Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Personal Messages > Chit-Chat & General Discussion Forum

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 3 votes, 5.00 average. Display Modes
Old
  (#41)
KATIL SHAYAR
Registered Guest
KATIL SHAYAR has a spectacular aura aboutKATIL SHAYAR has a spectacular aura about
 
KATIL SHAYAR's Avatar
 
Offline
Posts: 263
Join Date: Mar 2009
Location: Chinchpokli bandar, khaaau gali
Rep Power: 17
24th June 2010, 10:36 AM

Quote:
Originally Posted by ghayal_shayar View Post
kaatil sahab lagta hai bio me bahut kam interest liya hai aapne, ye check kijiye ki bandaroN ki kayi prajaatiyaaN omnivores hain yani ki sarvahaari....!!
Lucky ji... Good morning

Sirr ji bio vio to maine nahi padhi parr bandaro ko jaha takk dekha hai maine ... Ve maans nahi khaate..
Parr chuunki unme wo daant hote hain jo zidd sahab keh rahe they.. To khate b honge kya pata...

Parr mere shehar me ya kahi bhi maine kisi bandar ko maans khate nahi dekha... Aur agar khate bhi honge to kachha khate honge.. Bhoonkar ya pakakarr to khate nahi honge... Agar unke he paddchinho parr chalna hai to insaan ko bhi waise he khana chahiye...

Aajkal bandaro me ve daant hote hue bhi ve kele ( banana ) sabziya khana pasand karte hain aur kitne durbhagya ki baat hai k insaano me ve daant nahi hote fir bhi maansaahaar ko pasand karta hai...




Aapko chuhe aur billi ki kahani sunani hai...
Jisme chuhe ne yaad dilaayi,billi ko nani hai...
lekin chuha bhool gaya tha k wo sapna tha...
aakhir me shamat to chuhe ki he aani hai :D
   
Reply With Quote
Old
  (#42)
KATIL SHAYAR
Registered Guest
KATIL SHAYAR has a spectacular aura aboutKATIL SHAYAR has a spectacular aura about
 
KATIL SHAYAR's Avatar
 
Offline
Posts: 263
Join Date: Mar 2009
Location: Chinchpokli bandar, khaaau gali
Rep Power: 17
24th June 2010, 11:45 AM

Quote:
Originally Posted by ghayal_shayar View Post
makkhi,machharon ke liye to mortein, gud nite, baygon aur na jane kitne sare upaay aa chuke haiN janaab,


Janaab .... Is tarah to bakro aur murgiyo k liye sher hain, cheete hain, kutte hain, bhediye hain, chamgadad hain aur bhi na jaane kitne natural upaay hain.. 'santulan banane k liye'
Kya jaruuri hai k jo cheez santulan bigaade, ham usko kaat ke kha jaaye??
Aise to factories se nikalne wale bahut se chemicals hain jo paryawaran santulan bigaadte hain.. Kya ham unko bhi kha jaaye






aur rahi baat quantity ke bajaaye quality ki, to Vitamin E ka sabse ahcha sotra Cod liver oil hai jiske syrub v aate haiN, sabse ahcha protien ande ka hai jisme 8 essential protiens haiN, to ab kaise keh diya ki quality buri ho gayi non veg ki...??

Sarkaar meri... Quantity ka zikr non veg 'insaano' ka ho raha tha..
Aur world ki jitni bhi jail hain, unka yadi survey kiya jaaye to veg logo ki quantity na k barabarr milegi aur non veg. Logo ki quantity he zyadatarr milegi aapko






aur amaaN miyaaN example to sahi se do, India ka rashtriya pashu cheetah nahiN baagh hai...!! kya hoga is desh ka, logoN bhool chuke haiN sab kuch...!!
Hahahahhaaha... Ok miyaa... Baagh he sahi...

Funny que funny ans thread pe ye que post karuunga ki cheeta aur baagh me kya diff. Hota hai ??




