Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Taraahi Ghazal- sab ke sab BEWAFA nahi hote...!!
Old
  (#1)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
Lightbulb Taraahi Ghazal- sab ke sab BEWAFA nahi hote...!! - 21st December 2012, 03:13 PM

taraahi ghazal likhne ki oor mera pehla qadam hai ye, umeed karta hun ki aap sabhi ka saath aur mashwaraa milegaa mujhe, bhaiyon agar kahiN gadbad hui ho to bata dena, kyunki kisi se bhi islaah nahin karaya hai, bas khatm kar ke yahaaN feNk diyaa hai...



Beh'r- 2122 1212 22


jo khuda me yakeen rakhte hain,
ek pukhta zameen rakhte hain.

aajmane se toot jaate hain,
pyar rishtey maheen rakhte hain

sab ke sab bewafa nahi hote,
jo bhi chehre haseen rakhte hain.

aandhiyan unka kya beegarengi,
jo ki gehri zameen rakhte hain.

'taish', ik jeene ki tamanna hai,
hum isi me yakeen rakhte hain.



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Last edited by Taish; 21st December 2012 at 03:36 PM..
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Old
  (#2)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
21st December 2012, 03:24 PM

Lucky bhaii:

namaste!

aapko maine pehle bhee kaii baar paDhaa haii.. maiN kahuungaa aap jiss andaaz mein GhazleN liKhte haiN uss se haTkar aik aur nayaa andaaz ees Ghazal mein mujhe deKhne ko milaa aaj... bahot hi behterin Ghazal ! merii mubaaraqbaad aapko..!

KhuSh rahiye... apnaa Khayaal raKheN

duaaoN ke saath ijaazat

aapka

~Dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
ufaq
AN ILLUSION
ufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.com
 
ufaq's Avatar
 
Offline
Posts: 726
Join Date: Oct 2011
Rep Power: 33
21st December 2012, 03:25 PM

Quote:
Originally Posted by Taish View Post
taraahi ghazal likhne ki oor mera pehla qadam hai ye, umeed karta hun ki aap sabhi ka saath aur mashwaraa milegaa mujhe, bhaiyon agar kahiN gadbad hui ho to bata dena, kyunki kisi se bhi islaah nahin karaya hai, bas khatm kar ke yahaaN feNk diyaa hai...



Beh'r- 2122 1212 22


jo khuda me yakeen rakhte hain,
ek pukhta zameen rakhte hain.

aajmane se toot jaate hain,
pyar rishtey maheen rakhte hain

sab ke sab bewafa nahi hote,
jo bhi chehre haseen rakhte hain.

aandhiyan unka kya beegarengi,
jo ki gehri zameen rakhte hain.

'taish' ek jeene ki tamanna hai,
hum to isi me yakeen rakhte hain.
bhai bahut achchhi ghazal hain........meter bhi achchhi tarah nibhaaya hai bas maqte men do jagah chook ho gayi hai ..........ek ki takhti 21 aur ik ki takhti 2
...........maqte ke oola men ek ki jagah ik kar lo.................
saani men ham ke baad se to hataa le.....misra meter men aa jaayega......
ham isee men yakeen rakhte hai
...........................baaqi is ghazal par aapko dhero daad...............tc
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
AnjAAn!!!
Registered User
AnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud of
 
AnjAAn!!!'s Avatar
 
Offline
Posts: 686
Join Date: Sep 2010
Location: Rewa, Madhya Pradesh
Rep Power: 28
21st December 2012, 04:23 PM

Quote:
Originally Posted by Taish View Post
taraahi ghazal likhne ki oor mera pehla qadam hai ye, umeed karta hun ki aap sabhi ka saath aur mashwaraa milegaa mujhe, bhaiyon agar kahiN gadbad hui ho to bata dena, kyunki kisi se bhi islaah nahin karaya hai, bas khatm kar ke yahaaN feNk diyaa hai...



