe rakh lo
Kuch aur tumhe na de paungi
beautifully expressed Masti ji
Congrats
Regards

_______________________________________________
PRANEETA

Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
  Send a message via Yahoo to Praneeta Send a message via Skype™ to Praneeta 
Reply With Quote
Old
  (#9)
masti
Moderator
masti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant future
 
masti's Avatar
 
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power: 38
3rd June 2014, 01:21 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
masti ji ufffff kini tadap, kitnaa dard chupaa hai is khat meiN.....

sach kahun to aapki is kavitaa ne mujhe rulaa diyaa.... mereee aankhon me aansuu aa gaye yaqeenan.... bahot hi acchaa likhtii hain aap..... bas aapse guzaarish hai ke itne acche acche kalaam ham sab ke saath baanT'tee rahen, likhtii rahen.. aati rahen..khush rahen..

Shaad...
Sameer ji

Shukriya

AAp jitna acha nahi likhti, apko pasand aaya toh mera din ban gaya.

Regards
Masti
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
masti
Moderator
masti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant future
 
masti's Avatar
 
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power: 38
3rd June 2014, 01:23 PM

Quote:
Originally Posted by aru View Post
Bahut hee sundar ehsaas hain masti g aapke....padte padte dil bhar aaya.......mere paas shabd nahin hai...is kalaam kee tareef ke liye....
Shukriya Aru

itna hausla badaane ke liye.

Regards
Masti
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
masti
Moderator
masti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant future
 
masti's Avatar
 
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power: 38
3rd June 2014, 01:26 PM

[QUOTE=Praneeta;458870]beautifully expressed Masti ji
Congrats
Regards
[/QUO

Shukriya Praneeta.
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
masti
Moderator
masti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant future
 
masti's Avatar
 
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power: 38
3rd June 2014, 01:55 PM

[QUOTE=N@zneen;458880]Excellent thought potrayed in a very well written poem.

Mujhe tumhari poem bahot achchi lagi aur soch to lajawaab hai

++rep
[/QUO

Shukriya Naaz.

Mujhe laga tha ki likhte likhte main itna kho gayi hu ki yeh bohut he lambi ho gayi hai par main kuch bhi edit nahi kar paayi.

shukriya aap sab ka isey phir bhi pasand karne ke liye.
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
3rd June 2014, 03:46 PM

Quote:
Originally Posted by masti View Post
Doston

chote shehron mein,Aksar pyaar mein premi premika ek dusre ko khat likhte hain, aur phir ek din aisa aata hai jab premika kehti hai ki mummy papa nahi maan rahe unhone meri shadi kahin aur teh kar di hai aur ab main unke khilaaf nahi jaungi, aap ho sake toh mere khat lauta do.

aur premi bhi gusse mein kehta hai ki jao nahi deta, aur agar khat chahiye toh mera wo waqt, mera woh intezaar, meri woh tadap ka bhi hisaab karo. toh usi ke jawab mein kuch lika hai

Mere khat tum chaahe rakh lo
Kuch aur tumhe na de paungi

Janti hu tumhari kahani ki khalnayika kehlaungi
Par jinhone ne khoon se seencha, unhe khoon ke aansuun na rulaungi

jin aankhon ke kaajal ko kabhi saraha tha tumne
jin palkon ke saaye ko ghar apna bataaya tha tumne
Un aankho se saari umar kisi aur ko dekh na paaungi

Jin Haathon ne haath tere ko apne haathon mein rakha tha
Jin bahon ka gale pe tere pura pura kabza tha
Un haathon ka bapu se ab kanyadaan karaaungi

Mere khat tum chaahe rakh lo.......

Jis dil mein bas jab dekho, tera aks lehakta tha
Rooh mein, lafzon mein, khayaalon mein, bas tu hi tu jhalakata tha
us dil ka sauda kaise main kabhi kar paungi

Mere khat tum chaahe rakh lo.........

Mere khaton ko pad-pad kar tum apna jee jalaana na
Meri yaadon mein har lamha, tum khud ko sulgana na
Tum toote toh bolo kaise, main apna farz nibhaungi

Mere khat tum chaahe rakh lo...........