Aapko chuhe aur billi ki kahani sunani hai...
Jisme chuhe ne yaad dilaayi,billi ko nani hai...
lekin chuha bhool gaya tha k wo sapna tha...
aakhir me shamat to chuhe ki he aani hai :D
   
Reply With Quote
Old
  (#43)
KATIL SHAYAR
Registered Guest
KATIL SHAYAR has a spectacular aura aboutKATIL SHAYAR has a spectacular aura about
 
KATIL SHAYAR's Avatar
 
Offline
Posts: 263
Join Date: Mar 2009
Location: Chinchpokli bandar, khaaau gali
Rep Power: 17
24th June 2010, 12:06 PM

Quote:
Originally Posted by ISHK EK IBADAT View Post
shayar bhai
radhe radhe



Meera meera sirr ji

Good morning



kah tum bilkul sahi rahe ho maine ek puraani kahavat kahi thi aur apna dheye sudharna nahi hai bas chalte rahna hai apni baat kahni hai sirf aur

Yahi to sirr ji... Jiska hora apne hora se milega wo to apna he lega ... parr jiska hora nahi milta, uske hora ko kuch hadd tak change to kiya he ja sakta hai...
Aur sirr ji... Wo kehte hain na...
'Karat karat abhyaas k jadmati hot sujaan...'
Jaanta hu k ye kahawat fit nahi huii parr matlab nikala jaye to fit ho jayegi
jaise agar hamm abhyaas karte rahenge ... Sudhaarne ki... To koi na koi avashya sudhrega... Aur agar nahi bhi sudhra to kam se kam ek baar sochega avashya non veg khane se pehle... Uske mann me ek baar kabhi na kabhi hamare hora ka asar aa jaruur jaayega...

Aur aap he ne guarntee se kaha tha vikas ji ko k ek din bhajan karte-2 daaru chhoot jaayegi






jiske andar ki vriti ya ora ko vo match karegi vo use apna lega agar ham bahut jyada kisi ko apni baat manvaane ke pher me padh gaye to apni manzil bhool jaayenge jahan tak maine jaana hai aur mera anubhav hai ki apne andar ki vriti ko badalna asaan nahi hai uski kripa se hi badal paati hai
baaki tumhaare adhyatik gyaan ko dekhkar mere man ko badi prasanta hui hai isko aage badaate raho manzil to saamne hi hai
[/COLOR]
aapki nazar ka dosh hai sirr ji jo is manddbudhhi me gyaan dhoond rahe hain aap
Waise shukriya aapka
Ummeed karta hu k ek din aapki nazar ka dosh duur ho jaye aur aapki company ka sahara lete-2 mujhe kuch gyaan ki praapti ho jaye




Aapko chuhe aur billi ki kahani sunani hai...
Jisme chuhe ne yaad dilaayi,billi ko nani hai...
lekin chuha bhool gaya tha k wo sapna tha...
aakhir me shamat to chuhe ki he aani hai :D
   
Reply With Quote
Old
  (#44)
Baqtiar
Loquacious Adonis
Baqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to all
 
Baqtiar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Sep 2008
Location: ......
Rep Power: 23
24th June 2010, 12:18 PM

I don't know my reply is in line with the previous post.....

But i have seen a mountain GOAT eating meat, wo actually hova yun ke... we were trekking and going offroad...with all our lunch and eatables and we sat near a mountain for lunch... phir wahan bahut si pahadi bakri aagayii... aur mein ne purposely unko Biryani ka ghoshtt with haddi diya... and i was surprised to see they were eating it ...
Aur phir kya tha they were like 'Ye dil mangey more....'
   
Reply With Quote
Old
  (#45)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
Love 24th June 2010, 12:23 PM

Quote:
Originally Posted by KATIL SHAYAR View Post
aapki nazar ka dosh hai sirr ji jo is manddbudhhi me gyaan dhoond rahe hain aap
Waise shukriya aapka
Ummeed karta hu k ek din aapki nazar ka dosh duur ho jaye aur aapki company ka sahara lete-2 mujhe kuch gyaan ki praapti ho jaye
shayar bhai
radhe radhe