Beh'r- 2122 1212 22


jo khuda me yakeen rakhte hain,
ek pukhta zameen rakhte hain.

aajmane se toot jaate hain,
pyar rishtey maheen rakhte hain

sab ke sab bewafa nahi hote,
jo bhi chehre haseen rakhte hain.

aandhiyan unka kya beegarengi,
jo ki gehri zameen rakhte hain.

'taish', ik jeene ki tamanna hai,
hum isi me yakeen rakhte hain.
Taish bhai, bahut hi khoob ghazal kahi hai aapne. Kya andaaz hai...aalaa takhayyul..... umdaa bayaani.....

Bahut khoob. Baaki sab to Uffak bhai ne keh hi diya hai. Doosre sher ke saani misre ko dekhiye.


aajmane se toot jaate hain,
pyar rishtey maheen rakhte hain

'Pyaar rishtey' in lafzo'n ke maani sher ko huma rahe hai'n aur sher khul nahi'n paa raha hai. Ho sakta hai ye typo ho aur aapne 'pyare' ko 'pyar' likh diya.

Sher behr ke lihaaj se sahi hai lekin ba-ghaur-e-ma'ani aap is par bhi dhyaan deejiyega.

Ek baar fir se mubaarakbaad Qabool karo bhai.


_____________________________________
  Send a message via Yahoo to AnjAAn!!!  
Reply With Quote
Old
  (#5)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
21st December 2012, 04:24 PM

Quote:
Originally Posted by Taish View Post
taraahi ghazal likhne ki oor mera pehla qadam hai ye, umeed karta hun ki aap sabhi ka saath aur mashwaraa milegaa mujhe, bhaiyon agar kahiN gadbad hui ho to bata dena, kyunki kisi se bhi islaah nahin karaya hai, bas khatm kar ke yahaaN feNk diyaa hai...



Beh'r- 2122 1212 22


jo khuda me yakeen rakhte hain,
ek pukhta zameen rakhte hain.

aajmane se toot jaate hain,
pyar rishtey maheen rakhte hain

sab ke sab bewafa nahi hote,
jo bhi chehre haseen rakhte hain.

aandhiyan unka kya beegarengi,
jo ki gehri zameen rakhte hain.

'taish', ik jeene ki tamanna hai,
hum isi me yakeen rakhte hain.

Taish bhai... Khushaamdeeed... Muqammal ghazal ka apna alag hi lutf hotaa hai... halaki mehnat bhi badee lagtii hai.. lekin jab ye poori hotii hai to khushi me behad izaafa hotaa hai..

Sach kahu to mujhe poori ghazal aapki behad acchi lagi.. khayalon ke parwaaz bahot uunche dikhe... magar pehle sher ke baare me kuch kahunga to gustaakhi hogi... isme thodi si banawat lagee...


Likhte rahen.. aur aage se koshsih kareN.. shaant, aur khush man se likhne ki.. sab bahot aasaan ho jaega... Allah kare zore qalam ho aur bhi ziyaadah... khush rahiye and congratsssss once again....

Shaad...


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
21st December 2012, 05:17 PM

aandhiyan unka kya beegarengi,
jo ki gehri zameen rakhte hain.

WaaH ! Bahut UmdaaH !!

AchChhi Ghazal Huii ... Mubaaraqbaad !!!




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#7)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
21st December 2012, 09:00 PM

Bohat acchi ghazal hai Taish ji...yeh do ashaar bohat pasand aaye mujhe

aajmane se toot jaate hain,
pyar rishtey maheen rakhte hain

sab ke sab bewafa nahi hote,
jo bhi chehre haseen rakhte hain.




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#8)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
21st December 2012, 10:36 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
Taish bhai... Khushaamdeeed... Muqammal ghazal ka apna alag hi lutf hotaa hai... halaki mehnat bhi badee lagtii hai.. lekin jab ye poori hotii hai to khushi me behad izaafa hotaa hai..

Sach kahu to mujhe poori ghazal aapki behad acchi lagi.. khayalon ke parwaaz bahot uunche dikhe... magar pehle sher ke baare me kuch kahunga to gustaakhi hogi... isme thodi si banawat lagee...


