Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Baat Karo
Old
  (#1)
ek_wafa
Koshish
ek_wafa will become famous soon enoughek_wafa will become famous soon enough
 
ek_wafa's Avatar
 
Offline
Posts: 214
Join Date: Jul 2005
Rep Power: 20
Baat Karo - 25th September 2006, 06:29 PM

Kyun na abb dam-e-akhir* takk aane ki Baat Karo (=last breath)
Talkhi-e-ziist* mein Rooh doob jane ki Baat Karo (=bitterness of reality)

Ghum mein Mahaarat hasil hai mujhe
Abb toh sang-o-khar* udane ki Baat Karo (=stones & thorns)

Rabta kya rakhna yaaron Zindagi se
Jism se jaan nikal jane ki Baat Karo

Juu-e-dard* se nikal kar phir Zinda hai (=river of pain)
Dil-e-kasta* pe Khanzar chalane ki Baat Karo (=wounded heart)

Faiyaaz* se jo firte hain wo Dil fareb hain “wafa” (=kind heart)
Yun na kisi ko humnafas banane ki Baat Karo


Aaina mujhse meri pehli si surat maange
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
25th September 2006, 07:51 PM

Faiyaaz* se jo firte hain wo Dil fareb hain “wafa” (=kind heart)
Yun na kisi ko humnafas banane ki Baat Karo

hello wafa ji,
kaisi hain aap?ek muddat baad aapka kalaam padhne naseeb hua.hamesha ki tarah lajawaab.bahut acha laga padhkar.likhti rahiye.


yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
Re: Baat Karo
Old
  (#3)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Re: Baat Karo - 26th September 2006, 10:34 AM

Quote:
Originally posted by ek_wafa
Kyun na abb dam-e-akhir* takk aane ki Baat Karo (=last breath)
Talkhi-e-ziist* mein Rooh doob jane ki Baat Karo (=bitterness of reality)

Ghum mein Mahaarat hasil hai mujhe
Abb toh sang-o-khar* udane ki Baat Karo (=stones & thorns)

Rabta kya rakhna yaaron Zindagi se
Jism se jaan nikal jane ki Baat Karo

Juu-e-dard* se nikal kar phir Zinda hai (=river of pain)
Dil-e-kasta* pe Khanzar chalane ki Baat Karo (=wounded heart)

Faiyaaz* se jo firte hain wo Dil fareb hain “wafa” (=kind heart)
Yun na kisi ko humnafas banane ki Baat Karo
waffa ji aapko phele daffa pad rahi hu, bahut khoob likhti hai.n aap. aapka kalaam dil par cha gaya. daad kabool farmaye.

aapki dost


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Rubeena Parveen
Registered User
Rubeena Parveen is on a distinguished road
 
Rubeena Parveen's Avatar
 
Offline
Posts: 111
Join Date: Apr 2006
Location: new delhi 25
Rep Power: 19
26th September 2006, 03:38 PM

adab wafa ji

kaisi hain kafi arse bad apka kalaam padha
mujhe hamsha apke kalam ka intezar rehta

apne bilkul durust likha he ki apko gham main maharat hasil he

Ghum mein Mahaarat hasil hai mujhe
Abb toh sang-o-khar* udane ki Baat Karo (=stones & thorns)

bahut khoooooob apki ghazal gham ka sailab liye hue he jise padh kar haqiqat main andar tak rooh kaNp jati he bahut shandar

keep it up

keep writng
take care
bye


------------


Mangi thi mene tumse mohbbat ki zindagi
Zindagi ko tumne mohbbat bana diya
   
Reply With Quote
Re: Baat Karo
Old
  (#5)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
Re: Baat Karo - 26th September 2006, 11:21 PM

Quote:
Originally posted by ek_wafa
Kyun na abb dam-e-akhir* takk aane ki Baat Karo (=last breath)
Talkhi-e-ziist* mein Rooh doob jane ki Baat Karo (=bitterness of reality)

Ghum mein Mahaarat hasil hai mujhe
Abb toh sang-o-khar* udane ki Baat Karo (=stones & thorns)

Rabta kya rakhna yaaron Zindagi se
Jism se jaan nikal jane ki Baat Karo

Juu-e-dard* se nikal kar phir Zinda hai (=river of pain)
Dil-e-kasta* pe Khanzar chalane ki Baat Karo (=wounded heart)

Faiyaaz* se jo firte hain wo Dil fareb hain “wafa” (=kind heart)
Yun na kisi ko humnafas banane ki Baat Karo


waaaaaaah waaaaaaaaaaah

wafaaa aap ne to kamal hi kar diya kyaa khoob likha hai
dil dil chir kar ghar kar diya is kalaam ne tumaare ,

sach mai kyaao khoobsoorat se labzo ko tumne chuna hai sach mai padh kar majaa aa gayaa

aise hi likhti raho
manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Old
  (#6)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
26th September 2006, 11:27 PM

wah wafa ji

aapka ye likha hua bahot hi pasand aaya

ummid hai aap hamesha uhi likhte rahogi

aapka dost
dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Re: Baat Karo
Old
  (#7)
dilip200
Adhoori Aas
dilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud of
 
dilip200's Avatar
 
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 31
Re: Baat Karo - 27th September 2006, 08:40 AM