meri nazar dhokha kam hi khaati hai poorn to is sansaar me koi nahi hai siva uske fir mera anubhav kahta hai ki tum ek vilakshan vyakti ho baaki thakurjee jaane
khair vikas ko maine ye baat gaurantee se isliye kahi thi ki daroo bhajan karte karte chhoot jaayegi kyonki unhone kaha tha ki mai daroo peene ke baad bhajan karta hoon isliye ye dava hai
maine ye bhi kaha hai ki apni baat rakhna hamaara kaam hai par jabardasti manwana nahi agar sabki vriti or ora alag alag nahi hoti to itne saare sampardaay nahi bante itni alag alag baate nahi hoti itne alag alag vichaar nahi hote kyonki saty to ek hi hota hai bas usko kahne ke maanne ke tareeke alag hai aur ham ye kaise kah sakte hain ki ham sahi hain doosra galat hai
geeta me bhi thakurjee ne sirf prakrati bataayee hai ye kahin nahi kaha ki aisa karo arjun se bhi yahi kahte hain ki gyaan to tujhe de diya par ab jaisa tu theek samjhe vaisa kar tab bhi arjun jab haan nahi karta to kahte hain
ki "taj dharm saare ek meri hi sharan ko prapt ho
maiN mukt paapon se karung tu na cinta vyapt ho"
isliye dharm adharm bahas ke mudde nahi hai manyata ke hain jo jaisa manta hai vaisa hi theek hai jo jaisa anubhav karta hai vaisa hi manta hai
bas meri baat ek hi baat par khatam hoti hai ki khule nain pahichaano sundar rup tihaaro sab uske hi rup hai uski hi pratikriaayen hai uski leela ka darshan karo aur anand lo



Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com

Last edited by ISHK EK IBADAT; 24th June 2010 at 12:37 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#46)
KATIL SHAYAR
Registered Guest
KATIL SHAYAR has a spectacular aura aboutKATIL SHAYAR has a spectacular aura about
 
KATIL SHAYAR's Avatar
 
Offline
Posts: 263
Join Date: Mar 2009
Location: Chinchpokli bandar, khaaau gali
Rep Power: 17
24th June 2010, 12:25 PM

Quote:
Originally Posted by Baqtiar View Post
I don't know my reply is in line with the previous post.....

But i have seen a mountain GOAT eating meat, wo actually hova yun ke... we were trekking and going offroad...with all our lunch and eatables and we sat near a mountain for lunch... phir wahan bahut si pahadi bakri aagayii... aur mein ne purposely unko Biryani ka ghoshtt with haddi diya... and i was surprised to see they were eating it ...
Aur phir kya tha they were like 'Ye dil mangey more....'
First of all your heartly welcome on this post Baqtiar

Offcourse your post is in line...

Dear... Exceptions are everywhere...

There is one incident i know... That one cheetah was seen, eating jalebi...

And its true ...

Even on discovery channel i saw that one wounded female cheetah was eaten by other cheetas ...
And i was shocked ....




Aapko chuhe aur billi ki kahani sunani hai...
Jisme chuhe ne yaad dilaayi,billi ko nani hai...
lekin chuha bhool gaya tha k wo sapna tha...
aakhir me shamat to chuhe ki he aani hai :D
   
Reply With Quote
Old
  (#47)
Baqtiar
Loquacious Adonis
Baqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to all
 
Baqtiar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Sep 2008
Location: ......
Rep Power: 23
24th June 2010, 12:27 PM

One more Exception... i have recently seen on youtube... kuch log Fishes ko bottle feed kar rahey thea ...(milk ya juice ) i dont know hahaha
   
Reply With Quote
Old
  (#48)
KATIL SHAYAR
Registered Guest
KATIL SHAYAR has a spectacular aura aboutKATIL SHAYAR has a spectacular aura about
 
KATIL SHAYAR's Avatar
 
Offline
Posts: 263
Join Date: Mar 2009
Location: Chinchpokli bandar, khaaau gali
Rep Power: 17
24th June 2010, 12:33 PM

Quote:
Originally Posted by ISHK EK IBADAT View Post
shayar bhai
radhe radhe

meri nazar dhokha kam hi khaati hai poorn to is sansaar me koi nahi hai siva uske fir mera anubhav kahta hai ki tum ek vilakshan vyakti ho baaki thakurjee jaane
khair vikas ko maine ye baat gaurantee se isliye kahi thi ki daroo bhajan karte karte chhoot jaayegi kyonki unhone kaha tha ki mai daroo peene ke baad bhajan karta hoon isliye ye dava hai
Ab kya kahu sirr ji

Jaisa aap theek samjhe

Waise sirr ji abhipraaye sirf itna hai k abhyaas karte-2 kuch na kuch positive change avashya aata hai...
Saadhu mahatma din raat pravachan karte rehte hain...
Tv par , aastha channel par Din raat updesh chalte rehte hain...