Teri nazaron se gir kar main, shayad phir bhi jee lungi
Bewafaa kehlaane ka gham dil hi dil mein pee lungi
par apni maa ki sindhoor cheen main kaise maang sajaaungi

Mere khat tum chaahe rakh lo...........

kadhkadti dhoop mein jis aanchal mein tumne sar rakha tha
jis aachal ko pakad kar tumne kadam pyaar ka rakhaa tha
us aanchal ko daagdar na karna, yahi mein tumse chaahungi

Mere khat tum chaahe rakh lo
Kuch aur tumhe na de paungi
Behad gehri kasak nikli hai dil se aur ise mein salaam karna chahuGaa..ek ajab si kashish hai tumhari is rachnaa mein isliye jawaab diye bina raha nahi jaa raha hai..umeed karta hoon pasand aayeGii..

tere alfaaz bahut hai, zindagi guzar jaayeGii
Haan ! har baar padhkar tu yaad bahut aayeGii

intezaar aab bhi raheGaa mujhe un shaamon ka
aitebaar hai ki ek baar to tu aayeGii

jin aakhon jo jhukaakar qaraar chinaa tha
unhi nazron se kabhi to sitam dhaayeGii

sukoon kitna tha tere daaman mein kaise batlaaye
tere ghar ki chat tujhe yeh silsilaa sunayeGii

tere imaan ki majboori hai jaanta hooN dilbar
is bimaar dil tak magar yeh iltejaa na jaayeGii

yeh tera ishq hai ki daman jo tera chod diya
dekhte hai tu kis tarah yeh rabataa nibhayeGii

milenge hum kisi dusri hi duniYaa mein
kasam teri mujhe tu 'mast' ki kehlaayeGii

Qasid

___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#14)
masti
Moderator
masti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant future
 
masti's Avatar
 
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power: 38
3rd June 2014, 04:06 PM

Quote:
Originally Posted by mast View Post

[SIZE="4" Thanks Mast, Aapne itna khubsoorat likha ki mujhe sharminda kar diya.

Sikha hai tumse he khayaalaton ko shayari mein tabdeel karna
'Mast' bin 'masti', zinda he marr jayegi
[/SIZE]

Last edited by masti; 3rd June 2014 at 04:21 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Thumbs up 22nd May 2015, 06:41 PM

Quote:
Originally Posted by masti View Post
Doston

chote shehron mein,Aksar pyaar mein premi premika ek dusre ko khat likhte hain, aur phir ek din aisa aata hai jab premika kehti hai ki mummy papa nahi maan rahe unhone meri shadi kahin aur teh kar di hai aur ab main unke khilaaf nahi jaungi, aap ho sake toh mere khat lauta do.

aur premi bhi gusse mein kehta hai ki jao nahi deta, aur agar khat chahiye toh mera wo waqt, mera woh intezaar, meri woh tadap ka bhi hisaab karo. toh usi ke jawab mein kuch lika hai

Mere khat tum chaahe rakh lo
Kuch aur tumhe na de paungi

Janti hu tumhari kahani ki khalnayika kehlaungi
Par jinhone ne khoon se seencha, unhe khoon ke aansuun na rulaungi

jin aankhon ke kaajal ko kabhi saraha tha tumne
jin palkon ke saaye ko ghar apna bataaya tha tumne
Un aankho se saari umar kisi aur ko dekh na paaungi

Jin Haathon ne haath tere ko apne haathon mein rakha tha
Jin bahon ka gale pe tere pura pura kabza tha
Un haathon ka bapu se ab kanyadaan karaaungi

Mere khat tum chaahe rakh lo.......

Jis dil mein bas jab dekho, tera aks lehakta tha
Rooh mein, lafzon mein, khayaalon mein, bas tu hi tu jhalakata tha
us dil ka sauda kaise main kabhi kar paungi

Mere khat tum chaahe rakh lo.........

Mere khaton ko pad-pad kar tum apna jee jalaana na
Meri yaadon mein har lamha, tum khud ko sulgana na
Tum toote toh bolo kaise, main apna farz nibhaungi

Mere khat tum chaahe rakh lo...........