Likhte rahen.. aur aage se koshsih kareN.. shaant, aur khush man se likhne ki.. sab bahot aasaan ho jaega... Allah kare zore qalam ho aur bhi ziyaadah... khush rahiye and congratsssss once again....

Shaad...


Shaad saahab bura to mera maan.na bantaa hai saahab ki aap seedhe seedha matla ko banawti keh deN... maiN aapse bas ye poochna chaahunga ki aapko ye banaawti kis hisaab se laga aur aapne kis base pe ise banaawti kahaa hai...?? shayad maiN bhi kuch seekh paaun jo mujhe nahin samajh aaya tha isme...


aur saahab aapke footnote ka jawaab faraz saahab ka ye sher lijiye:

Kafir K Dil Se Ayah On Ye Dekh Ker Faraz,
Khuda Mojood Hai Wahan Per Usay Pata Nahi……


Baanki ye link padh leN sabhi ke jawab ek doosre ke liye yahaan mil jaayeNge aapko ek saath....

http://www.hamariweb.com/poetries/poetry.aspx?id=32499



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Last edited by Taish; 21st December 2012 at 11:30 PM..
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Old
  (#9)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
22nd December 2012, 11:02 AM

Quote:
Originally Posted by Dhaval View Post
Lucky bhaii:

namaste!

aapko maine pehle bhee kaii baar paDhaa haii.. maiN kahuungaa aap jiss andaaz mein GhazleN liKhte haiN uss se haTkar aik aur nayaa andaaz ees Ghazal mein mujhe deKhne ko milaa aaj... bahot hi behterin Ghazal ! merii mubaaraqbaad aapko..!

KhuSh rahiye... apnaa Khayaal raKheN

duaaoN ke saath ijaazat

aapka

~Dhaval

Dhaval saahab shukriya.......................................... ......



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Old
  (#10)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,796
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
22nd December 2012, 01:33 PM

taish bhai umda gazal... Congrats...likhte rahein khush rahein..



एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
Old
  (#11)
Rajeev Sharma
Tere Intzaar Mein....
Rajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Rajeev Sharma's Avatar
 
Offline
Posts: 1,181
Join Date: Feb 2010
Location: Ludhiana(Punjab)
Rep Power: 39
22nd December 2012, 01:41 PM

Quote:
Originally Posted by Taish View Post


jo khuda me yakeen rakhte hain,
ek pukhta zameen rakhte hain.

Bahut Hi umadaa

aajmane se toot jaate hain,
pyar rishtey maheen rakhte hain

Yakin-n sahi, bilkul sahi kahaa aapne

sab ke sab bewafa nahi hote,
jo bhi chehre haseen rakhte hain.

Bahut bahut, bahut hi khuubbbb

aandhiyan unka kya beegarengi,
jo ki gehri zameen rakhte hain.

'taish', ik jeene ki tamanna hai,
hum isi me yakeen rakhte hain.
[/B]

Puri gazal bahut hi zayaada pasand aayi, MaiN duaa karta huN ki aapko aur aapki kalam ko aur bhi zaydaa himmat mile, yuN hi likhte rahiyega

khush rahiyega


maNzil pr nazar rakhtaa huN
zaari apnaa safar rakhtaa huN !!

===========================


sharma.rajeev701@gmail.com
https://www.facebook.com/rajeevsharmaraj111
http://www.rajeevsharmaraj.blogspot.com/
  Send a message via Yahoo to Rajeev Sharma  
Reply With Quote
Old
  (#12)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
23rd December 2012, 11:35 AM

Quote:
Originally Posted by uff ak View Post
bhai bahut achchhi ghazal hain........meter bhi achchhi tarah nibhaaya hai bas maqte men do jagah chook ho gayi hai ..........ek ki takhti 21 aur ik ki takhti 2
...........maqte ke oola men ek ki jagah ik kar lo.................
saani men ham ke baad se to hataa le.....misra meter men aa jaayega......
ham isee men yakeen rakhte hai
...........................baaqi is ghazal par aapko dhero daad...............tc
saahab aapki daad sar aankhon pe, aur aapke mutaabik change v kar diye hain main, bas yunhi saatth nibhaate rahiye.....