Quote:
Originally posted by ek_wafa
Kyun na abb dam-e-akhir* takk aane ki Baat Karo (=last breath)
Talkhi-e-ziist* mein Rooh doob jane ki Baat Karo (=bitterness of reality)

Ghum mein Mahaarat hasil hai mujhe
Abb toh sang-o-khar* udane ki Baat Karo (=stones & thorns)

Rabta kya rakhna yaaron Zindagi se
Jism se jaan nikal jane ki Baat Karo

Juu-e-dard* se nikal kar phir Zinda hai (=river of pain)
Dil-e-kasta* pe Khanzar chalane ki Baat Karo (=wounded heart)

Faiyaaz* se jo firte hain wo Dil fareb hain “wafa” (=kind heart)
Yun na kisi ko humnafas banane ki Baat Karo


wafa ji,
aaj aapko maine pahli martaba pada hai !... pata nahi isse pahle aapne apne kalam post nahi kiye ya meri nazar main nahi aaye.. ho sakta hai ki shayad jab se maine ise join kiya hai uske baad ka ye aapka pahla kalam ho............ bakai bahut koob likhti hain aap....... har ek sher main apne aseem dard sanjoya hai..... kashh kar ke aapka urdu ke shawo.n ka istemal karne ka tareeka kafi sanjeeda hai....
aapke is dard bahre kalam per dilip ki dil se dard bhari daad hazir hai kabool farmaiyega............


ek begana sa dost
dilip


" Dilip " -Ek Adhoora khwab


Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
  Send a message via Yahoo to dilip200  
Reply With Quote
hi
Old
  (#8)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
hi - 27th September 2006, 12:27 PM

Rabta kya rakhna yaaron Zindagi se
Jism se jaan nikal jane ki Baat Karo

Juu-e-dard* se nikal kar phir Zinda hai (=river of pain)
Dil-e-kasta* pe Khanzar chalane ki Baat Karo (=wounded heart)

wafa appko raj ka salaam...wah kaya baat hai kaya khub kaha appne......har ek ashaar apni zubani khud bolta hai.....har share mukamal hai.....meri dil se daad kabool karna upper likhe dono share bhut ache lage......yu hee aati rehna or mehphil ko rangeen banati rehna.......take care......raj.......


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Old
  (#9)
Aman_rahi
Paigaam-e-Aman
Aman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really nice
 
Aman_rahi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,689
Join Date: Oct 2004
Location: Patiala, Punjab, India. Now:Pune, India
Rep Power: 26
29th September 2006, 01:31 AM

Wafa Ji.....

Kya baat kahi hai in lafzon mein......behtareen peshkash hai .....

dilli daad kabool farmeyin........har ek misra apne- aap mein muqqamal hai............

Khush Rahiye............



**(*·.¸(`·.¸ ¸.·´)¸.·*)**
*·.¸Paigaam -e- Aman¸.·*
**(¸.·´(¸.·* *·.¸)`·.¸)**


~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
inhan ankhaaon vicho kadi, tere hanju vaghe si.....
aaj ki hoye, jehda ^AMAN^ da lahoo vagda ae......

AMAN RAHI
  Send a message via Yahoo to Aman_rahi  
Reply With Quote
Old
  (#10)
aarya
trail of thoughts
aarya is just really niceaarya is just really niceaarya is just really niceaarya is just really niceaarya is just really nice
 
Offline
Posts: 387
Join Date: Sep 2006
Location: in the hopes of my family
Rep Power: 22
29th September 2006, 06:57 AM

"ek_wafa"ji

aapki likhe lafz padhe, bahut badhiya lage.Urdu kamzor hone ke karan accha laga ki aapne lafzon ke bagal main unka matlab bhi samjhaya.

aisi acchi shayri padhne aur samajhne ki koshish mai.......


best regards
aarya
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
ek_wafa
Koshish
ek_wafa will become famous soon enoughek_wafa will become famous soon enough
 
ek_wafa's Avatar
 
Offline
Posts: 214
Join Date: Jul 2005
Rep Power: 20
30th October 2006, 07:18 PM

Quote:
Originally Posted by akelijaan View Post
Faiyaaz* se jo firte hain wo Dil fareb hain “wafa” (=kind heart)
Yun na kisi ko humnafas banane ki Baat Karo

hello wafa ji,
kaisi hain aap?ek muddat baad aapka kalaam padhne naseeb hua.hamesha ki tarah lajawaab.bahut acha laga padhkar.likhti rahiye.
bahut bahut shurkiya aapka.....mujhe yaad rakhne ka aur mere kalaam par gaur karne ka....tah-e-dil se shukriya ada karti hoon aapka

shukriya!