Teri nazaron se gir kar main, shayad phir bhi jee lungi
Bewafaa kehlaane ka gham dil hi dil mein pee lungi
par apni maa ki sindhoor cheen main kaise maang sajaaungi

Mere khat tum chaahe rakh lo...........

kadhkadti dhoop mein jis aanchal mein tumne sar rakha tha
jis aachal ko pakad kar tumne kadam pyaar ka rakhaa tha
us aanchal ko daagdar na karna, yahi mein tumse chaahungi

Mere khat tum chaahe rakh lo
Kuch aur tumhe na de paungi
Sarika jee...

waaah waaaah waaaah! .. wese kitni ajeeb si baat hy na kuch dard bhari
composition bhi banda agar paDhta hy to waah waaah hii karta hy ...
chahta hooN ke iss peshkash per 'aah; karooN .. lekin dastoor-e-sukhn
is ki ijazat nahi deta ...

dard meiN doobey alfaaz dil ky aar paar ho gaye ...

beshumar daad an-ginat o be-hisaab qabool kejiye ..

salamat rahen ...

*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#16)

22nd May 2015, 07:05 PM

Quote:
Originally Posted by mast View Post
Behad gehri kasak nikli hai dil se aur ise mein salaam karna chahuGaa..ek ajab si kashish hai tumhari is rachnaa mein isliye jawaab diye bina raha nahi jaa raha hai..umeed karta hoon pasand aayeGii..

tere alfaaz bahut hai, zindagi guzar jaayeGii
Haan ! har baar padhkar tu yaad bahut aayeGii

intezaar aab bhi raheGaa mujhe un shaamon ka
aitebaar hai ki ek baar to tu aayeGii

jin aakhon jo jhukaakar qaraar chinaa tha
unhi nazron se kabhi to sitam dhaayeGii

sukoon kitna tha tere daaman mein kaise batlaaye
tere ghar ki chat tujhe yeh silsilaa sunayeGii

tere imaan ki majboori hai jaanta hooN dilbar
is bimaar dil tak magar yeh iltejaa na jaayeGii

yeh tera ishq hai ki daman jo tera chod diya
dekhte hai tu kis tarah yeh rabataa nibhayeGii

milenge hum kisi dusri hi duniYaa mein
kasam teri mujhe tu 'mast' ki kehlaayeGii
boaht hii khoob jawaab diya hy bhai aap ne ...

qaabil-e-tehseen o qaabil-e-tareef ... beshak!

*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
22nd May 2015, 07:30 PM

Quote:
Originally Posted by masti View Post
Doston

chote shehron mein,Aksar pyaar mein premi premika ek dusre ko khat likhte hain, aur phir ek din aisa aata hai jab premika kehti hai ki mummy papa nahi maan rahe unhone meri shadi kahin aur teh kar di hai aur ab main unke khilaaf nahi jaungi, aap ho sake toh mere khat lauta do.

aur premi bhi gusse mein kehta hai ki jao nahi deta, aur agar khat chahiye toh mera wo waqt, mera woh intezaar, meri woh tadap ka bhi hisaab karo. toh usi ke jawab mein kuch lika hai

Mere khat tum chaahe rakh lo
Kuch aur tumhe na de paungi

Janti hu tumhari kahani ki khalnayika kehlaungi
Par jinhone ne khoon se seencha, unhe khoon ke aansuun na rulaungi

jin aankhon ke kaajal ko kabhi saraha tha tumne
jin palkon ke saaye ko ghar apna bataaya tha tumne
Un aankho se saari umar kisi aur ko dekh na paaungi

Jin Haathon ne haath tere ko apne haathon mein rakha tha
Jin bahon ka gale pe tere pura pura kabza tha
Un haathon ka bapu se ab kanyadaan karaaungi

Mere khat tum chaahe rakh lo.......

Jis dil mein bas jab dekho, tera aks lehakta tha
Rooh mein, lafzon mein, khayaalon mein, bas tu hi tu jhalakata tha
us dil ka sauda kaise main kabhi kar paungi

Mere khat tum chaahe rakh lo.........

Mere khaton ko pad-pad kar tum apna jee jalaana na
Meri yaadon mein har lamha, tum khud ko sulgana na
Tum toote toh bolo kaise, main apna farz nibhaungi

Mere khat tum chaahe rakh lo...........

