Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Mashahoor Shayar

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Ahmed Faraz - ab ke ham bichhaDe to shaayad kabhii Khvaabon mein milen
Old
  (#1)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
Thumbs up Ahmed Faraz - ab ke ham bichhaDe to shaayad kabhii Khvaabon mein milen - 30th September 2005, 04:12 AM

ab ke ham bichhaDe to shaayad kabhii Khvaabon mein milen
jis tarah suukhe hue phuul kitaabon mein milen

DhuuNDh ujaDe hue logon mein vafaa ke motii
ye Khazaane tujhe mumkin hai Kharaabon mein milen

[uja.De=desolated, ruined; Kharaab=bad]

tuu Khudaa hai na meraa ishq farishton jaisaa
donon insaaN hain to kyon itane hijaabon mein milen

[hijaab - veil, here it means barrier]

Gam-e-duniyaa bhii Gam-e-yaar me.n shaamil kar lo
nashaa ba.Dataa hai sharabe.n jo sharaabon mein milen

aaj ham daar pe khe.nche gaye jin baato.n par
kyaa ajab kal vo zamaane ko nisaabon mein milen

ab na vo main huuN na tu hai na vo maazii hai `Faraaz',
jaise do shaKhs tamannaa ke saraabon mein milen

[maazii=past; saraab - illusion, mirage]


"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."


**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
Old
  (#2)
Pyarali Rajan
Registered User
Pyarali Rajan is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 403
Join Date: Oct 2001
Location: Copenhagen, Denmark
Rep Power: 23
30th September 2005, 04:53 PM

Farhana Ji,

Mehdi Hassan Ji ki awaz ney ees Ghazal ko chaar chand laga diye hai- My favourit one!!

Rajan!


cool
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
30th September 2005, 08:30 PM

haan rajan,bilkul sahi kaha.i really loved his voice in this ghazal.take care


"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."


**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Hum milen ya na milen zindegi ke safer mein,Baqi bas mohabbat ke nishan milenge. Mohammad Kashif Shayri-e-Dard 25 22nd November 2014 02:42 PM
Ahmed Faraz huzefa Shayri-e-Mashahoor Shayar 0 7th May 2009 04:05 PM
ab ke ham bichhade to shaayad kabhii Khvaabon mein milen by ahmed faraz dilip200 Shayri-e-Mashahoor Shayar 0 28th August 2008 04:12 PM
rangish ( faraz ahmed ) sohanii Shayri-e-Dard 1 30th December 2005 08:41 PM
badan mein aag sii cheharaa gulaab jaisaa hay - Ahmed Faraz Mahek Shayri-e-Mashahoor Shayar 0 27th March 2003 09:12 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com