Koi vyakti dekhta hai koi nahi dekhta... Parantu ek waqt aisa jaruur aata hai jab insaan baaqi channels ko chhor kar aastha/sanskaar type ka channel dekhta hai... Agar kisi k jeewan me wo waqt abhi nahi aaya to aayega .. parr ayega jaruur...

Aur yadi samay rehte insaan sudharr jaaye to fir kyaa baat hai

Waise mai zyadatarr star one ya movies dekhta hu




Aapko chuhe aur billi ki kahani sunani hai...
Jisme chuhe ne yaad dilaayi,billi ko nani hai...
lekin chuha bhool gaya tha k wo sapna tha...
aakhir me shamat to chuhe ki he aani hai :D
   
Reply With Quote
Old
  (#49)
KATIL SHAYAR
Registered Guest
KATIL SHAYAR has a spectacular aura aboutKATIL SHAYAR has a spectacular aura about
 
KATIL SHAYAR's Avatar
 
Offline
Posts: 263
Join Date: Mar 2009
Location: Chinchpokli bandar, khaaau gali
Rep Power: 17
24th June 2010, 07:47 PM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
Bacche badhe ur budhoN ko mera pranaam, bada mazaa aa raha hai, yeh discussion padh ker....

plzz carry on.........kuch hamara bhi gyaan badhega is baare meiN....
..


Aapka swagat hai zainy ji

Sorry zainy ji , kyunki itni badi-2 posts k beech aapki is post pe nazar daer se padi...

Aapse nivedan hai k maza to aap le.n... Parr apne vichaar bhi prakat kare.n is baare me...
Hamko bhi aapke vichaar jaankar maza aayega
so please ... Reply jaruur de.n




Aapko chuhe aur billi ki kahani sunani hai...
Jisme chuhe ne yaad dilaayi,billi ko nani hai...
lekin chuha bhool gaya tha k wo sapna tha...
aakhir me shamat to chuhe ki he aani hai :D
   
Reply With Quote
Old
  (#50)
Baqtiar
Loquacious Adonis
Baqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to all
 
Baqtiar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Sep 2008
Location: ......
Rep Power: 23
24th June 2010, 08:02 PM

Quote:
Originally Posted by Baqtiar View Post
One more Exception... i have recently seen on youtube... kuch log Fishes ko bottle feed kar rahey thea ...(milk ya juice ) i dont know hahaha
Just off the topic... i've been corrected i shudnt use fishes.. cuz fish itself is a plural form...

Some prefer to use the term "fishes" when refering to two or more species, but according to the dictionary either "fish" or "fishes" is an acceptable plural for "fish."

Read somwhere Thomas Gray's poem, "Ode on a Favourite Cat, drowned in a tub of goldfishes"!

Last edited by Baqtiar; 24th June 2010 at 08:20 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#51)
KATIL SHAYAR
Registered Guest
KATIL SHAYAR has a spectacular aura aboutKATIL SHAYAR has a spectacular aura about
 
KATIL SHAYAR's Avatar
 
Offline
Posts: 263
Join Date: Mar 2009
Location: Chinchpokli bandar, khaaau gali
Rep Power: 17
24th June 2010, 08:11 PM