Teri nazaron se gir kar main, shayad phir bhi jee lungi
Bewafaa kehlaane ka gham dil hi dil mein pee lungi
par apni maa ki sindhoor cheen main kaise maang sajaaungi

Mere khat tum chaahe rakh lo...........

kadhkadti dhoop mein jis aanchal mein tumne sar rakha tha
jis aachal ko pakad kar tumne kadam pyaar ka rakhaa tha
us aanchal ko daagdar na karna, yahi mein tumse chaahungi

Mere khat tum chaahe rakh lo
Kuch aur tumhe na de paungi
Sarika itni bareeki se ek ladki ja dard uski majboori uska pyaar bayaan kiya hai aapne...jo shayad ek ladki ke siwa koi samajh hee nahi sakta....apki is behtareen peshkash par dher sari duayein..aur dil ki ghgahraiyon se daad...
aaj mera bhi dil kiya ise padpadhkar ki aapko gale laga loon...
Khush rahein..

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#18)

22nd May 2015, 07:36 PM

Quote:
Originally Posted by mast View Post
Behad gehri kasak nikli hai dil se aur ise mein salaam karna chahuGaa..ek ajab si kashish hai tumhari is rachnaa mein isliye jawaab diye bina raha nahi jaa raha hai..umeed karta hoon pasand aayeGii..

tere alfaaz bahut hai, zindagi guzar jaayeGii
Haan ! har baar padhkar tu yaad bahut aayeGii

intezaar aab bhi raheGaa mujhe un shaamon ka
aitebaar hai ki ek baar to tu aayeGii

jin aakhon jo jhukaakar qaraar chinaa tha
unhi nazron se kabhi to sitam dhaayeGii

sukoon kitna tha tere daaman mein kaise batlaaye
tere ghar ki chat tujhe yeh silsilaa sunayeGii

tere imaan ki majboori hai jaanta hooN dilbar
is bimaar dil tak magar yeh iltejaa na jaayeGii

yeh tera ishq hai ki daman jo tera chod diya
dekhte hai tu kis tarah yeh rabataa nibhayeGii

milenge hum kisi dusri hi duniYaa mein
kasam teri mujhe tu 'mast' ki kehlaayeGii
Waaaah kya baat hai bahut khoob jawaab janaab........

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
22nd May 2015, 08:02 PM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
Waaaah kya baat hai bahut khoob jawaab janaab........
Shukriyaa Madhu Ji......................

Qasid

___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#20)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
22nd May 2015, 08:04 PM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
boaht hii khoob jawaab diya hy bhai aap ne ...

qaabil-e-tehseen o qaabil-e-tareef ... beshak!
Shukriyaa Hassan bhai............................

Qasid

___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#21)
masti
Moderator
masti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant future
 
masti's Avatar
 
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power: 38
22nd May 2015, 09:21 PM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
Sarika jee...

waaah waaaah waaaah! .. wese kitni ajeeb si baat hy na kuch dard bhari
composition bhi banda agar paDhta hy to waah waaah hii karta hy ...
chahta hooN ke iss peshkash per 'aah; karooN .. lekin dastoor-e-sukhn
is ki ijazat nahi deta ...

dard meiN doobey alfaaz dil ky aar paar ho gaye ...

beshumar daad an-ginat o be-hisaab qabool kejiye ..

salamat rahen ...

Shukriya Hassan ji

mere bhi dil ke kaafi kareeb hai ye. isey pasand karne ka shukriya.

-Apki Dost
Sarika
   
Reply With Quote
Old
  (#22)
masti
Moderator
masti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant future
 
masti's Avatar
 
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power: 38
22nd May 2015, 09:23 PM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
Sarika itni bareeki se ek ladki ja dard uski majboori uska pyaar bayaan kiya hai aapne...jo shayad ek ladki ke siwa koi samajh hee nahi sakta....apki is behtareen peshkash par dher sari duayein..aur dil ki ghgahraiyon se daad...
aaj mera bhi dil kiya ise padpadhkar ki aapko gale laga loon...
Khush rahein..
sach mein! ye koshish hi iss liye thi ki har chot khaya ashiq samajh sake ki usey niraash karne wali ke dil par kya beetati hai.

mere ehsaason ko samajhne ka shukriya.

aur gale milna to due hai. bachon ki chuttiyan hai aa jao mumbai.