Aaina mujhse meri pehli si surat maange
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
ek_wafa
Koshish
ek_wafa will become famous soon enoughek_wafa will become famous soon enough
 
ek_wafa's Avatar
 
Offline
Posts: 214
Join Date: Jul 2005
Rep Power: 20
30th October 2006, 07:20 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
waffa ji aapko phele daffa pad rahi hu, bahut khoob likhti hai.n aap. aapka kalaam dil par cha gaya. daad kabool farmaye.

aapki dost
bahut bahut shukriya Sunita ji
aapki di daad sar ankhon par
shukriya!


Aaina mujhse meri pehli si surat maange
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
ek_wafa
Koshish
ek_wafa will become famous soon enoughek_wafa will become famous soon enough
 
ek_wafa's Avatar
 
Offline
Posts: 214
Join Date: Jul 2005
Rep Power: 20
30th October 2006, 07:22 PM

Quote:
Originally Posted by Rubeena Parveen View Post
adab wafa ji

kaisi hain kafi arse bad apka kalaam padha
mujhe hamsha apke kalam ka intezar rehta

apne bilkul durust likha he ki apko gham main maharat hasil he

Ghum mein Mahaarat hasil hai mujhe
Abb toh sang-o-khar* udane ki Baat Karo (=stones & thorns)

bahut khoooooob apki ghazal gham ka sailab liye hue he jise padh kar haqiqat main andar tak rooh kaNp jati he bahut shandar

keep it up

keep writng
take care
bye


------------
bahut bahut shukriya Rubeena ji...aap mere kalaam takk pahunchi..mere lafzon ko sarah...behad khushi hui.....aapko yahan dekhkar...bahut shukriya!


Aaina mujhse meri pehli si surat maange
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
31st October 2006, 05:11 PM

wafa jii:

Namaste:

aap ke ess kalaam ka maqta mujeh behad behad pasand aaya.. bohat khoob farmaayaa hai aap ne.. dili daad aur mubaarak-baad qubool kejiyegaa.. yuuN hi aati raheN aur liKhati raheN...

Quote:
Faiyaaz* se jo firte hain wo Dil fareb hain “wafa” (=kind heart)
Yun na kisi ko humnafas banane ki Baat Karo
waah! waah!

Mayank
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#15)
ek_wafa
Koshish
ek_wafa will become famous soon enoughek_wafa will become famous soon enough
 
ek_wafa's Avatar
 
Offline
Posts: 214
Join Date: Jul 2005
Rep Power: 20
1st November 2006, 02:40 PM

Quote:
Originally Posted by acharya_mj View Post
waaaaaaah waaaaaaaaaaah

wafaaa aap ne to kamal hi kar diya kyaa khoob likha hai
dil dil chir kar ghar kar diya is kalaam ne tumaare ,

sach mai kyaao khoobsoorat se labzo ko tumne chuna hai sach mai padh kar majaa aa gayaa

aise hi likhti raho
manu
shukriya Manu.....bahut shukriya tumhara


Aaina mujhse meri pehli si surat maange
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
ek_wafa
Koshish
ek_wafa will become famous soon enoughek_wafa will become famous soon enough
 
ek_wafa's Avatar
 
Offline
Posts: 214
Join Date: Jul 2005
Rep Power: 20
1st November 2006, 02:42 PM

Quote:
Originally Posted by dhavalrami4you View Post
wah wafa ji

aapka ye likha hua bahot hi pasand aaya

ummid hai aap hamesha uhi likhte rahogi

aapka dost
dhaval
shukriya Dhaval ji..bahut bahut shurkiya
ji bilkul meri umeed bhi yahi hai
shukriya


Aaina mujhse meri pehli si surat maange
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
ek_wafa
Koshish
ek_wafa will become famous soon enoughek_wafa will become famous soon enough
 
ek_wafa's Avatar
 
Offline
Posts: 214
Join Date: Jul 2005
Rep Power: 20
1st November 2006, 02:46 PM

Quote:
Originally Posted by dilip200 View Post


wafa ji,
aaj aapko maine pahli martaba pada hai !... pata nahi isse pahle aapne apne kalam post nahi kiye ya meri nazar main nahi aaye.. ho sakta hai ki shayad jab se maine ise join kiya hai uske baad ka ye aapka pahla kalam ho............ bakai bahut koob likhti hain aap....... har ek sher main apne aseem dard sanjoya hai..... kashh kar ke aapka urdu ke shawo.n ka istemal karne ka tareeka kafi sanjeeda hai....
aapke is dard bahre kalam per dilip ki dil se dard bhari daad hazir hai kabool farmaiyega............