Quote:
Originally Posted by ISHQ EK IBADAT
maine ye bhi kaha hai ki apni baat rakhna hamaara kaam hai par jabardasti manwana nahi agar sabki vriti or ora alag alag nahi hoti to itne saare sampardaay nahi bante itni alag alag baate nahi hoti itne alag alag vichaar nahi hote kyonki saty to ek hi hota hai bas usko kahne ke maanne ke tareeke alag hai aur ham ye kaise kah sakte hain ki ham sahi hain doosra galat hai
geeta me bhi thakurjee ne sirf prakrati bataayee hai ye kahin nahi kaha ki aisa karo arjun se bhi yahi kahte hain ki gyaan to tujhe de diya par ab jaisa tu theek samjhe vaisa kar tab bhi arjun jab haan nahi karta to kahte hain
ki "taj dharm saare ek meri hi sharan ko prapt ho
maiN mukt paapon se karung tu na cinta vyapt ho"
isliye dharm adharm bahas ke mudde nahi hai manyata ke hain jo jaisa manta hai vaisa hi theek hai jo jaisa anubhav karta hai vaisa hi manta hai
bas meri baat ek hi baat par khatam hoti hai ki khule nain pahichaano sundar rup tihaaro sab uske hi rup hai uski hi pratikriaayen hai uski leela ka darshan karo aur anand lo

Meera meera sirr ji...

Aapki edited post parr abhi nazarr padi... Daeri k liye muafi

Sirr ji... aapki baato se sehmatt hu
Sirr ji.. Mai dharm aur adharm ki baat to kar he nahi raha hu... Aap bhi nahi jaante ki mai kaun hu.. kis dharm ko maanta hu.. Etc.
Sirr ji .. Dharm aur adharm ki to baat he nahi hai

Baat sirf itni c hai k mai dekhna chahta hu k agar mai veg. Par zor du to koi bhi insaan kiss hadd tak argue ( discuss ) kar sakta hai is mudde par
Aur sirr ji aapki baat ekdum right hai..
Har insaan ka hora alag-2 hota hai jaise ki anguuthe ka chinh...
Aur sirr ji.. Mai apni baat manwa nahi raha hu... Aur na he kisi k saath koi zabardasti kar raha hu.. Jo ki mai chahu to bhi nahi karr sakta

Sirf aur sirf pure discussion hai budhhijeeviyo k saath ...

Ummed hai k aap meri bhawnaaye samjhenge

Aur sirr ji... apni pichli post k baare me ye kehna chahuunga ki mai hamesha yahi koshish karta rehta hu ki mere circle me jo koi bhi ho... Usey ek baar jaruur kahu ki shudhh khao sukhi raho ...
Waise kisi ka hora change karna abhi seekha nahi hu sirr ji.. aur na he karr sakta hu...

Baat sirf itni hai k is discussion ko padh kar non veg khane wale ek baar avashya soche ki kyu khana chaihye aur kyu nahi khana chahiye... Bass




Aapko chuhe aur billi ki kahani sunani hai...
Jisme chuhe ne yaad dilaayi,billi ko nani hai...
lekin chuha bhool gaya tha k wo sapna tha...
aakhir me shamat to chuhe ki he aani hai :D

Last edited by KATIL SHAYAR; 24th June 2010 at 08:27 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#52)
KATIL SHAYAR
Registered Guest
KATIL SHAYAR has a spectacular aura aboutKATIL SHAYAR has a spectacular aura about
 
KATIL SHAYAR's Avatar
 
Offline
Posts: 263
Join Date: Mar 2009
Location: Chinchpokli bandar, khaaau gali
Rep Power: 17
24th June 2010, 08:20 PM

Quote:
Originally Posted by Baqtiar View Post
Just of the topic... i've been corrected i shudnt use fishes.. cuz fish itself is a plural form...

Some prefer to use the term "fishes" when refering to two or more species, but according to the dictionary either "fish" or "fishes" is an acceptable plural for "fish."

Read somwhere Thomas Gray's poem, "Ode on a Favourite Cat, drowned in a tub of goldfishes"!
Thanks for such a usefull info Baqtiar

Keep coming and keep posting your such valuable comments




Aapko chuhe aur billi ki kahani sunani hai...
Jisme chuhe ne yaad dilaayi,billi ko nani hai...
lekin chuha bhool gaya tha k wo sapna tha...
aakhir me shamat to chuhe ki he aani hai :D
   
Reply With Quote
Old
  (#53)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
Love 24th June 2010, 08:49 PM

Quote:
Originally Posted by KATIL SHAYAR View Post
Meera meera sirr ji...