-Apki Dost
Sarika

Last edited by masti; 22nd May 2015 at 09:48 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#23)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
23rd May 2015, 09:50 AM

Quote:
Originally Posted by masti View Post
Doston

chote shehron mein,Aksar pyaar mein premi premika ek dusre ko khat likhte hain, aur phir ek din aisa aata hai jab premika kehti hai ki mummy papa nahi maan rahe unhone meri shadi kahin aur teh kar di hai aur ab main unke khilaaf nahi jaungi, aap ho sake toh mere khat lauta do.

aur premi bhi gusse mein kehta hai ki jao nahi deta, aur agar khat chahiye toh mera wo waqt, mera woh intezaar, meri woh tadap ka bhi hisaab karo. toh usi ke jawab mein kuch lika hai

Mere khat tum chaahe rakh lo
Kuch aur tumhe na de paungi

Janti hu tumhari kahani ki khalnayika kehlaungi
Par jinhone ne khoon se seencha, unhe khoon ke aansuun na rulaungi

jin aankhon ke kaajal ko kabhi saraha tha tumne
jin palkon ke saaye ko ghar apna bataaya tha tumne
Un aankho se saari umar kisi aur ko dekh na paaungi

Jin Haathon ne haath tere ko apne haathon mein rakha tha
Jin bahon ka gale pe tere pura pura kabza tha
Un haathon ka bapu se ab kanyadaan karaaungi

Mere khat tum chaahe rakh lo.......

Jis dil mein bas jab dekho, tera aks lehakta tha
Rooh mein, lafzon mein, khayaalon mein, bas tu hi tu jhalakata tha
us dil ka sauda kaise main kabhi kar paungi

Mere khat tum chaahe rakh lo.........

Mere khaton ko pad-pad kar tum apna jee jalaana na
Meri yaadon mein har lamha, tum khud ko sulgana na
Tum toote toh bolo kaise, main apna farz nibhaungi

Mere khat tum chaahe rakh lo...........

Teri nazaron se gir kar main, shayad phir bhi jee lungi
Bewafaa kehlaane ka gham dil hi dil mein pee lungi
par apni maa ki sindhoor cheen main kaise maang sajaaungi

Mere khat tum chaahe rakh lo...........

kadhkadti dhoop mein jis aanchal mein tumne sar rakha tha
jis aachal ko pakad kar tumne kadam pyaar ka rakhaa tha
us aanchal ko daagdar na karna, yahi mein tumse chaahungi

Mere khat tum chaahe rakh lo
Kuch aur tumhe na de paungi
Quote:
Originally Posted by mast View Post
Behad gehri kasak nikli hai dil se aur ise mein salaam karna chahuGaa..ek ajab si kashish hai tumhari is rachnaa mein isliye jawaab diye bina raha nahi jaa raha hai..umeed karta hoon pasand aayeGii..

tere alfaaz bahut hai, zindagi guzar jaayeGii
Haan ! har baar padhkar tu yaad bahut aayeGii

intezaar aab bhi raheGaa mujhe un shaamon ka
aitebaar hai ki ek baar to tu aayeGii

jin aakhon jo jhukaakar qaraar chinaa tha
unhi nazron se kabhi to sitam dhaayeGii

sukoon kitna tha tere daaman mein kaise batlaaye
tere ghar ki chat tujhe yeh silsilaa sunayeGii

tere imaan ki majboori hai jaanta hooN dilbar
is bimaar dil tak magar yeh iltejaa na jaayeGii

yeh tera ishq hai ki daman jo tera chod diya
dekhte hai tu kis tarah yeh rabataa nibhayeGii

milenge hum kisi dusri hi duniYaa mein
kasam teri mujhe tu 'mast' ki kehlaayeGii

wahhh wahhhh...bahut acchi tarah aap dono ne ehsaasoN ko bayaan kiya hai...aik taraf ladki ki majboori Sarika ne apne lafzoN meiN bakoobi bayaan ki aur doosri taraf Anu bhai aapne bhi Ashiq ke dil ka haal usi tarah bayaan kiya...!

yu hi likhte rhaiye aur bazm ko rangeen banaye rakhiye
duaoN ke saath
dii

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#24)
Sagar Aashna
Registered User
Sagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of light
 
Sagar Aashna's Avatar
 
Offline
Posts: 410
Join Date: Nov 2014
Location: Jammu, J&K.
Rep Power: 14
23rd May 2015, 11:39 AM