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Old
  (#13)
@ahna@
Registered User
@ahna@ has a spectacular aura about@ahna@ has a spectacular aura about
 
@ahna@'s Avatar
 
Offline
Posts: 299
Join Date: Dec 2012
Rep Power: 13
23rd December 2012, 11:46 AM

ossum gazal Taish ji... bahot hi khuub likhi hai aapne.........
last 2 sher bade ache lage
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
maikasH
Birha Tu Sultan
maikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant future
 
Offline
Posts: 1,810
Join Date: Aug 2001
Rep Power: 10
27th December 2012, 12:57 AM

Quote:
Originally Posted by Taish View Post
taraahi ghazal likhne ki oor mera pehla qadam hai ye, umeed karta hun ki aap sabhi ka saath aur mashwaraa milegaa mujhe, bhaiyon agar kahiN gadbad hui ho to bata dena, kyunki kisi se bhi islaah nahin karaya hai, bas khatm kar ke yahaaN feNk diyaa hai...



Beh'r- 2122 1212 22


jo khuda me yakeen rakhte hain,
ek pukhta zameen rakhte hain.

aajmane se toot jaate hain,
pyar rishtey maheen rakhte hain

sab ke sab bewafa nahi hote,
jo bhi chehre haseen rakhte hain.

aandhiyan unka kya beegarengi,
jo ki gehri zameen rakhte hain.

'taish', ik jeene ki tamanna hai,
hum isi me yakeen rakhte hain.

aadaab bhai,

achche she'r kehte haiN aap, bohta lutf aNdoz hua aapki yeh Ghazal padh kar

go majboor to mujhe Ghazal ke chauthe she'r ne kiya ke aapke takkhayyul ka daad par sau-fee-sadii haq ban'ta hai lekin mera pasaNdiidaa she'r Ghazal ka she'r #2 raha

mashq jaari rakhiye

rab raakha
maikash


.........................................

is tarhe teri yaad meiN har shaam dhaley hai
goyaa koyi nagin si kalejey pe chaley hai

maikash
...............................
 Send a message via ICQ to maikasH Send a message via Yahoo to maikasH  
Reply With Quote
Old
  (#15)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
27th December 2012, 02:04 PM

Sir

bohat khoob likha hai ..aapne

Kunaal


KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#16)
Ahmad Hyderabadi
Registered Member
Ahmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant future
 
Offline
Posts: 933
Join Date: Oct 2011
Location: Hyderabad (Deccan)
Rep Power: 31
1st January 2013, 07:48 PM

Quote:
Originally Posted by Taish View Post
taraahi ghazal likhne ki oor mera pehla qadam hai ye, umeed karta hun ki aap sabhi ka saath aur mashwaraa milegaa mujhe, bhaiyon agar kahiN gadbad hui ho to bata dena, kyunki kisi se bhi islaah nahin karaya hai, bas khatm kar ke yahaaN feNk diyaa hai...



Beh'r- 2122 1212 22


jo khuda me yakeen rakhte hain,
ek pukhta zameen rakhte hain.

aajmane se toot jaate hain,
pyar rishtey maheen rakhte hain

sab ke sab bewafa nahi hote,
jo bhi chehre haseen rakhte hain.

aandhiyan unka kya beegarengi,
jo ki gehri zameen rakhte hain.

'taish', ik jeene ki tamanna hai,
hum isi me yakeen rakhte hain.
Tasleemaat Lucky Bhaee!

Aapki ghazal bayhad khoobsoorat wa asardaar haye. Asardaar isliyay ki iskay aakhri do ashaar (quoted below) baar baar goonjtay hayn zahan kay dareechaon mayn! Aap isay likhtay waqt kis mawqoof mayn thay yay aap hee jaantay hayn laykin mayra maanna haye in ashaaraon mayn kaafee hadd tak sachchaee mawjood haye....

aandhiyan unka kya beegarengi,
jo ki gehri zameen rakhte hain.


'taish', ik jeene ki tamanna hai,
hum isi me yakeen rakhte hain.


Duagoh
Ahmad
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com