ek begana sa dost
dilip
Dilip ji masroofiyat ke chalte aana nahin ho pata mera yahan....aapne pehli martaba padha mujhe aur aapko pasand aaya mera kalaam uske tah-e-dil se aapki shukrguzar hoon
ek baat aur kehna chahungi aapne akhir mein likha "begana sa dost"?....ye mujhe kuch samajh nahin aaya ...bura na manyiega magar mere khayalat kuch aise hain ki ya toh wo dost nahin ya phir wo begana nahin......
shukriya


Aaina mujhse meri pehli si surat maange
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
ek_wafa
Koshish
ek_wafa will become famous soon enoughek_wafa will become famous soon enough
 
ek_wafa's Avatar
 
Offline
Posts: 214
Join Date: Jul 2005
Rep Power: 20
1st November 2006, 02:48 PM

Quote:
Originally Posted by rajveeer View Post
Rabta kya rakhna yaaron Zindagi se
Jism se jaan nikal jane ki Baat Karo

Juu-e-dard* se nikal kar phir Zinda hai (=river of pain)
Dil-e-kasta* pe Khanzar chalane ki Baat Karo (=wounded heart)

wafa appko raj ka salaam...wah kaya baat hai kaya khub kaha appne......har ek ashaar apni zubani khud bolta hai.....har share mukamal hai.....meri dil se daad kabool karna upper likhe dono share bhut ache lage......yu hee aati rehna or mehphil ko rangeen banati rehna.......take care......raj.......
namaskar Raj ji....acha laga aapko yahan dekhkar.....bahut bahut shukriya aapka....mere kalaam takk pahunchne ke liye ..usse pasand karne ke liye bahut bahut shukriya....ji koshish rahegi....yahan bhi waqt de sakun...
shukriya


Aaina mujhse meri pehli si surat maange
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
ek_wafa
Koshish
ek_wafa will become famous soon enoughek_wafa will become famous soon enough
 
ek_wafa's Avatar
 
Offline
Posts: 214
Join Date: Jul 2005
Rep Power: 20
1st November 2006, 02:50 PM

Quote:
Originally Posted by Aman_rahi View Post
Wafa Ji.....

Kya baat kahi hai in lafzon mein......behtareen peshkash hai .....

dilli daad kabool farmeyin........har ek misra apne- aap mein muqqamal hai............

Khush Rahiye............
bahut bahut shukriya Aman ji
acha laga aapko yahan dekhkar....aapne mere kalaam ek liye smay nikala bahut shukriya


Aaina mujhse meri pehli si surat maange
   
Reply With Quote
Old
  (#20)
ek_wafa
Koshish
ek_wafa will become famous soon enoughek_wafa will become famous soon enough
 
ek_wafa's Avatar
 
Offline
Posts: 214
Join Date: Jul 2005
Rep Power: 20
1st November 2006, 05:32 PM

Quote:
Originally Posted by aarya View Post
"ek_wafa"ji

aapki likhe lafz padhe, bahut badhiya lage.Urdu kamzor hone ke karan accha laga ki aapne lafzon ke bagal main unka matlab bhi samjhaya.

aisi acchi shayri padhne aur samajhne ki koshish mai.......


best regards
aarya
Shukriya Aarya ji..bahut shukriya


Aaina mujhse meri pehli si surat maange
   
Reply With Quote
Old
  (#21)
ek_wafa
Koshish
ek_wafa will become famous soon enoughek_wafa will become famous soon enough
 
ek_wafa's Avatar
 
Offline
Posts: 214
Join Date: Jul 2005
Rep Power: 20
1st November 2006, 05:34 PM

Quote:
Originally Posted by Anjana Rahi View Post
wafa jii:

Namaste:

aap ke ess kalaam ka maqta mujeh behad behad pasand aaya.. bohat khoob farmaayaa hai aap ne.. dili daad aur mubaarak-baad qubool kejiyegaa.. yuuN hi aati raheN aur liKhati raheN...



waah! waah!

Mayank
shukriya Mayank ji…..bahut shukriya aapka


Aaina mujhse meri pehli si surat maange
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Koi Baat Dil Se Yun Naa Lagaya Karo ...!!! naresh_mehra110 Shayri-e-Dard 52 23rd July 2010 07:42 AM
Dil Ki Baat Hum Se Na Chupaya Karo.... ashiq awara, Shayri-e-Dard 0 16th May 2006 07:18 PM
Baat Karo Vipinbox Shayri-e-Ishq 7 30th December 2005 03:12 PM
baat karo trufellings1 Shayri-e-Dard 1 22nd December 2004 06:08 PM
jane do ab aur tum kia baat karo gey. Neha Haroon Shayri-e-Ishq 1 28th March 2003 05:26 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com