Quote:
Originally Posted by masti View Post

jin aankhon ke kaajal ko kabhi saraha tha tumne
jin palkon ke saaye ko ghar apna bataaya tha tumne
Un aankho se saari umar kisi aur ko dekh na paaungi

Jin Haathon ne haath tere ko apne haathon mein rakha tha
Jin bahon ka gale pe tere pura pura kabza tha
Un haathon ka bapu se ab kanyadaan karaaungi

Mere khaton ko pad-pad kar tum apna jee jalaana na
Meri yaadon mein har lamha, tum khud ko sulgana na
Tum toote toh bolo kaise, main apna farz nibhaungi

Teri nazaron se gir kar main, shayad phir bhi jee lungi
Bewafaa kehlaane ka gham dil hi dil mein pee lungi
par apni maa ki sindhoor cheen main kaise maang sajaaungi

Sarika ji.. Hats off !
Simply marvellous.

Sagar Aashna
****************
Qaul thae ke 'Sagar' milengae kal magar
Taareeki musalsal hai, savera nahii hota
   
Reply With Quote
Old
  (#25)
Sagar Aashna
Registered User
Sagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of light
 
Sagar Aashna's Avatar
 
Offline
Posts: 410
Join Date: Nov 2014
Location: Jammu, J&K.
Rep Power: 14
23rd May 2015, 11:56 AM

Quote:
Originally Posted by mast View Post

tere alfaaz bahut hai, zindagi guzar jaayeGii
Haan ! har baar padhkar tu yaad bahut aayeGii

intezaar aab bhi raheGaa mujhe un shaamon ka
aitebaar hai ki ek baar to tu aayeGii

jin aakhon jo jhukaakar qaraar chinaa tha
unhi nazron se kabhi to sitam dhaayeGii

sukoon kitna tha tere daaman mein kaise batlaaye
tere ghar ki chat tujhe yeh silsilaa sunayeGii

tere imaan ki majboori hai jaanta hooN dilbar
is bimaar dil tak magar yeh iltejaa na jaayeGii

yeh tera ishq hai ki daman jo tera chod diya
dekhte hai tu kis tarah yeh rabataa nibhayeGii

milenge hum kisi dusri hi duniYaa mein
kasam teri mujhe tu 'mast' ki kehlaayeGii

Anu ji, aapka jawab bhi bohot kamaal ka hai.
Aap dono ko dheroN mubarakbaad.
YuNhi likhte raheiN, khush raheiN.

Sagar Aashna
****************
Qaul thae ke 'Sagar' milengae kal magar
Taareeki musalsal hai, savera nahii hota
   
Reply With Quote
Old
  (#26)
masti
Moderator
masti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant future
 
masti's Avatar
 
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power: 38
3rd June 2015, 04:43 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post

wahhh wahhhh...bahut acchi tarah aap dono ne ehsaasoN ko bayaan kiya hai...aik taraf ladki ki majboori Sarika ne apne lafzoN meiN bakoobi bayaan ki aur doosri taraf Anu bhai aapne bhi Ashiq ke dil ka haal usi tarah bayaan kiya...!

yu hi likhte rhaiye aur bazm ko rangeen banaye rakhiye
duaoN ke saath
dii
Shukriya Didi............................

-Apki Dost
Sarika
   
Reply With Quote
Old
  (#27)
masti
Moderator
masti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant future
 
masti's Avatar
 
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power: 38
3rd June 2015, 04:48 PM

Quote:
Originally Posted by Sagar Aashna View Post
Sarika ji.. Hats off !
Simply marvellous.
Shukriya Sagar ji...........................

-Apki Dost
Sarika
   
Reply With Quote
Old
  (#28)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
3rd June 2015, 10:18 PM

yeh ehsaas khoob rahe sarika jee
likhti rahe
duaon ke saath

Aapka Apna
Ishk

'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है

email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#29)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
8th June 2015, 02:43 PM

Quote:
Originally Posted by Sagar Aashna View Post
Anu ji, aapka jawab bhi bohot kamaal ka hai.
Aap dono ko dheroN mubarakbaad.
YuNhi likhte raheiN, khush raheiN.
Shukriyaa Jagdish Bhai aapke saath aur daad ka.

Qasid

___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Reply

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com