Aapki edited post parr abhi nazarr padi... Daeri k liye muafi

Sirr ji... aapki baato se sehmatt hu
Sirr ji.. Mai dharm aur adharm ki baat to kar he nahi raha hu... Aap bhi nahi jaante ki mai kaun hu.. kis dharm ko maanta hu.. Etc.
Sirr ji .. Dharm aur adharm ki to baat he nahi hai

Baat sirf itni c hai k mai dekhna chahta hu k agar mai veg. Par zor du to koi bhi insaan kiss hadd tak argue ( discuss ) kar sakta hai is mudde par
Aur sirr ji aapki baat ekdum right hai..
Har insaan ka hora alag-2 hota hai jaise ki anguuthe ka chinh...
Aur sirr ji.. Mai apni baat manwa nahi raha hu... Aur na he kisi k saath koi zabardasti kar raha hu.. Jo ki mai chahu to bhi nahi karr sakta

Sirf aur sirf pure discussion hai budhhijeeviyo k saath ...

Ummed hai k aap meri bhawnaaye samjhenge

Aur sirr ji... apni pichli post k baare me ye kehna chahuunga ki mai hamesha yahi koshish karta rehta hu ki mere circle me jo koi bhi ho... Usey ek baar jaruur kahu ki shudhh khao sukhi raho ...
Waise kisi ka hora change karna abhi seekha nahi hu sirr ji.. aur na he karr sakta hu...

Baat sirf itni hai k is discussion ko padh kar non veg khane wale ek baar avashya soche ki kyu khana chaihye aur kyu nahi khana chahiye... Bass
shayar bhai
radhe radhe

bahut sahi bhavnaayen hai bas itna hi kahunga discussion healthy hona chahiye carry on


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#54)
KATIL SHAYAR
Registered Guest
KATIL SHAYAR has a spectacular aura aboutKATIL SHAYAR has a spectacular aura about
 
KATIL SHAYAR's Avatar
 
Offline
Posts: 263
Join Date: Mar 2009
Location: Chinchpokli bandar, khaaau gali
Rep Power: 17
24th June 2010, 09:00 PM

Quote:
Originally Posted by ISHK EK IBADAT View Post
shayar bhai
radhe radhe

bahut sahi bhavnaayen hai bas itna hi kahunga discussion healthy hona chahiye carry on
Sirr ji... Thanks

Lekin sirr ji ... Aapki raaye chahuunga ki ab tak k discussion me aapko loose point kaha laga?? Aur aapka saath zaruur chahuunga sirr ji...

'carry on' kehkar chale matt jaiyega




Aapko chuhe aur billi ki kahani sunani hai...
Jisme chuhe ne yaad dilaayi,billi ko nani hai...
lekin chuha bhool gaya tha k wo sapna tha...
aakhir me shamat to chuhe ki he aani hai :D
   
Reply With Quote
Old
  (#55)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
24th June 2010, 09:03 PM

jee ...raj sahab.......

mera bhi maqsad yahi hai ,ki veg khaane wale soche ki veg kyu nahi khana chaiye
   
Reply With Quote
Old
  (#56)
KATIL SHAYAR
Registered Guest
KATIL SHAYAR has a spectacular aura aboutKATIL SHAYAR has a spectacular aura about
 
KATIL SHAYAR's Avatar
 
Offline
Posts: 263
Join Date: Mar 2009
Location: Chinchpokli bandar, khaaau gali
Rep Power: 17
24th June 2010, 09:27 PM

Quote:
Originally Posted by zidd View Post
yaha aapne sirf bhuddijiviyo ko pukara .....
isliye koi reply dene aaya nahi
Hahahahahahahaha....... Sirr ji..... Aap yaha aaye ... Mere liye itna he bahut hai




Aapko chuhe aur billi ki kahani sunani hai...
Jisme chuhe ne yaad dilaayi,billi ko nani hai...
lekin chuha bhool gaya tha k wo sapna tha...
aakhir me shamat to chuhe ki he aani hai :D
   
Reply With Quote
Old
  (#57)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
25th June 2010, 03:00 AM

Quote:
Originally Posted by KATIL SHAYAR View Post
Aapka swagat hai zainy ji

Sorry zainy ji , kyunki itni badi-2 posts k beech aapki is post pe nazar daer se padi...

