Quote:
Originally Posted by nalinmehra
main toh tere pyar mein deewana ho gaya
dilruba yeh bata kya karu tere siva
main toh tere pyar mein deewana ho gaya
dasne lagi hain mujhe kyon yeh tanhaaiyan
har pal main dekhu bas teri parchhaiyaan,
rab di kasam main toh jaana tere pyar mein
bhale marr jaaun par sahu na judaaiyaan
khana nahi pina nahi tere intezaar mein
rog yeh anokha mila mujhe tere pyar mein
tadpu main tere bin ghadi ghadi palchhin
uljha ke chhoda tune isi rozgaar mein
main toh tere pyar mein deewana ho gaya
dilruba yeh bata kya karu tere siva
main toh tere pyar mein deewana ho gaya
Adapted
|
nalin sahab.....namaste
apka yeh andaz mujhe sab se accha laga............
ik baat mujhe zara khatki.................JUDAIYAAN word shayad nahin banata...........magar mujhe confirm nahin hai...agar koi expert clear karein to mere ilm aur apke ilm me thoda ijafa ho..............
isbar lekin wakai mazaa aa gaya apki rachna padkar
regards