Aapse nivedan hai k maza to aap le.n... Parr apne vichaar bhi prakat kare.n is baare me...
Hamko bhi aapke vichaar jaankar maza aayega
so please ... Reply jaruur de.n


hahahaha.....aapne buddhijeevoN ko aawaz di tou maiN bhi chali aayi......

Jokes apart...I like this type of healthy discussions.....


waise idea bura nahi hai, kyuN na har hafte aysi eK thread post ki jaaye, jahaaN members khul ke apne vichaar rakh sakte hai...

waise bhi members ko yahaaN ,threads per ,zyada bolne se manaa kiya jaata hai ,tou ayse threads per kam se kam sabko khul ke baat karne ka mauqa milega..


and I am sure Raj sahab, aap hi yeh kaam bakhubi anjaam de sakte haiN...

Mods ki koi help chahiye tou zarur bataiye,

Bas khayaal rahe kisi per koi personal comment na kare aur religious matters ko include na kare...

plzz carry on with the discussion, (sorry for interrruption)..





Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#58)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
25th June 2010, 07:10 AM

Quote:
Originally Posted by KATIL SHAYAR View Post
Lucky ji.... Sankya pe matt jaiye..............

Quality is better than quantity


Jaise ki india ka rashtriya pashu cheeta hai jo ki sankhya me kaafi kamm hai parr hai to cheeta



Aur ek janab ne ye kaha ki agar ham bakro aur murgiyo ko nahi khayenge to santulan bigad jayega... To janab makhhi machharo ka bhi koi upaay karo... Unse kaafi santulan bigad jata hai

are bhayee

allout, goodnight, kachua-chhaap, mortine .. bagaira baigara ... use nahi karte kya .
  Send a message via Yahoo to janumanu  
Reply With Quote
Old
  (#59)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
Love 25th June 2010, 08:42 AM

Quote:
Originally Posted by KATIL SHAYAR View Post
Sirr ji... Thanks

Lekin sirr ji ... Aapki raaye chahuunga ki ab tak k discussion me aapko loose point kaha laga?? Aur aapka saath zaruur chahuunga sirr ji...

'carry on' kehkar chale matt jaiyega
shayar bhai
radhe radhe

mai kahin nahi jaa raha mai yahin hoon itminaan rakho aur jab bhi koi rai ki jaroorat hogi mai hazir hoon abhi tak bilkul sab healthy chal raha hai isiliye kaha hai ki caary on achha lag raha hai sabke vichaar padhkar khaas taur se tumhaare aur jidd bhai ke vichaar padhkar jidd bhai ka vakai jabab nahi bahut achhe hazir jabab hai anand aata hai unse baat karke


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#60)
KATIL SHAYAR
Registered Guest
KATIL SHAYAR has a spectacular aura aboutKATIL SHAYAR has a spectacular aura about
 
KATIL SHAYAR's Avatar
 
Offline
Posts: 263
Join Date: Mar 2009
Location: Chinchpokli bandar, khaaau gali
Rep Power: 17
25th June 2010, 11:15 AM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
hahahaha.....aapne buddhijeevoN ko aawaz di tou maiN bhi chali aayi......


Jokes apart...I like this type of healthy discussions.....


Its not a joke zainy ji you are really an intelligent personality




waise idea bura nahi hai, kyuN na har hafte aysi eK thread post ki jaaye, jahaaN members khul ke apne vichaar rakh sakte hai...


'aapka idea bhi achha hai... Chuunki ye chit chat k alawa 'discussion' forum bhi hai ... To shuru hona he chahiye... Maza aayega ...!


waise bhi members ko yahaaN ,threads per ,zyada bolne se manaa kiya jaata hai ,tou ayse threads per kam se kam sabko khul ke baat karne ka mauqa milega..


and I am sure Raj sahab, aap hi yeh kaam bakhubi anjaam de sakte haiN...

' idk aapko ye kaise laga ... Shayad aap bhi bakra dhoond rahi hain '

Mods ki koi help chahiye tou zarur bataiye,

Thanks and Sure...

Bas khayaal rahe kisi per koi personal comment na kare aur religious matters ko include na kare...

Never, not at all ...


plzz carry on with the discussion, (sorry for interrruption)..


Ye to poetry ki line jaisi lagti hai
Waise aapne apne vichaar prakat nahi kiye... Its not fair zainy ji............

Aapse kuch to ummeed karr he sakte hain hamm




Aapko chuhe aur billi ki kahani sunani hai...
Jisme chuhe ne yaad dilaayi,billi ko nani hai...
lekin chuha bhool gaya tha k wo sapna tha...
aakhir me shamat to chuhe ki he aani hai :D

Last edited by KATIL SHAYAR; 25th June 2010 at 11:23 AM..
   
Reply With Quote
Old
  (#61)
KATIL SHAYAR
Registered Guest
KATIL SHAYAR has a spectacular aura aboutKATIL SHAYAR has a spectacular aura about
 
KATIL SHAYAR's Avatar
 
Offline
Posts: 263
Join Date: Mar 2009
Location: Chinchpokli bandar, khaaau gali
Rep Power: 17
25th June 2010, 11:29 AM

Quote:
Originally Posted by janumanu View Post
are bhayee

allout, goodnight, kachua-chhaap, mortine .. bagaira baigara ... use nahi karte kya .
Namaskaar Vikas ji

Sirr ji.. Mai to use karrta hu...

Parr unka kya , jinko khane k liye kapde aur pehan'ne k liye roti naseeb nahi hoti
Bechaare footpaath parr he so jate hain... Rehne k liye chatt nahi hoti aur odhne k liye chaddar nahi hoti...
Unka to machhar khoon bhi nahi chodte..




Aapko chuhe aur billi ki kahani sunani hai...
Jisme chuhe ne yaad dilaayi,billi ko nani hai...
lekin chuha bhool gaya tha k wo sapna tha...
aakhir me shamat to chuhe ki he aani hai :D
   
Reply With Quote
Old
  (#62)
KATIL SHAYAR
Registered Guest
KATIL SHAYAR has a spectacular aura aboutKATIL SHAYAR has a spectacular aura about
 
KATIL SHAYAR's Avatar
 
Offline
Posts: 263
Join Date: Mar 2009
Location: Chinchpokli bandar, khaaau gali
Rep Power: 17
25th June 2010, 11:38 AM

Quote:
Originally Posted by ISHK EK IBADAT View Post
shayar bhai
radhe radhe

mai kahin nahi jaa raha mai yahin hoon itminaan rakho aur jab bhi koi rai ki jaroorat hogi mai hazir hoon abhi tak bilkul sab healthy chal raha hai isiliye kaha hai ki caary on achha lag raha hai sabke vichaar padhkar khaas taur se tumhaare aur jidd bhai ke vichaar padhkar jidd bhai ka vakai jabab nahi bahut achhe hazir jabab hai anand aata hai unse baat karke
Meera meera sirr ji
Aapka shukriya sirr ji ... Aapka saath rahega to zaruur gyaan me izafa hoga

Aur yakeenann zidd sahab ka koi tod nahi, unki baat he niraali hai...
Unke jaisa manza hua vyaktitv maine aaj tak nahi dekha... Sahi maayne me buddhijeevi hain ve
Asal vidwaan wahi hai jo apni baat ko kaise bhi sahi saabit karr de.. Aur ye gunn unke andar koot-2 k bhara hua hai unki shaily aur andaaz nirala hai aur behadd romanchak bhi..

Aur sirr ji... Is thread ka muhurat bhi unhi k kar kamlo dwara hua.. Jis se ye din dugni raat choguni tarakkee kar raha hai warna koi bhi is thread par aaya he nahi tha...

ab zyada bolunga to ajeeb lagega.. Isiliye viraam

Aur aapse guzaarish rahegi k samay-2 parr apne gyaan se nawaazte rahiyega sirr ji...

You are my fav. On sdc




Aapko chuhe aur billi ki kahani sunani hai...
Jisme chuhe ne yaad dilaayi,billi ko nani hai...
lekin chuha bhool gaya tha k wo sapna tha...
aakhir me shamat to chuhe ki he aani hai :D
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com